What about the old issue Municipality office Birth Certificate it's not Accepted because it's not a Computer Print ..? And if we need a new Print how we Should apply it to the Munspality office from any State ..
Dear Sir plz tell की 1990 से पहले जन्में लोगों के लिए भी birth सर्टिफिकेट अनिवार्य होगा क्या, मतलब वे अपनी 10th मार्कशीट and aadhar कार्ड से भी काम चला सकते हैं क्या...plz Reply
Sir acknowledged birth report me koi alag hi name hai jab maine dusre name se from fill kiye toh nagar nigam se call aaya bola ki name galt fill kar ke diye ho from rejected kar diya gya hai.. Jabki mandat nhi hai name na dalo toh thik or dalo toh dusre name se nhi ban rha.. Ab dekhiye sir aadhar card bhi bina birth c ke nhi ban rha
Mera birth certificate pahle off line thaa usme meri d.o.b pahle 02/04/1997 the or ab online wala banwaya hai to usme meri d.o.b 2/4/2002 hogyi hai ab me curetion krwana chata ho to ho jayga sahi ki nahi plz reply sir 😢
Sir, 1990 k birth certificate me "First Name" hai, and 10th marksheet, Aadhar, Voter, Pan card, Passport etc sab me "First Name, Middle Name, Last Name" hai, how to update the birth certificate. - Please advise. thank you Birth certificate has been digitized
10 th k marsheet me DOF chnage kar sakte hai 10 passed in 2011 from 1984 to 1982 can be possible to change the date of birth... passport aadar card DL pan card all are ok 1982 only in 10 th matsheet dof
Sir Mera Sara document bilkul thik but 10 ke sartifivat mai dob galat hai are is vajah se Mai apna collage Mai admission nhi kra pa rhi hu sir plz bataye kese Hoga mere problem Ka salution
Jiska phele se bana hua hai woh naya fir se banwa saktey hai ? Date of year kya change ho sakta hai purane wale mein ya naya bann sakta hai ek hi aadmi ka ? Ek dam fresh age / dob ke saath banwa saktey hai ? 2000 ko 2006 kRwana hai 10th k marksheet pr 2000 hai Mai waaps se bhi 10th dene ko ready hu bass mujhey age kam karwana hai q ki job form vanccy GEN ONC EWS FEMALE age limit hai kuch kuch jagh
Sir agar ek ladies apne pahle pati se talakh ho gya h jisse ek bacchi h jiska janam praman patra m pita ka nam h ab ladies dusre hsbnd k sath rahti h or bacche k janam praman patra m sudhar karna chahti h to kha jay chhattisgarh dhamtari govt.hospital m bna h sudhar karna h
भाई अगर secend वाले मे agr date yers or name सब change h तो क्या वो पहले वाला canicl karvana prega जैसे एक certitvect me manvi 1/2015 है जो की गलत है और दूसरे मे विदुषी 1/2017 है तो क्या तब भी pahle वाला canel करवाना पड़ेगा क्या वो secend वाला जब verify करेंगे तो क्या वो कैंसल तो नही हो जाएगा जब की सब कुछ change h pls btae
Dob iss case mei change hoo nehi sakta e samaj aa gaya sir but kai kare e wali difference too raha gai dob kaa passport banana kalia dob mismatch hoga all documents ur birth certificate kaa taab kya kare sir eska solution kya hai?
