@@HariShankarShorts497bhai mera height 5,8 hai kal unicorn aur sp160 mai baith k dekha..mera foot unicorn mai dono side mai full flat touch ho raha hai, but sp 160 mai foot adha touch ho raha hai. Aur ek baat dekha ki sp ka pillian seat thora upar hai unicorn k comparison mai . Unicorn comfortable laga but looks averlaga, sp ka looks jayda achha laga. To aap batao mujhe konsa bike lena chahiye? Aur long term k lia glossy ya matt mai konsa color lena sahi rahega? Aur ek baat sp160 mai free k accessories kya kya milta hai? Mujhe1.51lakh+ 2750 ( for accessories) price bola on road dual disk ka..kya ye sahi price hai?
@@arun37625 go for sp 160, i have this bike i purchased matt blue colour, you can go any one of this matt or glossy both are great, with accessories my bike cost arround 1lakh 43k single disc
Honda company ko usb charging port Dena chayiye.. USB charging port mei Jada karcha nahi aayega. Baki bike mei se Honda company features Kam de raha hei. .
Bhai is ka fule pump tank ke under hai ya bahar....pura petrol khai ho jane pr 100 ya 50 rupees ka petrol dal kr chal sakte hai...ya hamesha 2L petrol maintain karna pdega tank me
@@HariShankarShorts497 Thank you. Mu kinibaku jauchi mo age 25, mate suit kariba ta style re na simple look lagiba ?? Ki other option kn achi same sp160 features re ?
Bhaiya please ek question ka answer de dijiye 🙏🙏 Main ek college student hu mujhe ye bike pasand hai bass ye bata dijiye ki 3-4 years baad bhi iska mileage kitna rahega agar normal speed me chalau toh aur abhi exact kitna ja raha hai mai baar baar bike le nhi paunga maine dekha hai log SP 125 leke chal rahe hain road pe isko nhii... Kya ye bike ka mileage kam hai isiliye ya phir kuch aur baat hai please reply 🙏 Long term use ke liye konsi lu SP 125 ya SP 160 for family also 🙏
Dekho bhai SP 160 bike - 160CC ka hai so SP 160 ka mileage SP125 bike se kam hai. 3 4 saal ke baad ka Mileage depend karta hai aap bike ko kaise maintain karke rakhte ho jaise ki engine oil regularly dal rehe ho ki nanhi. Mera 1 saal ke aas paas ho Gaya bike abhi mast chal raha hai mileage bhi achha de raha hai. So aapko agar thoda stylish bike & bada engine chahiye to SP 160 lelo mileage thoda kam dikhaeega, SP 125 125cc ka bike hai to mileage jada dikhaeega.
@@HariShankarShorts497 Bhaiya Thank you so much aap maybe aap jaldi hi ek successful youtuber ban jaaye jitna time nikaalkar aapne mujhe reply kiya hai itna aaj kal koi nhi karta... 🙏🙏
Mere pitaji daily 65 kms updown krte h 33 kms jana aur aana , so ye gadi acchi h kya lene ke liye ? Gadi acchi chaiye , good average and comfort , le lu ky sir ?sir n160 pitaji to mast chala lenge ,mast physiq h height and bulk but mataji ko baithne me taklif hogi ky ? Saree par
Hmm N160 main mataji baith ne me taklif hoga thoda sa, But SP 160 ka seat position achha hai Comfortable hai rider keliye & mataji bhi baith payenge No problem. SP 160 gives better average than N160
Bhaiya bass itna bata dijiye ki abhi present me SP 160 ka real mileage kya hai at speed of 30 to 40 kmph speed aur agar bike maintain kiye rahe toh kya long term use ke baad mileage kitna ho jayega isi speed pe chalane se woh bhi always full tank petrol se 🙏🙏 please reply bhaiya
