Pardeep bhai tractor to dono hi best hai aapni aapni jaga par lekin tractor ke Malik ne tractor dekhane ka mauka nahi diya hai tractor dekhne like the 👍🙏
Mere pass mahindra 475 di tractor hai jo kafi old ho chuka hai or vo 45 hp ke Threshar ka load nahi utha pa raha hai , esliye me naya tractor lene ki soch raha hu. Ab me ye dicade nahi kar pa raha hu ki me mahindra ka 585 yuvo tech plus 4wd lu ya fir mahindra novo 755 4wd lu, kyoki mere pas 37 acer ke karib jamin hai, esliye me chahta hu ki me bhari implimate chalane vala novo 755 4wd lu, lekin mera main business Threshar chalane ka hai jo 45 hp ka Threshar hai. Ab esko to mahindra yuvo 585 vala tractor aaram che chala sakta hai, es business me milage bahut maine rakta hai, ab mera saval ye hai ki agar me particular Threshar ki bat kare to ean do no me se konsa tractor jyada milage nikalega. Ab Threshar ka same load dono tractor par chalaya jaya to konsa milega nikalega. 585 vala bina rpm drop kiye chal raha hai, or 755 to same load ke saath makkhan ki tarh chal raha hai, ab 755 bada hai to kya 585 competition me jyada diesel piyega?
3000 FORD र्टकटर बहुत अच्छा हीरो है इसके आगे सब फेल है
Ha bhai ji ye baat to hai
Ram Ram ji ❤❤❤
Ram Ram bhai ji
Pardeep bhai tractor to dono hi best hai aapni aapni jaga par lekin tractor ke Malik ne tractor dekhane ka mauka nahi diya hai tractor dekhne like the 👍🙏
Koi baat nhi bhai ji next time try karunga
Maza aa gya tau ki baat sun k
Tau bhut aache aadmi hI unke pass to inn dono tractor ki bhut saari baate hai
Good video Pardeep ji
Thanks bhai ji
Tau kam ki baat batara tha pardeep k ser k upper chli gyi
Ha bhai ji jyada knowledge to mujhe bhi nhi hai
Mere pass mahindra 475 di tractor hai jo kafi old ho chuka hai or vo 45 hp ke Threshar ka load nahi utha pa raha hai , esliye me naya tractor lene ki soch raha hu. Ab me ye dicade nahi kar pa raha hu ki me mahindra ka 585 yuvo tech plus 4wd lu ya fir mahindra novo 755 4wd lu, kyoki mere pas 37 acer ke karib jamin hai, esliye me chahta hu ki me bhari implimate chalane vala novo 755 4wd lu, lekin mera main business Threshar chalane ka hai jo 45 hp ka Threshar hai. Ab esko to mahindra yuvo 585 vala tractor aaram che chala sakta hai, es business me milage bahut maine rakta hai, ab mera saval ye hai ki agar me particular Threshar ki bat kare to ean do no me se konsa tractor jyada milage nikalega. Ab Threshar ka same load dono tractor par chalaya jaya to konsa milega nikalega. 585 vala bina rpm drop kiye chal raha hai, or 755 to same load ke saath makkhan ki tarh chal raha hai, ab 755 bada hai to kya 585 competition me jyada diesel piyega?
755 jyada to lega par bhut jyada nhi lega lakeen kaam bhut jaldi kar dega bada tractor hai to kaam bhi utna jyada hi krega
Dono tractor badhia hai
Ha bhai ji
Very good
Thanks bhai ji
Pardeep bhai ji 3000 pe jo gandasa lga tha pariwar ke jagde me vo thik ho gya
Thek ho gya bhai ji fir to
Tau se thoda bach ke rahna bhaiyo tau ghanna fast h
Ha bhai ji lakeen bhut aacha insaan bhi hai
🌷🙏🌷
❤️🇮🇳✅😀👌🎊🥳🚜⛽😯👏👍💯🎉🧐🌞😃🤘✌️🤔😁🙏🇮🇳🙏🇮🇳🙏🙏🙏
🇬🇧
🇮🇳🇮🇳🇮🇳🙏🙏🇮🇳🇮🇳🙏🙏