6th para- kavi kehte hai ki devdar ke jungalon me sainkdon hazar jharne jharte rehte hai jinke jharne ke aawz pure jungle me sunai dete hai. Vahi devdaru junglon me lal tatha saphed bhojpatro se bane kutiyon (hut) banai gy hai. Un kutiyon me kinnar kinnare ( transgenders ) rehte hai. Veh kinnar kinnaron apne kuntal( balon) me rang birange aur khushbudaar phulon se sajate hai. Veh apne gale(neck) par sundar neele phulon ki mala phnte hai, veh apne kano me so pnkhudi kamal latkate hai. Chandi se bane pan patr jisme mani jade hua hai us pan patr me angur(grapes) se bani hui sharab(alcohol) rakhi hui hai . Veh pan patr( glass) unke samne tripai ( a table with three leg) ke uper rakhi hui hai. Veh sab ek komal, garam, yuva kasturi mrig ki jhal(carpet) par palthi(folded legs) mar kr baithe hua hai. Madirapan ( alcohol) ke karan unje aankhe lal aur nashedar ho gy hai. Veh mast hokar basuri baja rahe hai. Kavi unke komal, sundar ungliyan basuri ko bajate hua dekhe tb veh badal ko girte dekhe hai.
2nd para- unche himalaya ke kandho par choti badi kai jheele hain unke kaale neele pani me koi samtal desho se aarha hai garmi ki umas se bechain hokar khatta meetha kamal dhoondte hue hans aa ja rahe hain. ju apne khane ke liye kamal lene aye hain. wahan badal ko ghirte dekha hai.
3rd para :- Ritu vasant ka pyara subah than dheeme dheeme hawa bah rahi thi surya ki komal balya rupi kirne thi. Agal bagal kinare kinare sone jaisi parwat the. Ek dusre se alag hai . Alag alag rah kar un chalwa chakai ko sari raat bitani thi purane kaal se shrapit bechare chakewa chakyi . Rona band hua fir unme is Maan sarowar ke kinare paani me ghans ki Hari Hari dari pe ek dusre se nok jhok karte huye dekha hai badal ko ghurte dekha hai ..... Finally
para 5- kahan gaye kuber devta aur unki basi hui alki nagri aur kalidas ka banaya hua akash se unka nikalta ganga jal kuch nahi dikha.bhut dhoonda par badal ke devta nahi dikha kahe. ho sakta hai vu kalpana tha aur baras gaya mene tu thand me akash ko chumta hua kailash ke parvat ku bade bade megh ku garajte dekha hai . parantu mene dekha badal ku aur kahi nahi dekha
1st para - swach safed himalaya ke shikhro matlab chotiyo par badlo ko ghirte dekha hai.. choti choti os ki bunde moti ke saman lagri hain.. mansarovar ke un sone jese kamal ke phool par girte dekha hai.[suraj ki kirne parne ki wajah se vu sone jesi boli gayi hain]. kamal ke patto par os ki bunde hain wahan badal ko ghirte dekha hai
para 3- vasant reetu ki subah me dheemi dheemi hawa beh rahi hai. halka wala suraj ki komal kirde thi agal bagal me sunehri chotiya thi kyunki suraj kirde uspr pad rahi thi. aik dusre se viridh jo thea alag alag jinhe saari raat nikalni thi vu lambe samay se abhishapit hain bebas hain vu raat ku chakva chakayi par ab subah hui vu milenge mahan sarovar ke pas unka rona ab band hoga.pani ki hari dari pranay kala hote dekha hai.badal ko ghirte dekha hai
para 6- saikdi saikdon jharne beh reh hain ga rahe hain devdaru ke jangal me.laal aur safed bhoj patro se chayi kuti per. rang birange phool balon me lagage kamal ke phool ki mala lagaen gale me ju shank se saman kano me bhi kamal latkae .hazaron pankhudi wala lal kamal aur apne lambe baal me lagayen.chandi ka banaya hua glass rakha samne teen per wale ladki ka table chaandan ki tripti se.madirarud piya hua ki ankhen hogayi nashe wali aaur mast hokar kinar kinnariyo ki ungliyo ku vanshi par dekha us sundar jagha par mene baadal ku ghirte dekha hai.
