Bhaiya isse moong ka beej upcharit kar sakte h kya Moong ki fasal 60-65 din ki hoti moong m iska spray kitne din ki avastha par kare best results ke liye
Sir g trichoderma+ sudomonas+npk consortiya kenchua khad me milakar jameen me daal sakte h. Teeno ko ek sath milakar dalne par koi dikkat to nahi hogi. Please reply me 🙏
sir bdey ganne may 400 ml ko soda urea mai mox krle broadcast kre ya fir pehle rait may milaye fir ure may . or isko bina paani k mox krke dalna h na . or kitni nami honi chiye khet may plz btayge sir
Sir dhan ropai ke 40days ke bad galat chemical use karne se dhan ka field ab green nehi raha,,kya mai consortia mitti ke saath milakar jamin pe chirak Sakta hoon
excellent information. After opening the bottle of liquid consortia, do I need to use whole bottle at once or is possible to store it for future use ??
@@gouravraghuwanshi3046 dekhiye Consortia ko kissi vi chemicals ke sath nahi dalna hai... So moog me Consortia ki spray kar dijiyega.....jbb moog thoda bda ho jye...
Sir, mera patta gobhi ki kheti 38 days ka ho gaya hai. Sabhi khad dene k babojot band nehi raha hai kia karu Sir? E 55 -60 days ka variety hai. Please solution. 🙏🙏🙏
Dear Sir may we use it like waste decomposer? May we use 200 ml of Consortia with 250 grams of Molases and 20 litres of water in bucket and keep it for 8-10 days before soil application in fruit plants?
अगर बीज उपचारित करे तो भी fungicides and insecticide से बीज उपचारित करना है और बाद में छिड़काव कर सकते है ट्राईकोडर्मा तथा azaredichtin से बीज उपचारित करे या नहीं
जी कर सकते है बीज उपचार Fungicide and Insecticide से ... और बाद में NPK का स्प्रे वी कर सकते है और मैंने video में पूरी detailed में बताया है NPK के बारे में ...
@@vinodyadav-cl3cy NPK Consortia का बाद में स्प्रे कर सकते है ...मतलब बीज उपचार करते समय fungicide और insecticide के साथ NPK ना मिलाए ..क्योंकि यह एक ज़ेविक उर्वरक है और इसमें जीवित Bacteria खतम हो जयेंगे अगर NPK को किसी व फफूँदंशाक और कीटनाशक के साथ मिक्स किया तो
@@prashanthande1557 brother kar sakte hai magar aap na kre to jyda better hoga kyoki kabhi kabhi air ki problem hone ki vajay se yeh kuch or hi ban jata hai.... Vese multiply kr sakte hai.....
Good and Clear Information
Gud👌🌱🌱
Sir ganna me npk+trichodrma+ pesudonomos ka kitna dose rakhna hai spre me ek sath
patton par spray krne ka kya fayda sir jo aap video me dikha rahe ho ? becteria to soil me hone chahiye
Main aapka bahut bada fan hun sar
Tq so much bro...
Bhaiya isse moong ka beej upcharit kar sakte h kya
Moong ki fasal 60-65 din ki hoti moong m iska spray kitne din ki avastha par kare best results ke liye
Hanji beej upchar bhi kar sakte hai...
Iska spray jab marzi kar dijiye...
Dhaniye ki fasal me iffco ke kon kon se bektriya paryog kar sate he
Sir maine kank ko sodh ne k lia dwai lia hai os ke sath is ko lga skda ?
Hanji Iske sath na lagaye...
Ranjeet ji kya hum wheat ki fasal mai urea ke bjaye bio NPK use kar sakte hai.
ji kar sakte hai...best hai..
Bhai kya pahle Sygenta dividend se beej upchaar kar le uske 5 se 6 hour baad constoria se kar sakte hai
Nahi bhai aap Syngenta dividend + syngenta Cruiser inn dono se beeej upchar kriye...
Or kuch dino bad NPK Consortia ka spray krwa dijiye....
Pani me milakar podho ki jad par dal sakate he key sir please bataya
Ji daal sakte hai best hai 👍
🙏Sir
Kya NPK Consortia ko maltiplay ker sakate hai? If yes. How is prosizer? Reply please. Thanks.