Bhai maine ye parshu hi kharida.. mai bike ghar ke andar rakhta hoon.. toh ghar me petrol ka smell aa rha hai.. toh ye koi problem hai ya 1st service ke baad thik ho jayega? Please reply bhai.. tension me hoon thoda
My biggest issues with my sp 160: Power drop when riding with two or more people, Rpm 10,000 jaane me bohot late lagta hai aur red lining kare tab hi hota hai, meter gets easily scratched showroom should have provided it with guard
@@rajanfocuspullerfocuspulle6040Bhai is ka fule pump tank ke under hai ya bahar....pura petrol khai ho jane pr 100 ya 50 rupees ka petrol dal kr chal sakte hai...ya hamesha 2L petrol maintain karna pdega tank me
@blistering2900 90 100 to nhi bhai is bike ka sweet spot 60 se 80 h itne pe ek dum makkan chlti h meri speed iske beech hi rhi hai 60 se 80 85 thoda tez hi chlata hu economy me 45 se upr de degi mere 42 se 43 tk de rhi h
@@najul2008Bhai is ka fule pump tank ke under hai ya bahar....pura petrol khai ho jane pr 100 ya 50 rupees ka petrol dal kr chal sakte hai...ya hamesha 2L petrol maintain karna pdega tank me
@@WajidKhan-23Bhai is ka fule pump tank ke under hai ya bahar....pura petrol khai ho jane pr 100 ya 50 rupees ka petrol dal kr chal sakte hai...ya hamesha 2L petrol maintain karna pdega tank me
@@subhamghosh6560 Maine sp125 liya hai but iska suspension, seat bhut hard hai, aisa lhta hai cycle chla rha hu, isliye dusra bike lena chahta hu, jo comfortable hai, sp160 kaisa hai?
@@subhamghosh6560Bhai is ka fule pump tank ke under hai ya bahar....pura petrol khai ho jane pr 100 ya 50 rupees ka petrol dal kr chal sakte hai...ya hamesha 2L petrol maintain karna pdega tank me
Best Bike ....My SP160
Engine..... Build Quality.
❤😊
Does it have clutch gear shifting issues..?bs6
FZ v4 pe extra paisa dalna is worth it or Sp 160 is. Good.
I will maximum ride city
Unicorn aur sp 160 mai konsa suggest karoge overall? Headlight, comfort ye sab k mamle mai
SP 160 is better for comfort, pickup & Style
@@HariShankarShorts497bhai mera height 5,8 hai kal unicorn aur sp160 mai baith k dekha..mera foot unicorn mai dono side mai full flat touch ho raha hai, but sp 160 mai foot adha touch ho raha hai. Aur ek baat dekha ki sp ka pillian seat thora upar hai unicorn k comparison mai . Unicorn comfortable laga but looks averlaga, sp ka looks jayda achha laga. To aap batao mujhe konsa bike lena chahiye? Aur long term k lia glossy ya matt mai konsa color lena sahi rahega? Aur ek baat sp160 mai free k accessories kya kya milta hai? Mujhe1.51lakh+ 2750 ( for accessories) price bola on road dual disk ka..kya ye sahi price hai?
@@arun37625 go for sp 160, i have this bike i purchased matt blue colour, you can go any one of this matt or glossy both are great, with accessories my bike cost arround 1lakh 43k single disc
@@arun37625unicorn best
Build quality kaisi h bike ki? Engine shrouds/plastic panels ki quality kaisi h? Rattling noise ki problem to nahi aaegi future me?
Ek vid banayenge
@@HariShankarShorts497 haan bhai please ek video banaeye..I'm planning to purchase this bike..
Honda company ko usb charging port Dena chayiye.. USB charging port mei Jada karcha nahi aayega. Baki bike mei se Honda company features Kam de raha hei. .
Iska auto choke kaisa hai..unicorn 160 mein,start karne ke baad 1min se zyaada gaadi raise ho the hain...isme bhi vaisa hai kya?
