Second time watched Pata hai bro log set up tour me bas apne gadget ko dekhate hai ki mai yah use krta hun or woh Lekin apne is video me woh batein bataaya hai jiski logon ko actual me zarurat hoti hai jaise camera, lens, light, background yah sab ki knowledge har voice over creator ya new creator ke pass nhi hoti hai So iske liye ek barr phir se appreciate😊🙏❤ brother
Thank you Bhai 🙏. Try karta hu k kisi bhi product ko khridne ka decision samne Wale ka ho.. m bas ye batane ki koshish krta hu k product ki kya kamiya h kya achi baatte h or kya kya other option ho sakte h.. Kyoki Bhai Jo pase kharchta h decision bhi unka hi hona chahiye.. 🙏
Bhai pahli baat ki apki video mujhe suggested huvi thi to kafi best lagi so keep working & keep growing Ab kuchh feedback mai deta hun apko jo mujhe lagta hai • voice- apke voice me background se kuchh noise type ka aaraha hai i don't know use kya bolte hai lekin kuchh noise type ka shayad woh apke mic se hoga ya phir ap jo background music use kiye hai usmein se aati hogi to woh ap check kr lijiyega ki problem mic me hai ya bgm me kyunki ki isse viewer experience khrab hota hai And second thoda B-roll ap use karte is video me khud ka banaya huva object ke according to best hota waise yah optional hai Or agr koi or kuchh suggestion apko chahiye mujhse as a bro to ap puch skte hai brother mujhe jitna idea hoga uske bare me mai bata dunga And ab apse mai kuchh janna chahta hun Jaise ki mere pass mobile hai camera nhi hai Or mai face reveal karna chahta hun to thoda jugaad batayye ki mobile se kaise shoot kare taki camera ki kami mahasus na ho And apne jo light use kiya tha to jitna light apne bataya kya Sirf itna hi light apke room me jalti hai video recording time ya iske ilawa camera ke pass ya face ke just samne bhi koi light hai And bina soft box ke light ko kaise soft kare jo apne last me bataya tha ya sabhi ko bata dejiye please Jiske answer reply me de skate hai uska de dejiye or jiske liye video banana padega to 🙏plzz plz uske liye next video bana dejiye because facecam me mai Begginer hun Ok to achhe se coment read kijiyega time de kar likha hun ❤
Thank you Bhai 🙏. I appreciate your suggestions and will work on that. Background music m h sayad ye noise. B Roll ka Bhai try krenge or jyada use karne ka.. Or jesa k aap ne pucha k mobile se shoot karte time achi footage k liye try kare Background thoda dark rakhe, shirt or tshirt bhi try kare ki thodi dark colour ki ho or koi bhi light aap use kar sakte h bas kuch batto ka dhyan rakhna. 1. light bilkul aap k sar par na ho. Usse aankho par shadow aati h ( raccoon eye ) vo achi nhi lagti. 2. light face k bilkul samne na rakhe agar ho sake to thoda side m rakhe 45° k aas pas.or na hi aap ke piche koi direct light honi chahiye camera ki taraf. 3. Agar soft box nhi h light ko soft karne k liye to light par koi white cloth use kar sakte h aap try kare k cloth light se thoda dur ho. Agar koi jugaad na ho to last option k toor par cloth light par hi dal sakte h. 4. Mobile m agar pro mode h video recording k liye to usko use kre. Best rahega. 5. Or mobile ko thoda dur rakhe matlab bahut dur bhi nhi bas normal se thoda dur. Face thoda normal lagega.. kuch log mobile bahut pass rakhte h to unki naak bahut badi lagti h vo bhi acha nhi lagta. Or aap koi ring light khrid sakte h ye m ne 1 video Dali h vlogging kit par aap vo dekh sakte h.. usme Jo light h vo bhi achi h. Baki aap ka channel dekha acha kaam h aap ka.. bahut use full h. Baki kuch rah gya ho to. Aap puch sakte h. Or han m koi or extra light use nhi karta shoot k time. Jo video m btaya sirf vo hi use karta hu baki to Sabhi lights off kar k shoot karta hu . Full kilvish mood m 😅😅😅 Or Bhai fir se thank you aap k suggestions k liye .. Bahut acha laga or aap ka comment pura padha . 👍
@@ASKTECHIND bhai background dark rakhna padega mai soch raha tha yellow color ka background rakhun or uske sath ek side me red rgb or dusre side blue/green ya koi or rgb light ka use krna jaise ap karte hai Or bro rahi baat lighting setup ki to mai bilkul apke tarah light use krunga mtlb jo light jahaan jahaan pe apne use kiya hai woh ek dam ditto copy To phir kaisa hoga brother?
