Teen unit paralell conection karoge to 4ohm pe . Amplifier 100watts , 150watt ka hona chahiye . Unit agar 60watt ka hai to teen unit 180watt ke honge . Amplifier bhi 150watt se 200watt ka hona chahiye isse jyada hoga to unit is jaenge . Agar unit ke sath line maching lagi hai to 100v pe karsakte ho lekin line maching ki setting karni hogi.
Puri jankari do bhai adhuri aur galt jankariat do 8.OM yek unit 3KO shirij kiye 24 Om Konsa 24.OM ka amplifair aata hai Amplifair hitap jayeda hoga jalne ka chansh badh jayega
@@user-oe4sn1vl6e hota Q nahi hai bhai high frequency Kam aati hai lekin mid bahot strong hota hai jo ki competition me jeetne ke liye jaroori hota hai...
Hii bhai bhai man lo mujhe 20 lmt horn series me connect karane hai aur kaun si amplifier sahi rahega kya hum ish lmt unit me condeshner laga sakte hai bata do bhai please 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@@Biruxyz box aur horn ko bahut jyada paas me na lagayen ..... Jitne bhi machin ya mixer agar unme earthing ka terminal diya hai to usme earthing jaroor se jaroor lagayen ..... Ground ke taraf agar waapsi awaaj de rahe hai to us samay gilaas wala horn lagaayen ..... Aur sound ko ho sake to jyada se jyada 4 ohms me chalane ki kosish karen 2 ohms me jyada pressure hota hai mid high ka mere hisab se ..... Mic 🎤 grill ya jaali me hanth na rakkhen aur hamesha speaker ke power se jyada power ka amp lagaayen yahi sab choti choti cheejen hain aur jyada kuch nahi hai aur thoda apne mixer ki setting sahi rakkhen.....gain ko sahi se set Karen 0db ki setting banaane ki kosis karen ...aapko seeti ke problem se bahot had tak raahat milegi maine jitna aapko bataaya utni cheejen mai khud istemal karta hoon jyAda pareshaan nahi hona padta hai aur prograam bhi achha chalta hai......
Galat jankari hai bhai maat karo ye connection . Condencer lagalo pata nahi pankhe ki cheez kyon lagate ho crossover istemal karo bhai HF men Unit men line matching lagao . Maching ke amplifier lagao . Conection series ka tarika alag hota hai or parallel ka alag hota hai Google karo sahi conection seekho kabhi koi unit , hf nahi udega.
Bhai ji aaj naya tareeka seekhe hain aapse aapne to line maching ka kaam hi phinish kar diye hain sat sat naman haen aapko .
Apna bhai lajawab
Bhai mast hai
ɴɪᴄᴇ ᴠɪᴅᴇᴏ ʙʜᴀɪ
Super
❤❤धनबाद
Always use in parallel
😊😊😊😊😊😊😊😊
Good morning☀
Bhai om pe lagai ya volt pe 🤔 3..Unit
Teen unit paralell conection karoge to 4ohm pe .
Amplifier 100watts , 150watt ka hona chahiye .
Unit agar 60watt ka hai to teen unit 180watt ke honge . Amplifier bhi 150watt se 200watt ka hona chahiye isse jyada hoga to unit is jaenge .
Agar unit ke sath line maching lagi hai to 100v pe karsakte ho lekin line maching ki setting karni hogi.
pf 475j2e lagalo
Good bro
Better to use LMT
Unit 100v pe lagaya kya kitne ohm me
Ha hf ka series connection video banaiye
Sigi ki awaj Powe ful ana chahiye
Puri jankari do bhai adhuri aur galt jankariat do
8.OM yek unit 3KO shirij kiye 24 Om
Konsa 24.OM ka amplifair aata hai
Amplifair hitap jayeda hoga jalne ka chansh badh jayega
Amplifier overheat hoga bhai 3 unit 48 ohms ho raha hai
Bhai ham driver units ko parlal connection karte hai lekin jalta nahi 8 driver units Ahuja 300w amp, se
Love your video
Hf ki video banao
Gooo
Good
bhai apne mixer ki seting ka video bana do pleej
कंडेनसर से आवाज़ कम हो जाती है उसके लिए कुछ बताओ कि आवाज़ महीन hf जैसी और तेज़ निकले
Direct unit chalao...
कुछ नही होता
@@user-oe4sn1vl6e hota Q nahi hai bhai high frequency Kam aati hai lekin mid bahot strong hota hai jo ki competition me jeetne ke liye jaroori hota hai...