Approx 30Sec or Less
Bhai is ka fule pump tank ke under hai ya bahar....pura petrol khai ho jane pr 100 ya 50 rupees ka petrol dal kr chal sakte hai...ya hamesha 2L petrol maintain karna pdega tank me
100ml patrol rahega tabhi chalta hai
No problem. 100 ya 50 ka patrol me chalta hai aramse
CURRENT MILEAGE,DATE 24/10/2024 , serving cost kitna aata hai normal???
Please reply
My sp 160 gives me 55 in the city
I don't test it on the Highway
Bhai bhubaneswar ra kou show room ru kinicha ??
Services Kemiti dauchanti showroom bala ??
Overall bike kiniba ta thik rahiba na family,mileage, stylish, quality ??
Cuttack SGBL Honda Showroom
Service Quality - Average
Bike re Mileage bhala, Family pain b bhala
Honda SP 160 Budget re bhala bike au nanhi
@@HariShankarShorts497 Thank you.
Mu kinibaku jauchi mo age 25, mate suit kariba ta style re na simple look lagiba ??
Ki other option kn achi same sp160 features re ?
SP 160 is stylish also, check once
Bhaiya please ek question ka answer de dijiye 🙏🙏
Main ek college student hu mujhe ye bike pasand hai bass ye bata dijiye ki 3-4 years baad bhi iska mileage kitna rahega agar normal speed me chalau toh aur abhi exact kitna ja raha hai mai baar baar bike le nhi paunga maine dekha hai log SP 125 leke chal rahe hain road pe isko nhii... Kya ye bike ka mileage kam hai isiliye ya phir kuch aur baat hai please reply 🙏 Long term use ke liye konsi lu SP 125 ya SP 160 for family also 🙏
Dekho bhai SP 160 bike - 160CC ka hai so SP 160 ka mileage SP125 bike se kam hai. 3 4 saal ke baad ka Mileage depend karta hai aap bike ko kaise maintain karke rakhte ho jaise ki engine oil regularly dal rehe ho ki nanhi. Mera 1 saal ke aas paas ho Gaya bike abhi mast chal raha hai mileage bhi achha de raha hai. So aapko agar thoda stylish bike & bada engine chahiye to SP 160 lelo mileage thoda kam dikhaeega, SP 125 125cc ka bike hai to mileage jada dikhaeega.
Honda ki bike 3, 4 saal me to koi dikkat nahi dikhata hai
SP 160 ka engine - unicorn ka engine hi hai
@@HariShankarShorts497 Bhaiya Thank you so much aap maybe aap jaldi hi ek successful youtuber ban jaaye jitna time nikaalkar aapne mujhe reply kiya hai itna aaj kal koi nhi karta... 🙏🙏
Can u tel about ur bikes tank, i heard its fibre (from outside) and not metal.
Correct
It's full fibre,it has gear shifting issues
Inner is metal outer fibre
Mere pitaji daily 65 kms updown krte h 33 kms jana aur aana , so ye gadi acchi h kya lene ke liye ? Gadi acchi chaiye , good average and comfort , le lu ky sir ?sir n160 pitaji to mast chala lenge ,mast physiq h height and bulk but mataji ko baithne me taklif hogi ky ? Saree par
Hmm N160 main mataji baith ne me taklif hoga thoda sa, But SP 160 ka seat position achha hai Comfortable hai rider keliye & mataji bhi baith payenge No problem.
