I am from west Bengal , my bike Classic 350 BS 4 , 4 month pehele self start kharab hogaya , self bearing tut gaya,meine thik nehi korake 3/4 mahine se kick se chalarahahu , isme koyi problem hoga kiya garime agar agar self na thik korbaye toh ?
Meri Classic 350 bs4 Self start karte waqt meter ki light dim ho rahi h aur self se start bhi nhi ho rahi h, kick se start ho rhi h..kya krna chahiye...??
Honest & supportive Video....🙏👍👌👌👌
Keep it up,
Baut aache se explain Kia apne 👍🏻.
Bhai ye dikkat pressure washing k baad ai h mujhko... Paani se bhi koi dikkat AA sakti h kya... Ki ese bhi ghis sakta h ye bearing
❤ bhai aur video banate raho aapne toh sari problem sold kardi
Bhai apki shop Khan par hai
Ye part market me mil jayega kya please batao
भैयाजी बहोत बडिया
Good
Tq sir problem solve hogiya ❤
Ek number bhaiya
I am from west Bengal , my bike Classic 350 BS 4 , 4 month pehele self start kharab hogaya , self bearing tut gaya,meine thik nehi korake 3/4 mahine se kick se chalarahahu , isme koyi problem hoga kiya garime agar agar self na thik korbaye toh ?
Nhi h pr aap self ko theek krwa lo to Jada better rhega. Aapne check krwaya ki kya kharab hua h?
Streeing problem hai smoothness nahi hai road may jab bike ko chalata hai bike gadde pay gustay he ajeeb awaz karnay lagta hai ? Plz sir kuch upai
Wiring kitne ka h
Ye kitne din chalega ???
Meri Classic 350 bs4 Self start karte waqt meter ki light dim ho rahi h aur self se start bhi nhi ho rahi h, kick se start ho rhi h..kya krna chahiye...??
Battery change obviously, if battery is new then check for charging fault
किंमत काय है
Thnx sir 😊
Good videos bro
Awesome
Self bearing me kitne mm ka nut hai
Good job 👍🏻 thnkxs brother
Neya kuch update Karo ea bohot sal ki purani mechanism hain.
Meme aaj hi ye bearing laya hu 180rs ka karol bagh se
Mere be. Essi hoo rahe hai
Link kaha hai bhai
Bhari garaje Wale ko kya bolu kya change karna hai 🤔🤔🤔
One way ka bering change kardo
Bhai ❤
Kitne ka aata hai ye
Ji proper ho gaya😂
Nice
Nyc
Bhai link nahi mila
💝💝
Hlw😊
Bullet classic
Meri gadi vi esa hi kr rha hai
One way bearing bdlne ki zarurat nhi. Bs jo bearing h uski spring bdlo, thunderbird ke shocker oil seal ka spring lgao sb ok ho jayega
Sir bearing number
Mere se 900 sr liya
एक बार मे तो अभी भी start नहीं हो रही है.. घूर घूर की आवाज अभी भी आ रही है
Kiya na hoga
Mere bullet mein start ho raha hai lekin 2-3 baar krne ke baad aur jab start nhi ho rHa ek jor se sound ata hai , usko liye kya karna padega?
Same bhai
Single bearing problem haan bhai
Ye bearing kitne ka hain