Are us me silai lagane ke liye boot ke piche kapde to hanth se halka kheechna padta hai Kiyo ki bo aureb hota hai kapda Fir bhi problem kare to niche ki silai kheech rahi to bobin case ka dhaga thoda dheela karo bobin case me ek pech chhota hota ek bada to bada wala pech halka dheela karne par niche ka dhaga dheela ho jaye ga ji se silai nahi kheeche gi fir kheeche to upar ka dhaga tight kar dena sahi ho jaye gi is par video bana denge jald ayegi
Bahut badiya baat batadi aapne. Bahut pareshani hoti thi. Ab machine thik ho gayi. Mechanic pahle machine service ke naam pe 500 rupya le gaya. Bola thoda chala lo thik ho jaayega
Agar yeh sab krne ke baad bhi sahi nhi hota dhaga toh , jo suit ke niche Wale per hote , uske andar Jo 2 pej lghe hote usse dhila krdo silayi sahi ho jayege ,, agar niche silayi sahi but uper daane dar ja khich ke silayi aa rahi ho toh kapda khich Raha ho toh , yeh trick apnaye
Video aapne kapda niche kichne pr bnai thi lekin bnaya kisi or chiz par poori video dekh li apka silai dhang ki nhi ayi itna kuch loose tite karne k baad apse nhi ho payega rehne do
Are esa nahi hai niche ki silai khichne ke kai karan hote hai Jaise staper me dhaga fas ke nikalna, aur dibbi case ka dhaga tight hona aur jhanj loos rahna , aur tensan taar loos chalna, aur cam ki setting sahi na hone par silai niche ki achhi nahi aati sui salakh timing set na ho to Aur ke suttel me oil na dalna Agar aap Search kariye Machine silai kheech rahi tc tailor To kafi video mil jaye ge Aur fir bhi problem ho to comment kar mai sabhi jagah se video bana denge
Thank u so ......much sir video Bana kr margdarsan karne ke liye .Ab meri machine sahi chal rahi hei aap aur video Ishi Tarah banate rahiye . Once again thank u so.....muvh😊
Sir hamne new machine li h umbrella silai machine Or wo kapde ko sikud rahi h thora thora 18 14 no. Ki sui h g Or moti silai nahi karti h 5 no. Par bhi karne par Plz bataye
Machine lene se pahle achhe se setting karana chahiye thi Machine ki Silai sukhad rahi do dhaga milao UA-cam par search kariye Machine silai kheech rahi tc tailor 2,agar silai 5 par jada badi nahi hai to UA-cam par search kariye Silai badi kaise kare tc tailor Ye likh kar search kariye video mil jaye ge dekh kar sahi karna
Niche ka dhaga kharab hai to bobin ka dhaga loos kariye thoda aur uper ka tight kariye aur thoda tension taar tight kariye aur puri machine me suttel me har jagah oil daliye us ke baad chaliye Agar fir bhi problem ho to comment me bataye
Suttel me dhaga fas gaya hoga Machine ulti ghumaye suttel me oil daal ke hanth se Free ho jaye gi Fir bhi problem ho to Search kariye silai machine jaam tc tailor Video mil jaye ga
@TcTailor sar jisme dhaga dalte h wo chij mere mashin ki luj h ghode ko Udane par bhot luj rahti h Agar ghoda niche rakhe to normal hoti h par ghoda utana par dhage wali Jagah or spring bhot luj rhta kya ye problem h to is thik kase kare
Ye problem nahi hai jab new machine kharido to ya फीचर milta hai is ko band bhi kar sakte hai Lekin ya achha hai aur koi problem nahi hai to band karne ki jarurat nahi Fir bhi agar band karna chaho to comment karna video bana denge 👍
Stopper se jyada problum hoti hai , mera to patle kapde ka hi kam hai , silai khichne k karan output mai dikkat aati hai . Kam kam hota hai .isliye badi wali machine lene ki soch rha hun . Singer wali kaisi rahegi machine .
