Bhai ek Toyota etos Hey diesel bharne ke liye pump Pe band kiya tha diesel Marne Ke Baad gadi start nahi hui gaadi start nahi ho rahi hai kya problem ho sakta kuch solution de sakte hain
Bhi Meri inova 2007 November ki kaar h kl raat disel kthm ho gya tha pump KR Ke car start KR liya tha 30km car chalai phir band KR di 2days k baad Kar me self Mara start nhi ho rhi h bhi Kya kre ....
ok ansari bhai sumo gold me bhi same problem hai ansari bhai gaadi start nahi hora hai bhai P0202 ye fault dikhara hai ansari bhai plz batao bhai kya problem hai
Hamara Inova car diesel morning me singal shelf me start hota hai fir kitna bhi chalo koi taklif nahi, fir kahi Jake rakh ne ke bad start nahi hota hai kitni bhi koshish karlo, ushko petrol ki lir smell Dene se Turant start ho jata hai, model 2007 hai
Toyota me ye bahut hota hAi ecu ki ic wagaira kharaab ho jaati hai but koi baat nahi aaaraaam se repair ho jaata hai nice 👍 video
Mo Bablu bhai kese krte ho ripar
Nahi apne paas utni jaaankaari nahi hai ecu repair ki uske liye khaas loog kaam karte like electronic repairs apna kaaam bas fault ko verify karna
Nice video bhai lekin Pura video a upload kiya karo bhai
very good my brother
Eid mubarak to aal
bhai very good condition
Bhai agli video bhi bnana Bhai pump baale ne petrol to nhi Dal diya diesel ki jgh
ECM repair karne ke baad ok ho gayi bhai
Some times desiel water be mix hojata hi, ek desiel check karo
Bhai ek Toyota etos Hey diesel bharne ke liye pump Pe band kiya tha diesel Marne Ke Baad gadi start nahi hui gaadi start nahi ho rahi hai kya problem ho sakta kuch solution de sakte hain
Bhai check kro diesel pump kaam kr Raha Hi mane realy on Ho Raha Hai Scanning Kro Kya DTC trouble code a raha hai
@@UsmanAutosEfiElectricain 😆😆😆😯😯hahaha Bhai
Bhi Meri inova 2007 November ki kaar h kl raat disel kthm ho gya tha pump KR Ke car start KR liya tha 30km car chalai phir band KR di 2days k baad Kar me self Mara start nhi ho rhi h bhi Kya kre ....
Innova ke injecter per current nahi a reha g kaya problem ho sakti ha
Sir x diag pro 3 se Ecm or immobilizer coding hoga kya
Toyota k nahi hota
@@AlAnsariAutomobile baki gadi ka hota he na thanku sir
ansari bhai kya fault tha bataye amsari pora complete video banao ansari bhai
Bhai ek din me complete video Nahi bn Pata kaam h Koch isa Hai iska ECM ka fault Hai main IC kharab ho gayi Hai
ok ansari bhai sumo gold me bhi same problem hai ansari bhai gaadi start nahi hora hai bhai P0202 ye fault dikhara hai ansari bhai plz batao bhai kya problem hai
2 number injector nozzle check kro or wiring ECM tk check kar lo ok Hai to ECM faulty Hai Bhai
Bhai ye mobile se check hoga
Toyota 1sz ecm diagram aur pin out ke bare mein Bata de sar
Ansari bhai 2005 innova ka acu riley kidar raheta hay thoda help
bahi ap ka seannr kon sa hai
Hamara Inova car diesel morning me singal shelf me start hota hai fir kitna bhi chalo koi taklif nahi, fir kahi Jake rakh ne ke bad start nahi hota hai kitni bhi koshish karlo, ushko petrol ki lir smell Dene se Turant start ho jata hai, model 2007 hai
yeh fault wiring ka niklega car ka wiering ache tarah say dekho mere saath b same case hua tha
Sir ye patha chal saktha hai ki ECM fault kab se hai gaadi mai
Thanks for video
Toyota Innova 2.5g d4d 2006 model
40 se jyada chalate me check engine light jal jata hai aur gari mosam tor kar
Band ho jati hai
Bhai it was car injector ka current kaise check Karte Hain
Multimeter se
@@AlAnsariAutomobile hello bhai aap ka whatsapp namber milaga
6:59-7:02
good
Bhai meri maxximo h start nahi h orahi P0340 code arah h
Bhai ye aap k pass scanner koon sa ha or price kitni ha
Bhai ap ka ye scanner ketne ka hai
Mere paas innova hai 2010 morning pump markar start hoti hai sir batau kya problem hai
ayos thanks po sa video
3:28 This is intro
What is the name of the scanner?
Sir innova start nahi ho rahi. Seurity light blink kar raha hai key lagane k baad bhi. Sir pls bta sakte ain k kya kre
Key dusri lagakar dekho
Bhai aap ne bataya nahi problem kya ECM ka tha?
Camshaft sensor no signal
How much that tool cost
25000
In my car also same problem bro...but driver injector problem not ecm
Toyuta Innva ka injan chuik ligh nahi Aara
Toyota inova start na honapa ka ka problem ho sakta ha
Osam
llllll
H&h
Scaner to bta nhi raha hai ki ecm kharab hai
Hume kaise pata chalega ki ecm kharab hai
nice
Bhai next video link send me
Bhai dussra video kedher hi
Next video
Meri gaadi main same problam ho rahi hai
Kya krne sye start hoi
farsst viwar
Bhai same problem aa rahi hea meri innova mea kya karu please help
Check kro Bhai injector driver Ka b fault Aata Hai Nahi to fr ECM
Ok bhai check karta hu
meri car morning me start me bahut problem krti h
Bhai Heater plug check kro injector pump
Meri car ka aysa hi problem h
Lonch ka scenar h bhai
Sar aap ka can take number kya hai
Pump m current do direct tab start hoga
Pump Se diesel nahi aa raha hai
Innova stating problem no start problem
Next send me
Itni dair m customer kahyga anadi h
😆😆😆😃😃
Bhai aap ka number mil sakta
Bhai Aapka mob no
Hehe
*Fiat*
Bhai ye scanner creank version h kya price h