Hanji kr sakte hai,
Magar, Brother kabhi Multiply kiya nahi hai...
If Urgent, Then I Will Help you to ask from "Iffco Expert" to Exact Procedure...
Nice info.
👍
multiplex ka .Kranti aur samras ko mila kar spray kar sakte hai
ji kr sakte hai...essa kuch Company claim nahi ki mix nahi kr sakte hai....
Sir g trichoderma+ sudomonas+npk consortiya kenchua khad me milakar jameen me daal sakte h. Teeno ko ek sath milakar dalne par koi dikkat to nahi hogi. Please reply me 🙏
Bhai in sabki alag alag se dalo tab apko insak Pura Result milega....
क्या फूल के पौधों में सागरिका और एन.पी.के एक साथ उपयोग कर सकते हैं । इसका फायदा भी बतायें ।
भाई जी कर सकते है और फयदा तो विडीओ में बताया है....
bij treatment ke liye kse use kre soyabean ke😊
Hanji best hai
sir bdey ganne may 400 ml ko soda urea mai mox krle broadcast kre ya fir pehle rait may milaye fir ure may . or isko bina paani k mox krke dalna h na . or kitni nami honi chiye khet may plz btayge sir
Urea ya ret me milakar daal sakte ho or khet me nami jaruri hai…
@@AgricultureFarmingRanjeet 50 leg urea or npk may koi paani to nhi milana na direct rait may mix kr akte h?
@@AgricultureFarmingRanjeet kbhi urea paani chod jaye . ?
Direct mix kar sakte ho pani milane ki jarurt nahi
1 bag urea me mix karke dalte raho…bari bari se
Kiya ese urea mei dal k de shkte hai yah dap k sath
Hanji daal sakte hai
क्या 40 दिन की गेंहू में स्प्रे कर दसकते है जरूर बताये
Ji kar sakte hai best hai..
@@AgricultureFarmingRanjeet कितनी मात्रा में करे सर
@@krishnchandjat3806 ji aap 250ml ko = 150-200liter pani liye use kijiye...
Tana chedak k liye sabse acha dawa kya h
Tanna chedak ke liye sabse best Profenofos 5%EC ya fir fipronil 5 %SC
In dono me se koi v ekk daal dijiye.......
Nice sir ji. Sir काजू मॅन्गो ko kaisa जमीन me dalana है. Apaka no चाहिये tha
Ji bhaiya 7500606088
बीज उपचार एनपीके कंसोटिया से करें या रैक्सील से
Dono best hai....
Kya Pani kesath es chala skte h kya
Hanji chla sakte hai
Sir sugercane m kese use krege pls btaye
👌🏿
West decomposer की साथ मिक्स्ड Kora jaega kya
Ji kra jyega...
Sir dhan ropai ke 40days ke bad galat chemical use karne se dhan ka field ab green nehi raha,,kya mai consortia mitti ke saath milakar jamin pe chirak Sakta hoon
Ji kr sakte hai best hai..👍 hra ho jyega...
Kya kewal npk consirtia se gehu ki fasal ho sakti h . L
Ho sakti hai magar
Buwai ke samay dap/npk jaruri hai uske bad Organic product dalte raho
excellent information.
After opening the bottle of liquid consortia, do I need to use whole bottle at once or is possible to store it for future use ??
Thank you so much brother
And after opening You can use for future...
But after open bottle..
if possible you can use at once...
Hello sir....kya ye poisonous hota hai....agar koi isko consume kar le toh ye kitna harmful hota hai
Pesticides ho chaye fertlizers ho dono ki poisnous hote hai...
Aam ke chote plants me upyog kaise kare ,please bataeye
ji Spray krwa dijiye...ya pani ke ghol ke jado ke pass de dijiye..
@@AgricultureFarmingRanjeet thanks bhai.
Sir ji arhar me phal Phool के लिए kon kon si दवा का chhidkav kre
Please tell me
Brother aap koi v Liquid biovita ki spray karwa dijiye .. badiya ho jynge...
or aap online vi kharid sakte hai,
amzn.to/3lgrakw
Bro organic kanak bezi a ekk acer vich 500 ml karni a ke 1litr jarur daseo subha karni spray 8 knal ka acer ha punjab mein 🙏
Veer 300-500ml kar sakte ho..best result layi..1 liter 3 acer ch ho jandi aa...
