@@kanhaiya-nc1rq jamui station se jamui bajar ki duri 7 km hai or jamui me aapko bodhwan talab tak jana hai uske baad wha se aapko auto direct mil jayenge gidheshwar tak or fir wha se auto se ja sakte hai ya jamui se bhi auto wala se bat kar ke ja sakte hai
👌🤟😍
both maza aaya tha 👌👌😊
Ha
👌💯🌟
Super
Thank you
Abhi bhi Pani hoga
Ha wha kabhi bhi pani khatam nhi hota hai salo bhar chalte rahta hai
Bhai mtt jana 😢 mai gya hu bahot hi sarapit h kiski ko kuch na kuch ho hi jata h
Agr train se jaate h to kaise jaynge waterfall tk
Jamui station aana hoga uske baad auto se jana hoga
@@pkpanditvlogger waha Tak auto jaata hai kya
@@kanhaiya-nc1rq jamui station se jamui bajar ki duri 7 km hai or jamui me aapko bodhwan talab tak jana hai uske baad wha se aapko auto direct mil jayenge gidheshwar tak or fir wha se auto se ja sakte hai ya jamui se bhi auto wala se bat kar ke ja sakte hai
Or sabhi auto wale direct aapko water fall tak nhi leke jayenge esliye pahle auto wale se bat kar lijiyega
Waha aas paas picnic mnane k liye chiken or handi mil jyga kya
Mere samne 2 larka saar fta h or slip bahot hota h hmlog 8 larka gye the ... sb ko chot lga h
Oo ha bhai denger to hai
Aagr next week tk jaege toh waha water fall milega ki nhi ki shukh gya hoga 😢
Waha salo bhar chalu rahta hai bhai any time chalu rahega jub bhi ja sakte hai
Super
Thanks