SP 160 gives better average than N160
Bhaiya bass itna bata dijiye ki abhi present me SP 160 ka real mileage kya hai at speed of 30 to 40 kmph speed aur agar bike maintain kiye rahe toh kya long term use ke baad mileage kitna ho jayega isi speed pe chalane se woh bhi always full tank petrol se 🙏🙏 please reply bhaiya
Mileage video dekho channel me upload hua hai
Bhai maine ye parshu hi kharida.. mai bike ghar ke andar rakhta hoon.. toh ghar me petrol ka smell aa rha hai.. toh ye koi problem hai ya 1st service ke baad thik ho jayega? Please reply bhai.. tension me hoon thoda
Nanhi Bhai Mera esa nanhi hua tha
FUEL KAB DALNA HAI BRO KAISE PATA CHALEGA ????????? PLSS REPLAY
@@kasarbhushan1600 Jab last fuel indicator blink karega tab dal na hai..waise aap do indicator jab rahega tab hi dal lena.. achcha rahega
@@totallypuzzled3758 ok Bhai
Yeh gaadi gear position se Selfstart karega ya nahi?
Karega cluthch dabake karna padega
My biggest issues with my sp 160: Power drop when riding with two or more people,
Rpm 10,000 jaane me bohot late lagta hai aur red lining kare tab hi hota hai, meter gets easily scratched showroom should have provided it with guard
👍
plastic box bala diggy lagiba na nai bhai?
Hmmm
Top speed kinta jata ha?
118
Long drive back pain hota hai kya
Nanhi
Hand pain hota he kya karna padege
Height 5.10 hai mera
weight ka kuchh problem hota hai kya?
Nanhi
@@HariShankarShorts497beginner ke kiye aachi hai?
Rear tyre hugger isme lagaya ja sakta hai ??? Company se ata hai ya alag se lagana padega???
Tyre hugger ki Jarurat nahi hai
@@HariShankarShorts497 ok, if I wish can I attach a hugger ? Because in monsoon there is a chance for pillion to get dirty
Bhai tuma odia ki?,kali mu dakhi thili bodhe rasulgarh pakhare.
I have been used from last 4 month i don't have any problem with it. driven more than 7500 km
And milege is also 60+
👍🏼👍🏼👍🏼
Daily kitna chalate ho bhai?
@@thekillacube8729 daily 61km
does it look good on 6 feet tall rider?
Mast he@@cbbakshi2020
Which grade Engine oil best ??
Great point! 10W 40 for 160CC Bike
Motul 7100 10w40 Fully Synthetic
Bhai iska chain pocket sound aathi hai kya
1 saal hogaya, nanhi aaya abhi tak
Chain lube karao service ke time pe
Bhai build quality kaisi hai plastic ki iski
Build quality achha hai, Koi sound bagera nanhi aata hai 100km/hr driving pe bhi. Vibration bhi jada nanhi hai
Bhai sp160 ka mileage 50 plus dega to 125cc to 60 plus dena chahiye,,,,long drive k liye kesa h sp160
Achha hai long drive keliye, comfortable hai
What is the cruising speed on highway??
80 - 90/92
125
Bhi me is gadi ko ek saath 426 km chalaya tha, waha per ye after 300km ke baad thoda sa accilaretin Kam ho jata h
Ohh
Sp 160 ka Head Light night me drive krne ke laayak nahi hai bhai, Upper-Light to bilkul bhi dikhaayi nahi deta
Hmm, Baat toh sahi hai
Tu sirf din mei chalana raat mei nhi
😂😂😂@@subhampandey6529
Bhai mileage kete kn dauchhi..au servicing cost kn
Mileage vid dekho bhai...
Servicing cost 1st & 2nd < 800
Bhai Millage kete dauchi sidha katha kuha
> 49
Mate 55 miluchi City re
Any Heating issue??
No till Now
इसके लाईट problem का स्टोरी क्या है
Additional light lagwana padega
Iski top speed kya he brother
115 se jada
Dedeti t kyaa yah 55+ milege 😮??
Mileage test video dekho bhai
Led light change.karipariba ki bhai led bulb
Heavy power ra bujhiki kahiba tk
Hmm
@@HariShankarShorts497kou light please mention kara??
bhai odia ki?
Sp 160cc ka gear atakta hai keya ?