@@AgricultureFarmingRanjeet Shukriya bro
Kya eska pryog lahsun me espre kar skte hai sir
Ji hai jarur kr sakte hai
Sir soyabin me kr sakte he kya eska use
Ji isse kisi bhi fasal pe use kr sakte hai...
Sir kya moog ki fasal me consider best rahega ya राइजोबियम कल्चर
Dono best hai magar aap Consortia daliye...👍
Kya moog me bij upchar ke sath me consortia se bhi upchar kar ke 30 dino tak rakha ja sakta h kya ya bote samy hi consortia se upchar karna chahiye
@@gouravraghuwanshi3046 dekhiye Consortia ko kissi vi chemicals ke sath nahi dalna hai...
So moog me Consortia ki spray kar dijiyega.....jbb moog thoda bda ho jye...
Pyaj Ka khati ma buhi ka20 din band npk consertia Dal sakta hai kya rateka sath melika
Ji daal sakte hai...👍
सर 1एकर के लीये ड्रीपसे कीतना छोडना बताये
Ji aap drip..se 500ml de sakte hai...iska koi bhi side effects nahi hai...organic hai...
धन्यवाद सर
sir meri kela fasal do mahine ki ho gaee hai main dal sakta hoon kya
Ji bhai daal sakte ho...✅
@@AgricultureFarmingRanjeet Thankyou sir
मिरची ke liye drenching kr sakte kya
ji
Sir makka me spey kar sakte hai
Ji bhai...👍
ड्रीप से कितना 1एकर के लीये छोडणा हे बतावो सर
ji 2 Acer me dijiye..
NPK consortia me TRICHODERMA Mila sakte kya
ji milakr daal sakt hai..
Sir g aalu 1 month ke ho gye kya esko aalu ki fasal me use kar skate h .agr kse kr skte h to kse Krna h
ji kr sakte hai...best hai...spray kr dijiye iski abb
Niche nhi dalna ab ye
Nahi abb jarurt nahi abb leaves pe spray krne se jyda fall fool ayenge....
सर n p k consertiya गन्ने मे कितनी बार डाल सकते है
Jarurt ke hisab se jitni baar marzi daal dijiye....koi dikkat nahi hai...
Liquid consortia me saath liquid sagarika spray paddy me kar sakte he? Per Acer does kittna hoga?
Kar sakte hai magar Ek hi kariye ek time pe...
Dono ki dose 250ml per acer
@@AgricultureFarmingRanjeet consortia and mycorrhiza differences
Sar narma mai spary kar sakte hai
Ji kissi v fasal pe kr sakte hai...
Sir kya paddy main goab ki situation main sapray kar sakte hain?
Ji kar sakte hai...best hai 👍
@@AgricultureFarmingRanjeet byre ka jo nativo hai us main mix karke kar sakte hai
Kar
@@jasneetkaur7thbtanveerkaur948 nahi dear..isse akela hi dale....
Inke sath zinc ka bacteria mix kar sakte hy
ji kr sakte hai....koi dikkat nahi hai...
इसको कितनी बार मल्टीप्लाय कर सकते है? वेस्ट डी कम्पोज़र की तरह बार बार म ल्टीप्लाय कर सकते है क्या?????
brother kar sakte hai magar aap na kre kyoki multiply krte samay sufficient air na milne par kuch or hi bann jata hai.....
@@AgricultureFarmingRanjeet Thank you
Sprey.kar.sakte.h.sir
Ji kr sakte hai...
Sir, mera patta gobhi ki kheti 38 days ka ho gaya hai. Sabhi khad dene k babojot band nehi raha hai kia karu Sir? E 55 -60 days ka variety hai. Please solution. 🙏🙏🙏
Please help me sir 🙏🙏🙏🙏
Morning me call krta hu
Pic send kro gobhi ki 7900321111
Ok Sir.
sir hamara aalu 50 din ka ho gaya hai isko spry kar sakte hai
Hanji kar sakte hai 🔥🔥
Dear Sir may we use it like waste decomposer?
