Namaste 🙏 sir mein bhi paravet hoon aapse bhaut kuch sikhne ko milra hain aap bhi pantnagar se passout hain mene bhi yahi se is year diploma in veterinary pharmacology and livestock extension complete kiya hain new course abhi start hua hai yha par aapki sabse achhi baat mujhe ye lagi ki aap homeopathic medicine ko bhaut sahi tarah se logo ko samjha re hain warna field condition mein jholachaap jo vet banke garib kisano pashupalko ko bhramit karte hain or logo mein bhi ye avdharna hain ki injection or infusion lagay bina pashu theek hi ni hosakta. Aap jo knowledge dere hain usse kisan bhai agar follow kare to wo apna samay or paisa dono bacha sakte hain.Aap pantnagar cvasc se kis year batch k passout hain sir.
dr please help me out i am very confused 1 dr mera dog bhr se khelkr aya uske body pr kisi another dog ka saliva gila tha usk 5 min bad mera dog mere big wound pr 5 min tk betha rh kya ese rabies fel shkt h. 2 google pr likha h body k bhr virus 2 ghnte tak alive rheta h mtlb body k bhr mtlb bhi infect krshkt h please reply 3 mene vaccination k course intradermal lia th aur mujh anxiety horh th toh mene 1 mahine bad ek dose private hos s lekr lgwalia th intramuscular rabivax ka kya isse immunity pr glt asar krega y boost hoge? 😢😢 please answer this
Mene aapki video dekhi thi lameness wali mene ecotas tablets de rha hu befflow ki body mass me kafi frk pda hai chalne me thoda sudar hua hai,but wo chal ache se nhi rhi phle to khana chod hi diya tha Mene tablet 2 mounth ke around ho gye dete hye, or doctor se treatment liya tha phle koi aram nhi hya tha Ab me kya kru chal ache se paye
सर आप का आशीर्वाद हमेशा बना रहे हम सब पर और ऐसी जानकारिया समय समय पर देते रहे ❤❤❤
Every lecture of treat for field practioner is most useful singh sir
Thank sir providing good knowledge regarding the new clinical diagnosis method
Good Information Sir
Good knowledge
Sir aap bahut badhiya jankari dete hai
Nice video sir ji❤
Super ❤
❤😊
Bahut achchi jankari
Good information sir ❤❤
Thanks
Namaste 🙏 sir mein bhi paravet hoon aapse bhaut kuch sikhne ko milra hain aap bhi pantnagar se passout hain mene bhi yahi se is year diploma in veterinary pharmacology and livestock extension complete kiya hain new course abhi start hua hai yha par aapki sabse achhi baat mujhe ye lagi ki aap homeopathic medicine ko bhaut sahi tarah se logo ko samjha re hain warna field condition mein jholachaap jo vet banke garib kisano pashupalko ko bhramit karte hain or logo mein bhi ye avdharna hain ki injection or infusion lagay bina pashu theek hi ni hosakta. Aap jo knowledge dere hain usse kisan bhai agar follow kare to wo apna samay or paisa dono bacha sakte hain.Aap pantnagar cvasc se kis year batch k passout hain sir.
Same problem mere sath aayi ab pashu dheere dheere thk hone laga pashu jayda kamjor ho gaya tha or dudh bhi kam ho gaya tha
dr please help me out i am very confused
1 dr mera dog bhr se khelkr aya uske body pr kisi another dog ka saliva gila tha usk 5 min bad mera dog mere big wound pr 5 min tk betha rh kya ese rabies fel shkt h.
2 google pr likha h body k bhr virus 2 ghnte tak alive rheta h mtlb body k bhr mtlb bhi infect krshkt h please reply
3 mene vaccination k course intradermal lia th aur mujh anxiety horh th toh mene 1 mahine bad ek dose private hos s lekr lgwalia th intramuscular rabivax ka kya isse immunity pr glt asar krega y boost hoge?
😢😢 please answer this
Mene aapki video dekhi thi lameness wali mene ecotas tablets de rha hu befflow ki body mass me kafi frk pda hai chalne me thoda sudar hua hai,but wo chal ache se nhi rhi phle to khana chod hi diya tha
Mene tablet 2 mounth ke around ho gye dete hye, or doctor se treatment liya tha phle koi aram nhi hya tha
Ab me kya kru chal ache se paye
Phosphorus ka dibba khilaya tha or ak tika lagwaya tha
Dr g meri ak bhais ki aankho se aasu permanent aata hai uska koi ilaz btao pet ke kido ki bhi goli de chuka hu par uska koi ilaz nhi huya hai