Starting me 2 Months atak rahatha Abhi nahi ho raha hai
Gear nikalne ma thoda bhut atak jata ja
Upgrade Engine Oil To Motul 7100 10 w40
@@HariShankarShorts497 FUEL KAB DALNA HAI BRO KAISE PATA CHALEGA ????????? PLSS REPLAY
@@kasarbhushan1600arre bro meter consol me fuel meter hai 😅😂
Daily 170 km chala skte h isko?
Bhai mere pass bhi mai aaram se 200km up down karata hu but seat achi rakho .byk vibration bahut kam hai best hai
@@rajanfocuspullerfocuspulle6040Bhai is ka fule pump tank ke under hai ya bahar....pura petrol khai ho jane pr 100 ya 50 rupees ka petrol dal kr chal sakte hai...ya hamesha 2L petrol maintain karna pdega tank me
Bhai odisha me hindi bolte hai kya?
Nahin Odia bolte hain
Leg guard price aur kaha se lia...
Price - 900, Cuttack
800 aur dukan se
Bhai main bhi le ha ru to achi hai kya bike
Hmm Achhi hai
Have any heating issue on leg.
No
Bhai tame odia ki
Ek milaga test abhi ka chahiye
Ok
Gari ka colour very nice..
Deep Ground Grey ...
Gear shift ma koe dekat ha kiya
Starting me 2 Months ho raha tha, Abhi nahi ho raha hai
Mere ko isme 42 ka mileage mil raha hai aur chlane pr 8 10 km k andr hi left hand pain hone lgta h pressure pdta h left hand me
Service center leke iska handle balance karo
@@HariShankarShorts497 2nd service krwate huwe abhi ek hfte phle hi bola tha pr lgta nhi ki unhone kuch kiya bhi h
Mera avg milage 47.8
90-100 km/h me chalaoge toh mileage kam hi hoga na
@blistering2900 90 100 to nhi bhai is bike ka sweet spot 60 se 80 h itne pe ek dum makkan chlti h meri speed iske beech hi rhi hai 60 se 80 85 thoda tez hi chlata hu economy me 45 se upr de degi mere 42 se 43 tk de rhi h
Light problem
Eska milega test koro fir bhi
Already uploaded check please
@@HariShankarShorts497 wo to 6 month old hai new video koro milega ka
Cons ...head light...ekdam bakwas hain
Light bilkul nehi h
Unicorn is pure gold where as Sp160 is Silver
Fake no 57 mileage
Oh, aapko sahi no malum to batayein. Mujhe Jo No Mila mileage test me it's that
Bhai mane bhi liya ha abhi 40 ka nikal rahi aage pata nahi jayada se jyada 45 bas
My SP160 gives 55 to 58 kmpl. My average speed between 40 to 65km/h
@@najul2008Bhai is ka fule pump tank ke under hai ya bahar....pura petrol khai ho jane pr 100 ya 50 rupees ka petrol dal kr chal sakte hai...ya hamesha 2L petrol maintain karna pdega tank me
@@WajidKhan-23Bhai is ka fule pump tank ke under hai ya bahar....pura petrol khai ho jane pr 100 ya 50 rupees ka petrol dal kr chal sakte hai...ya hamesha 2L petrol maintain karna pdega tank me
Headlight visibility kaisa hain night mein??
Thoda Kam hai, Additional light lagana padega daily night ride karte ho to
Bohut he kharab...Maine liya Hain 14days hua hain
@@subhamghosh6560 Maine sp125 liya hai but iska suspension, seat bhut hard hai, aisa lhta hai cycle chla rha hu, isliye dusra bike lena chahta hu, jo comfortable hai, sp160 kaisa hai?
Raat me jyada riding karte ho to uske hisab se bhut bekar ha samne se gadi ati ha to kuch dekhai nahi deta
@@subhamghosh6560Bhai is ka fule pump tank ke under hai ya bahar....pura petrol khai ho jane pr 100 ya 50 rupees ka petrol dal kr chal sakte hai...ya hamesha 2L petrol maintain karna pdega tank me