May we use 200 ml of Consortia with 250 grams of Molases and 20 litres of water in bucket and keep it for 8-10 days before soil application in fruit plants?
Yes it can be multiply...
सबसे सस्ता सबसे बेहत्तर वेस्ट डी कंपोजर है.
Kya iski drinching kr skte hai
Ji kar sakte hai koi dikkat nahi best hai 👍
Sir dhan ke Bij me kaise upchar hoga
Ji kar sakte hai...
क्या इसको स्प्रे कर सकते है
Hanji kr sakte hai..
Can we use in sugarcane by using drip system
Yes sure...you can..
Consortia or consortium me kya antar hota h, dono me kya farak hota h
I am R&D on it, for Sending you exact ans...👍
Good evening sir , (my cultivation is cardamom)zameen mem spray kar saktha he.spray karthe samay pathe mem girega tho koy problem?
Ji aap zamin mr bhi ise daal sakte hai..or plants me spray bhi kr sakte hai...
@@AgricultureFarmingRanjeet thank you sir . You are great
@@pereiraclemy7109 anytime brother 👍🙏
Sir, Is spray ke bad kithne dino ke bad insecticide ka spray hona chahiye
1 litter consotriya kitne pani me dale aur kabtak tayar hota hai
1liter consortia ko =125-150liter pani ke liye priyog kre...
@@AgricultureFarmingRanjeet sir ye pani me dalne ke bad kab tak tayar hota hai
@@Harshu674 yeh pehele se tyar hoke bottel me ata hai hume buss iski spray krni hai kheto me....
How to use it for mustard seeds treatment
Same as other pesticides..
Thik h angle sal ush dawai ko dalunga
Hanji brother..koi v dikkat aye aap puch sakte ho....
अगर बीज उपचारित करे तो भी fungicides and insecticide से बीज उपचारित करना है और बाद में छिड़काव कर सकते है ट्राईकोडर्मा तथा azaredichtin से बीज उपचारित करे या नहीं
जी कर सकते है बीज उपचार Fungicide and Insecticide से ...
और बाद में NPK का स्प्रे वी कर सकते है और मैंने video में पूरी detailed में बताया है NPK के बारे में ...
@@AgricultureFarmingRanjeet बाद में Npk consortia का कर सकते है
@@vinodyadav-cl3cy NPK Consortia का बाद में स्प्रे कर सकते है ...मतलब
बीज उपचार करते समय fungicide और insecticide के साथ NPK ना मिलाए ..क्योंकि यह एक ज़ेविक उर्वरक है और इसमें जीवित Bacteria खतम हो जयेंगे अगर NPK को किसी व फफूँदंशाक और कीटनाशक के साथ मिक्स किया तो
@@AgricultureFarmingRanjeet गेंहू की बुवाई 72 hours के अंदर कर सकते हैं और पहली ,दूसरी ओर तीसरी सिंचाई के बाद भी किया जा सकता हैं
बीज उपचारित करते समय ट्राईकोडर्मा और azadirechtin भी नहीं मिला सकते
Dhaan (paddy)me rupai ke kittne din bad spray Karen?
jab thoda hra ho jye dhan....
@@AgricultureFarmingRanjeet sagarika vs dhanzyme gold ,kon best he paddy keliye?
Dekhiye brother dono ka alag alag kaam hai...
Magar Dhanzyme gold ka jyda accha results hai
Mera sugar cane 120 Din ka ho chuka hai usmein kaise use Karen isko
Brother 120 din ke ganne me urea me mila ke daal sakte hai....Spray ho gyi nahi...
Sir, Issko hum water ke sath Drinching kar sakte hai kia?
Hanji kar sakte hai....mene video me v bataya hai.....
@@AgricultureFarmingRanjeet can we mix it with water in bucket and directly apply in soil of fruit plants in garden?
@@sukhendu1974 yes sure brother..👍
Bt CF fv@@sukhendu1974
Drip irrigation me kitna use kare
250ml /acer
@@AgricultureFarmingRanjeet kya liquid consortia. Gud ke sath multiply karna chahiye
@@prashanthande1557 brother kar sakte hai magar aap na kre to jyda better hoga kyoki kabhi kabhi air ki problem hone ki vajay se yeh kuch or hi ban jata hai....