@@ASKTECHIND or rahi baat soft box ki to woh mai koi na koi jugaad bana lunga ya khud se home made soft box bana lunga waise mujhe kitne watt ka use krna chahiye bulb first wala jo main hoga
Yes Bhai RGB light use kar sakte h aap Background m.. Mera matlab tha k back wall simple white colour ki na ho... Or red , blue ye sab dark kar denge aap k background ko acha lagega👍
Sir you can go with kit lens. It's good enough to shoot good videos. Just remember to use it on narrow aperture For clear teacher and clear whiteboard footage. Hope that will help 🙏 If you want any other help you can ask 🙏
@@ASKTECHIND And brother ap kon sa software use krte hai 4k editing ke liye And agr ap apne pc ki specifications bata dete to help mil jati editing software choose krne me
@@ASKTECHIND And brother ap kon sa software use krte hai 4k editing ke liye And agr ap apne pc ki specifications bata dete to help mil jati editing software choose krne me
Laptop Asus tuf a15 AMD ryzen 7 4800H Ram 16 GB Or editing k liye Pahle m Premiere pro use karta tha but vo bahut dikkat dene laga tha to abhi Davinci 18.5.1 jo latest aaya h... Or m free version hi use karta hu studio nhi😅😅
I am subcribing your channel ....your efforts are awesome....can you do one video about which cameras suitable for youtube videos in the price range of 50k-60k ...i am a beginner
Bhai video dekhi aap ki achi hai... Bas Jo mujhe lagi k improve ho sakti hai 1st.. cuts ko or smooth Kiya ja sakta hai.. J cut ya zoom in zoom out ka use karke.. 2nd.. jis point ya part ki baat ki ja rhi hai us ka close up add kre to or acha rhega.. Baki sab acha hai..👍
Bro agar m apni baat kru to aperture f1.4 k aas pass rakhta.. or focal length m apne space k hisaab se agar mujhe nature look chahiye to 50mm k aas pass leta ..but agar space kam hota or mujhe apna face thoda patla dikhana hota to 16 to 25,28 mm leta.. Hope that will help 🙏
Your content is great, you have helped me a lot with this video and please complete this chapter with a color grading video, how you achieve this outstanding colors from HLG3, please please make a video quickly, I will be eagerly waiting...... You have proved that proper knowledge of things can make the outcome better and not the expensive gears.
Bhai agar 1st jo aap ko dekhni h ov aap k footage ki framing. meri start ki video m frame acha nhi hota tha.. try to improve with every video... Fir video editing k time or achi ho jati h baki editing par jaldi try karte hai kuch..
Bhai ek baat or ki Apka hath video me sahi se dikh nhi raha hai Means ap jo bolte time hatho se movement ya hatho me jo motion hau woh sahi se nhi dikh raha So ap ek baar video dekhein samjh jaenge Mujhe pata nhi yah ap kaise thik karenge lekin haan agr isko thik karna zaruri hai to zarur try karein nhi ti koi baat nhi
Bhai apke camera main ek 10 minutes ke video ko 1080p main shoot karne par kitne storage hota hai plz replay Karo bhai mujhe kharid na hai per mere ipad main 32 GB storage total
Bhaiya you are my favourite youtuber
Thank you 😊🙌
Second time watched
Pata hai bro log set up tour me bas apne gadget ko dekhate hai ki mai yah use krta hun or woh
Lekin apne is video me woh batein bataaya hai jiski logon ko actual me zarurat hoti hai jaise camera, lens, light, background yah sab ki knowledge har voice over creator ya new creator ke pass nhi hoti hai
So iske liye ek barr phir se appreciate😊🙏❤ brother
Thank you Bhai 🙏.
