Message me batana sambhav nahi hai youtube par video dekh lijiye. Sorry is par hamari video nahi bani hai because hamare pass dial torque wrench nahi hai
Kuch samjha me nahin aaya sir. Aap zara dial ko set kaise karte hai dikhaye, aur kitne mm ki pressure me set karni chahiye wo bhi. Aur woh cylinder me 50mm ke baad jo antar aaya woh plus me thi yah minus me. Aur 0 se 10 ki taraf plus me jaane se woh chota aur 0-90 ki taraf minus pe needle jaane se wo bada kyun hoti hai?
Nice learning 😊
Best explanation ever
nice explanation guru jee
Thanks🙏🙏🙏🌹 bro❤
Sir bore dial gauge me pressure kitne ka lete he or pressure lene ka reason kya hai please explain
Sir 10 ki traf minus main jayegi
Jo aap Samjha rahe ho vah pura video mein nahin dikh Pa raha hai please care thank you
ok next time is buter
Sir pura diwaij ka naam ka yak video banaiye 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir agar reading 72mm nikli to uska anvil kese match hoga box me se
Isme washer aati i hai. jaise .50 mm, 1 mm , 2 mm, 3 mm
70 mm + 2 mm washer total 72 mm hoga
@@myeclasses but sir wo washer kese use hogi please Bata do Mera Contest he Wednesday me india level pe
Anvil lagane se phale washer lagate hai
Sir dial type torque wrench kese use hoga please support me
Message me batana sambhav nahi hai youtube par video dekh lijiye.
Sorry is par hamari video nahi bani hai because hamare pass dial torque wrench nahi hai
Camera distance bada lo sir
ok bilkul. 🙏
Kuch samjha me nahin aaya sir.
Aap zara dial ko set kaise karte hai dikhaye, aur kitne mm ki pressure me set karni chahiye wo bhi. Aur woh cylinder me 50mm ke baad jo antar aaya woh plus me thi yah minus me.
Aur 0 se 10 ki taraf plus me jaane se woh chota aur 0-90 ki taraf minus pe needle jaane se wo bada kyun hoti hai?
Ok jald hi aap ko next video me clear karenge
Bhai par Dail me to sirf plus ki or jata he or - kese jata he
Wrong method used you please don't teach like these if you are not clear you'r base.
Golat jankari ha, micrometre kaha hai?
Right bola bhai