Sir ek report school teachers k baare main bhi bnaiye vo log khud kuch na kerva ker sara kam phone per bhejte hai, hum parents kaise dur kre baccho se phone
इस बिमारी का बजह केवल बच्चों और मां बाप ही नहीं है कहीं ना कहीं सरकार भी है पड़ाई से जुड़े हर चिज़ मुबाईल पर आ रहा है ईस लिए बच्चों को मां बाप को नचाते हुए भी मुबाइल देना पड़ रहा है जिससे पड़ाई कम और गलत उपयोग ज्यादा हों रहा है
Lock down kab ka finish ho gya but, teachers abhi tak phone per kaam send krte h Pehle to phone nhi the tab bhi bachhe padhte the. Teachers ko mna Kiya jaye online work send karne ke liye.
Galti hai kiski parents ki hai mante hai but sabse badi galti jab online classes start ki gye tabse chote bacho par bura asar online classes ne sabse jyada dala hai
Lekin fir bhi nahi manty bacche log ek chhoti si bhtiji hai meri 4 saal ki or ek meri didi ka beta 10 year ka hai 24 ghante tk chipka rehta phone 📱 se 🤔💭Iski latt lag gai dono ki bahot hi zyda badmas h ye dono bacche jaan dedega mobile k liye 🤨🤨
Phele hi AI TOOLS and teachers la rhe ho fir sarkar ek din aakr bolti ki bacche mobile dekh rhe hai isse mansik santulan bigad Raha hai rat ko Mobile nhi dekhna chahiye or bhot kuch to mere bhaiyo or bheno ham kre to kya kre ek to aap Bharat ko digital banane se roko or dusri bat k AI tools ka bhahishkar kro sab hast likhit Kam kro to sab ko job milegi sab khush rhege
Sarkar bhi school ke sare worksheet or kaam mobile pr diya jata hai teacher ki bhi mazburi hai teacher ke mobile ki bhi zanch hoty hai ki vo mobile me kaam send kr rhi hai ya nhi
Sir ek report school teachers k baare main bhi bnaiye vo log khud kuch na kerva ker sara kam phone per bhejte hai, hum parents kaise dur kre baccho se phone
इस बिमारी का बजह केवल बच्चों और मां बाप ही नहीं है कहीं ना कहीं सरकार भी है पड़ाई से जुड़े हर चिज़ मुबाईल पर आ रहा है ईस लिए बच्चों को मां बाप को नचाते हुए भी मुबाइल देना पड़ रहा है जिससे पड़ाई कम और गलत उपयोग ज्यादा हों रहा है
भगवान कृष्ण अब न्यूज़ चैनल के जरिए लोगों को उपदेश दे रहे हैं
धन्य हो प्रभु आपकी लीला अपरंपार है😂
😅
Aur aiims exam pass karne ke liye hame mobile se hi 8 se 10 ghante class karna padta hai,, i am neet aspirant
Allah hu akber .... Sbki hifazat farmaye ameen
जमीन बची ही नही है हर जगह मकान रोड
पेड़ की कटाई कहां जाए बच्चे
Lock down kab ka finish ho gya but, teachers abhi tak phone per kaam send krte h
Pehle to phone nhi the tab bhi bachhe padhte the. Teachers ko mna Kiya jaye online work send karne ke liye.
Galti hai kiski parents ki hai mante hai but sabse badi galti jab online classes start ki gye tabse chote bacho par bura asar online classes ne sabse jyada dala hai
As a 13 years old children I'm confirm 😢
Mobile kewal baat chit k liye rahna chahiye
Lekin fir bhi nahi manty bacche log ek chhoti si bhtiji hai meri 4 saal ki or ek meri didi ka beta 10 year ka hai 24 ghante tk chipka rehta phone 📱 se 🤔💭Iski latt lag gai dono ki bahot hi zyda badmas h ye dono bacche jaan dedega mobile k liye 🤨🤨
Phele hi AI TOOLS and teachers la rhe ho fir sarkar ek din aakr bolti ki bacche mobile dekh rhe hai isse mansik santulan bigad Raha hai rat ko Mobile nhi dekhna chahiye or bhot kuch to mere bhaiyo or bheno ham kre to kya kre ek to aap Bharat ko digital banane se roko or dusri bat k AI tools ka bhahishkar kro sab hast likhit Kam kro to sab ko job milegi sab khush rhege
Sarkar bhi school ke sare worksheet or kaam mobile pr diya jata hai teacher ki bhi mazburi hai teacher ke mobile ki bhi zanch hoty hai ki vo mobile me kaam send kr rhi hai ya nhi
Sir aapko Mahabharata me dekhe the aur Aapka birthday 1 December ko hai Mera bhi
Right sir 😢
Our education system is responsible for this
Myopia, Ghar se bahar roshni me na niklane par hota hai maximum
Screen time badne ka sabse bada reason Instagram hai
Bache sunte hi nahi hai kya kare
Ground bache hi kaha hai
You tube pr vedio dali jati hai or patents ko subscribe krne ke liye kha jata hai teacher to bich me fsi hui hai
मेरे भी चश्मा लग गया क्लास में बोर्ड पर नही दिखता है इसलिए चश्मा लगवाना पड़ा
Phn phle ka trh sirf baat krne k liye hona chahiye
हमारे बच्चे ऐसेही बिगड गये है
Sarkar ne har school me 40 -50tab bante hai or unka compulsory period lgta hai agar period nhi lgayenge to teacher fsegi.
Jay shree krishna ❤
smart phone band kar dena chaiye sarkar ko
😅
तब तो फिर से जंगल जाना पड़ेगा ....
Doctor saheb ko to khud chasma laga hai,, aur gyan pel rahe hai😂😂😂😂😂😂😂😂
😂😂
😮
Please banned kar do sir ji. Humari time tv the but not mobile phone acha ta ji.😊
Smart phone sabse big reason hey
Abhi mobile aagaya he...or sab vegetables milk sab me milavat hogaee he
😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
❤😢
Amoled display lagaia
Sir ji aap bhi usi mobile se vedio bna rhe ho😂😂
Kuch din hue hi hua hai ankhe dundhli hone ki bimari Chinese update kkaran
Meri beti jayada phone chalati h to use tuch karne par karant lagta h. Kam chalati h to nahi lagta
Bacchon ka Maidan mein khelna jaroori hai
Ye corona ki wajah se ho rha h
Kab tak korona ka rona rote rhoge
😂😂😂😂😂😂😂😂😂
😝😝😝😝