Assalammualaikum Mai nai yeah receipe haleem with korma try ki aj Mashallah Mashallah bhut Acchi banee thee. Sab aai bhut tarif ki Ghar pai. Jazakallah Khair😊😊
Deccani's kitchen agar nahi dalongi toh taste toh thik rahega nah bcoz normally jo salan ka khorma hota hy usme dahi add karte hy toh kya daleem ke khorme me nahi karte kya..??
Hareesa me itne saare masale nhi hote h..ye 1 Arabic dish h..jo simple bite h...aur haleem full of masala hota h...inhone haleem bnaya h..aur harees bol rhi h...
Wow. Mai ne pehli bar harees ki itni achi recipe dekhi
Thanks alot dear mei bhi try kare
Bahut yummy banai thanks alot👌
My trying this today. In Sha Allah, will update soon.... Very much excited
Waiting for ur update have u made it how did it turned out
Nice
i used beef for bone less and it was mind blowing. Barakallah.
Nice mam main aaj zarur try karungi
Assalammualaikum Mai nai yeah receipe haleem with korma try ki aj Mashallah Mashallah bhut Acchi banee thee. Sab aai bhut tarif ki Ghar pai. Jazakallah Khair😊😊
Inshalla zarur try karinge ye ramzan me Allah aap sub ku ache rahke ache bani ye hareez to aap ku bhi dehkeinge
Thenx meny banaya bahot acha Bana
Saudi mai hu
Mashallah tasty mouth watering thanks for sharing
Thank you sooooooo much and thanks for watching
Looks very delicious
Mashaallha nice rec....
Ymmm I definitely try it
Alhamduillah, it is amazing.. During Lockdown had wonderful tasty Harees..
JazakAllahuKair for sharing this recipe
Asalmulikum mashallah bht achchi haleem batayi apne
Walekum assalam....
Yeah harees hai yaa halim
Garam masala kounsa daala aapnay? Apkay recipes me 3 type ke masalay hai, biriyani ka garam masala, kababa ke garam masala ya fir normal wala ?
It looks yumm 😋😋😋
Thanks
Mashallah very nice good
Shukriya!!!
Fried onion needs to be in light brown color
Good cook
Aslkm please upload aam ka achar recipe mam
Walekum assalam
Channel per already upload ki hui hai aam ka achar ki Recipe
Buitifull recipe
Acha banaye ji aunty aap..
Walakum salam rahmath Allah
MashaAllah
Thoda voice kamm hay yah video may
Assalamualaikum mam .2nd trimester me harees kha sakte hai kya?? Rply fastt
Superb Mam..!!
Thank you 😊
when I see your racipes I think of my mom she would do same way may allah bless you
Thank you so much it means a lot
Thanks for watching 😊
Looks Yummy...Thanks for sharing start following your lovely channel..Keep sharing God Bless
Thanks for the lovely comment 😊
Masha Allah sister
Asalamalikum I m u r new subscriber
Walekum assalam... Thank you
For how many people ?
nice harees
Gehu k badle rawa dalskte KYa??
Mam eak sawal hai? ? ?
Ye 1kg me kitne log khasahkte. ..yahan hamere ghar me 5 members hai present to iska reply dedijiye plz
1kg mutton mein lagbhag 12 Members ko serve karsakte
Half kg mutton ka banalijiye 5 Members ke liye bas hojayega
500gm mutton mein 5 log ko serve karsakte
Bangalore ya Hyderabad
Hyderabad
Nice method
Masha Allah
Wheat ki jagah par dalya use karsakte maim...
Kis tarha add karsakte zra method bataye maa maim...
Haan add karsakte
Ap Kaha se ho
Askm Agar broken wheat ho tu ussey kis tarah banayen wo bo Sikhs den plss!
All grains ko kitny ganty bigona hy
Hrees tu chicken ma banty hai na
Nice tareeaqa
Nice mam
. good respice
Dalya ko grand karna ya hareez me daldena? Ye last questions tha mera plz meher baani boldijiye
Pehle Boil Karke Grind Karo Uske Baad Dalo
Ager gyhoo na ho tu optional kya daley
Broken wheat/daliya
Thanks you so nice 😍😍😍😍😛😛😘😘😘😗😝😋😋😋😋😋😋😋🤓
in khorma no need of dahi kya..??plz tell
If You Want To Add You Can Add..
Deccani's kitchen agar nahi dalongi toh taste toh thik
rahega nah bcoz normally jo salan ka khorma hota hy usme dahi add karte hy toh kya daleem ke khorme me nahi karte kya..??
Walaikumsalam baji, Mai agar Yeh nai banaya toh bekar hai bohat jald banatao insha'Allah baji
Assalamulaikum karamath bhai jaldi banao bahar hai ya india mein hai..
@@syeds4416 walaikumsalam Bhai mei Qatar mei hu or Bana bhi Masha Allah bohat shandar bani thi
MaShaAllah,
Mydam ye gehun ki saath me kya add kiya hai
Hareem aur haleemmaimn kia difference hai
😋😋😋😋😋
Kya banaye hai baji
Mashallah Thanx baji.
You're welcome and thanks for watching 😊
@@Deccaniskitchen Vere nice and vere eze
What’s the difference between harees and haleem?
Haleem also uses Bones. Not sure if that's the only difference
Hareesa me itne saare masale nhi hote h..ye 1 Arabic dish h..jo simple bite h...aur haleem full of masala hota h...inhone haleem bnaya h..aur harees bol rhi h...
Wheat kuch zeyada kaam lagra
Curd kyu nai use Kare AAP
Mujhe dusrau ka to pata nahi lekin hamare yahan harees mein dahi nahi dalte.
Wowwwww
😊
JazakAllahqhair this is it mouth watering may Allah bless ur channel ameen
Superb
Thanks for your support it means alot:)
💐💐💐😘👌
Waise harees me dahi bhi dalte h.
Apko pasand hai to daliye ...and thanks for watching
@@Deccaniskitchen 🤣🤣😂
Gehun ki saath kya dala hy aap ne uska nam batao
Gehu ke saath..... 1tspn urad dal
1tspn toor dal
1tspn chana dal
1tspn moong dal
1tspn rice
Almonds 15-20
Aap description mein check kijiye Maine saare ingredients daldiye hai
it is not nice waste of seeing this video
yes
Ekadam bakwas
Nice
Gheyon ke badle rava dalsakte kya baji
Haan dalsakte
@@Deccaniskitchen soak karke dalna kya baji
Haan adha ghanta soak karlijiye
@@Deccaniskitchen jazakallahu Khairan