Mera birth year original 91 hai..but Matric certificate me 89 kiya hua h aur aadhar card voter card sab me 89 hai..Matric k time avidavit kiye h toh kya wo 89 ka mil sakta h.pls reply kijiyega
Apka brith certificate hai 91 ka h to ap 91 karwan chahte to apko pure ducoment me sahi karwana hoga 89karwana chahte ho to apko brith certificate me change karwana hoga is liye ap brith certificate me change karwala lo
is it possible to add mother's surname in son birth certificate ,bacha ob claas 2 pe padh rahaa he ,only mother ke sur name add korna he konsha docoment
mere aadhar/pan/10th/12th ka birtdate mere hospital birth certificate se alag hai correction ho sakta hai. mai chahta hu ki mera hospital wala birthday date mere aadhar pan n marksheet p aa jaye
Mere birth certificate me name spelling ee he aur mene Sare documents I spelling pe banaye to me kya karu passport driving licence aadhar card pan card sab mujhe apne documents correct ion letna padega ya birth certificate me
Hi sir.mera son 6 year ka hai uska birth certificate par navyam tha par school meh aavyam Kiya hua hai hami ab aavyam karna hai birth certificate par.plz kuch bataye ki ki yeh problem solve ho sake I request you 🙏🙏🙏🙏🙏
Sir mere birth certificate me date 11.12.2008 hai or mere school sr me meri date of birth 11.12.2005 hai me yhi karwana chata hu meri 10 ki marksheet me bhi 11.12 2008 hai or aadhar me bhi 11.12.2008 hai jo ki Galt hai mere bhai or mere bich me 30 din ka hi gep hai agar 2005 wali ho jayegi kya
Sir mere birth certificate par 2006 date of birth hai par 10th board certificate and college leaving certificate par 2004 hai to ye kese change karu please reply me sir
@maheshstyling mera birth certificate pe 02/02/2003 hai or 10th marksheet, LC , TC par 28/11/2004 hai, or mujhe birth certificate par 10th marksheet wala dob chayie , toh kya ho jayega? Please batao bhai🙏
Sir mera 2004 me birth hai me abhi tak sartifiket Nehi laya and me village me birth Kiya thaa hospital me Nehi ,Mera aadhar and sartifiket me 10.11.2004 hai but Jo office me 1 month ka gap hai ta me Keya karu
@@SumitKRathi , sir mere pass 1983 ka ofline wala manual birth certificate he. Usme mera naam aur father ka naam bhi galat likha hua he. Kya me Naya computerised verified wala certificate naam correction k saath pa sakta hoon. Plz batayein.. 🙏
Mere bete ka first name change karna hai ..up Ghaziabad me bol rahe hai ki ek baar naam chad jaata hai to change nahi hota ..plz sir bataye kaise hoga first name change ?
श्रीमान जी गांव के सरपंच (पंजाब) द्वारा जारी बर्थ सर्टिफिकेट जिसमें गांव के चौकीदारा के भी साइन है । मगर इसमें कोई रजिस्ट्रेशन नंबर/डेट नहीं है । क्या यह सर्टिफिकेट सही माना जाएगा ?
Sir agar kisi ki DOB Same hai but Place of Birth Different hai jaisa k pehle school Wale Jahan Jo gaon me school hai wahi ka Place of Birth daldete the to us k liye koi solution
Please help me! Mera birth certificate mein dob 2013 hai,adhar card mein bhi dob 2013 hai or passport mein bhi 2013 haii,but hmko 2012, krwana hai else neet m eligible criteria reach mhibkr pyengeee Ho pyga kya? Please btaoo koii
Sir meri beti beti 2 month ki h uska name chng krna h birth certificate me to ho payega ya nai.. Azeen name usme h aur abhi Safiya karna h Plz plz plzzz sir koi help kr dijiye
Sumit ji namashkar मेरी बेटी 6 वर्ष उमर है 23/12/2017 का जन्म है उसके बर्थ सर्टिफिकेट एमसीडी में उसका sir name गलत है अब हम उसका सिंगल name ही करवाना चाहते हैं किया बर्थ सर्टिफिकेट में हो सकता है उसकी मां का नाम भी बेटी के बर्थ सर्टिफिकेट में करेक्शन करवाना है किया हो सकता है क्योंकि नया नियम कानून birth certificate के लिए 1अक्टूबर 2023 में बना है जबकि बेटी का birth certificate उससे पहले ही बन चुका है
Aadhar ,pan and voter id Card. With correction dob sab ME already 1972.- but birth certificate ME 1964- he..mujhe second birth certificate bnvake epf ME dob correction krvani he.epf ME purani aadhar vali dob 1963- he,, to kya ME new second birth certificate niklva lu,,,,, 1964 birth certificate ME unke sister ki jagh mera name aa gya he OR unke sister ki school living certificate ME bhi vhi he 1964....help reply Sir
