To bhai m bata du Tiago owner hu L1 me kuch nahi hota L2 and L3 me light jalti h wo bhi sirf side wali dono Top mount lamp nahi jalta Wo sirf brake dabane pe jalta h
Very Good bhai. Apne bahut detail me btaya Thanks. Mera question hai NBH level, road noise, wind noise kesi hai cabin me aur suspension kesi hai As campared apki xuv300 se
Waise to cabin kaafi silent hai lekin road noise rehti hai… wind noise ka koi seen nhi hai, suspension top class hai yes better then xuv, Yaar aise compare nhi krunga xuv se, xuv ka thoda hard suspension hai aur nexon ka bahut soft hai….
Sir ye aap ka kon sa model hai.45 ya 40 kilowatt me aur aapka model ko sa hai aur kitne ki padi on road aur subsidy milti hai Uttar Pradesh mein. Aapane bola tha answer Dunga like karo
Bhai ek chiz ye ki free chrging thi isliye ki 😅dusri main baat ye hai ki ev gaadi se pehli long road trip thi isliye ki 😂 chargers ka kya seen rehta bnd milta ya start wo sb chize thi dimag mai.. abhi dusri trip par aur distance cover krk charge krenge 😊
Ha bhai charging pe adha zindagi nikal do sahi hai😂
Chaloo bhai popcorn time aagaya. Garama gram popcorn aur aapka video. Badiya hai.
Haha 😃😃 Thank you bhai ❤️
ION charging station pe app kaunsa use kia tha bhai ?
Ion charge app hai iska
@ thanks
Sir when you are in L1 regeneration does the brake light in the back is on after releasing leg from accelerator……
Ye same question mere mind mai bhi aaya trip par lekin check nhi kar paaya, reply krunga jald aapko try kr k…
Yes brake light on Hota hai…back cars ke alert ke liye…
Thank u bro ❤️
To bhai m bata du
Tiago owner hu
L1 me kuch nahi hota
L2 and L3 me light jalti h wo bhi sirf side wali dono
Top mount lamp nahi jalta
Wo sirf brake dabane pe jalta h
Happy journey bro
Thank you bro
Sir on road kitna ki he agra me
16.50/-
Very Good bhai. Apne bahut detail me btaya Thanks. Mera question hai NBH level, road noise, wind noise kesi hai cabin me aur suspension kesi hai
As campared apki xuv300 se
Waise to cabin kaafi silent hai lekin road noise rehti hai… wind noise ka koi seen nhi hai, suspension top class hai yes better then xuv,
Yaar aise compare nhi krunga xuv se, xuv ka thoda hard suspension hai aur nexon ka bahut soft hai….
@@harshexplorerThat's amazing bhai. Apne gaadi bahut ache se clean kari hui hai. Thanks for reply. God bless you 😇😇
Thank you brother ❤️❤️
Ye konsa model hai,,or apko kitne ka discount mila h??
There's no discount on 45 variants
Ye nexon 45 empowered hai aur jaisa venu ji ne kha no discount…
Phir bhi aap bargain kr skte ho mere ko ex showroom pada 15.92/- aur self insurane krvaya…
Temporary disengagement of cruise control is awesome feature.
Ha bahut kaam ka feature hai ye 👍👍
50 kw k charger se charge karne pe battry life pe effect padta hoga sir
Itna bhi nhi padta...
Nice ev.
❤️
Bhai thoda chota video banaya karo... Jo dekh sake
To kya dekha nhi phir ? 😅
I m live in Solapur Maharashtra i also interested come to this place....
Jaao bhai iss time par bahut badiya ho raha hai waha bheed bhi bahut kam hai to accha lgega…
Aapke jaise enthu EV youtubers kum hi hai.
❤️❤️😊
Sir ye aap ka kon sa model hai.45 ya 40 kilowatt me aur aapka model ko sa hai aur kitne ki padi on road aur subsidy milti hai Uttar Pradesh mein. Aapane bola tha answer Dunga like karo
Ye Nexon ev 45 kwh empowered hai, mujhe ye 16.50/- lakhs ki on road padi hai... Aur subsidy milti to hai up mai par abhi apply nhi ho pa rhi hai..
Subsidy kitni milti he
Bhai uttrakhand m statiq k charger par rate 12&13 rupees hi h
Ha bhai rishikesh mai charge ki thi to wha 13 rs. Hi tha…
Bhai kaha ho aap me bhi haridwar aya hu apni Nexon ev 45 se
Bhai mai to ab nikal gya waha se Agra 😊
Nice video bhai 👍👍
Thank you bhai ❤️❤️
Bhai m rewari se chalta hu 200km tiago se tab jaake pahla charge karta hu Merath bypass bypass par
Or aap nexon lekar bhi 2 baar charge kar rhe ho
Bhai ek chiz ye ki free chrging thi isliye ki 😅dusri main baat ye hai ki ev gaadi se pehli long road trip thi isliye ki 😂 chargers ka kya seen rehta bnd milta ya start wo sb chize thi dimag mai.. abhi dusri trip par aur distance cover krk charge krenge 😊
Time losss bad
Happy journey bhai
Thank you bhai ❤️