#indiamart #SolarEnergyConverter #SolarMicroInverter #SolarInverter Get the best price at Indiamart : Solar Energy Converter : m.indiamart.com/impcat/solar-charge-controller.html? MPPT Solar Charge Controller - m.indiamart.com/impcat/mppt-solar-charge-controller.html? PWM Solar Charge Controller - m.indiamart.com/impcat/pwm-solar-charge-controller.html?
Kya ham is inverter ko jese dusra inverter hota hai us tarah chala sakte hai jese us inverter me neutral wire common hota hai or phase wire se load liya jata hai muje ek camera chalana hai bijli or battery dono par or is ke connection kese honge ?
Sir Mera pass same convetor 200watt same brand ka but jab battery connect karna par load flash Karta hai even mobile charger bhi to usmay koi defect hai
@@ShriRamSolar Agar hum ise 12 volt dc motor se den to ye kaam karega Matlab na hum ise battery se 12 volt denge na solar panel se balki hum ise 12volt|||| dc motor se denge tab ye chalega
@@ShriRamSolar तो बैट्री में क्या है भाईजी छटका बैट्री क्यों नहीं लगा सकते करंट तो वो भी दे देगी ना मुझे इसके बारे में पूरी डिटेल से बताओ प्लीज़ भाई जी
Nahi aapki battery definitely kharab ho jayegi aap solar charge controller jarur lagaye isse aapki battery deep discharge nahi hogi or overcharge bhi nahi hogi
Sir ji 20 watt ka solar panel me koun sa wire aur kitne mm ka lagna chshiye......aur ..mera solar controlar. Exide ka hai ..12/24 volt 6 MPr.. ka hai ..
Sir Mere paas micro tech converter hai Bina load ke hi over load ka Red light chalu ho jata hai battery k sath connection hi do light chalu ho jata hai kya converter karab Ho Gaya hai kyaa Karu
Converter is not inverter, so it can't generate 230v ac rather it can produce 230v dc by which you can run only those instruments which first internally rectifies the ac like led tv, laptop etc. It can't run any inductive load like ac fan, drill as induction requires ac. YOU CAN RUN ONLY UNIVERSAL MOTOR OR FAN OR ANY DC MOTOR OF 230V.
Sir kya me bhi direct aap jese hi pura din apna laptop chala sakta hu ya fir solar canvertor lagana jaruri h bataao plese sir Or sir mere paas 200 watt ka solar panal h to sir kya me apna pura din ispe apna laptop chla sakta hu
Hello sr microtech ka hai to solar panel ham laga sakte hai dayrekt Bina bataye ka Kharab nahi hoga inverter solar panel 21 volt deta hai or 12 volt ka invartar hai Mera
Mai bahutt sare videos dekhi you tube par or bahut sare kament aaya tha sabka ki microtech ka inverter hai 12 volt me 60 se 100 watt lod pr garam hota hai
vai apne jo experiment kiya hai bahat a66a. mujhe ek doubt hai... is converter ko direct solar se jur kor regularly saare din ac current kar ke light aur home theater etc chalau to koi problem hoga???
#indiamart #SolarEnergyConverter #SolarMicroInverter #SolarInverter
Get the best price at Indiamart :
Solar Energy Converter : m.indiamart.com/impcat/solar-charge-controller.html?
MPPT Solar Charge Controller - m.indiamart.com/impcat/mppt-solar-charge-controller.html?
PWM Solar Charge Controller - m.indiamart.com/impcat/pwm-solar-charge-controller.html?
Thanks kou sir 😘. Dil khush KR diya apne. Jo samaan me aj kharid ke laya hu apne wohi testing krke dikha ya. Bhot der se ulaj rha tha
I am having some curies regarding this before purchasing
Sir is converter se kya 40watt cooler submersible pump run ho skta hai experiment ke liye?
Sir mere pass 150w ki 2 poly panel he 40 amp 12v ek battery bhi he kya ye kebal 2fan 24 ghante chala sakta he ?
24 hours ka backup nahi milega
Bike ki battery se fan chala sakte hai kya kitna bachup dega
Bhai mere paas 165_165watt ke do penal hah kya inse me cilling fan chala Sakta Hu please reply me
यह बैटरी लाइन से भी चार्ज हो जाएगा सर
Kya ham is inverter ko jese dusra inverter hota hai us tarah chala sakte hai jese us inverter me neutral wire common hota hai or phase wire se load liya jata hai muje ek camera chalana hai bijli or battery dono par or is ke connection kese honge ?