Sir hom odisha se hu mari beti ki birth certificate me name spelling bhul ho gaya ... Certificate me Preeti pranjya he lekin uski naam priti prangya he.. please sir bataye uski certificate me name correction ho sakta hai ki nehi
Sir mujhe ak chiz btaye mera 10th me 1994 hai or birth certificate me 1995 or adhar me bhi alg 1995 hai to mujhe 10 k according krwana hai...uske liye adhar card me dob chage krnr k liye bol rhe birth certificate lagega hm kya kre plz thora btatye
Helo sir Mera beta 18months ka ho gya h uske name m surname add karvana h…. But mera single name h to pls suggest me k kaise surname add hoga…. I from delhi
@SumitKRathi Dherya Singh to Swanay Singh lekin Yha pr bol rhe hain correction ho sakti hai full name nahi change hota ek baar jo registered ho gya.ya fir bol rhe urf kr hoga lekin aapko aage chlkr passport bnane m dikkat aa skti hai aur bhi cheezon m.yeh kya hai fir
Birth certificate se kya hoga jo 2023 se lagu ho Purna kaha se laye ye janta ko pareshan karna hai kaha hospital koun sa sarvice mil jayega government thinking
Sir Mera dob 18/12/1998 tha original document me but 10th k exam dete time principal allow nahi kar rha tha registration ko so papa ne certificate me pen se correction kr k use 18/02/1998 kar k Xerox jama kar dia. Ab original dob certificate bhi nhi hai mere pass. What to do ?? Har jagah wahi Naya wala corrected date 18/02/1998 hi use kar rha hu.
What about the old issue Municipality office Birth Certificate it's not Accepted because it's not a Computer Print ..? And if we need a new Print how we Should apply it to the Munspality office from any State ..
Ye sb galt agart kisi se koi glati ho gyi h to use mouka milna chahiye correction k liye nahi to kitne bacho ka bhavishay me khatra aa jayega
Dear Sir plz tell की 1990 से पहले जन्में लोगों के लिए भी birth सर्टिफिकेट अनिवार्य होगा क्या, मतलब वे अपनी 10th मार्कशीट and aadhar कार्ड से भी काम चला सकते हैं क्या...plz Reply
Sir bachche ka name birth certificate pe 2 name hai ek name delete karna hai online kaise hoga please sir reply
Sir acknowledged birth report me koi alag hi name hai jab maine dusre name se from fill kiye toh nagar nigam se call aaya bola ki name galt fill kar ke diye ho from rejected kar diya gya hai.. Jabki mandat nhi hai name na dalo toh thik or dalo toh dusre name se nhi ban rha.. Ab dekhiye sir aadhar card bhi bina birth c ke nhi ban rha
Mere birth certificate m father ka name galat lekin or sbhi document m (including 10th 12th) me name shi h to theek ho skta h kya
Sir mere birth certificate pe mera naam nhi hai after 20 years of my birth , kya ye isme name add ho sakta h kya
Mera birth certificate pahle off line thaa usme meri d.o.b pahle 02/04/1997 the or ab online wala banwaya hai to usme meri d.o.b 2/4/2002 hogyi hai ab me curetion krwana chata ho to ho jayga sahi ki nahi plz reply sir 😢
Aap kyu itna Kam kiye
Pls whatsapp 8882384008
Sir, 1990 k birth certificate me "First Name" hai, and 10th marksheet, Aadhar, Voter, Pan card, Passport etc sab me "First Name, Middle Name, Last Name" hai, how to update the birth certificate. - Please advise. thank you
Birth certificate has been digitized
10 th k marsheet me DOF chnage kar sakte hai
10 passed in 2011
from 1984 to 1982
can be possible to change the date of birth...
passport
aadar card
DL
pan card
all are ok 1982
only in 10 th matsheet dof
Sir Mera Sara document bilkul thik but 10 ke sartifivat mai dob galat hai are is vajah se Mai apna collage Mai admission nhi kra pa rhi hu sir plz bataye kese Hoga mere problem Ka salution
Jiska phele se bana hua hai woh naya fir se banwa saktey hai ? Date of year kya change ho sakta hai purane wale mein ya naya bann sakta hai ek hi aadmi ka ? Ek dam fresh age / dob ke saath banwa saktey hai ? 2000 ko 2006 kRwana hai
10th k marksheet pr 2000 hai
Mai waaps se bhi 10th dene ko ready hu bass mujhey age kam karwana hai q ki job form vanccy GEN ONC EWS FEMALE age limit hai kuch kuch jagh
Sir birthday certificate me surname add ho sakta hai
Mere birth certificate main Mera or mere father name main mistake h to kya main new birth certificate bnwa lu with same previous birth date ??