Abhi mai nahi kah sakta singer lene ko kiyo kiyo ki abhi mai kuch din chalane ke baad रिजल्ट kiya aayega us ke baad hi bata sakta koi itne paise dale ga to bina kuch din chalakar रिजल्ट kiya aayega us ko dekh kar hi bata sakta Lekin aap apni marzi se le rahe hai to bo aap ke upar hai
@@TcTailor hello sr main new mshin li hu but usme koi problem h shop vale ko boli bhai ghr me ak bna de to 😠 kr rha h aise kaise kr skte h yrr ye log kuch to garanty hoti h mein shop pe nhi ja skti nhi to btati esko
Maine aapka video abhi hi dekha. Or abhi hi Maine apni machine ko thik kiya or sach me meri machine thik ho gayi
Thnx aapki video dikh kr maine apni machine ki same problem thik kr di😊
Thankyou bhai m bhut din se preshan thi thankyou so much 🫶🏻
Salai to teek ea agar khichte hai to bich bich se tot jati hai khich ne par jese k salwar ki last ki salai jo hm lgate hai
Silai set nahi hai ye bataiye uper ki khich rahi ya niche ki
Niche ki
Baking koi salai nhi tutti salwar ki jo last salai hai tirchi vali wo khichne se tot jati hai
Are us me silai lagane ke liye boot ke piche kapde to hanth se halka kheechna padta hai
Kiyo ki bo aureb hota hai kapda
Fir bhi problem kare to niche ki silai kheech rahi to bobin case ka dhaga thoda dheela karo bobin case me ek pech chhota hota ek bada to bada wala pech halka dheela karne par niche ka dhaga dheela ho jaye ga ji se silai nahi kheeche gi fir kheeche to upar ka dhaga tight kar dena sahi ho jaye gi is par video bana denge jald ayegi
Thnx bro aap ka video bohat acha hy meri ma sheen bhi theek ho gai bohat bohat shukriya
Bahut badiya baat batadi aapne. Bahut pareshani hoti thi. Ab machine thik ho gayi. Mechanic pahle machine service ke naam pe 500 rupya le gaya. Bola thoda chala lo thik ho jaayega
thank you bhya meri machine sahi ho gai 😊😊
Thank you aapki vidiyo se meri mshin thik ho gai kitne dino se bigdi thi ab mshin Broda le Jani pdti thik krvane thankyou so much sir
Thank you 👍👍 bhut pareshan ho gyi thi ab thik ho gyi 😊
Thank you so much sir aapke vajah se mere repairing ka charge Bach Gaya humne khudse repair kar liya 😊
TQ bhai hmari machine thik ho gayi hai
Agar yeh sab krne ke baad bhi sahi nhi hota dhaga toh , jo suit ke niche Wale per hote , uske andar Jo 2 pej lghe hote usse dhila krdo silayi sahi ho jayege ,, agar niche silayi sahi but uper daane dar ja khich ke silayi aa rahi ho toh kapda khich Raha ho toh , yeh trick apnaye
Thanks bhaiya meri machine thik ho gyi apki vedio dekhne ke baad
Apke batay anusar Maene apni machine dhik ki to dhaga sahi same LA ga thank you Bhai is tarah ki video banana ke liy
No 0 ku uupponb .
😆🤑🤓
4r
Thank you
Thankyou ☺️
❤️❤️❤️
Thank you thank you thank you sooo much😊😊😊
Meri machine sahi ho gyi ...mai kisi ko subscribe nhi karti lekin aapko kar rahi hu..thank u 🤗
Thanks bhai apka ye vedio dekh kr mera mashin shi ho gya thanks bhai
छोटी मशीन में इसी तरीके की सिलाई आ रही है ठीक नहीं हो रही सर प्लीज बताएं और भारी
Sem problam
Thank you Soo much I solve my problem of machine through your this video
Thank you bhaiya meri machin thik ho gai thank you
Thanku veere meri machine thik ho gyi
Thankyou bhaiya aapki vajah se meri machine theek ho gayi hai
Thank u bhai Meri machine theek ho gai aapke solution
Tqq Bhai meyri machine tik ho gyi aapky btay anusar
Thank bhai meri machine thik ho gayi 🎉
Thank you sir aapki video dekh kar mene bhi apni mashine sahi kar li
Really???
