Please do more books like these…. Khalid Hosseini and Haruki Murakami too. Love your detailed book reading style and emotive voice. Although, since i listen to these mostly during sleeping, the high pitch tones in the voice sometimes cause an irk. But, otherwise i keep looking for more. Keep doing the great work. More fictional novels please.
Thanks Nisha Di for this last part. Hume iski bahut dino se intezar thi aakhir roya aur bhaman ka story me aage kya hota hai. Hum ye video 2 din phle hi dekh chuke the par sorry comment aaj kar rahe hai😅. Please aise aise stories aur late rahiyega.
Nisha Di aap itni dino se yesab pe kaam kar Rahi hai na. Please please aap mere ek sawal ka jawab dijiyega na Di🥺🥺 Lets imagine ki Walter roya ka friend hai aur usko bhi roya ke liye phle se feelings hai. Walter ko bhi pata hai ki roya aur bhaman ek dusre se itna pyar karte hai aur ab last me unka shadi nhi ho skta unke apne reasons ke wajah se. Kyuki Walter ko roya ke liye phle se feelings hai aur ab jab sab clear ho gya ki bhaman aur roya sath nhi reh skte tab walter jaakar roya ke sath time spend karta hai aur usko propose karta hai shadi ke liye. Ab aap ye bataiye ki walter yaha pe sahi hai ya nhi? Kya walter ko roya ke sath shadi ke liye propose karna chahiye ya usko chhod ke move on kar jana chahiye? Please Nisha Di achhe se soch samajh kar iska answer dijiyega kyuki ye story hmse bhi related hai aur apke answer sunke hi apka ye chhota bhai apna future decide karega ki hume kya karna chahiye ab aage. Please Nisha Di iska answer dijiyega 🥺
Walter bilkul sahi h. If he is a true friend then he should not leave his friend and Love in a bad state. He should do good for her and himself also. A friend in need is a friend indeed! And your life partner should be your best friend. That way Walter is making Roy's life wonderful! Because everyone says that you should marry the one, who loves you not the one, whom you love.
@@StoriesWithNisha Thank You Di for clearing my doubt. Bahut dino se is uljhan me the hum ki kya karna chahiye hume. Par problem hai ki ye us roya ko is Walter ka pyar dikhta hi nhi hai. Wo bhi janti hai ki uska bhaman ke sath koi future nhi hai infact uske bhaman ka to shadi bhi kisi aur ladki se fix ho gya hai fir bhi usko nhi chhodna chahti aur ye Walter yani hum uske liye 2-2 baje raat Tak jaag kar usko har tarah se support karta hai fir bhi last me Walter ko hi gam jhelna padta hai. Fir bhi di aap boli hai to ek baar ye Walter jayega roya ke paas jab wo Puri tarah se akeli hogi. Ab decision roya ka hoga ki wo kya karti hai. Thank you Di for clearing my doubt🙏🙏🙏
Thanks a lot for sharing the story
Nice story , why every great story ends with sadness
Please do more books like these…. Khalid Hosseini and Haruki Murakami too. Love your detailed book reading style and emotive voice. Although, since i listen to these mostly during sleeping, the high pitch tones in the voice sometimes cause an irk. But, otherwise i keep looking for more. Keep doing the great work. More fictional novels please.
Thanks Nisha Di for this last part. Hume iski bahut dino se intezar thi aakhir roya aur bhaman ka story me aage kya hota hai. Hum ye video 2 din phle hi dekh chuke the par sorry comment aaj kar rahe hai😅. Please aise aise stories aur late rahiyega.
💓💓
Very nice... Mam 48 laws of power ki audio bhi banay please
Do you have an instagram channel?😊
Good morning didi
Kaise hai didi?
Good mornings! I m good, howz you???
Nisha Di aap itni dino se yesab pe kaam kar Rahi hai na. Please please aap mere ek sawal ka jawab dijiyega na Di🥺🥺
Lets imagine ki Walter roya ka friend hai aur usko bhi roya ke liye phle se feelings hai. Walter ko bhi pata hai ki roya aur bhaman ek dusre se itna pyar karte hai aur ab last me unka shadi nhi ho skta unke apne reasons ke wajah se. Kyuki Walter ko roya ke liye phle se feelings hai aur ab jab sab clear ho gya ki bhaman aur roya sath nhi reh skte tab walter jaakar roya ke sath time spend karta hai aur usko propose karta hai shadi ke liye. Ab aap ye bataiye ki walter yaha pe sahi hai ya nhi? Kya walter ko roya ke sath shadi ke liye propose karna chahiye ya usko chhod ke move on kar jana chahiye?
Please Nisha Di achhe se soch samajh kar iska answer dijiyega kyuki ye story hmse bhi related hai aur apke answer sunke hi apka ye chhota bhai apna future decide karega ki hume kya karna chahiye ab aage.
Please Nisha Di iska answer dijiyega 🥺
Walter bilkul sahi h. If he is a true friend then he should not leave his friend and Love in a bad state. He should do good for her and himself also.
A friend in need is a friend indeed!
And your life partner should be your best friend. That way Walter is making Roy's life wonderful!
Because everyone says that you should marry the one, who loves you not the one, whom you love.
@@StoriesWithNisha Thank You Di for clearing my doubt. Bahut dino se is uljhan me the hum ki kya karna chahiye hume. Par problem hai ki ye us roya ko is Walter ka pyar dikhta hi nhi hai. Wo bhi janti hai ki uska bhaman ke sath koi future nhi hai infact uske bhaman ka to shadi bhi kisi aur ladki se fix ho gya hai fir bhi usko nhi chhodna chahti aur ye Walter yani hum uske liye 2-2 baje raat Tak jaag kar usko har tarah se support karta hai fir bhi last me Walter ko hi gam jhelna padta hai.
Fir bhi di aap boli hai to ek baar ye Walter jayega roya ke paas jab wo Puri tarah se akeli hogi. Ab decision roya ka hoga ki wo kya karti hai.
Thank you Di for clearing my doubt🙏🙏🙏
@@sidharthasinghania3042bhai kya hua ab.. roya se baat ho gayi teri ya wo walter se he attached hai