Kya solution mila
Sir agar ek ladies apne pahle pati se talakh ho gya h jisse ek bacchi h jiska janam praman patra m pita ka nam h ab ladies dusre hsbnd k sath rahti h or bacche k janam praman patra m sudhar karna chahti h to kha jay chhattisgarh dhamtari govt.hospital m bna h sudhar karna h
भाई अगर secend वाले मे agr date yers or name सब change h तो क्या वो पहले वाला canicl karvana prega जैसे एक certitvect me manvi 1/2015 है जो की गलत है और दूसरे मे विदुषी 1/2017 है तो क्या तब भी pahle वाला canel करवाना पड़ेगा क्या वो secend वाला जब verify करेंगे तो क्या वो कैंसल तो नही हो जाएगा जब की सब कुछ change h pls btae
Dob iss case mei change hoo nehi sakta e samaj aa gaya sir but kai kare e wali difference too raha gai dob kaa passport banana kalia dob mismatch hoga all documents ur birth certificate kaa taab kya kare sir eska solution kya hai?
Sir 50 year old d o b change hoga kya
Yes ho jaegi. Pls whatsapp details. 8882384008
Sir kase check kar skta hai key birth crtificat online hai ja off line daso
Mera birth year original 91 hai..but Matric certificate me 89 kiya hua h aur aadhar card voter card sab me 89 hai..Matric k time avidavit kiye h toh kya wo 89 ka mil sakta h.pls reply kijiyega
Apka brith certificate hai 91 ka h to ap 91 karwan chahte to apko pure ducoment me sahi karwana hoga 89karwana chahte ho to apko brith certificate me change karwana hoga is liye ap brith certificate me change karwala lo
is it possible to add mother's surname in son birth certificate ,bacha ob claas 2 pe padh rahaa he ,only mother ke sur name add korna he konsha docoment
Bache ka name change krna hai birth certificate mai kaise hoga.age avi 3 year hai bache ki
Please reply
Sir birth certificate correction karane par registration number aur year change hota hai kya jarur bataye sir
mere aadhar/pan/10th/12th ka birtdate mere hospital birth certificate se alag hai correction ho sakta hai. mai chahta hu ki mera hospital wala birthday date mere aadhar pan n marksheet p aa jaye
Pahla birth certificate kho gya or dusra banawaye lekin usme months galat likh diya to kya karna hain
Hello sir, birth certificate me date of birth change karva sakte he after 3 yrs.?
Yes ho jaegi. Pls whatsapp details. 8882384008
@@SumitKRathiSir kya birh certificate ko dusre state mai transfer Kara sakte hai
Mere sab document me 21-09-1999 hai and birth certificate me 1-09-1999 hai to ye case me kya karu me ??
Mere birth certificate me name spelling ee he aur mene Sare documents I spelling pe banaye to me kya karu passport driving licence aadhar card pan card sab mujhe apne documents correct ion letna padega ya birth certificate me
Hi sir.mera son 6 year ka hai uska birth certificate par navyam tha par school meh aavyam Kiya hua hai hami ab aavyam karna hai birth certificate par.plz kuch bataye ki ki yeh problem solve ho sake I request you 🙏🙏🙏🙏🙏
Kya aapne thik karwaya
Nai .kya ho jata hai kyq
Sir in my birth certificate the date is 10 12 2004 but in all documents it is 10 12 2005 can my birth certificate can be change
Bhai Mera bhi same problem
kuch solution mila kya? muje bhi same problem he
Sir bache ka mother death certificate name consider kiya jayaga or birth certificate of child
Sir 🙏new born baby ke birth certificate me ak nam he mujhe wa nam change kor ke dusra nam rakh na he ho sakta he kiya sir plz batayiye
Yes ho jaegi. Pls whatsapp details. 8882384008
Hua aapka name change?
