Sir 3 phase wiring karna samaj may too aaygaya lakin jo bulb aapne dekhaya hai example R may 3 bulb Y may 5 bulb lagake on kardiya our B may bulb nahi lagaya but line 3 phase on hai aisay may kya hoga sir (3 room hai 3 room may 1may R phase 2 may Y phase 3 may B phase mcb 16a ka 4 4,mcb lagayahai 2 room ka circuit light chaluhai aur ek room band hai too kya hoga batadigiye sir
Sir g muje 4 pole chanher over ka wiring karna he to muje connection kis tarha dena he matlab mitore se 3 wire aa rahe he wo waha lage 3 bade fuse me jate he..ab waha change over lagy he or ELCB lage he to pehle fuse se connection elcb me du ya change over me dene ke baad main lode me du?
hello bhaiya Ayyappa video to mujhe Pasand Aa Gaya video chahiye magar main Agar aapke paas kaam karna Chaho toh matlab aap mujhe Le sakte ho Yeh Sab Kaam Diya mere ko Thodupuzha Jankari hai mai apna nahi mere ko kisi ne bola ki UA-cam par sab video rehta Dekho Tumhe Dekhte video call appa subscribe Kiya Hoon
hamko zyada dhang nhi tha likin aap ka video dekh dekh ka dhang aagya thank sir video bnane k liye nice hai
Aap isi trh se mere sath hr trh ka jankari sikha kijiye bhai
Nice video
आपका वीडियो बहुत अच्छा है आप एक वीडियो बनाए जिसमें सिंगल फेस जरनेटर इनवर्टर मैन लाइन मैनुअल चेंजर में कैसे कनेक्शन करें
Thank you bheya. Aap ke samjhana bahat achha he koi bhi samaj jayega.
Very nice,, sir आप क्या समझाते हैं
Sir aap video bahot achhi banate ho samagh me Pura Kam as Jaya hai
Aap ki vedeo dekh dekh ke mein aaj bhut paisa kama rha hoon..
Waah sir ji bahut achcha samjhate ho
Wha sir maza aagya. Dil se like
Nice sir aapka video samjh me aata hai sir
Bahut jabardast explain Kiya sir
Mere taraf se 5star
bahut sundar hai sir ji video
30000A to 32000A ka changeover prosses
Please make a vedio
Ok kuchh din me video upload krunga
Mashallah Bhai beautiful marvellous
sir genrator me Ryb kaise kiya aapne genrator me to ek red aur ek black hota h..genrator ka tino wair mujhe samajh nahi aaya
Good question
Yaha pe 3 phase generator (RYBN) ka istemal ho raha h
@@shiblianwar602 sukriya bhai
Sir aap UA-cam per chha gye hai👌👌👌👌♥️♥️♥️♥️
AP OLL time hero...Sir..
Very very liked it Sir. Thank you so much
Ok thanks videos dekhe sir ji please aur subscribe kare achacha lage to
knowledgeable video sir plz give new suggestion of 3phase .....like that video.....usliye sabko samajhna sakye sakye....sam
Ok thanks videos dekhe sir ji please aur subscribe kare achacha lage to comment kareua-cam.com/video/NUDm4ACUkEIk/v-deo.html
Hum sar aapka video samjh paye hai thanx sar
Bahut badhiya video hai lekin Mera ek sawal hai 1kva me Kitna watt hota hai reply please
Video jld milega
ভাল লাগতাহে
MCB point calculation video
Video mere channel me hai point jodne wala us video ko dekh lijiye please
Sir phase sequence ke bare me ek video banayiye
Diagram se sahi samajh me ata he
aapka Samjhane Ka Tarika bahut achha hai
Aapka samjhane ka tarika bahut acha hai .. thankyou very much. aap kaha ka rahene walo ho
Thanks aap logo ka
Bhai agar 2 genrater 62kw ke output ek saath Leni hai to us topic par video banaiye
Very very very nice bro
excellent sir,,,bangladesh
Ok thanks videos dekhe sir ji please aur subscribe kare achacha lage to commentua-cam.com/video/NUDm4ACUkEI/v-deo.html
Bhai Gajab
Very nice vedio 👌👌
Bahut achha sir j...... erthing conection kaise hota hai isko jara bataiye sir
Ok video bna dunga
Like it u video keep it
Gajab hai bhaiya
Super. Excellent
Thinks ji sukriya bhai jaan
Please sir mccb ka contains kar ke dikhaieye
3 phase sub meter kaise fit karte hai sir please explain.
