Apke anusar mam apke vedio ki dekh kar kis din karu? 21/22 Nov ko? Bcz maine suni h Tuesday/Friday ko karna best hoga ??? To mam 23 ko agar hum puja karenge to usko lekar agle 15th Dec ko purnima par iss puja ki samapan hogi to 21 se zyada din to honge kul milakar 23 gath honge tabh humko kitna gath badhna hoga? And daily puja vidhi bhog prasad unko vi share kijite + chouki kabh halati uska vi alag vedio share kijiye ga...
Aap aaj se yani 22 November se shuru karke Sashthi Tak yani 7 December Tak ka vrat Puja kar sakti hain is tarah se aapke 17 din ke vrat honge last din Purnima Ko nahin Sashthi ko hota hai Purnima ko annpurna jayanti manae jaati hai .
Margshirsh pratipada sahi hai vrat shuru kar diye jaate Hain . Vaise to yah vrat 17 ya 21 dinon ke liye Kiya jata hai aur unki tithiyan nikal chuki Hain per agar aapka man hai to 7 December ko iska samapan hoga to aap apne hisab se 7,9 ya 11 dinon ka vrat rakh sakte hain
Meri badi shardha hai maa अन्नपूर्णा देवी me
Jai Mata अन्नपूर्णा देवी की जय
जय जय हो अन्नपूर्णा मां की
जय भगवान पूर्णमहारानी की❤
Jay man Santoshi
राधे राधे श्री राधे
Didi je dora ab Kab बांध sakti hummm
Pause mas ravivar ki Puja Vidhi please mam
Agr ek din ka vrt rkhna ho to tbhi dori ki puja krni hogi please btayy
Muje period aa gya h 9 vrat ke din to kaise kre
Please tell me di ....❤❤❤❤
Purnima Wale din bhi ISI tarah Puja kar sakte hain kya didi
Ji bilkul kar sakte hain
माँ
🙏
🙏🏻Jai jai maata Dee Jai jai Shiree mahakall pariwar ji jai jai Parwati maa ji jai jai Kartik ji jai jai Shiree Ganesh ji 🙏
8:03
Apke anusar mam apke vedio ki dekh kar kis din karu? 21/22 Nov ko?
Bcz maine suni h Tuesday/Friday ko karna best hoga ???
To mam 23 ko agar hum puja karenge to usko lekar agle 15th Dec ko purnima par iss puja ki samapan hogi to 21 se zyada din to honge kul milakar 23 gath honge tabh humko kitna gath badhna hoga?
And daily puja vidhi bhog prasad unko vi share kijite + chouki kabh halati uska vi alag vedio share kijiye ga...
Aap aaj se yani 22 November se shuru karke Sashthi Tak yani 7 December Tak ka vrat Puja kar sakti hain is tarah se aapke 17 din ke vrat honge last din Purnima Ko nahin Sashthi ko hota hai Purnima ko annpurna jayanti manae jaati hai .
Di mai v varat rakhna chhati hun lekin kab se kab tak kru bata do please aaj mujhe pata chala aapki video ke madhyam se please di batao mujhe 🙏🙏🙏🙏