Hou kya change nam
Two बर्थसर्टिफिकेट hain
Galat dob wala cancel ya surrender ho sakta hai kya nagar Nigam Jaipur me
Hello bhaiya
@@devaramdewasi5774 bolo
Birth certificate कहा से सुधरेगा जिस हॉस्पिटल से बना है वही से या दुसरे हॉस्पिटल से भी सुधर सकता है क्या?जरुर बताये सर।
Jis hospital se bana waha se
@@astmusic209हुआ क्या करेक्शन मैंने जिस हॉस्पिटल से बनाया है वो तो कह रहा है हॉस्पिटल से करेक्शन नहीं होगा
जिस हॉस्पिटल में बच्चे का जन्म हुआ है इस अस्पताल से से बिना लेनदेन के नहीं बदल अगर उसमें चेंज करना है तो लेनदेन करना चाहिए
Birth certificate made in 2020.How error in mothers name spelling can be corrected.
From araria district of Bihar
Ho jaega , whatsapp karo 8882384008
Sir mere birth certificate me date 11.12.2008 hai or mere school sr me meri date of birth 11.12.2005 hai me yhi karwana chata hu meri 10 ki marksheet me bhi 11.12 2008 hai or aadhar me bhi 11.12.2008 hai jo ki Galt hai mere bhai or mere bich me 30 din ka hi gep hai agar 2005 wali ho jayegi kya
Sir mere birth certificate par 2006 date of birth hai par 10th board certificate and college leaving certificate par 2004 hai to ye kese change karu please reply me sir
Solution Mila kuch? @maheshstyling
@maheshstyling konsi class me hai
@maheshstyling mera birth certificate pe 02/02/2003 hai or 10th marksheet, LC , TC par 28/11/2004 hai, or mujhe birth certificate par 10th marksheet wala dob chayie , toh kya ho jayega? Please batao bhai🙏
@maheshstyling bro reply karde jaldi
@maheshstyling bhai please mujhe toh reply de do
Sir mera 2004 me birth hai me abhi tak sartifiket Nehi laya and me village me birth Kiya thaa hospital me Nehi ,Mera aadhar and sartifiket me 10.11.2004 hai but Jo office me 1 month ka gap hai ta me Keya karu
you can connect with us on 8882384008
Sir ji 10 maarsheet date of birth galat h kaise theeek karna 😢 bta sakte h
Sir agar bachche ke birth certificate m bachche ki mother ka surname change hona ho to correction ho jayega.
I adopt a baby how can i change birth certificate i want to see my my in replace of his real father
Bhai mera 1993 ka birth year he pr usme name add nahi kiya gaya hai abhi name add kar sakte hai kya ???
Yeah case first tine aya hai. Mjhe check karna padega . Will confirm you .
@@SumitKRathi , sir mere pass 1983 ka ofline wala manual birth certificate he. Usme mera naam aur father ka naam bhi galat likha hua he. Kya me Naya computerised verified wala certificate naam correction k saath pa sakta hoon. Plz batayein.. 🙏
Yes kar sakte hai mera same case hai. Mera name add ho gaya hai.
Mere baby ka name change krana h kitni baar try kr chuke pta ni kyun reject ho raha hai saare documents bhi sahi hain tb bhi
Whatsapp karo pls 8882384008
Mere bete ka first name change karna hai ..up Ghaziabad me bol rahe hai ki ek baar naam chad jaata hai to change nahi hota ..plz sir bataye kaise hoga first name change ?
श्रीमान जी गांव के सरपंच (पंजाब) द्वारा जारी बर्थ सर्टिफिकेट जिसमें गांव के चौकीदारा के भी साइन है । मगर इसमें कोई रजिस्ट्रेशन नंबर/डेट नहीं है । क्या यह सर्टिफिकेट सही माना जाएगा ?
Galat hai yeah
Birth certificate cancel kaise hoga mere pass 2 birth certificate hai
Janmpraman patra me papa ke naam me satish verma urf satish shandilya likha hai to kya ye chalega isse kuch problem to nahi hoga
Ha Bhai ho Jaye gaa bilkul
sir religion column galat hai usko kya kare please sir reply
Sir agar kisi ki DOB Same hai but Place of Birth Different hai jaisa k pehle school Wale Jahan Jo gaon me school hai wahi ka Place of Birth daldete the to us k liye koi solution
sir mera larki ka birth hai 2/1/2018/ lekin sukanya me diya hu galti se 2/2 2016 keya karu
Please help me!