Ye converter hai inverter nahi
@@ShriRamSolar to fir vo kese hoga mini setup
Is convertor se kitne ac fan chala sakte h or 65 watt solor penal se 12 volt battery kese charge hoga kya please full setup bataye
बाइक की बैटरी से चल जाएगा क्या यै प्लीज जवाब देना जल्दी
Chal to jayega
@@ShriRamSolarबाइक की छोटी बेटरी से
Yes
Chalegi Bhai
Yes
Kya is converter se fan chala sakte hain
ye converter se 60w soldering iron Chala sakte ya NAHI Chala sakte? please reply
No due to heavy load
yeh converter 20w solar panel se work karega kya?
100% chalega
@@ShriRamSolar Thank you
20w panel se not working mobile charger
Mobile high power ka hai to panel 50W karna padega
ok
Kya hum RGB flood light ko chala sakte hai kya
24 v ka betrry laga sakte he kya.
24v wala lena padega
12volt 40watt panel k sath direct solar pe work krega
Yes
100W ke solar ke sath laga sakta hun 100w ke solar se output kitna nikalta hai pls reply
yes
Sir Mera pass same convetor 200watt same brand ka but jab battery connect karna par load flash Karta hai even mobile charger bhi to usmay koi defect hai
Ye non branded items hai sir ji kuch kah nahi sakte
100 watt panel main convert laganese ac fan chalega?
Yes
Is converter par 160 watt solar ke dwara kitna load dal sakte hen jisse koi problem na ho please sir reply?
Local load na chalaye or heavy load na de normal load pe chalaye kharab nahi hoga
@@ShriRamSolar jaise mobile charge karna bulb jalana
Ha kar sakte hai
Mere pass 100 watt ka panel h 40ah ki batrry to ye ye suitable hoga???
Yes
Very good video bhaiya
30v battery is dc converters mai laga shakte hai
30v volt battery nahi hoti hai 30ah hoti hai
सर मेरे पास 100 wott की पैनल है और यह छोटी बैटरी चार्ज हो जाएगी और कितने घंटे तक रखनी होगी मेरे यह वाली छोटी बैटरी है सर जानकारी
Battery charge kar sakte ho charge controller use karke
Kitni der chal sakta h ye ups ki is battery se
Kya 02 fan run kara sakte lagbhag 160 watt
No
Isse battery bi charge hoga kya na alag se battery charger korid na porega
Isse battery charge nahi hoga aapko alag se karna padega.
@@ShriRamSolar tanks reply dene ke liye
Bro agar hum 12 volt /dc motor se den to ye kam karega
Aapka sawal samja nahi
@@ShriRamSolar Agar hum ise 12 volt dc motor se den to ye kaam karega Matlab na hum ise battery se 12 volt denge na solar panel se balki hum ise 12volt|||| dc motor se denge tab ye chalega
Nahi
20 watt solar se direct converter chla sakte hai kya Bina battery ke
Chala sakte hai
Sar kya is mini inverter mein 12 volt se upar ka battery Laga sakte hain
No
खेतों में जो छटका मशीन लगाते हैं उसमें लगा सकते हैं क्या
Nahi wo alag aata hai
13.5 v hai
To usme inverter laga sakte hai
Wo pura machine alag hi aata hai
@@ShriRamSolar तो बैट्री में क्या है भाईजी छटका बैट्री क्यों नहीं लगा सकते करंट तो वो भी दे देगी ना मुझे इसके बारे में पूरी डिटेल से बताओ प्लीज़ भाई जी
Sir mene conveter liya hai par use sound aata hai par load chalta hai to wapas Karu ya rehne du
Jyada problem ho to change karwalo
Sar ji isme tektar ki betri laga saktehe cya
Ha
श्री मान 41 इंच LED को चला सकता है क्या 125 वाट सोलर पैनल के द्वारा
Sar main aapse yah poochh Raha Hun ki iska rupya Kitna aur solar panel sath mein aana chahie
Amazon pe sab available hai
Sir kya solar painal se Direct 12 volt ki battery charge karna thiek hai
Nahi aapki battery definitely kharab ho jayegi aap solar charge controller jarur lagaye isse aapki battery deep discharge nahi hogi or overcharge bhi nahi hogi
@@ShriRamSolar thank you sir
150 watt ya phir 100 watt pannel chal sakte hai jalde bata doo
100w yes
Sir kya isse 220 240 volt ki led tv chalegi
Yes
Sir ji 20 watt ka solar panel me koun sa wire aur kitne mm ka lagna chshiye......aur ..mera solar controlar. Exide ka hai ..12/24 volt 6 MPr.. ka hai ..