6 para kahani ke antim parav me kavi ne kaha ha ki kavi ne bohot sare jhilo ko devdaru ke jangalo me jata hua dekha, lal aur sade kagaj ke istamal se kutio ke chate banae gae ha aur jo kinnar kinnarea apne balo me sughandid pushpo ko lagae hua ha apne galo me kamal ke phool ke mala pahane hua ha jisa unka galo shakh jasa lag rahi aur kano me unhone bohot sare pankhurio wali kamal ko pahane hue ha tatha chandi ke patro me hire lagae hue ha aur use ek chandan ke tin pai wali table ke upar rakha ha aur kinar kinarea mrigg ke khal ke upar bathkar madhira pan kar rahi ha aur apne unglio ko vansi me phar rahi ha, kavi ne badol ki ghirte dekha ha
छंद 1 main kavi parvato ki sundarta ko dhrsa te h wo kehte hai ki Parvato ka shikar swach aur safad tha aur unke agl bgl badal mndra rahi thi . Un badal se oos ki bonde gir rhi thi jo ki niche sthit mansarvor main maujood sunahre kamal pr pd rhi thi
2nd para - vishal himalayan ke kandho par choti badi kai jheelein ha...unke kale neele pani se koi shamtal desho se garmi ki umas se baichain ho kar kamal ke bistantu ko talashte hue hanson ko ate dkha ha ..kavi ne waha badloon ko ghirte dkha ha
3rd para- komal subh ki kirno m jab subh ek dum baccho ki trh pratit hota h use subh lakhar h use panchiyo ki pyaar bhari ladhai dekhi h ,jo ki raat m alag alag rhte h kyuki unse bht time phle se srap mila h ki wo raat m alag alag rhenge jab we subh milte h or pyaar se ek dusre se ladte h usi smye lekhak ne badal ko khirte dekha h
4 para kavi kahata ha ki dur parvat ke uchai par jaha jana munkin nahi ha waha par mrig ek sugand ko khoj raha ha parantu use khoj nhi pa rahi kyuki wo sugand swayam uski nabhi se aa rahi thi aur apna asamartha ke upar mrigg chir rahi thi aur phir kavi ne badal ko ghirta dekha ha
Para 3 chakwa chakai ko rishiwo ne bahut pheleu abhi sabh Diya tha ki wo raat ko sath me nahi rahnege fhir subhay hoti h toh wo mahan sarowar ke pass aakar milte he ... Para 2 Himalaya ke kandhi par choti choti jheel maosud h jaha par koi chal kar aarha ha.... Wo samtaal deshwo (plans area ) se garmi se paresom hokar aarha h kamal ki stem ki chah me -- hanssooo 🦤🦤
छंद 3 main kavi yeh chakva chaki ka vrnan kiye hai vo btate hai ki unhe abhisap mila hai ki raat main wo dononalag rahenge aur jb subhah hoge tb hi ek dusre ko mil payenge . To is छंद main unke milen ko dekhaya gya hai , jo ki ek nadi ke kinara hua h . Us samay ka vata varan bahut saaf tha halki halki havaye bhi chl rhi thi
Ma'am aap itna achi padati hoon na kya kahe aap is video sayad isc 2024 ke liye banaye te lekin mein 2025 mein dene wali hoon aur isse mujhe bohut madad mile
3 rd para - vasant ritu ki subha ha aur halki halki hawa chal rahi ha tatha suraj ki thori thori kirna aa rahi ha jiska karan suraj ek bacha jaisa lag raha ha aur phir kahata ha ki jo chakwa chakae ratt bhar alag tha rishi muni ka shrap ke vaje se ab ek atrit ho raha ha jhil ka pas aur phir kavi kahata ha ki badal ko ghirta dekha ha.