Mera birth certificate mein dob 2013 hai,adhar card mein bhi dob 2013 hai or passport mein bhi 2013 haii,but hmko 2012, krwana hai else neet m eligible criteria reach mhibkr pyengeee
Ho pyga kya?
Please btaoo koii
Pls whatsapp 8882384008
Sir abhi board exam hua nahi hai 10 me hu to abhi ragistration wala form me sahi ho sakti hai
Name bhi change nehi ho payega kya
Bhai sidha sidha bata bhai ki date of birth change ho sakta hai kya birth certificate main please please
केवल दिन और महीना चेंज होना है, बाकी साल तो सही है । तो क्या हाइस्कूल की मार्कशीट से मेरा बर्थ सर्टिफिकेट में Correction हो जाएगा क्या??
Sir meri beti beti 2 month ki h uska name chng krna h birth certificate me to ho payega ya nai..
Azeen name usme h aur abhi Safiya karna h
Plz plz plzzz sir koi help kr dijiye
Yes ho jaega. Pls whatsapp 8882384008
Sumit ji namashkar मेरी बेटी 6 वर्ष उमर है 23/12/2017 का जन्म है उसके बर्थ सर्टिफिकेट एमसीडी में उसका sir name गलत है अब हम उसका सिंगल name ही करवाना चाहते हैं किया बर्थ सर्टिफिकेट में हो सकता है उसकी मां का नाम भी बेटी के बर्थ सर्टिफिकेट में करेक्शन करवाना है किया हो सकता है क्योंकि नया नियम कानून birth certificate के लिए 1अक्टूबर 2023 में बना है जबकि बेटी का birth certificate उससे पहले ही बन चुका है
Mujhe apni beti ka name change kranaa h plz btaiye
Aadhar ,pan and voter id Card. With correction dob sab ME already 1972.- but birth certificate ME 1964- he..mujhe second birth certificate bnvake epf ME dob correction krvani he.epf ME purani aadhar vali dob 1963- he,, to kya ME new second birth certificate niklva lu,,,,, 1964 birth certificate ME unke sister ki jagh mera name aa gya he OR unke sister ki school living certificate ME bhi vhi he 1964....help reply Sir
Sir i want to change my dob on my 10th marksheet
Birth certificate me parents ka name(speeling ) change hota h kiya
Sir hom odisha se hu mari beti ki birth certificate me name spelling bhul ho gaya ... Certificate me Preeti pranjya he lekin uski naam priti prangya he.. please sir bataye uski certificate me name correction ho sakta hai ki nehi
Yes ho jaega. Mcd office jao ek sahi nam ka supporting document leke. Form apko wahi mil jaega
Thank you sir
@@chinmayeepradhan4640apka sahi ho gaya spelling birth certificate me
Mera do birth certificate hai pahela wala galat hai
Par dusra wala sahi kya karu
Sir ji birth certificate kisi dusra jila se bhi ban sakte hai ?
Birth certificate cancel ho sakta h kya sir ??
Yes . Whatsapp karo
Aapka cancel ho gya
Baccho ke birth certificate 2017 me e-district ka bna hai usme name ka correction krana hai
Kaise karayen?
सबसे सही हाथ के बनाएं हुए ही पेपर दुरुस्त होते थे जबसे ऑनलाइन आया हर जगह परेशान रहो आधार और जन्म में सबसे बड़ी गड़बड़ी हो रही है सब परेशान हैं
Sir mujhe ak chiz btaye mera 10th me 1994 hai or birth certificate me 1995 or adhar me bhi alg 1995 hai to mujhe 10 k according krwana hai...uske liye adhar card me dob chage krnr k liye bol rhe birth certificate lagega hm kya kre plz thora btatye
Bahi same problem hai mera bhi ... Apka hua kya ?