Video aapne kapda niche kichne pr bnai thi lekin bnaya kisi or chiz par poori video dekh li apka silai dhang ki nhi ayi itna kuch loose tite karne k baad apse nhi ho payega rehne do
Are esa nahi hai niche ki silai khichne ke kai karan hote hai
Jaise staper me dhaga fas ke nikalna, aur dibbi case ka dhaga tight hona aur jhanj loos rahna , aur tensan taar loos chalna, aur cam ki setting sahi na hone par silai niche ki achhi nahi aati sui salakh timing set na ho to
Aur ke suttel me oil na dalna
Agar aap
Search kariye
Machine silai kheech rahi tc tailor
To kafi video mil jaye ge
Aur fir bhi problem ho to comment kar mai sabhi jagah se video bana denge
Silai Achcha a raha hai thank you
आपका बहुत बहुत धन्यवाद मेरी मशीन ठीक हो गई
Thanks alot bhaiya.Meri silay thik ho gayi
Thank you so much bhai mere Masin bahat dino se kherab Tha Thanks ❤
Thank you sir apake bataye tarike se machin thik ho gai
Tq meri mashine shi ho gyi 😊
Thanks, it's worked 😃
Bhaiya God idia ab meri macine thik chalne lgi bhaunt presan thi m tq so musch
Thanku sir m bhut pareshan ho rhi thi😊
Thank you bhaiya ji mera maseen ban gaya
सर सिलाई का धागा सही आ रहा है लेकिन जो कपड़ा सिलाई के लिए रखा गया हो उसे left right दोनो side से खींचता है क्यू😇😇😇😇
Sui kharab hogi naya sui lagaiye sahi ho jaye ga
Thanks Bhai Mera bhi problem nikal Gaya
Thank you bhaiya meri problem solve ho gai aapki vedio dekh kar
Best solution meri very thanks brother
Thank you for this bro 😊 meri mashin thik kr li mene
Thank u so ......much sir video Bana kr margdarsan karne ke liye .Ab meri machine sahi chal rahi hei aap aur video Ishi Tarah banate rahiye .
Once again thank u so.....muvh😊
Thank you ji hamri silai
theektheek hogai thank you
Bahot bahot dhanyawad sir ji
thank you mera masin abhi thik huwa
Thanku sir your video is so usefull
thanks sir😊
silai to acchi chal rahi hai per kapda khinchne per chatak jaati hai kya Karen
Do taraf ki silai loos karo sahi ho jaye gi
Is par jald ayegi video
Sir hamne new machine li h umbrella silai machine
Or wo kapde ko sikud rahi h thora thora
18 14 no. Ki sui h g
Or moti silai nahi karti h 5 no. Par bhi karne par
Plz bataye
Machine lene se pahle achhe se setting karana chahiye thi Machine ki
Silai sukhad rahi do dhaga milao
UA-cam par search kariye
Machine silai kheech rahi tc tailor
2,agar silai 5 par jada badi nahi hai to
UA-cam par search kariye
Silai badi kaise kare tc tailor
Ye likh kar search kariye video mil jaye ge dekh kar sahi karna
@@TcTailoror ji kitne no. Ki sui lagaye suit salwar plazo silne h
@@TcTailor ji madad karne ke liye bahut bahut dhanyawad ♥️
14 number
Thank you bhaiya mere masin me bhi problem thi yahi vala
Thnku so much bhiya same problem tha thik ho gya 🤗🤗
Thank you 😊😊😊😊
Thank you so much bhai😊
Tnx a lot correct hu gia Alljumdullia
Thankyou aap ne sahi btAya
Thanxx alot sir ❤❤
सिंगल कपड़े पर चला कर जब पता चलेगा कि कितनी सही हुई है मशीन
Shi gal
😂😂
Sahi bolebhai
Thank you usefull video thank you thank you so much
Mane bhi try kiaa hai machin shi chalne lgi
Bhaiya mein Lakshmi bol rahi hun mere Ko nahin silai machine liya hai aur vah jo form chalate phone per salwar ka formula ghatna
Mast Bhai..meri thik ho gai
Thanks Veer ji 🎉
Thanku so much sir 🎉
Thankyou so much 😊 helpful video
Thanku so much sir very useful video
Thankyou 🎉🎉🎉
Thank you so much ✨
Thank you sir😊
M v thik kiya thanks for u
koun se saile machine sab sa achi ha paddle wale karib kitna ajats ha.