para 4- durgam baraf wali ghaati me saikdo feet unchayi par jise dekh nahi sakte us nabi se ane wali khud ke nasha me karne smell ke peeche bhaag rahe hain komal komal kasturi hiran ku apne par pareshan hote dekha hain. badal ko ghirte dekhta hai
5 para me kavi ne kaha ha ki unhe nahi dhan ke pati kubar ya unki basae hue sanatanat alka mili nahi unha kalidas ki kavita ke wo badal jise ganga jal nikal ti thi iska uparant kavi kahata ha ki ho sakta ha ki wo badal baras gaya ho isi lea kavi kahata h use jana dena wo kali das ki kalpna ho sakti ha tatha anth me kavi kaha ta ha unhone bhisarh jaro me navh gagan chubi kalash parvat par badal ko dkeha ha
1st-Kavi nagarjun kavita ka arambh himalaya ki sundarta se krte ha...pehle panktiyon me kavi kehte ha ki swach safed himalaya ke parwat me badloon ko ghirte dkha ha ...choti choti oss ki sheetal bunde moti saman mansarowar me prastut swarnim kamal ke phoolom pe ghir ragi thi wahi kavi me badloon ko ghirte dkha ha....
6th para- kavi kehte hai ki devdar ke jungalon me sainkdon hazar jharne jharte rehte hai jinke jharne ke aawz pure jungle me sunai dete hai. Vahi devdaru junglon me lal tatha saphed bhojpatro se bane kutiyon (hut) banai gy hai. Un kutiyon me kinnar kinnare ( transgenders ) rehte hai. Veh kinnar kinnaron apne kuntal( balon) me rang birange aur khushbudaar phulon se sajate hai. Veh apne gale(neck) par sundar neele phulon ki mala phnte hai, veh apne kano me so pnkhudi kamal latkate hai. Chandi se bane pan patr jisme mani jade hua hai us pan patr me angur(grapes) se bani hui sharab(alcohol) rakhi hui hai . Veh pan patr( glass) unke samne tripai ( a table with three leg) ke uper rakhi hui hai. Veh sab ek komal, garam, yuva kasturi mrig ki jhal(carpet) par palthi(folded legs) mar kr baithe hua hai. Madirapan ( alcohol) ke karan unje aankhe lal aur nashedar ho gy hai. Veh mast hokar basuri baja rahe hai. Kavi unke komal, sundar ungliyan basuri ko bajate hua dekhe tb veh badal ko girte dekhe hai.
2nd para- unche himalaya ke kandho par choti badi kai jheele hain unke kaale neele pani me koi samtal desho se aarha hai garmi ki umas se bechain hokar khatta meetha kamal dhoondte hue hans aa ja rahe hain. ju apne khane ke liye kamal lene aye hain. wahan badal ko ghirte dekha hai.
3rd para :- Ritu vasant ka pyara subah than dheeme dheeme hawa bah rahi thi surya ki komal balya rupi kirne thi. Agal bagal kinare kinare sone jaisi parwat the. Ek dusre se alag hai . Alag alag rah kar un chalwa chakai ko sari raat bitani thi purane kaal se shrapit bechare chakewa chakyi . Rona band hua fir unme is Maan sarowar ke kinare paani me ghans ki Hari Hari dari pe ek dusre se nok jhok karte huye dekha hai badal ko ghurte dekha hai .....
