Karbala se jo meri simt hawain aayin Dair tak girya o maatam ke sadain ayin Asmanon se jo taqrai hai faryaade Rubab Qabr Asgar pa barasne ko ghataaen ayin Khaak udti rahi raste main badi dair talak Bibiyon ko jo kabhi yaad Ridaain ayin Muskurate hoye taaron ne jhukaleen aakhen Yaad jab bhi Ali Asghar ki adaain aayin Naam e Abbas liya phir mere dil ne “Mohsin” Phir salaami ko do alaam ki hafaain aayin
Mashallah.......... boht acha kalam or impressive voice.......... or khushi hui ke apne is mehnat ke badley mein apney walid ke liye sora e fatiha ki derkhwaast ki ... Zikr e Hussain hi ka sadqa hai ky halaali hone ka saboot milta hai ... Moula apke waalid ko Hussain ke ghulamo mein shumaar kare .. Ya Ali maddad
Salam Motram Asghar Bhai ... Mashallah se apne ye Salam or other mene apki souz khuwani sunai he Mashllah se baray achay andaz or old style tateeb di Mujay Bhot Pasand aai Mola a.s. ap ki toufiqat me Ezafa farmaye or apki souz khuwani se hum sab mastufis hotay rahain Elahi Ameen . Dua Ka Talib... S Farhan
Brother Farhan, Assalam o Alaikum Aap nay na cheez ki kawish ko pasand farmaya aur comment karnay k liye waqt diya, jis kay liye bohot shukr guzar hoon. Yeh sub Maula (a.s.) ki ataa, walid e mohtaram ki mehnat, aur deegar asaatezah ka faiz hay jinhain hum nay suna, albatta un buzurgoN kay meyaar ko pohonchna hum jaisoN k liye mumkin naheen. Jo kuch hay acha sunnay k tufail hay. Maqdoor bhar koshish hoti hay k riwayati soazkhwani pesh kee jaye aur jahaan mumkin ho jiddat paida ki jaye. Ek baar phir aap ki muhabbat ka shukriya. Khaksaar: Asghar Kazmi
@ramalzahra Apni tauseef se ziyada meri darkhwast per aap ki khusoosi tawajjah kay liye mashkoor hoon. Dar haqeeqat yeh sub kuch Maula (a.s.) ka karam aur walid sahab ki mehnat ka hee nateeja hay. Duaon mein shamil rakhain, JazakAllah!
ثروت صاحب حوصلہ افزائی کے لیے بہت شکریہ۔ مجھے سید علی اصغر کاظمی کہتے ہیں۔ اور میرا قیام کراچی میں ہے۔ بہت معذرت کے ساتھ عرض کروں گا کہ کئی ذاتی وجوہات اور ناسازئِ طبع کے باعث میں مجالس میں پڑھنے کی سعادت حاصل نہیں کر پاتا۔ دعاؤں میں ضرور شامل رکھیے گا۔
Karbala se jo meri simt hawain aayin
Dair tak girya o maatam ke sadain ayin
Asmanon se jo taqrai hai faryaade Rubab
Qabr Asgar pa barasne ko ghataaen ayin
Khaak udti rahi raste main badi dair talak
Bibiyon ko jo kabhi yaad Ridaain ayin
Muskurate hoye taaron ne jhukaleen aakhen
Yaad jab bhi Ali Asghar ki adaain aayin
Naam e Abbas liya phir mere dil ne “Mohsin”
Phir salaami ko do alaam ki hafaain aayin
Mashallah
Allah salamat rakhe
Mashallah 😢😢😢
@@HaiderNaqvi-or5yp شکریہ۔ جزاک اللّلہ!
SubhanAllah. Allah pak aapko salamat rakhe.
شکریہ بھائی۔ جزاک الللہ!
Mashallah.......... boht acha kalam or impressive voice.......... or khushi hui ke apne is mehnat ke badley mein apney walid ke liye sora e fatiha ki derkhwaast ki ... Zikr e Hussain hi ka sadqa hai ky halaali hone ka saboot milta hai ... Moula apke waalid ko Hussain ke ghulamo mein shumaar kare .. Ya Ali maddad
Masha allah bhai
Wah bht khub
Mashallah
Salam Motram Asghar Bhai ...
Mashallah se apne ye Salam or other mene apki souz khuwani sunai he Mashllah se baray achay andaz or old style tateeb di Mujay Bhot Pasand aai Mola a.s. ap ki toufiqat me Ezafa farmaye or apki souz khuwani se hum sab mastufis hotay rahain Elahi Ameen .
Dua Ka Talib... S Farhan
Brother Farhan, Assalam o Alaikum
Aap nay na cheez ki kawish ko pasand farmaya aur comment karnay k liye waqt diya, jis kay liye bohot shukr guzar hoon.
Yeh sub Maula (a.s.) ki ataa, walid e mohtaram ki mehnat, aur deegar asaatezah ka faiz hay jinhain hum nay suna, albatta un buzurgoN kay meyaar ko pohonchna hum jaisoN k liye mumkin naheen.
Jo kuch hay acha sunnay k tufail hay. Maqdoor bhar koshish hoti hay k riwayati soazkhwani pesh kee jaye aur jahaan mumkin ho jiddat paida ki jaye.
Ek baar phir aap ki muhabbat ka shukriya.
Khaksaar: Asghar Kazmi
Subhanallah
ma sha ALLAH
ALLAH pak apko apny hifz o aman me rakhy
great voice..
+Bewafa Zindagi Jazak Allah! Duaon k liye mamnoon hoon!
@ramalzahra Apni tauseef se ziyada meri darkhwast per aap ki khusoosi tawajjah kay liye mashkoor hoon. Dar haqeeqat yeh sub kuch Maula (a.s.) ka karam aur walid sahab ki mehnat ka hee nateeja hay. Duaon mein shamil rakhain, JazakAllah!
SubhanAllah
mashalha
Aoa..ya Ali Madad a.s ..sub han Allah (mola duty qabool farmain ..Ameen)jo hadyae sozosalam paish kr rhe hain in ka nam kya hai?
دعاؤں کے لیے ممنون ہوں۔ یہ جسارت سید علی اصغر کاظمی فرزند سوزخوانِ اہل بیت علیہم السلام، آفتابِ سوزخوانی، سید آفتاب علی کاظمی کی ہے۔ طالبِ دعا!
@zhzaidi14 Thanks Zeeshan.
Plz any contact n name of sozkhwan (jo parh rhe hai)..we want to book him in muharram plz reply soon ..mola salamt rkhen .. elahi Ameen
ثروت صاحب حوصلہ افزائی کے لیے بہت شکریہ۔ مجھے سید علی اصغر کاظمی کہتے ہیں۔ اور میرا قیام کراچی میں ہے۔ بہت معذرت کے ساتھ عرض کروں گا کہ کئی ذاتی وجوہات اور ناسازئِ طبع کے باعث میں مجالس میں پڑھنے کی سعادت حاصل نہیں کر پاتا۔ دعاؤں میں ضرور شامل رکھیے گا۔
@@asgharkazmipk ok brother no problem..mola ap ko sdqae beware karbala..mukamal sehato shifa..atta farmain ,elahi Ameen(jzkmullah khair)