Bhai Saab alto lxi mein Sara coolent drain karne ke baad. Ab isme kewal 2 ltr hi coolent ja paya hai. Ab kya Kare. Isme 3.5 ltr coolent Jana chahiye ab kya kare?
Sir mere pas alto2013 model he usme mene service center se coolant oil vagera sab change karvaya tha uske baad mene 40km. Gadi chalai fir gadi roki to fan nahi chala or mene. 7 din baad market me city me 8 9 km chalai to jab car ka ignition off kiya to fan chalu hi tha aisa kyu hota he sir? Coolant se related koi problem hoti he kya ? Coolent bootel ka level end se thoda sa upr he full nahi reply sir plzz?
Sir ji aap ka temperature switch karab ho Sakta hi, kabhi Kam Kar Raha hi aur kabhi Kam Nahi Kar Raha hi,fan jab gade garam hota hi tbhi fan chalta hi,aap switch ko badal Kar dekhe,
Sir my Alto servicing was done a year ago . So coolant was also put in it . Now the white colour coolant box with level indicator shows low level . Should put a new coolant as your video shows or should I just top it up with water.
Thanks for the comment. If the colour of your coolant in coolant bottle is dark green, you can add water to it. There is no problem. Also watch this video on coolant change ua-cam.com/video/VVmqhTP5FFQ/v-deo.html
Sir ji rede coolant me pani nahi milay jata hi.aur pani milane vale coolant par 3:1 likha ho to iska matlab hi ki aap 1liter coolant me 3liter pani ko mila sakte hi.aur coolant chenj hone ke bad jab coolant kam ho to keval pani ko dal sakte hi.
Thanks your video.. helped me drain my cars radiator today.. i had searched many videos.. thank you .
Ok, thanks 🙏🙏🌹🌹
Changing the coolant in this video is explained very well.
सब सही है..
और video थोड़ा साफ हो तो बहुत सही होगा
Ok,thanks
Bhut hi nice video......very helpful bhai... Thanks
Welcome sir ji 🙏
Bahut badhiya Laga
Thank you
સરસ સરળ ઉપયોગી
🙏🙏
Thank you for the video.
Aahish ji bahut achcha laga 👍 Mere paas Bhi ek Alto aur Ek Contessa hai. Lovely Cars...
Thanks you sir ji🌷🌻
Bahot khub explain kiya aap ne. THANKS
Thanks 🌷🌷🌷
Bhai ek video bana ke dekh 2004 model ki 2006 wala headlight and bumper laga sakte hai please tell me bro
I love when videos are so clear and to the point 👍🏻
Thanks ,💐💐
Bhai coolant change kb karna hota hai jab uska green color orange ka or kisi color me ho jaye tb krna hota hai? Ya kb
Sir mei 1 litre coolant lekar aaya hoo henna ka.......alto 800 mein kaise daalna h...kitna dilute krna h???
???
Sir ji coolent mix karne vala hai to 1 liter me 3 liter pani milaye,
@@ASHISHMAURYAGuddu thank u sir ok total kitna dalta h.... capacity kitni hoti h
????
Nice video. Very simple and very helpful
Thank you !!
Sir g ek baar coolent daalane se kitna km tk gaadi chlta h Or next chnge kb krna h?
good mechanic mere ko bhi nolge dije
Bahot badhiya
Thanks🌹🌹🌹
atleast clean the bottle properly, work should always be clean
Sap ji. Coolen ka Green colour wala kyu change ho ja ta hai ??
Coolent 1 l. Paani 3 l. Magar jis car ka apne coolent chenj kiya usme kitna coolent capacity he?
Bhai Saab alto lxi mein Sara coolent drain karne ke baad. Ab isme kewal 2 ltr hi coolent ja paya hai. Ab kya Kare. Isme 3.5 ltr coolent Jana chahiye ab kya kare?
Sir chunber join change krna k liya anabond use KR sakte hai
Sir ji Bahut jaruri ho tabhi lagaye .
Good ❤❤❤❤❤❤❤❤
Very nice video. Idea of flushing coolant is very nice.