Try karta hu k kisi bhi product ko khridne ka decision samne Wale ka ho.. m bas ye batane ki koshish krta hu k product ki kya kamiya h kya achi baatte h or kya kya other option ho sakte h..
Kyoki Bhai Jo pase kharchta h decision bhi unka hi hona chahiye..
🙏
Best UA-camr ❤💯
Thank you Bhai 🙏
Bhai -bahut hi badhiya❤❤❤
Naye creator ke liye achcha supporting hai
Aap ki video , Jame raho🎉
😊 Bilkul Bhai Lage rahenge🤘
Wow superb ❤
Thank you Bhai 🙏
Welldone ..keep it u
Thank you Bhai 🙂
Keep ti up full support
Thank you Bhai 🙏😇
Full support ❤
Thank you Bhai 🙏
Bhai pahli baat ki apki video mujhe suggested huvi thi to kafi best lagi so keep working & keep growing
Ab kuchh feedback mai deta hun apko jo mujhe lagta hai
• voice- apke voice me background se kuchh noise type ka aaraha hai i don't know use kya bolte hai lekin kuchh noise type ka shayad woh apke mic se hoga ya phir ap jo background music use kiye hai usmein se aati hogi to woh ap check kr lijiyega ki problem mic me hai ya bgm me kyunki ki isse viewer experience khrab hota hai
And second thoda B-roll ap use karte is video me khud ka banaya huva object ke according to best hota waise yah optional hai
Or agr koi or kuchh suggestion apko chahiye mujhse as a bro to ap puch skte hai brother mujhe jitna idea hoga uske bare me mai bata dunga
And ab apse mai kuchh janna chahta hun
Jaise ki mere pass mobile hai camera nhi hai
Or mai face reveal karna chahta hun to thoda jugaad batayye ki mobile se kaise shoot kare taki camera ki kami mahasus na ho
And apne jo light use kiya tha to jitna light apne bataya kya Sirf itna hi light apke room me jalti hai video recording time ya iske ilawa camera ke pass ya face ke just samne bhi koi light hai
And bina soft box ke light ko kaise soft kare jo apne last me bataya tha ya sabhi ko bata dejiye please
Jiske answer reply me de skate hai uska de dejiye or jiske liye video banana padega to 🙏plzz plz uske liye next video bana dejiye because facecam me mai Begginer hun
Ok to achhe se coment read kijiyega time de kar likha hun ❤
Thank you Bhai 🙏. I appreciate your suggestions and will work on that. Background music m h sayad ye noise.
B Roll ka Bhai try krenge or jyada use karne ka..
Or jesa k aap ne pucha k mobile se shoot karte time achi footage k liye try kare Background thoda dark rakhe, shirt or tshirt bhi try kare ki thodi dark colour ki ho or koi bhi light aap use kar sakte h bas kuch batto ka dhyan rakhna.
1. light bilkul aap k sar par na ho. Usse aankho par shadow aati h ( raccoon eye ) vo achi nhi lagti.
2. light face k bilkul samne na rakhe agar ho sake to thoda side m rakhe 45° k aas pas.or na hi aap ke piche koi direct light honi chahiye camera ki taraf.
3. Agar soft box nhi h light ko soft karne k liye to light par koi white cloth use kar sakte h aap try kare k cloth light se thoda dur ho. Agar koi jugaad na ho to last option k toor par cloth light par hi dal sakte h.
