Aslam o Alakum Ap ki video kamal ki hy. Kafi video dekhi hain lekin app nay bohat asan aur detail video banai hy. Please app distributet ki timing par bi video banain. Shukrya
Assalam walekum bhai bhai aap ki video dekhi aapane tablet to bahut acchi tarike se samjhaya magar mera ek chhota sa sawal yah hai main yah kahana chah raha hun agar main aage engine se ghuma hun aur pahla jo piston ki jo do tappet hai inmein se ek ko girao aur dusre Wale ko set karo FIR dusre FIR piston dobara matlab is Wale ko gir raha hun aur wala uthao usko set karo is tarike se mujhe 6 dafa karna padega agar ek ek Karke bhi table set karta yah aapse mujhe
Assalamualikm Allah Rabbulizzat app logon pr reham Karay bhai yai jo setting dikhai gai hai yai world main bananay wali tamam 4 stroke petrol engines kai liyai hai. Kuch apna dimagh bhi istimal kya Karain plz. Engine kai size kai hisab say filler Guage number main farq a sakta hai baqi setting wahi hoti hai. Ap logon kai is tarhan kai non serious questions aur behaviour ki wajah sai bohat say serious UA-camr Budzun ho jatai hain.
Sorry mene ghusay me msg kiya tha.. But ap ne quickly reply kiya. Tappet k mutlaik video banaye k iska kaam kya hota hai.. Iski setting kerny ya na kerny k kya faidy aur nuqksan hain ? UA-cam parbohat dhonda . sab bus setting ka tarika bataty hn.. Laykin uska kam koi nhi batata..
@@privateuser4774 tappets ki setting isliye hoti hai ka engine k har stok par har ak cylinder main mukamul compression bana rahey. Agr valves theek se close nahi hingain to fuel bhi ziya khai gi aur power bhi lose karey gi. Tappets ki settings, tuning ka bohot ahem part bhi hai.
It's very easy way to adjust the tappeds... Finally adjust the tapped my own hands. Jazak Allah
ماشاءاللّٰہ بہت عمدہ طریقے سے سمجھایا ہے جی۔
Aslam o Alakum
Ap ki video kamal ki hy. Kafi video dekhi hain lekin app nay bohat asan aur detail video banai hy. Please app distributet ki timing par bi video banain. Shukrya
Thank you so much for giving valuable information about car. And I want to suggest you that it is more beauty if you start the engine..
Thank you 😊❤️ I will try my best to do more
Mashallah bhi bhot zbrdast
so nice of you
Good information Bhaijaan
Thank you brother 💕
Bhai ur work i lve
Thank you brother 💕💕💕
Mashallah g 😊
Bhai kar dia
Good Work God Bless You Good Luck broo
Thank you so much
Very very thanks
Thank you being with us ❤️💗❤️ brother
Very good information
Thank you being with us ❤️❤️❤️
Good information thank u bro,I suggest you ,If you can used english it will be more easy to understand.
Euro 2 vx Maruti 800 video distributor timing plizzz sat ji shukriya
Bolan euro information so good
Many many thanks
Thanks guru ji
Thank you 💖😊💖
Good 👍 job
Assalam walekum bhai bhai aap ki video dekhi aapane tablet to bahut acchi tarike se samjhaya magar mera ek chhota sa sawal yah hai main yah kahana chah raha hun agar main aage engine se ghuma hun aur pahla jo piston ki jo do tappet hai inmein se ek ko girao aur dusre Wale ko set karo FIR dusre FIR piston dobara matlab is Wale ko gir raha hun aur wala uthao usko set karo is tarike se mujhe 6 dafa karna padega agar ek ek Karke bhi table set karta yah aapse mujhe
Excellent information 👍
Thanks for liking
Very good
Good
Thanks
Good work
Thank you so much 😀
Kia intake or exhaust valve ki same clearance hoti ha?
Assalamualaikum by John distributor condenser ke baare me in video banay e video
Bhai maruti omni me 1 km ke bad teppet avaj karte he 3 bar set kiye he kya teppet ki chidiya bhi badla di he kya cem saft badla doo
Cam shaft and cam shaft Kay bush badel dain
Bhi core ke tapeet ki uper video bni
Assalamualikm Allah Rabbulizzat app logon pr reham Karay bhai yai jo setting dikhai gai hai yai world main bananay wali tamam 4 stroke petrol engines kai liyai hai. Kuch apna dimagh bhi istimal kya Karain plz. Engine kai size kai hisab say filler Guage number main farq a sakta hai baqi setting wahi hoti hai. Ap logon kai is tarhan kai non serious questions aur behaviour ki wajah sai bohat say serious UA-camr Budzun ho jatai hain.
zaroor Insha ALLAH
Salam..bhai main me bolan ke tappet karwai hain to bohat nomayan awaz tik tik ki aana shuru ho gai hai us ki kiya wja hai.
Apko workshop kahan ha
Omni m bhi ho jayega ese hi
Bhi mery pas 2011 bolan ha petrol py ha jab accelatr deta hun to jerk deti ha plz btyn kya problm ha
point ya plug leads ka massla lagta hay
Point main ny new lgaya ha
Jb acceratr deta hun to jerk dy k pir set ho jati ha
Main ny ap k chnl pr bhot search kia lkn esi koi vedio nai milli plz help kryn main bhot preshan hun
Carburettor setting nei ha is wejah se ye problem hoti ha
Nix
ap ke shop kon se jaga hsi
thank you ABBOTTABAD
Sir radiator me automatic oil pipe kyun lagy boty hen details den
sir maray channel ko sub karain apni kisi b nai video may bata doon ga
Asslamu alikum sir ager tappet Katy huwy ho to unka Kia Hal hy
Jai krishn kumar mandal meachinc
Or bhe bohat videos dekhi hain lekin ap ny sahi tarikay sy bataya nix
thank you bro but let me know what is the meaning of nix
@@CarTipsAndSolutionsnix bole to nice😊
1.2.3 Se Shikhao?
Tepet set Ho Gaye gadi bhi chalu hoti per pickup Nahin pakad ti ne Dhua bhi bohot nilalti to kya kar??
🫵👍👍👍👍
gari me petrol ki ismel arahi kiya karna ho ga
Naak band kar lain.
Zen kar tapet sating
Koo bhi BC mechanic ye nhi janta k tappet ki adjustment se kya hota hai ? Ya ku setting kerni chaye..
Sir app Jo b Janna chatay Hain swal ? Karain hum app ko batai gay my WhatsApp no 03409054735
Thank you
Sorry mene ghusay me msg kiya tha.. But ap ne quickly reply kiya. Tappet k mutlaik video banaye k iska kaam kya hota hai.. Iski setting kerny ya na kerny k kya faidy aur nuqksan hain ? UA-cam parbohat dhonda . sab bus setting ka tarika bataty hn.. Laykin uska kam koi nhi batata..
@@privateuser4774 tappets ki setting isliye hoti hai ka engine k har stok par har ak cylinder main mukamul compression bana rahey. Agr valves theek se close nahi hingain to fuel bhi ziya khai gi aur power bhi lose karey gi. Tappets ki settings, tuning ka bohot ahem part bhi hai.
Completly wrong way of tappet clarance. Tappet k ley pehly T pr eik no cylindr k tappet. 3 Pr 3 no cylindr k tappet aur pher 2 no cylinder karna hai.
Hahaha 😁😅😅
Tapit 8 pr nhi rakhy jaty 12 pr rakho
8