Vese multiply kr sakte hai.....
Sir please batao
NPK Consortia + Trichoderma virde + Paecilomyces Lilacinus + Pseudomonas
ji teeno ka alag alag ghol bnakar bad me ek ek krke spray pump me dale...koi dikkat nhai hai...
@@AgricultureFarmingRanjeet sir matra
Kitni rakhni hai
बुवाई के समय सागरिका+यूरिया डाल सकते हैं
Gehu ki buwai se samay aap urea nahi only NPK dale best hai...or mene bahut si video banayi hai ki gehu ki buwai ke samay kon kon si khade dale......
Sagrika + urea buwai ke 21-25 din me pahela pani lagane ke bad dalna.....
@@AgricultureFarmingRanjeet अगर सागरिका डालना ही हो तो किस प्रकार डाला जा सकता हैं
@@vinodyadav-cl3cy सबसे बेस्ट :-आप इसका स्प्रे करवा सकते है
मगर किसी वी फफूँदनाशक और कीटनाशक के साथ नहीं
@@AgricultureFarmingRanjeet सागरिका को बुवाई के बाद स्प्रे कर सकते है 72 घंटे के अंदर
Sir consortia onion me use kese kare
Brother spray krwa dijiye best hai 👍
पानी फल्डिंग से दे तो उसमें NPK का उपयोग कैसे करे ?
Brother ho sakte to spray kre jisse pure khet me acche se chle jaye...
@@AgricultureFarmingRanjeet ty bhai 👍
Hum.iska.spray.lar.sakta.ha
Hanji
@@AgricultureFarmingRanjeet 25.litre.spray.pump.ma.kitna.dalla
50ml
Sir 1 एकड़ में ड्रैगन फ्रुट के लिए ड्रीप इरीगेशन में कितना N P K कन्सोटीया चाहिए
ji 250ml/acer
Sir ek saal k Dragonfruit mai NPK use kar sakte hai ??
@@swapnilpatel5199 ji kar sakte hai koi dikkat nahi...
@@AgricultureFarmingRanjeet kitni matra sir ?? 1 bigha hai...
@@swapnilpatel5199 ji aap 250ml NPK Consortia ko = 100-125 liter pani ke liye priyog kijiye best hai 👍
Sir link send karo buy karna ha
Veer iffco bazar to buy kr sakte oo...
@@AgricultureFarmingRanjeet shukriya veere bht bht hogea order🤙🙏
Sir ye npk multiply kar sakte hai
ji Brother
Thanks sir
What can be multiply of npk liquid consortia with gun for making of mother culture
Just Added some water
Wdc यूज करो इससे बेहतर रिजल्ट हैं
Once bottle opened. How long microbes will be alive?
No problem it will work but if possible, once open the bottle use it asap👍
मिर्ची की रोपाई के बाद ड्रीप में चला सकते है। क्या
Ji chla sakte ho....
How can by it
Online
video start after 2 minutes..plz skip and save your time and feel good
tq veer
Mujhe 250ml 43rs ka Mila
Good brother 👍
Is sal lamda ec 5% thik se kam nahi kiya
Lambda cyhalothrin 5 %EC yeh jyda tar patta lapet ke liye kaam krta hai or iska asar v jyda din tak nahi raheta muskil se 5-6 din tak
Jai kisan
Mujhe aap ka phone number chahie
Please reply me fast
To kya iske use ke baad
DAP ya uria ya others koi chemical khad nahi dalni chahiye
Mai to chemical khad use karta hu
Kya ye DAP ki jagaj le sakta hai
Iska spray krne ke baad kar sakte hai magar isme chemicals isme mix nahi kr sakte hai....
@@AgricultureFarmingRanjeet Isaka Spray nahi karte.. Soil ya jayvik khad मे de
Dhaniye ki fashal me kon kon se bektariya prayog kar sate he .iffco ke
Sir Bacteria me yehi best hai baki aap...
Iske ilawa aap "Mycorrhiza " priyog kar sakte hai....
Best hai🔥🔥
Soyabeen k seed treetment m kr skte h ky use
Ji kar sakte hai....👍