4. Mobile m agar pro mode h video recording k liye to usko use kre. Best rahega.
5. Or mobile ko thoda dur rakhe matlab bahut dur bhi nhi bas normal se thoda dur. Face thoda normal lagega.. kuch log mobile bahut pass rakhte h to unki naak bahut badi lagti h vo bhi acha nhi lagta.
Or aap koi ring light khrid sakte h ye m ne 1 video Dali h vlogging kit par aap vo dekh sakte h.. usme Jo light h vo bhi achi h.
Baki aap ka channel dekha acha kaam h aap ka.. bahut use full h.
Baki kuch rah gya ho to. Aap puch sakte h.
Or han m koi or extra light use nhi karta shoot k time. Jo video m btaya sirf vo hi use karta hu baki to Sabhi lights off kar k shoot karta hu . Full kilvish mood m 😅😅😅
Or Bhai fir se thank you aap k suggestions k liye .. Bahut acha laga or aap ka comment pura padha .
👍
@@ASKTECHIND bhai background dark rakhna padega mai soch raha tha yellow color ka background rakhun or uske sath ek side me red rgb or dusre side blue/green ya koi or rgb light ka use krna jaise ap karte hai
Or bro rahi baat lighting setup ki to mai bilkul apke tarah light use krunga mtlb jo light jahaan jahaan pe apne use kiya hai woh ek dam ditto copy
To phir kaisa hoga brother?
@@ASKTECHIND or rahi baat soft box ki to woh mai koi na koi jugaad bana lunga ya khud se home made soft box bana lunga waise mujhe kitne watt ka use krna chahiye bulb first wala jo main hoga
Yes Bhai RGB light use kar sakte h aap Background m.. Mera matlab tha k back wall simple white colour ki na ho... Or red , blue ye sab dark kar denge aap k background ko acha lagega👍
@@ASKTECHIND mtlb yellow background with red rgb best rahega?
Which lens we should prefer for educational videos??....teaching on white board 😊😊
Sir you can go with kit lens. It's good enough to shoot good videos. Just remember to use it on narrow aperture For clear teacher and clear whiteboard footage.
Hope that will help 🙏
If you want any other help you can ask 🙏
@@ASKTECHIND Thank you 😊
🤝
Yah sabhi gears ka original affiliate link dete to best hota brother future me kuchh earning bhi ho jaegi and viewers ko original saman bhi mil jaega
Bro mujhe uska jyada idea nhi h baki m try krunga.. kase hota h aap ko idea h kya us ka k vo link kase create hote h🤔🤔
@@ASKTECHIND And brother ap kon sa software use krte hai 4k editing ke liye
And agr ap apne pc ki specifications bata dete to help mil jati editing software choose krne me
@@ASKTECHIND And brother ap kon sa software use krte hai 4k editing ke liye
And agr ap apne pc ki specifications bata dete to help mil jati editing software choose krne me
Laptop Asus tuf a15
AMD ryzen 7 4800H
Ram 16 GB
Or editing k liye Pahle m Premiere pro use karta tha but vo bahut dikkat dene laga tha to abhi
Davinci 18.5.1 jo latest aaya h...
Or m free version hi use karta hu studio nhi😅😅
@@ASKTECHIND ok
Or graphic card hai apke laptop me hai to konsa?
Type of lense per video banavo
Jaldi hi try krunga video lane ki😇
Bro u deserve more sub and views
Thank you Bhai 🙏 jaldhi ho Hojaye ge.. aap sab ka support jo hai sath🙌
I am subcribing your channel ....your efforts are awesome....can you do one video about which cameras suitable for youtube videos in the price range of 50k-60k ...i am a beginner
Thank you Bhai🙏😇
Agar aap tripod par hi use karne Wale ho to zv e10 bhi acha option h.
Baki video bhi jaldi layenge.