1mm wire laga sakte hai ac wire
@@ShriRamSolar koun sa sir ji.Copper wala wire kya.
Yes copper wire
Sir mujhe 3bldc fan or 9watt LED4pis chalana hai 4_5 ghante। To kitna watt ka panel or kitna mah ka battery chahie।sir please
400W Solar Panel with 150Ah TubularBattery
@@ShriRamSolar thanks
Kya ham isko switch board me charge kar sakte
Ye only converter hai
Kya isko direct solar panel connect karke use kar sakte ha without battery?
Yes
Sir 75w solar painal me kitane wat ka dc converter lena chahiye 😊
Sir kya me bhi direct aap jese hi pura din apna laptop chala sakta hu ya fir solar canvertor lagana jaruri h bataao plese sir
Sir
Mere paas micro tech converter hai
Bina load ke hi over load ka Red light chalu ho jata hai battery k sath connection hi do light chalu ho jata hai kya converter karab Ho Gaya hai kyaa Karu
Ho sakta hai kahrab ho gaya ho
Can I connect 50 Watt solar direct, without Battery ?
Yes
Kiy is se ham 3 with bulb laga sakte ha or 3-4 hours chala sakte hain
Yes
@@ShriRamSolar thank you sir 3 with bulb chalega na
@@ShriRamSolar aur sar kya ham ismein 12v se upar battery Laga sakte hain
No
Sir 40 watt solar panel se direct chala sakte hai kya
Ha
200 watt converter se kitne wait tk batry charg ho skta hai
Ye sir converter hai battery charger nahi hai so isse battery charge nahi hoti hai
Converter is not inverter, so it can't generate 230v ac rather it can produce 230v dc by which you can run only those instruments which first internally rectifies the ac like led tv, laptop etc. It can't run any inductive load like ac fan, drill as induction requires ac. YOU CAN RUN ONLY UNIVERSAL MOTOR OR FAN OR ANY DC MOTOR OF 230V.
Exactly ❤
Battry or solar dono sath me lagana h ya alag alag
Sry ye 200w wala converter ke video pe comnt dalnthi yaha glti se dal diya
It's okay
Alag alag bhi laga sakte hai
Sir mujhe kharidna hai mere pas 100watt ki panel hai kounsa lagega us par price bhi btao online mangvana hai me Rajasthan se hu
amzn.to/3Xn1uXu
इससे 12 वोल्ट battery charge कर सकते है
Ye charger nahi hai ye only dc to ac converter hai
Ok bhaiya
Sir kya me bhi direct aap jese hi pura din apna laptop chala sakta hu ya fir solar canvertor lagana jaruri h bataao plese sir
Or sir mere paas 200 watt ka solar panal h to sir kya me apna pura din ispe apna laptop chla sakta hu
Sir 300w solar panel lagaya to kya hoga.
300w solar panel ke liye 2 no.solar converter jod sakate he kya
Kharab ho jayega lekin converter jod ke lag sakte hai i think
@@ShriRamSolar 2 converter jod ke chalega na
While using solar panel, charge controller is required or not?
Compulsory
अपना मोबाइल नंबर दो तब
Mujhe.invetarchayhe.aapkipatado
Bro ess se electronic weighting machine charge ho jayegi
Ye charge nahi hai ye only Converter hai
Kya 18.2 volt ke painal work karega
Yes
Sir why it is showing load option green light but not even charging phone
Bhai mere pass solar pump hai jo government ke taraf se 90% discount se mili hai. kya ye converter chall payega.
No
Mere pass 150w ka solar panel h to run krega kya bina battery ko connect kiy
Yes
200 वाट के सोलर मोनो पैनल पर चलाना है काम करेगा क्या ये, सोलर कंट्रोलर भी है मेरे पास
Nahi chalega
Panel ka connection direct battery mein lagega ya inverter mein
Inverter me
@@ShriRamSolar panel mein battery connection karenge to battery charge hoga direct
Over charge ho jayega so charge controller use karna padega.