Finally
para 5- kahan gaye kuber devta aur unki basi hui alki nagri aur kalidas ka banaya hua akash se unka nikalta ganga jal kuch nahi dikha.bhut dhoonda par badal ke devta nahi dikha kahe. ho sakta hai vu kalpana tha aur baras gaya mene tu thand me akash ko chumta hua kailash ke parvat ku bade bade megh ku garajte dekha hai . parantu mene dekha badal ku aur kahi nahi dekha
1st para - swach safed himalaya ke shikhro matlab chotiyo par badlo ko ghirte dekha hai.. choti choti os ki bunde moti ke saman lagri hain.. mansarovar ke un sone jese kamal ke phool par girte dekha hai.[suraj ki kirne parne ki wajah se vu sone jesi boli gayi hain]. kamal ke patto par os ki bunde hain wahan badal ko ghirte dekha hai
Too good 👍✌️
Mam your videos are just amazing..... Sara concept clear ho jaata h ❤
para 3- vasant reetu ki subah me dheemi dheemi hawa beh rahi hai. halka wala suraj ki komal kirde thi agal bagal me sunehri chotiya thi kyunki suraj kirde uspr pad rahi thi. aik dusre se viridh jo thea alag alag jinhe saari raat nikalni thi vu lambe samay se abhishapit hain bebas hain vu raat ku chakva chakayi par ab subah hui vu milenge mahan sarovar ke pas unka rona ab band hoga.pani ki hari dari pranay kala hote dekha hai.badal ko ghirte dekha hai
Superb
no doubt, this is the best explanation maam I love your voice and the way u teach.
Mam questions writting aur grammer ke upar ek video bana degea please 🙏 bohot help ho jaegi
para 6- saikdi saikdon jharne beh reh hain ga rahe hain devdaru ke jangal me.laal aur safed bhoj patro se chayi kuti per. rang birange phool balon me lagage kamal ke phool ki mala lagaen gale me ju shank se saman kano me bhi kamal latkae .hazaron pankhudi wala lal kamal aur apne lambe baal me lagayen.chandi ka banaya hua glass rakha samne teen per wale ladki ka table chaandan ki tripti se.madirarud piya hua ki ankhen hogayi nashe wali aaur mast hokar kinar kinnariyo ki ungliyo ku vanshi par dekha us sundar jagha par mene baadal ku ghirte dekha hai.
Mam mai 90+ marks lgauga very good explanation mam thank you mam
♥️
U gave the best and brief explanation thanks a lot for ur efforts 🙏🏻
😅
6 para kahani ke antim parav me kavi ne kaha ha ki kavi ne bohot sare jhilo ko devdaru ke jangalo me jata hua dekha, lal aur sade kagaj ke istamal se kutio ke chate banae gae ha aur jo kinnar kinnarea apne balo me sughandid pushpo ko lagae hua ha apne galo me kamal ke phool ke mala pahane hua ha jisa unka galo shakh jasa lag rahi aur kano me unhone bohot sare pankhurio wali kamal ko pahane hue ha tatha chandi ke patro me hire lagae hue ha aur use ek chandan ke tin pai wali table ke upar rakha ha aur kinar kinarea mrigg ke khal ke upar bathkar madhira pan kar rahi ha aur apne unglio ko vansi me phar rahi ha, kavi ne badol ki ghirte dekha ha
छंद 1 main kavi parvato ki sundarta ko dhrsa te h wo kehte hai ki Parvato ka shikar swach aur safad tha aur unke agl bgl badal mndra rahi thi . Un badal se oos ki bonde gir rhi thi jo ki niche sthit mansarvor main maujood sunahre kamal pr pd rhi thi
2nd para - vishal himalayan ke kandho par choti badi kai jheelein ha...unke kale neele pani se koi shamtal desho se garmi ki umas se baichain ho kar kamal ke bistantu ko talashte hue hanson ko ate dkha ha ..kavi ne waha badloon ko ghirte dkha ha
Ma'am your videos helped me a lot 😊😊
3rd para- komal subh ki kirno m jab subh ek dum baccho ki trh pratit hota h use subh lakhar h use panchiyo ki pyaar bhari ladhai dekhi h ,jo ki raat m alag alag rhte h kyuki unse bht time phle se srap mila h ki wo raat m alag alag rhenge jab we subh milte h or pyaar se ek dusre se ladte h usi smye lekhak ne badal ko khirte dekha h
GREAT EXPLANATION
4 para kavi kahata ha ki dur parvat ke uchai par jaha jana munkin nahi ha waha par mrig ek sugand ko khoj raha ha parantu use khoj nhi pa rahi kyuki wo sugand swayam uski nabhi se aa rahi thi aur apna asamartha ke upar mrigg chir rahi thi aur phir kavi ne badal ko ghirta dekha ha
Superb explanation didi pura clear hogya
Crystal clear❤
You explain so good
Hindi QUEEN❤❤❤
Thank you ma'am ekdam clear ho gya chapter 🙏
Para 3 chakwa chakai ko rishiwo ne bahut pheleu abhi sabh Diya tha ki wo raat ko sath me nahi rahnege fhir subhay hoti h toh wo mahan sarowar ke pass aakar milte he ...
