thanks. great recipe. Maza aagaya. puraana zamana yaad aagaya. keep it up Saadat Bhai. bring us more recipes from the past. If you could dig up a dish called 'Bhaji Gosht' that would be great.
Humarey ghar bhi same aise he bnaya jata or humari dadi hari mircha he bolti thin dadi lucknow ki or dada jalandhar ke they pr apki Amma ki hr recipe same humare khano jaisi hoti 👍🏻
Mutton Stew is my favorite, and you made it exactly like my home mutton stew ❤. Now I have doubts that you are Hyderabadi. Quick question: Mutton maay paknay kay bawajood aap kay lehsan kaisay saboot hain? Meray kyun gul jatay hain?
Hamaray ghar main oil main shah zeera daal kar pehlay gosht ko halka sa bhoon letay hain like 2-3 mins. Aur lehsan adrak to bohat saara dalta hai aur jab gosht 50% gal jaata hai uss waqt 2 spoon dahi aur aik tamatar sakht wala cubes kar kay saath daaltay hain takay mithaas kuch kam ho jaaey. Baqi same recipe hi hai. Do piyaza main auk baar piyaz shuru main jaata hai aur doosri baar aakhir main. Bus yehi main farq hai.
Saadat bhai, can you please share where I can find this same pot that you used today? Also, it’s made the same way as your mom’s in my maika while my mother in law make it the way your wife makes. My mother in law also add a thumb sized piece of dried coconut in it and I love the subtle coconut flavor so much.
اسلام علیکم آپ سے دو بات معلوم کرنی ھے آپ کی پتیلی کہاں سے خرید ی ھے یہ اسٹیل کی ھے آپ کی ہری مرچ تو پاکستانی کڑاہی مرچ جیسی ھے ہم تو ہوسٹن میں سرانو پیپر استعمال کرتے ہیں آپ کے اور آپ کی بیگم کھانے بہت اچھے ہیں میں بہت بناتی ھوں پلیز میرے سوالوں کے جواب ضرور دیں
Mene tu isi recipes abhi hi bnalya
Chicken stew
Bohot maze ka bna
Jazak Allah bhai ❤❤
Great
Sir zeery Waly chawal mong ke dal or ye 🤤🤤🤤🤤
Yummy 😋
Looking forward to bariyan recipe
Too good
Boss aap ne aaj mujhe meri mother ki yaad dila di thank you for sharing this wonderful recipe ❤🌹☺️
thanks. great recipe. Maza aagaya. puraana zamana yaad aagaya. keep it up Saadat Bhai. bring us more recipes from the past. If you could dig up a dish called 'Bhaji Gosht' that would be great.
Humarey ghar bhi same aise he bnaya jata or humari dadi hari mircha he bolti thin dadi lucknow ki or dada jalandhar ke they pr apki Amma ki hr recipe same humare khano jaisi hoti 👍🏻
Wah chef Sahab.
"Sansi" itna Purana kitchen tool.
Meri walda ka taluq Ilahabad say tha or in k banaye khanay lajwab hotay thay.
My favourite dish
Mutton Stew is my favorite, and you made it exactly like my home mutton stew ❤. Now I have doubts that you are Hyderabadi. Quick question: Mutton maay paknay kay bawajood aap kay lehsan kaisay saboot hain? Meray kyun gul jatay hain?
Same recipe 👍
Hamaray ghar main oil main shah zeera daal kar pehlay gosht ko halka sa bhoon letay hain like 2-3 mins. Aur lehsan adrak to bohat saara dalta hai aur jab gosht 50% gal jaata hai uss waqt 2 spoon dahi aur aik tamatar sakht wala cubes kar kay saath daaltay hain takay mithaas kuch kam ho jaaey. Baqi same recipe hi hai. Do piyaza main auk baar piyaz shuru main jaata hai aur doosri baar aakhir main. Bus yehi main farq hai.
Hum bhi same asy he banaty hyn
I'm new friend 😊❤❤😊😊❤ mashallah 😊😊
Saadat bhai, can you please share where I can find this same pot that you used today?
Also, it’s made the same way as your mom’s in my maika while my mother in law make it the way your wife makes. My mother in law also add a thumb sized piece of dried coconut in it and I love the subtle coconut flavor so much.
dahi (yogurt) is good option instead of tomato , as per our delhi wali recipe
ھم دھلی والے ہیں اس لئے ھمارے گھر میں مونگ دال کی بڑیاں بنتی ہیں
Sadat bhai where you got this pot from ? Please share your source. Recipe looks good. Same way I remember my grandmother used to make it.
Sadaat bhai mery ammi tu iss main sabit dhania bhi dalti thin, apny vo nahi dala?
Sir ye pateeli kis material ki hy? Mene b leni hy.
اسلام علیکم آپ سے دو بات معلوم کرنی ھے
آپ کی پتیلی کہاں سے خرید ی ھے
یہ اسٹیل کی ھے
آپ کی ہری مرچ تو پاکستانی کڑاہی
مرچ جیسی ھے ہم تو ہوسٹن میں سرانو پیپر استعمال کرتے ہیں
آپ کے اور آپ کی بیگم کھانے بہت اچھے ہیں میں بہت بناتی ھوں
پلیز میرے سوالوں کے جواب ضرور دیں
Ham
Bhi USA main Pakistani mirchain dhoondtay hain/ bullet pepper jo hamain nahi milti 😢
Ham bhi Serrano use kar laitay hain.
Hama ray bhi aesay hi banta he lekin hum is me sabut dhania aur zeera bhi daltay hen aur is ka maza dobala hojata he
We don't put haldi in stew
Agar kisi k pass sir saddat ka phone number hy to Shere kr sakty han
Sir ap ka phone number mil sakta hy plz