Hello sir,Maine d.ed. ki Hui h n 2014 me ctet bhi qualified hu...meri padhai kisi wajah se chhoot gyi thi ab Mai govt. Job k liye starting se kaise taiyari kru... please meri madad kre
Aap primary aur upper primary ki taiyari kariye pahle exam chus kariye iske bad apna previous year ka adhyayan kariye use exam ka aur usi exam ke video lectures UA-cam mein dekhiae search karke free wale yahan se aap start karen iske bad aage bhi aapko guide Kiya jaega
Good evening sir 🙏 sir agar KVS or NVS ka exam clear ho gya but interview clear nhi ho paya to vo dono exam ka koi value nhi hoga ya phir dobara KVS aur NVS ka exam Dene ke baad interview me select ho kar hi teacher bn payenge. Please tell me sir. Thank you
Sir meri age 43hai aur qulification ba hai. Kya muje bhi ntt ya prt ki training karni phadhi ya Ctet exam dhay sakthi ho may haryana se belong kar thi ho.

Patrata pariksha ka syllabus aur chayan ka syllabus dono alag alag hote hain? Pls dono ka syllabus
Sir aapka motivate bahut hi achcha lagta hai
Sir graduation ke baad teacher bn skte hoi kya
Sir, B.A.B.Ed karne ke baad konse varg ka exam de sakte hai
Sir abhi new course aayega 2025ko to graduation ke bad ye cours kr skte hai ky
B.ed Band hogaya h kyaa
Sir B.ED OR DELED course ht gya hai kya ....yaa ab bhi DELED course kr sakte hai 2024 me ya 2025 .
🎉🎉🎉
Sir mera B.A complete nahin hua hai to form fill up kar sakte hain
sir meri age 30 h m 12th paas hu CTET or UPTET de skti hu?
Mp m ded karne k bad kya 6-8 tk class m teacher kar sakte h kya plz sir baraye na plz👏👏👏
Nice explanation 🎉😊
Sir meri madad kre please Mai kaise starting se start kru
sir bsc ke bad b. ed me admission government college se krne ke liye merit besh pr hota hai kya ki serf entrance exam hota hai plz reply 🙏🙏
Great 13:40
Good evening sir 🙏 sir agar KVS or NVS ka exam clear ho gya but interview clear nhi ho paya to vo dono exam ka koi value nhi hoga ya phir dobara KVS aur NVS ka exam Dene ke baad interview me select ho kar hi teacher bn payenge. Please tell me sir. Thank you
@@urmilakurre1747 Bhai aapne kvs or nvs ka exam kese diya
Sir d.el.ed ke Manyata nahi rahegi kya 2024 ke bad
Hindi ka teacher banne ke liye uska process kya hai
Dpe mai konse courses ate hai pls tell me
12 ke baad kahan Deled karne dete hain college vale
Hello sir jis ne ba kar liya h to vah kya kare teacher banne ke liye please sir bat do aap
Thank you sir
Sir ye 1to5 aur 6to8 kehne ka matlab hai please bataiye?
Classes
Sir Government Teacher ke liye % add hota hai kya 10,12, graduation ka
सभी राज्यों में नहीं होता है किसी किसी राज्य में होता है
Sir Uttar Pradesh mai Hota hai kya?
Bpsc clear nhi krna hoga sir kya?
Bihar m dena hoga
Sir ye Super Tet ham Ctet ke baad dena h ya Stet ke plz Sir batye aap 🙏
Sir Delhi ke liye gaid kare please
P. G pass wale kya kre
Teacher ke liye
Sir meri age 43hai aur qulification ba hai. Kya muje bhi ntt ya prt ki training karni phadhi ya Ctet exam dhay sakthi ho may haryana se belong kar thi ho.
Sar main aapke class se do bar ctet qualify Kiya hu
Iska answer mila
Sir Ba Ke Btc kar sakte hai kya
B. a ke baad be.d krsakte h
Bilkul
Yes👍
Reply me Sir I have a question ❓🔝🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
भर्ती आए यूपी में तब तो बने भाईसाहब जी 😢😢😢
Sir maine BCA kr rkha h, main english ki govt teacher banna chahti hu to kya karna padega
Same here
Nahi ban paogi. Ek senior degree hona chahiye.
Sir mene ptt ka course Kiya hua hai or mujhe govt main 1-5ke bachhon ko padhana chahti hun
Reply me I have a question ❓🙏🙏🙏
Sir exam bahut liye ja rhe h 😢😢😢😢 tet karo ctet karo super tet karo pet do kvs karo reet karo reet main karo dssssb karo kitne paper lete h 😢😢😢😢😢
Plz answer sir.
Thankyou so much sir ji ❤❤
It's state!
Hello sir
Hello
𝑀𝑒 𝑐ℎ𝑎ℎ𝑛𝑎𝑡𝑎 ℎ𝑛𝑢 𝑘𝑖 𝑚𝑒 6-8 𝑐𝑙𝑎𝑠𝑠 𝑘𝑎 𝑏𝑎𝑐ℎ𝑎 𝑘𝑜 𝑝𝑎𝑑𝑎 𝑛𝑎 𝑐ℎ𝑎ℎ𝑛𝑎𝑡𝑎 ℎ𝑛𝑢 𝑡𝑜 𝑚𝑒 𝑘𝑜𝑛 𝑠𝑎 𝑐𝑜𝑢𝑟𝑠𝑒𝑠 𝑘𝑎𝑟𝑛𝑎 𝑝𝑎𝑑𝑒𝑔𝑎
𝑆𝑖𝑟 𝑚𝑒 12 𝑏𝑖 𝑃𝑎𝑠𝑠 ℎ𝑢 𝑡𝑜 𝑚𝑒 𝑎𝑣𝑖 𝑘𝑜𝑛 𝑠𝑎 𝑐𝑜𝑢𝑟𝑠𝑒 𝑘𝑎𝑟𝑛𝑎 𝑝𝑎𝑑𝑒𝑔𝑎
Namshte sir 🙏 CTET me 9th, 10th, 11th, 12th ko nahi padha sakte hai?
Tq sir❤️