MAA GANGA KE JALKO BHI CLEAN RAKHNA HO GAYA HAI 🔥🔥🔥🔥 FROUD KARNE WAALE BABA JEE SE BHI AI ALRETS RAKHNA PHIR KOI BHI PROBLEM NAHI HOGI 😜👏👏👏 CROWDS CONTROL KARNA UTTAR PRADESH POLICE OFFICER KE LIYE BIG CHALLENGE HAI 🔥🔥🔥🔥 NAMASTE INDIA ❣️ ENJOYING ALL INDIAN'S PEOPLE'S PROUDLY FEEL NOW HUM SAB SAHI RAAH BAS BHAGWAN UPER SE DIRECTLY DEKH HI RAHA HAI 😜🔐
महाकुंभ 2025 में सनातन धर्म क्या होता है, यह जानने को मौका अखिलेश यादव, मायावती, राहुल गांधी को मिलेगा, महाकुंभ 2025 में सनातन धर्म को और मजबूत करना की जरूरत है
!!! I'm from Prayagraj (allahabad) aur ye Kumbh 2025 ki wajah se pure sheher ko barbad kar diya hai. Purane purane laakho ped kaate hai, bas bekar quality ki sadke aur bridge bana rahe hai Jo kumbh ke baad 1 saal bhi nahi tikega. Bahar se aane wale sharanarthiyo ke liye har jagah mobile toilets laga rahe hai yaha tak ki logo ke ghar ke samne (bahar wale gandagi karke jaaye, jhelne ke liye sheher wale toh hai hi). Hawa mei bas dust, smog ke alawa kuch nahi hai. My heart broke when is saw remains of thousands of butchered trees in the name of "infrastructure and development". Purani buildings ko renovate karne ke jagah puri tarah se change kar de rahe hai, unki historical value khatm kar de rahe hai. the city is hell for those who live in the city
To fir jinko dikkat hae bahar walo se unko keh do ki ye bahar wale jo prayagraj me aker ke pesa kharch karege usko bhi swikar mat kerna mahakumbh me apni dukan kholker pese kamane mat lag Jana
@@KIM_JONG_UN_MOTA_BHAI1008 first of all, sheher ke saare log dukan kholke nahi baith jaate hai lekin problems sabhi ko ho rahi hai. Yaha har cheez ka price badha diya hai, sheher ke andar travelling nark bana diya hai. Roads barbad kar di hai yaha tak ki bachho ko school jaane mei aur logo ko office Jane mei pehle jitna transport pe kharch karna hota tha usse double ho gaya hai. Sheher mei iss time 1 mahine reh ke dekho pata chal jayega, kumbh ke time toh pura desh hi aata hai yaha, kumbh se pehle Jo haal hai isme reh ke dekho tab bolo
@@KIM_JONG_UN_MOTA_BHAI1008 aur jo nature ko barbad kiya woh alag. Kheto ke beech se roads nikal rahe hai jo kumbh ke baad na hi use hongi aur na hi maintain hogi. Purane purane karodo pedho ki bali chadha di. Kyu? Roads nikalni hai jo bas 1 mahine ke liye use hongi. Purane temples ki originality hata ke naye tiles laga diye jiski bhi maintain ance nahi hogi. Kyu? Kyuki prayagraj bas kumbh ke time hi yaad aata hai
@@KIM_JONG_UN_MOTA_BHAI1008 aur 5th fail buddhi wale tum ho. Sheher ke saare log dukan kholke nahi baith jaate hai lekin problems sabhi ko ho rahi hai iss time pure sheher mei construction, demolition, road diversions wagarh ki wajah se. Aakar ke quality dekh lo iss infrastructure ki jo bas Kumbh ke 1 month use hogi aur bas kaam khatm. Na maintanence hogi aur sab kharab. Bahar se itne zyada log aajayenge ki yaha kuch kharidna mushkil ho jayega normal middle-class families ke liye (abhi hi prices koi kam nahi hai. Aur ye mat bol dena ki saare middle-class family ke log dukan khol lete hai 💀)
Jai shree Ram ❤❤❤❤❤❤❤❤❤
BAHUT sunder❤❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉🎉
जय श्री राम ❤❤❤❤❤
Bahut badiya
हर हर गंगे,,🚩🚩👏👏
Jaya ho
बहुत ही बढ़िया जानकारी
अखंड विश्व गुरु भारत सत्य सनातन धर्म की जय हो
बहुत-सुन्दर-जानकारी-मिली
HAR HAR MAHADEV
❤❤❤❤❤❤
Jay Mata santoshi jaishankar Prasad