Thanks sir 🌷🌷
Good job 👍
Thanks sir ✌️🙏
Sir mere pas alto2013 model he usme mene service center se coolant oil vagera sab change karvaya tha uske baad mene 40km. Gadi chalai fir gadi roki to fan nahi chala or mene. 7 din baad market me city me 8 9 km chalai to jab car ka ignition off kiya to fan chalu hi tha aisa kyu hota he sir? Coolant se related koi problem hoti he kya ? Coolent bootel ka level end se thoda sa upr he full nahi reply sir plzz?
Sir ji aap ka temperature switch karab ho Sakta hi, kabhi Kam Kar Raha hi aur kabhi Kam Nahi Kar Raha hi,fan jab gade garam hota hi tbhi fan chalta hi,aap switch ko badal Kar dekhe,
@@ASHISHMAURYAGuddu Temprature switch ki cost kya hogi sir
Good work
Thanks
कुलेन ओर पानी कुल कितना लीटर आ जाता हैै अल्टो कार में
Lagabhag 6 se 7 liter
Good info
Dhnyawad
Colent ko kitne din me change karna hota hai
Sir my Alto servicing was done a year ago . So coolant was also put in it . Now the white colour coolant box with level indicator shows low level . Should put a new coolant as your video shows or should I just top it up with water.
Thanks for the comment.
If the colour of your coolant in coolant bottle is dark green, you can add water to it. There is no problem.
Also watch this video on coolant change ua-cam.com/video/VVmqhTP5FFQ/v-deo.html
@@ASHISHMAURYAGuddu thank you sir
Super
Very informative sir
Thanks sir
mere paas alto 2010 model hai uska engine oil grade kon sahi hai
20w50
@@ASHISHMAURYAGuddu bahut log 5w30 ya 5w40 dalne ke liye bolte h
Are bhai coolent ki jgah pani dal diya jaye to kyaa ho skta hai??
Sir ji coolant dalane ke Kai vajh hai.injen ko thanda rakhata hi.jang nahi lagta,almunizm aur rabar ke part me jang nahi lagata.
@@ASHISHMAURYAGuddu bhai maine ye puchhaaa h agr coolent ke sath usme pani b daal diya jaye to kyaa ho jayega
Sir ji rede coolant me pani nahi milay jata hi.aur pani milane vale coolant par 3:1 likha ho to iska matlab hi ki aap 1liter coolant me 3liter pani ko mila sakte hi.aur coolant chenj hone ke bad jab coolant kam ho to keval pani ko dal sakte hi.
@@ASHISHMAURYAGuddu okk bro thanku
Bhai apne gyan to acha diya par coolant bht harmful hota h earth soil k liye ishko Kahi aur dump kara karo please ya gutar me daal kare
OK thanks
Thanks
Welcome
bhai hose pipe kaise nikale ......hise pipe kafi zayada hard hai
Sir jee is liye ab compani redeater ke niche faibar ka bolt dene laga hai, paip ko nikalne me thoda mehnat karna hi hoga
bhai first coolant bahar mix kiya jata hai, next drain hamesga bootom hose sey karna chahiye, galat knowledge sey rahe ho
Ok,thanks
Service krne ki viedeo bnao sir
Jarur sir ji koi kar aati Hi to sarvis ka video bana dunga.
Very good
Thank you💐💐
Very nice video
Radiator ko ready water bol rhe ho bhai ...pareshan ho gya mai ye kya cheez hai
😂🤣😂🤣
Good
Thanks🌹🌹
Nice
Thanks🌹🌹
Thanks for this video
Ok Thanks
Distilled water dalna chahiye 3 litre.
👍👍👍
Alto car me enigen light aa rha bhi to kya kre
So, no need to visit garrage for. I can easily do it.
Thanks for watching !
Good wark
Thank you💐💐
Self kese khole
Sar ji . अगला वीडियो मै सेल्फ खोलने का ही बनाऊंगा ।धन्यवाद
Nicely
Thank you
Tmhari gadi kitni mileg. Deti he
Coolant bottles Barbara safe nahi kiya
Bhut bekar yar tumhe ye bhi nei pta ki radiator me distilled water dalte hain
Sir jee mera aur bhi video dekhe aur jo kami ho use bataye age se aur achcha karne ka prayash karunga, thanks
You have to collect that dirt . It is toxic
Thirdclass
Thanks for your feedback !!
Bahut badiya
Thanks
Good job
Thanks 🌹🌹
Very good
Thanks🌹🌹
Bahot badiya
Thanks
Very nice
Thank you sir