Ma'am,1/4 teaspoon baking soda one liter pani me gholkar achhe se patte par spray karen,patte ke niche bhi.lagatar 3 se 4 din spray karen.early morning ya phir evening me karen.
Very nice information, thank you. My aparajita plant has shown new growth but the new leaves have started to curl. Please advice what could be done. It is growing in the ground.
Good evening ma'am.... Ma'am mere pass 1 mahine ka aprajita baby plant h Jo 2 din se murjha rha h ... 1 branch toh Maine Tod di qnki wo murjha gyi thi .... Plzzzzz suggest me... How to save the baby plant....
Ma'am shade me rakhe, mitti moist rakhen,kuch din tak koi bhi fertilizer na dalen, jab tak phir se growth na karne Lage,kuch din baad vermicopost ka liquid fertilizer banakar de sakte hain.
Jaise hi 2 feet ke as pas hoga ana suru ho jayega,jaldi phi AA sakta he agar khad or temperature anukul he,late bhi ho sakta hai, agar mitti me phosphorus or potassium ki Kami he.
Mitti se powder ko dhak den achhe se, liquid fertilizer banakar de sakte hain, Sarso powder ya sarso Khali powder dene se kabhi fungs nahi hota,ye galat soch he logon ki, mitti ko lagatar gila rakhenge to fungus lagega hi.
Hello mam humne aaj hi online NPK 19 19 19 purchase Kiya hai hume apne plants m flowering k liye kaise use karna hai aur kitne din me use kar sakte hai is fertilizer ka kaam kya hai
1/2 teaspoon once in 15 days in 10 to 12 inch plant,pani me gholkar dalen,tez dhoop me na dalen,sham ko ya subah early morning de sakte hain.NPK,yani Nitrogen, phosphorus, potassium.Ye teen cheezen plant ki basic jarurat he, growth k liye flower ke liye, indoor plants me bhi de sakte hain.
Awesome and nice video...👌beautiful healthy plants 🪴 🪴🌿🌿good information! ..thanks for sharing..Happy day! 👍🌸🌿♥️♥️♥️♥️🤗
Bahut achchi jankari hai mam Thank u
बहुत ही सुंदर 🙏🙏जय माता दी ❤️👍🎉🎉🕉️🏵️🏵️🏵️🙏🙏🙏
Very good 👍
Good information
Bahut badhiya jankari,kripya Harsingar aur Mogre ke plants ke bare me bhi batae🙏
Good
nc info .
Jai siya Ram very nice
Wow 🎉
Mere moghre ke podhe me phool to aata hai per samel nahin aati hai to kiya kare ??
Ma’am Mera lemon plant ki sare leafs curl ho gaya he,kuch help kar dijiye plz
Ma'am,1/4 teaspoon baking soda one liter pani me gholkar achhe se patte par spray karen,patte ke niche bhi.lagatar 3 se 4 din spray karen.early morning ya phir evening me karen.
Aparajita par phool bahut chota aata hai kya Karen?
👌👌❤❤
❤❤❤
Mam maine bij se aparajita ko lagaya hai leaves ho gaye hai ab kya karna hai please bataye
Jay mata di
❤
Very nice information, thank you. My aparajita plant has shown new growth but the new leaves have started to curl. Please advice what could be done. It is growing in the ground.
Spray some insecticide, neem oil,or baking soda (1/2 teaspoon in one liter water).
Can spray some other insecticide if you have.
Harshingar mein daal sakte hain isko
Dal sakte hain
Yaha fartilizer dhup ki season may de sakte hai kya?
De sakte hain, lekin quantity kam rakhe,do fertilizer dene ke bich gap jyada din ka rakhen,tez dhoop me na dalen...
Sarso khali k liquid fertilizer April May Jun me de skte h
De sakte hain
Very nice ❤️
Ma'am pani me Mila kar bhi de sakte he kya?
De sakte hain,ek din bhigokar chankar liquid fertilizer dena ap.
@@greenhouse1 okk ji
Good evening ma'am.... Ma'am mere pass 1 mahine ka aprajita baby plant h Jo 2 din se murjha rha h ... 1 branch toh Maine Tod di qnki wo murjha gyi thi .... Plzzzzz suggest me... How to save the baby plant....
Ma'am shade me rakhe, mitti moist rakhen,kuch din tak koi bhi fertilizer na dalen, jab tak phir se growth na karne Lage,kuch din baad vermicopost ka liquid fertilizer banakar de sakte hain.
Ma'am bina grind kiye nhi dal sakte kya??
Sir,grind karke nahi daloge ap to,wo beez he plant ug jayega uska.
सरसो का पाउडर मोगरे के पौधे मै डाल सकते है क्या
Dal sakte hai
Thank you
Bij se lgaye huye aprajita k podhe m phul kitne time m aa jate hai ?
Jaise hi 2 feet ke as pas hoga ana suru ho jayega,jaldi phi AA sakta he agar khad or temperature anukul he,late bhi ho sakta hai, agar mitti me phosphorus or potassium ki Kami he.
Sarso khali pawder dene ke baad, fangus hota hai mitti me. Kya kare
Mitti se powder ko dhak den achhe se, liquid fertilizer banakar de sakte hain,
Sarso powder ya sarso Khali powder dene se kabhi fungs nahi hota,ye galat soch he logon ki, mitti ko lagatar gila rakhenge to fungus lagega hi.
Thnx Mam@@greenhouse1
Hello mam humne aaj hi online NPK 19 19 19 purchase Kiya hai hume apne plants m flowering k liye kaise use karna hai aur kitne din me use kar sakte hai is fertilizer ka kaam kya hai
1/2 teaspoon once in 15 days in 10 to 12 inch plant,pani me gholkar dalen,tez dhoop me na dalen,sham ko ya subah early morning de sakte hain.NPK,yani Nitrogen, phosphorus, potassium.Ye teen cheezen plant ki basic jarurat he, growth k liye flower ke liye, indoor plants me bhi de sakte hain.
Ma'am gardenia k plant main dal sakte hai?
Maine aaj hi tea n coffee dali hai...
Dal sakte hain,par thoda rukkar dalen,kamse kam 7 din ka gap rakhe.
@@greenhouse1 thank you so much.
Aparajita Nahin harsingar ka paudha batao
Mam kya ise dhoop me rkhna chahiye hamesa
Yes.
Mam english gulab ki kalam kyo nhi lagta
Lagta hai, bilkul lagta he,abhi garmiya bad Rahi hai to,abhi ap mat lagawo, barish me phir kosis karna ap, October me bhi laga sakte hain.
Ok mam
Mam क्या इस के बीज लग जाये गे अपराजिता के
Lag jayenge,abhi uga sakte hain
😭😭😭😭 Mera plant