Jay shree ram
Har har Mahadev 🚩🙏🔱🚩
Nice video 😊
Supar
MAA GANGA KE JALKO BHI CLEAN RAKHNA HO GAYA HAI 🔥🔥🔥🔥 FROUD KARNE WAALE BABA JEE SE BHI AI ALRETS RAKHNA PHIR KOI BHI PROBLEM NAHI HOGI 😜👏👏👏 CROWDS CONTROL KARNA UTTAR PRADESH POLICE OFFICER KE LIYE BIG CHALLENGE HAI 🔥🔥🔥🔥 NAMASTE INDIA ❣️ ENJOYING ALL INDIAN'S PEOPLE'S PROUDLY FEEL NOW HUM SAB SAHI RAAH BAS BHAGWAN UPER SE DIRECTLY DEKH HI RAHA HAI 😜🔐
महाकुंभ 2025 में सनातन धर्म क्या होता है, यह जानने को मौका अखिलेश यादव, मायावती, राहुल गांधी को मिलेगा, महाकुंभ 2025 में सनातन धर्म को और मजबूत करना की जरूरत है
Kaun kaun prayagraj se h
!!! I'm from Prayagraj (allahabad) aur ye Kumbh 2025 ki wajah se pure sheher ko barbad kar diya hai. Purane purane laakho ped kaate hai, bas bekar quality ki sadke aur bridge bana rahe hai Jo kumbh ke baad 1 saal bhi nahi tikega. Bahar se aane wale sharanarthiyo ke liye har jagah mobile toilets laga rahe hai yaha tak ki logo ke ghar ke samne (bahar wale gandagi karke jaaye, jhelne ke liye sheher wale toh hai hi). Hawa mei bas dust, smog ke alawa kuch nahi hai. My heart broke when is saw remains of thousands of butchered trees in the name of "infrastructure and development". Purani buildings ko renovate karne ke jagah puri tarah se change kar de rahe hai, unki historical value khatm kar de rahe hai. the city is hell for those who live in the city
Abbe o bhai tu shabd kya bol raha hae malum hae sharnarthi ka matlab kya hota hae kuch malum hae beta pehle 10th pass ker lo fir apna gyan jhado
To fir jinko dikkat hae bahar walo se unko keh do ki ye bahar wale jo prayagraj me aker ke pesa kharch karege usko bhi swikar mat kerna mahakumbh me apni dukan kholker pese kamane mat lag Jana
@@KIM_JONG_UN_MOTA_BHAI1008 first of all, sheher ke saare log dukan kholke nahi baith jaate hai lekin problems sabhi ko ho rahi hai. Yaha har cheez ka price badha diya hai, sheher ke andar travelling nark bana diya hai. Roads barbad kar di hai yaha tak ki bachho ko school jaane mei aur logo ko office Jane mei pehle jitna transport pe kharch karna hota tha usse double ho gaya hai. Sheher mei iss time 1 mahine reh ke dekho pata chal jayega, kumbh ke time toh pura desh hi aata hai yaha, kumbh se pehle Jo haal hai isme reh ke dekho tab bolo
@@KIM_JONG_UN_MOTA_BHAI1008 aur jo nature ko barbad kiya woh alag. Kheto ke beech se roads nikal rahe hai jo kumbh ke baad na hi use hongi aur na hi maintain hogi. Purane purane karodo pedho ki bali chadha di. Kyu? Roads nikalni hai jo bas 1 mahine ke liye use hongi. Purane temples ki originality hata ke naye tiles laga diye jiski bhi maintain ance nahi hogi. Kyu? Kyuki prayagraj bas kumbh ke time hi yaad aata hai
@@KIM_JONG_UN_MOTA_BHAI1008 aur 5th fail buddhi wale tum ho. Sheher ke saare log dukan kholke nahi baith jaate hai lekin problems sabhi ko ho rahi hai iss time pure sheher mei construction, demolition, road diversions wagarh ki wajah se. Aakar ke quality dekh lo iss infrastructure ki jo bas Kumbh ke 1 month use hogi aur bas kaam khatm. Na maintanence hogi aur sab kharab. Bahar se itne zyada log aajayenge ki yaha kuch kharidna mushkil ho jayega normal middle-class families ke liye (abhi hi prices koi kam nahi hai. Aur ye mat bol dena ki saare middle-class family ke log dukan khol lete hai 💀)
27 so nahi 27 lakh Cemra lggao
❤❤❤❤ jai shri ram