Bahut accha main samajgya
Bahut accha knowledge diya
Aur genrator ke 3 fase hote hain kya
Ha
electric work center Ok thanks sir
bhai iskru ka video nhi bnaya
Bhai mere pas 3 phesh changeover h 32amp... Ka,or mere ghar ki Singal phesh wayring h mujhe phesh chang karne k liye thoda bata do please
Please is indicator ka price batai ye
Sir thank you bhut acchi video h sir
Thanks you so much
Very good
Jab pawor on kare tabhi hi indicator on hona chahiye Matlab geneter chalu karo tab uska hi indicator light honi chahiye ase wiring honi chahiye
The excellent video good explanation by you ....... great respect for you Sir
Thanks & Love from Pakistan
Sar bohot achha samje
Sheet pr isa ksa lgaya
Ek ghar may teen supply hay 2 singal phase , air ek three phase to ismay kitnay change over switch laygay please bataiya
Load ke hisab se lgta hai adhik jankari ke liye Aap hmse ewc App pr bat kijiye
Vaiji Nuetol chune sa kya shock Lagta hai
Aise nhi lgta hai phir bhi kbhi neutral lode cut pr restrung aa jata hai our us time current marta hai bchne ka chance nhi hota hota hai
Sir 1 -video mcb ka bna kar kitna load par kitna ka MCB lgaya jatahai kon sa MCB kitna load par lgayajata hai 1- list bnakar dale
Sir 1-video bnaye MCB me bare me ki kitna load par kitna ampiyar MCB lgega 1- list bnakar UA-cam par dale
3 phase main board Mein indicator Kya Kam karta Hai
very good Sri ji
Three phase ko ek load me kise banege........
Hats off bro...salute
Bhaiya generator ka Juta rahata Hai change over Mein donon tar aata hai ki Ekta rahata hai line Ka Bhi Bata dijiyega
Automatic wala chanjover aata h kya aagar aata h to uska video btaye
+vishwajeet kumar
Ha aata hai video bnane me thoda smy lagega video bna dunga
Sir generator mei to two. Wire. hote to phir three wire kaha se laye exchanger mei
Sar dg aur bada 3 phase panel connexion dekhana h
Ok kuchh din me dikha dunga
Sir 3 phase wiring karna samaj may too aaygaya lakin jo bulb aapne dekhaya hai example R may 3 bulb Y may 5 bulb lagake on kardiya our B may bulb nahi lagaya but line 3 phase on hai aisay may kya hoga sir (3 room hai 3 room may 1may R phase 2 may Y phase 3 may B phase mcb 16a ka 4 4,mcb lagayahai 2 room ka circuit light chaluhai aur ek room band hai too kya hoga batadigiye sir
Sir g muje 4 pole chanher over ka wiring karna he to muje connection kis tarha dena he matlab mitore se 3 wire aa rahe he wo waha lage 3 bade fuse me jate he..ab waha change over lagy he or ELCB lage he to pehle fuse se connection elcb me du ya change over me dene ke baad main lode me du?
Sir kisi mistrial ka Nambiar.Dooo
Mujhe
Thunku
Humko daigram gram me Jada samjh me aata hai sir
good yar
💟💮💮Good sir🌹
Nice video bhai
Thanku so much sir r
😀😀😀😀😀
Ye chanveover kitna amper ka hai
100A
Jo jenetar ke house hi thiripej kis tar jodahega dhanomo to phej ke hi
63 kw ke genrater par kitne amp ka kit kat lagaye
Sir Kia hum R.Y.B indicator light ko star connection kr dy to phir yeh method theek rahay ga ya nhi
Thik rhega
Sir load kisymaloom karna room ya kitchen wagira
Sir home me light kon se taro se ja rahi hai
Three phes me ek koi phes our ek neutral se home me le skte hai
Sir Daigrom dal k samjho.. Aisa hi nahi malum hora
very good sir ji
Kya nutral pe m c b diya jata hai sir
Ha DP ya FP me
Very nice
Or bataeye sir
Load ka matlab kya hota hai bijali ke bare mein samjhaye
nice sir
Exlent
sar janetar par aapne 8vaer jode or laen pe 4kiyo
4 wire jeneter ka hai our 4 lode ka hai isliye 8 hai ek side our ek side 4 wire men line ka hai
Nahi aap kah se hai
Thank you sir
Well come sir ji please dekhe aur subscribe kare achacha lage to comment kareua-cam.com/video/NUDm4ACUkEI/v-deo.html
Very nice and good work
Sir mai light ka kaam karta hu mere pas 40kva ka 3phase ka generator hai uske liye kitne amp ka change over chahiye aur kis company ka
63Amp
Thnx sir lekin kis company ka
Hum kaam kare to uska paisa kis Tarah karna chahiye Jo Hame jyada munafa ho mai electrician Deepak Das
Ek video bna dunga
So nice make it more 👏
Ok thanks videos dekhe sir ji aur subscribe kare achacha lage to comment kareua-cam.com/video/NUDm4ACUkEI/v-deo.html
How to wiring in 3 phase in room
Gud ky bat sa
fp swich ke liy alag rahega kya
Best connection
Nutal fase kaise maich hoga
मैं आपसे बात करना चाहता हूं
hello bhaiya Ayyappa video to mujhe Pasand Aa Gaya video chahiye magar main Agar aapke paas kaam karna Chaho toh matlab aap mujhe Le sakte ho Yeh Sab Kaam Diya mere ko Thodupuzha Jankari hai mai apna nahi mere ko kisi ne bola ki UA-cam par sab video rehta Dekho Tumhe Dekhte video call appa subscribe Kiya Hoon
Super
Bhai 3phase se 2phase output chahiye to koi changer aata h. Plz mujhe batao bahut dikkat h
Ha aata hai revorsing change over jitna 2 ya 3 phase use kr skte hai
To uspe ek video banao
sir change kasie hotie hia power vo samaj nhi ayai bord ka ander ok
Sir 3 phase motor starter me se changeover me netural ka connection kese hoga sir please ya netural ka jarurat h ya nhi sir please help
Matlab Aap hmse ewc App pr bat kijiye