aj ka pura samaj hi baccho ki buddhi ke khilaf hai. aj ki peedhi ki social psychology alag hai,mutual psychology alag,families psychology alag, communal psychology alag, educational psychology alag,agar aisa hoga to ya to wo apna kuch bigadenge ,ya dusro ka ya sahi raah par baar baar galat faisla lenge, to socho kya hoga aaney waley samaj ka, ladko ka najariya bahut kharab hai aur kamjor bhi ladkiyo ke prati,wajha hai logo ka vicharatmak ravaiya seemit hona , vichar ek nahi hote alag alag chahey kitne bhi lelo ,ya doshiyo ka pata puchlo sab dusro par taal denge aur apne ap ke is ravaiye ko bahut samajhdari se pesh karenge . doshi samaj hai ,na sarkar na sipahi.
social media ko aisey advertisements dikhaney chahiye jo ladkiyo aur nayi peedhi ko aisey pralobhano mein padne se rokne me madad karey jo unko mansik taur par akarshit karta ho. aaj hamari sabhyta ek aisi kagar par hai jaha education bhi ek limit par seize ho gayi hai,,, ek hi ghar mein rehney wali 2 peedhiyo ke beech kharab mansik samvednao ka utpann hone ki ek mul wajha education ka improper impact bhi hai. aj ke samay me jo navyuvak kanyao par galat vichar rakhtey hai , ho sakta hai unke ghar mein bhi kanya hi janmey , taat paschaat wo unki suraksha ke maddeynajar kya karenge,ya kitney aisey muh band karenge jo unki copy tayyar honge samaj mein ,samaj ke liye galat vicharo ke karan. apne nas ki wajha khud ban raha hai insan aur dosh , bhagwan/sarkar tantra ko deta hai , pehle ye to sochna chahiye insani mansikta kya hai aur kyu hai uskey baad kisi par dosh tekna chahiye kharab samajik stithiyo ka. insan ki haar majbut soch ke pichey ek sadhna hai aur kamjor ke pichey ek rakshash , galat vichar ko apni buddhi se harakar apne shareer par kabu rakhna aur durvyavhar par bhi accha vichar prakat karna, is niyam ka palan karna chahiye haar us insan ko jo kuch behtar dekhna chahta hai aaney waaley samay mein us samaj ke rup mein jaha usey apna jevan vyateet karna hai, aj bo lo kal kaat lena to parso wala swad alag hi hoga. apni stithi khud sudharo ,jab tak bahut saro ki soch nahi badlegi koi sudhar nahi aayega, aam aadmi social structure sudharey , to ho sakta hai sarkar bhi Democratic structures par better concentration laga payegi, samaj aur sarkar 2 hath hai, wajan bhi laghbhag barabar hai lekin taali galat bajatey bajatey ek hath viklang ho gaya hai aur dusrey ko iski parva nahi kyuki viklang hath to ruk gaya lekin dusrey ko ab aadat ho gayi hai hiltey rehney ki taali bajo ya mat bajo. ab kaunsey ki galati hai dono mein se , ho sakta hai kisi na kisi informational source se samney ajaye , kyuki filhaal tak to ye ek paheli hai jo na dekhi na suni par uljhi hui hai. suljhaney waley bhi apne hai aur uljhaney waley bhi.
petition with human psychology to review as an excuse was wrong for that boy, human psychology changes daily , only several habitual terms of psychology wont change, there should be no excuse one should get with an psychological term for any kind of law benefits, psychology means decisions one would take on type of terms of brain and thought's came on an or with particular movements/conditions going on with time .
Agar koi rape kar sakta he to fir wo nabalig kaise ho gaya, wo bachha kaise ho sakta he
.
kiran bedi I salute u really great
vakil ki ghrwali ke do rod phir lage ga pta
kuch nhi hota kyuki ye mera gauo mera desh h. mera Bharat Mahan
R.I.P kejriwall. .....
ma ager delhi or iske sath me rahata hota to kasam us janam dene wale ki esko ma mar deta sach marta b kat kat k
aj ka pura samaj hi baccho ki buddhi ke khilaf hai.
aj ki peedhi ki social psychology alag hai,mutual psychology alag,families psychology alag, communal psychology alag, educational psychology alag,agar aisa hoga to ya to wo apna kuch bigadenge ,ya dusro ka ya sahi raah par baar baar galat faisla lenge, to socho kya hoga aaney waley samaj ka, ladko ka najariya bahut kharab hai aur kamjor bhi ladkiyo ke prati,wajha hai logo ka vicharatmak ravaiya seemit hona , vichar ek nahi hote alag alag chahey kitne bhi lelo ,ya doshiyo ka pata puchlo sab dusro par taal denge aur apne ap ke is ravaiye ko bahut samajhdari se pesh karenge .
doshi samaj hai ,na sarkar na sipahi.
social media ko aisey advertisements dikhaney chahiye jo ladkiyo aur nayi peedhi ko aisey pralobhano mein padne se rokne me madad karey jo unko mansik taur par akarshit karta ho. aaj hamari sabhyta ek aisi kagar par hai jaha education bhi ek limit par seize ho gayi hai,,, ek hi ghar mein rehney wali 2 peedhiyo ke beech kharab mansik samvednao ka utpann hone ki ek mul wajha education ka improper impact bhi hai.
aj ke samay me jo navyuvak kanyao par galat vichar rakhtey hai , ho sakta hai unke ghar mein bhi kanya hi janmey , taat paschaat wo unki suraksha ke maddeynajar kya karenge,ya kitney aisey muh band karenge jo unki copy tayyar honge samaj mein ,samaj ke liye galat vicharo ke karan. apne nas ki wajha khud ban raha hai insan aur dosh , bhagwan/sarkar tantra ko deta hai , pehle ye to sochna chahiye insani mansikta kya hai aur kyu hai uskey baad kisi par dosh tekna chahiye kharab samajik stithiyo ka.
insan ki haar majbut soch ke pichey ek sadhna hai aur kamjor ke pichey ek rakshash ,
galat vichar ko apni buddhi se harakar apne shareer par kabu rakhna aur durvyavhar par bhi accha vichar prakat karna, is niyam ka palan karna chahiye haar us insan ko jo kuch behtar dekhna chahta hai aaney waaley samay mein us samaj ke rup mein jaha usey apna jevan vyateet karna hai, aj bo lo kal kaat lena to parso wala swad alag hi hoga. apni stithi khud sudharo ,jab tak bahut saro ki soch nahi badlegi koi sudhar nahi aayega, aam aadmi social structure sudharey , to ho sakta hai sarkar bhi Democratic structures par better concentration laga payegi, samaj aur sarkar 2 hath hai, wajan bhi laghbhag barabar hai lekin taali galat bajatey bajatey ek hath viklang ho gaya hai aur dusrey ko iski parva nahi kyuki viklang hath to ruk gaya lekin dusrey ko ab aadat ho gayi hai hiltey rehney ki taali bajo ya mat bajo. ab kaunsey ki galati hai dono mein se , ho sakta hai kisi na kisi informational source se samney ajaye , kyuki filhaal tak to ye ek paheli hai jo na dekhi na suni par uljhi hui hai. suljhaney waley bhi apne hai aur uljhaney waley bhi.
petition with human psychology to review as an excuse was wrong for that boy, human psychology changes daily , only several habitual terms of psychology wont change, there should be no excuse one should get with an psychological term for any kind of law benefits, psychology means decisions one would take on type of terms of brain and thought's came on an or with particular movements/conditions going on with time .