Para 2 Himalaya ke kandhi par choti choti jheel maosud h jaha par koi chal kar aarha ha.... Wo samtaal deshwo (plans area ) se garmi se paresom hokar aarha h kamal ki stem ki chah me -- hanssooo 🦤🦤
छंद 3 main kavi yeh chakva chaki ka vrnan kiye hai vo btate hai ki unhe abhisap mila hai ki raat main wo dononalag rahenge aur jb subhah hoge tb hi ek dusre ko mil payenge . To is छंद main unke milen ko dekhaya gya hai , jo ki ek nadi ke kinara hua h . Us samay ka vata varan bahut saaf tha halki halki havaye bhi chl rhi thi
Ma'am aap itna achi padati hoon na kya kahe aap is video sayad isc 2024 ke liye banaye te lekin mein 2025 mein dene wali hoon aur isse mujhe bohut madad mile
Very nice explanation maam
Excellent explanation maam 🎉
Thank you so much mammmm❤
3 rd para - vasant ritu ki subha ha aur halki halki hawa chal rahi ha tatha suraj ki thori thori kirna aa rahi ha jiska karan suraj ek bacha jaisa lag raha ha aur phir kahata ha ki jo chakwa chakae ratt bhar alag tha rishi muni ka shrap ke vaje se ab ek atrit ho raha ha jhil ka pas aur phir kavi kahata ha ki badal ko ghirta dekha ha.
GETTING IT TOO WELL...........THNXXXXX
para 4- durgam baraf wali ghaati me saikdo feet unchayi par jise dekh nahi sakte us nabi se ane wali khud ke nasha me karne smell ke peeche bhaag rahe hain komal komal kasturi hiran ku apne par pareshan hote dekha hain. badal ko ghirte dekhta hai
🫶
thank you maam for these videos
Bahut Sundar vyakhya
Superb usful explanation
Thank you ma'am ❤❤
Ma'am explanation toh samjh agaya lekin sawal kaisa aige exam woh bata dijiyegaa
Ma’am where can we find the study material?
how to buy study material mam
Ma'am sara akash ka one shot and baki bachi hui stories jaldi se upload krdiyeee
Thank u
Maam study material kaha sae kharidna padega
Best🎉
Maam ans kese frame krna h uske upr video bna dijiye or grammer part b cover kr die kuki 1 march ko exam h
Mam jaag tujhko door jana hai aap daaliye one shot
Sun re h mam 😊
Thankyou mam
Ma'am jaag tukjo dur jana ka one shot mil nahi raha hai wo kaha hai ma'am
5 para me kavi ne kaha ha ki unhe nahi dhan ke pati kubar ya unki basae hue sanatanat alka mili nahi unha kalidas ki kavita ke wo badal jise ganga jal nikal ti thi iska uparant kavi kahata ha ki ho sakta ha ki wo badal baras gaya ho isi lea kavi kahata h use jana dena wo kali das ki kalpna ho sakti ha tatha anth me kavi kaha ta ha unhone bhisarh jaro me navh gagan chubi kalash parvat par badal ko dkeha ha
Studing 2 hours before exam 😂
maam all 6 para's done now please upload the next
Sure
Great going
Mam study material chahiye kaise lu ?
Whatsapp on 7003698422
@@preiti_agarwal111free me milega??
Maam ek vedio inp essay par bhi post kriye ga usme bhi number cut ho jate hai
kahi aap importants bata sakti hain
Well explained 😊 Thank u