Agar bettry thoda charge rhaga to chalaga ki nhi
Bhai 20 watt solar panel se chal gay ga please reply jaruri hai😢😢
Chalega but i suggest 50w kam se kam use karo
Sir hm usko 12v2ah par chala sakte hai plz sir answer me.
No
@@ShriRamSolar THANKS SIR.OR MINIMUM Kitini AH se Chalasakte hai.
Kam se kam 20Ah
@@ShriRamSolar sir mai battery ki baat karr rahahu.
Yes 20ah battery honi chaiye
Sir merà inverter. Solar par Kam nahi kar raha wattry par Kam karta hai 😮pehle karta tha kya kharabi ho sakti hi
Battery kitne AH tak ki use kar sakta hai
Mere pass 24 volt ka connector hai vah 12 volt mein kam Karega
No
Sir Please Kya Ham Isme 12V 10Ah Ka Battery Par Chala Sakate Hain?
Yes
camera Adapter से चलेगा सर
Hello sir direct solar se half kilo water pump salane ke liye koun sa converter lena hoga
Is me solar plat maximum kinte watt ki laga sakte he jis ye kharab na ho
165W
Street light ki solar se ye chalega kya
Yes
Kya bhaiya is ko betriy ko solar panel se bhi charj kr sakte he bhaiya
Yes uske liye charge controller alag se lagana padega
12vlt solar panel pr chla skte h kya isko
Yes
aquarium top filter run karega? ek demo video banao plz
Battery par kitna ghanta backup dengi
250 watt ke पेनल pr konsa काम krega
Battery 12v से कितने volt तक लगा सकते हैं
Please
12 se 18 volt
सोलर पैनल कम से कम कितने वाट का लगाया जा सकता है 100 वाट का लोड के लिए
200W
Thank
Solar sa jor kar inviter sa Mobil charg ho ga dract
Hello sr microtech ka hai to solar panel ham laga sakte hai dayrekt Bina bataye ka
Kharab nahi hoga inverter
solar panel 21 volt deta hai or 12 volt ka invartar hai Mera
Laga sakte hai
@@ShriRamSolar ok thank you
Mera microtech ka jo inverter hai 80 Watt lod Dene pr garam hota hai kyo 9ah ki battery hai 12 volt ka or Mai Solar Panels bhi nahi lagaya
@@ShriRamSolar aapke big inverter 100 watt lod pr garam hota hai ya nahi
Mai bahutt sare videos dekhi you tube par or bahut sare kament aaya tha sabka ki microtech ka inverter hai 12 volt me 60 se 100 watt lod pr garam hota hai
Sar final solar ki tar aur battery se connection kaise karen
100 watt solar plate se without battery ke ac table fan chalana h so please btao kaise chlau
Sir 12v 35watt ke panel pur bhi work krta
35W chalega
Teble fan or tv chalega?
Tv chalega
@@ShriRamSolar picture tube wala TV ?
Sir is pe bldc fan chal sakta he kya
No
Sir 24volt ke battery 🔋 laga sakte hai??
No
Bhai output voltage kya deta hai ??
230
Sir is convetor se direct 165 watts solar panel ac fan chalega kya please bataye❤
Fan not recommend
@@ShriRamSolar dc fan chalega kitane watts jlka
Dc fan nahi chalega ye dc to ac converter hai
Hello noice a rahi hai dc ac converter chalu karne ke bad
Mere pas 10watt 12 volt ka solar panel hai chal sakta hai?
Yes
Kya 9 volt ki battery se 220 volt hoga
Nahi
100 wt singles penal me chalega soler contoler
Yes
75 watt Ki Battery or 50 watt ka soler penal me Konsh Controller lagay
amzn.to/3mLJB6j
Kitna watt Tak panel Laga sakte hain
50 se 100w
Overload cutt off h kya
No
vai apne jo experiment kiya hai bahat a66a. mujhe ek doubt hai... is converter ko direct solar se jur kor regularly saare din ac current kar ke light aur home theater etc chalau to koi problem hoga???
Ispr ac fan chlega kya bhai
No