₹6000 se ₹8500 tak full suttel umbrella sewing machine
Thank you so much 🙏🏻
Sir machine bar bar chalte chalte dhaga uljhati h ...bobin bhi change kr di lekin shi nhi huyi kya kre
Thanks bhaiya
Thank u Bhayya very very thank u
Aapane Jo bola main Usi Tarah machine ko repair Dora Nahin a raha hai
Search kariye
Sui salakh suttel timing tc tailor
Video mil jaye ga
Thank you Good information. It is working.
Dhanyavaad bhai sahab
Sir meri mashin tik nhi ho rhi hai mene puri tarh se tik kar ke dekha nhi niche ka dhaga kharab araha hai
Niche ka dhaga kharab hai to bobin ka dhaga loos kariye thoda aur uper ka tight kariye aur thoda tension taar tight kariye aur puri machine me suttel me har jagah oil daliye us ke baad chaliye
Agar fir bhi problem ho to comment me bataye
Asar to hua h thank you 🙏
😅thank you bhai
Thank you so much bhaiya ji 🙏
Bhai maine apne aap ke anusar jab apni machine theek ki to nahin Hui to shut down daily ki to ho gai
Bhaiya machine salwar banate hain to yah phone lagate Hain usmein yah kapda aage nahi khinchti
Thanks 👍🙏
Aapane kitni bar Sahi kiya to bhi Sahi nahin hua
Thx bhai❤
Sr please help me mera machine me sem problm h pr thik nhi ho rha h
Is par video Bana denge us me kaha kaha se problem hoti hai ye Bata denge
Ek no bhaiya
Bhabhi machine ki chaal jaam ho gayi hai upar niche hi ni ho rhi hai to kase losses kre ki chaal uper niche hone lge is toppic me ek video ni h
Suttel me dhaga fas gaya hoga
Machine ulti ghumaye suttel me oil daal ke hanth se
Free ho jaye gi
Fir bhi problem ho to
Search kariye silai machine jaam tc tailor
Video mil jaye ga
Agar ye saprin g dhage ke sath na Hele Dhaga is me na jaye to tanka kharab hota h kya
Ha dhaga bhi kat ti hai aur tez chalane par problem hogi
@TcTailor sar jisme dhaga dalte h wo chij mere mashin ki luj h ghode ko Udane par bhot luj rahti h Agar ghoda niche rakhe to normal hoti h par ghoda utana par dhage wali Jagah or spring bhot luj rhta kya ye problem h to is thik kase kare
Ye problem nahi hai jab new machine kharido to ya फीचर milta hai is ko band bhi kar sakte hai Lekin ya achha hai aur koi problem nahi hai to band karne ki jarurat nahi
Fir bhi agar band karna chaho to comment karna video bana denge 👍
@TcTailor please video bnao is topic par
Thank you bhai
Tainson ka spring bahaar nikal do fir dekho try karke chalti hai ya nahi,
Thank you sir🎉🎉🎉
Thank you so much sir😊😊
I am so Happy
Apke is video mera मशीन sahi ho gya🙏🙏🙏
Sir mini silai machine me bhi yahi problem hai kya kare
Bhaiya meri machine mein Maine hajar rupaye laga diye is mahine mein tab bhi theek nahin hai
Kiya problem ho rahi machine me
Stopper se jyada problum hoti hai , mera to patle kapde ka hi kam hai , silai khichne k karan output mai dikkat aati hai . Kam kam hota hai .isliye badi wali machine lene ki soch rha hun . Singer wali kaisi rahegi machine .
Abhi mai nahi kah sakta singer lene ko kiyo kiyo ki abhi mai kuch din chalane ke baad रिजल्ट kiya aayega us ke baad hi bata sakta koi itne paise dale ga to bina kuch din chalakar रिजल्ट kiya aayega us ko dekh kar hi bata sakta
Lekin aap apni marzi se le rahe hai to bo aap ke upar hai
Sahi batt apki
@@TcTailor hello sr main new mshin li hu but usme koi problem h shop vale ko boli bhai ghr me ak bna de to 😠 kr rha h aise kaise kr skte h yrr ye log kuch to garanty hoti h mein shop pe nhi ja skti nhi to btati esko
Bhai meri mashin ka tension tar luse he lekin upar ka dhaga bahut tight aata he
Thank u veer ji
Good job
Thanku sir thk hoo gyi
Bhai mere mshin to Pfaff hae mtlb Plactik body wali