Bhai mera video jis typ ka hota wuske lea kuch tips baatao sab loog studio m shoot nahi krte hai bhai...bana do haamre lea v kuch
Bhai video dekhi aap ki achi hai... Bas Jo mujhe lagi k improve ho sakti hai
1st.. cuts ko or smooth Kiya ja sakta hai.. J cut ya zoom in zoom out ka use karke..
2nd.. jis point ya part ki baat ki ja rhi hai us ka close up add kre to or acha rhega..
Baki sab acha hai..👍
Next video me add krta hu or thank you for your advice 🙏
🙂👍
Bro Your UA-cam Carrier is Bright 💕😘
Thank you Bhai for your support.
inspires me a lot.🙌😇
@@ASKTECHIND ❤
Wow superb bro, jis video ka intzaar tha Finaly aaj ye video aa hi gyi Thanks bro💕💕 Nice Frame change style 😘
Thank you Bhai for your support 🙏😇
Keep going😮❤
Thank you Bhai 🙏
@@ASKTECHIND most welcome. Mera starting me 100 views aane me mahine chala jata tha. Ur contents are too good
Thank you Bhai...
Trying to improve with every video..
Baki aap sabki Baato se motivation milti hai..😇
Mobile se krte ho ya pc laptop..??
@@ASKTECHIND ❤✌
Instragram reels and UA-cam shorts ke loye best lense bata do bhaiya
Bro agar m apni baat kru to aperture f1.4 k aas pass rakhta.. or focal length m apne space k hisaab se agar mujhe nature look chahiye to 50mm k aas pass leta ..but agar space kam hota or mujhe apna face thoda patla dikhana hota to 16 to 25,28 mm leta..
Hope that will help 🙏
Your content is great, you have helped me a lot with this video and please complete this chapter with a color grading video, how you achieve this outstanding colors from HLG3, please please make a video quickly, I will be eagerly waiting...... You have proved that proper knowledge of things can make the outcome better and not the expensive gears.
Thank you brother 😇
Or video jaldi try krunga lane ki🙏
Bhia thumbnail banana sikha do apne jaisa
जरूर भाई🙏
यहीं बताऊं या video बनाऊ
Loved it man ❤
I'm glad!🙌
Bhai editing ke bare me bhi thoda batado
Soon Bhai🙏
Bhai agar 1st jo aap ko dekhni h ov aap k footage ki framing. meri start ki video m frame acha nhi hota tha.. try to improve with every video... Fir video editing k time or achi ho jati h baki editing par jaldi try karte hai kuch..
Bhai ek baat or ki Apka hath video me sahi se dikh nhi raha hai
Means ap jo bolte time hatho se movement ya hatho me jo motion hau woh sahi se nhi dikh raha
So ap ek baar video dekhein samjh jaenge
Mujhe pata nhi yah ap kaise thik karenge lekin haan agr isko thik karna zaruri hai to zarur try karein nhi ti koi baat nhi
Han Bhai vo thoda tight frame shoot ho gya tha to vo frame m nhi aapye thik se😅😅
Next video on light set-up please 🙏... and Video upload frequency time thoda kam karo bhai
I will try my best..
And video jaldi aayega 🤘
Mobile se editing karte ho ya pc laptop se ..??
Editing Laptop par karta hu Bhai
Bhai apke camera main ek 10 minutes ke video ko 1080p main shoot karne par kitne storage hota hai plz replay Karo bhai mujhe kharid na hai per mere ipad main 32 GB storage total
4k 25 fps 1 hrs around 42 GB hogi or 1080p 25fps around 22 GB
To 1080p 25 fps 10 mint m lagbhag 4 GB k aas pass
Hope that will help 🙏
@@ASKTECHIND Thanks mere bhai😊
🙏
Bhai kaha se ho tm
Haryana
Bhai hollyland m1 me stereo mode phone m kam nahi krta hai...e viewers ko jarur baatao ap
Ok Brother 👍
Brother your Instagram ID.
Agr ap se kch pochna ho to kesy contact kia ja skta h
My Instagram 🆔
instagram.com/ask.project.ind/
🙏🙏