@@chandannishad133 bhai crossóver lagao uske baad mid kategi
Do machine PVT stranger aur ek Ahuja uba 500 wat donon ko connect Karen teenon ko connect karne se base kam ho jata hai kyon
Bhai kya aap ke yaha jali 2spikar wali mil jaygi
Bhai me seriously me nhi jojta par bass ata hai hf..me sound bhi kam ata
Nt
Bhai Kitne MFD ka capacitor hai?
Kanesar kon sa hai
Bhai aap siris me chla raheho
Hig
Bhai ye bina network plat ke chal jayega
Nice
Ahuja 18 inch 650 wat bik raha hai kisi ko lena hai to sampark Kare
Bhai jisko Tum PF bol rahe ho na vah bhi ek capacitor hi hai 🤨
ओम मेचिग भी नही हैं फिर आप कैसे बजा लेते हो इतना भी बेकूफ लोगो को मत बनाओ
Steplaiger kitne k.V ka laga hai
3 me bhai ॐ mech kese hoga
Bhai.2.too.chahiye
Agar sahi main mana Jaye to ohm ka maching sahi conection hai
Agar 15 Horan chalan hai to kaise chalay
Bagpinal dikhy
Hii bhai bhai man lo mujhe 20 lmt horn series me connect karane hai aur kaun si amplifier sahi rahega kya hum ish lmt unit me condeshner laga sakte hai bata do bhai please 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Ohm kaise same same hogaa
Konsa company ka unit ha
AHUJA TZA 2000AV VIDEO
3unit series hone pe 48omhs ho jata he..
Aur jo maja 5 ki sirij me bho 3 me kaha he
मेरा HF हर लगन मे दो या तीन जल जाता है क्यो?
Box ya mic सिटी लेता है भाई
क्या कुछ समाधान है
@@Biruxyz ha samaadhan hai
@@chandannishad133 kaya hai 🙏
@@Biruxyz box aur horn ko bahut jyada paas me na lagayen ..... Jitne bhi machin ya mixer agar unme earthing ka terminal diya hai to usme earthing jaroor se jaroor lagayen ..... Ground ke taraf agar waapsi awaaj de rahe hai to us samay gilaas wala horn lagaayen ..... Aur sound ko ho sake to jyada se jyada 4 ohms me chalane ki kosish karen 2 ohms me jyada pressure hota hai mid high ka mere hisab se ..... Mic 🎤 grill ya jaali me hanth na rakkhen aur hamesha speaker ke power se jyada power ka amp lagaayen yahi sab choti choti cheejen hain aur jyada kuch nahi hai aur thoda apne mixer ki setting sahi rakkhen.....gain ko sahi se set Karen 0db ki setting banaane ki kosis karen ...aapko seeti ke problem se bahot had tak raahat milegi maine jitna aapko bataaya utni cheejen mai khud istemal karta hoon jyAda pareshaan nahi hona padta hai aur prograam bhi achha chalta hai......
@@chandannishad133 इससे अच्छा मेँ DD3 नहीं ले लू 😂😂😂😂😁
Bhai mra unit jal jata h bht jld q
bhai koi machine bik rahe ho to batana bhai
2nd hand
250 bat se 20 haran to ham bajate je
Bhai 19 unit h unko kaise chlye
Galat hai apki mashin kitne ohm output ka option hai
Ohm kitna hua ye bhi bataiye
Lt unit ma hoga
Bhai pf kitne number ka hona chahiye
250volt
Series me sirf 2 ya 4 hi unit lgane chahiye
A technique to purani he
Pf aur capacitor ka no. Bataaye
Pf 400 c 250
Galat jankari hai bhai maat karo ye connection . Condencer lagalo pata nahi pankhe ki cheez kyon lagate ho crossover istemal karo bhai HF men
Unit men line matching lagao . Maching ke amplifier lagao . Conection series ka tarika alag hota hai or parallel ka alag hota hai Google karo sahi conection seekho kabhi koi unit , hf nahi udega.
Bhai isme new kya h 25sal purana h ye hahahah
Pf no to btao bhai
Phlle apni Jankari do
Jyada Jan Kari na bato beta
Sare video fek Hain sirf Paisa kamane ke liye video banate hain baton mein koi dam nahin hai
backwash ho aap or aapka video...
ɴɪᴄᴇ ᴠɪᴅᴇᴏ ʙʜᴀɪ
B
Han sar Mughal pad Kolkata mein jarur lunga DJ
Sare sim phone laga sakte suryamukhi bol Raha tha MP3 mein jarur lunga