@@ryzomod2758 ji ho gya...shi abhi update nhi hua hai kuch din me ho jyga
Helo sir
Mera beta 18months ka ho gya h uske name m surname add karvana h…. But mera single name h to pls suggest me k kaise surname add hoga…. I from delhi
Kya huwa fir huwa kya surname add please btaye
Sir mere birth certificate me father name galat hua h ...iske kaise thik kare or certificate municipality se liya hua h handwriting h
Yes ho jaegi. Pls whatsapp details. 8882384008
Name correction kaise hoga
Sir father ke name me correction ho sakta
Hi sir,Bache ka name change krna hai birth certificate mai kaise hoga,age 21 month haie please reply sir
Bhaiya birth certificate me House number bhi dala jata hain
भाई जिनका कही कोई रिकॉर्ड दर्ज नही है उनका कैसे बनेगा, pls बताए
Pls whatsapp 8882384008
I habe old birth certificate with no barcode in that can i reduce dob
Whatsapp karo detail 8882384008
birth certificate cancell karane ka process kya hai
you can connect with us on whats app no 8882384008
@@SumitKRathi kise ho ga sir
Kya malum yaar hai 😂😂😂😂😂
Spelling mistake kaise thik kare?
Maine apne baby ka 2 bar name change karwaya h...but ab 3 bar change krwana chahti hu baby 8 year ka h kya ho jayega.....
Name change ho gya ji
Yaha logo ka ek baar bhi dob change nhi ho rha hai or aap do do baar dob change karke bhi khus nhi hue Jo teesri baar soch rhe ho
Kaise name change karavaya
Our birthday certificate doesn't carry name of child. Only parents name is written..
Ser birth certificate mein DOB kaise sahi karen
Sir mere bacche ke birth certificate mefather name Akhand Pratap singh ki jagah Akhand Pratap ho gaya hai. Sahi ho sakta hai
Haa
@@priyanshujaat6547 kya karna paregaa
Full Name change krvana hai bache ka ho skta hai kya?
Yes ho jaega
@SumitKRathi Dherya Singh to Swanay Singh lekin Yha pr bol rhe hain correction ho sakti hai full name nahi change hota ek baar jo registered ho gya.ya fir bol rhe urf kr hoga lekin aapko aage chlkr passport bnane m dikkat aa skti hai aur bhi cheezon m.yeh kya hai fir
Fir kya huwa aapka huwa kya change
Sir kuch log jo hai foot path pe paifa huye unka na ghar nathikan
Sir meri beti ki date of birth change ho skti hai ya nhiii... Plz reply
ho sakta hai. jyada jankari ke lea whats app kare
Sir mara gander galat ho gaya Hai to mai Kay karu
Birth certificate se kya hoga jo 2023 se lagu ho Purna kaha se laye ye janta ko pareshan karna hai kaha hospital koun sa sarvice mil jayega government thinking
Sir AADHAR card bhi nhi ban rha
Hi share your query on whatsapp pls.
Kaha ka hai adarcard city kon se
Sir Mera dob 18/12/1998 tha original document me but 10th k exam dete time principal allow nahi kar rha tha registration ko so papa ne certificate me pen se correction kr k use 18/02/1998 kar k Xerox jama kar dia. Ab original dob certificate bhi nhi hai mere pass. What to do ?? Har jagah wahi Naya wala corrected date 18/02/1998 hi use kar rha hu.
Pls tell me if u find solution
name change krna h bache ka bki sab same h
Ho jaega. Pls whatsapp 8882384008
Praman patra me second copy ka matlab hota h
I am chandan kumar and my 3dob 8th 12-05-1992 and 10th 22-05-1992 and my 01-01-1992
Pls whatsapp 8882384008
Sir address change ho sakta hai
hnn muncipality office me jao ho jayega change vaha se formalities ka pata chal jayega
rejected father name any oc bc sumbit
Please bataiye kaisa karna padega Bhai yeh reason se rejected batara
Mere bachi ka Name ka age surname jodna ha
Ghar ka name hai berth certificate me aadher me school ka name hai to correct hoga
Bhai abi tak mera birth certificate ni bna hai abi tak 20 ki umr hai . Ab bn skta hai
Yes
@@SumitKRathi thanks bhai
Kya krna hoga
Kya krna hoga bta de bhai pls
@sandeepkumar-qm3py bhai correction ni krwana bnwana hai meri age 20+ ho gyi hai
Mere bacche ki umra 6sal hai kya name change ho sakta hai
Birth certificate me
Same mujhe v change krna hai kaise hoga
hnn muncipality office me jao ho jayega change vaha se formalities ka pata chal jayega
😢😢 Abbe yarr
Bhai sbb hota hai bs paise lgte hai money 🤑 power