Ashish Bhai video dalne me consistent raho aur app video aapki video bohot informative rahati hai jese ki ab soyabean ki video dal rahe ho ye farmers ke utne kam nahi aaygi agar aap yahi video plantation ya fertigation ke pehle dalte to jyada accha hota jese ki abhi chane ki gehu ki Makka ki chilli ka plantation hogo to usse pehle video dalne taki hum jese farmers usse fayda le paye dhanyawad ❤❤ me kamna karta hu ki jaldi ki 100k ki family ho🎉
Bhut hi upyogi jankari apka bhut bhut dhanyabad abhi bhi hamare kisan bhaiyo ko soyabeen ki kheti ke bare mai koi jankari nahi hai or unke fasal kharab hojati hai Kripya apse nevedan hai ki aisehi kisano ka margdarshan karte rahe har fasal ke bare main kyoki kesano ki esthithi bhut kharab hoti jarahihai jankari koi hai nahi kisano ko or koi bata bhi nahi raha esleye bo har fasal mai ghata kha rahe hai kripya aisehi margdarshan karte rahi 🙏
Bhai aapko pata hi hoga ki 2023 me chilli ki kya condition ho gayi thi virus ki vajah se Khandwa or harda ke area me to iss uske ROK dham or aache production ke liye kya kiya jaye make Full video request ❤❤ aur humne mirchi aur tamatar ke rope book kiye hai chilli variety hai 1467 heena padma virus ke karan variations kiye hai aur tamatar me 1057 aur Rishika plantation 20 September ko karna hai chilli ke liye accha video banao jisse kisano ko fayda mile 🙏🙏
Sar ji meri shimla mirch mein size nahin badh Rahi hai Kya Kare Maine Khad aur micronutrient aur calcium magnesium Sab dekar dekh liya size badhane ke liye sabse acchi dawai kaun si hai please bataiye
Agar aap sabhi khad dal chuke hai to Tata Rally gold mychorihiza 50-100gm/acre drip se chalaye, isse behtar results dekhne ko mil sakte hai kyuki ye Nitrogen aur Phosphorous uthadne me help karta hai
Bhai mujhe chane ki kheti krni h Or usko hre me hi ukhad ke bechna h jo sbji ke use me aa ske ....mujhe aap jankari de ..kitne din me fool ate h kb tk fal ayenge kya hm use 15 september tk boyenge to thik rhega ..
#feedback निवेदन है की फसल पर पूरी सीरीज बनाएं इसलिए मैंने आपके चैनल सब्सक्राइब किया था लेकिन मुझे आपके चैनल पर एक फसल पर दो तीन वीडियो मिलती हैं एक प्रकार से आप घिंपन करते हैं आधी आधुरी जानकारी देते हों
Hum is par aage video nahi bna paaye kyuki isme 1135 thi jis par virus aaya, aur iska utpadan 7.5 quintal acre ka raha, ye baat humne kai baar btayi bhi hai lekin aapne shayad dekha nahi, aur ha jo video daal rakhe hai usme kuchh adhura ho to hume btaye hum sudhar karenge
Bhai bed wali soybean ka latest video kab ayega
Ashish Bhai video dalne me consistent raho aur app video aapki video bohot informative rahati hai jese ki ab soyabean ki video dal rahe ho ye farmers ke utne kam nahi aaygi agar aap yahi video plantation ya fertigation ke pehle dalte to jyada accha hota jese ki abhi chane ki gehu ki Makka ki chilli ka plantation hogo to usse pehle video dalne taki hum jese farmers usse fayda le paye dhanyawad ❤❤ me kamna karta hu ki jaldi ki 100k ki family ho🎉
Aapke suggestion ke liye dhanyawad, hum is par amal karne ka pura prayas karenge
आशीष भाई आपकी फील्ड बहुत ही शानदार लग रही है और जो फसल ने growth करी लाजवाब है 💯
बहुत धन्यवाद जी 🙏😊
Bhai bed wale soybean harvester se cut jaati hai kya
Ha kat jati hai
@@farming3525 bhai bed upar niche rahte Hain to fir kaise chalegi harvester
Bhai ped upar niche rahte Hain to kaise chalegi harvester
Tyre naliyo me chalte hai
Bhut hi upyogi jankari apka bhut bhut dhanyabad abhi bhi hamare kisan bhaiyo ko soyabeen ki kheti ke bare mai koi jankari nahi hai or unke fasal kharab hojati hai
Kripya apse nevedan hai ki aisehi kisano ka margdarshan karte rahe har fasal ke bare main kyoki kesano ki esthithi bhut kharab hoti jarahihai jankari koi hai nahi kisano ko or koi bata bhi nahi raha esleye bo har fasal mai ghata kha rahe hai kripya aisehi margdarshan karte rahi 🙏
Ji bilkul, aisi jankariya milti rahegi aapko is channel par
भाई आप अच्छी जानकारी देते हो धन्यवाद
🙏😊
Bhai aapko pata hi hoga ki 2023 me chilli ki kya condition ho gayi thi virus ki vajah se Khandwa or harda ke area me to iss uske ROK dham or aache production ke liye kya kiya jaye make Full video request ❤❤ aur humne mirchi aur tamatar ke rope book kiye hai chilli variety hai 1467 heena padma virus ke karan variations kiye hai aur tamatar me 1057 aur Rishika plantation 20 September ko karna hai chilli ke liye accha video banao jisse kisano ko fayda mile 🙏🙏
Jarur bnayenge mitra🙏😊
Bahut badhiya hai
🙏😊
Bhai latest video kab daloge bad wali soybean ka
Next week me aayega mitra
@@farming3525 Bhai bed wali soybean ki kya sthiti hai photo dalo bhai community mein
Ashish bhai Simla mirch par video bnavo suro se lekar aakhiri Tak Khad ka or davai ka
Ji bilkul🙏😊
आप ने सोयाबीन बुवाई पद्धति बहुत अच्छी लगी है कीटनाशक डोज का कांबिनेशन वन बाय वन बहुत ज्यादा पसंद आया है तीसरा डोज कोन सा रहेगा बताएगा जुरूर
बहुत धन्यवाद मित्र! इस फील्ड कि आगे कि अपडेट के लिए जल्द ही वीडियो आएगा
1135 is allrounder ❤❤
✌️
Sar ji meri shimla mirch mein size nahin badh Rahi hai Kya Kare Maine Khad aur micronutrient aur calcium magnesium Sab dekar dekh liya size badhane ke liye sabse acchi dawai kaun si hai please bataiye
Agar aap sabhi khad dal chuke hai to Tata Rally gold mychorihiza 50-100gm/acre drip se chalaye, isse behtar results dekhne ko mil sakte hai kyuki ye Nitrogen aur Phosphorous uthadne me help karta hai
Bhai mujhe chane ki kheti krni h
Or usko hre me hi ukhad ke bechna h jo sbji ke use me aa ske ....mujhe aap jankari de ..kitne din me fool ate h kb tk fal ayenge kya hm use 15 september tk boyenge to thik rhega ..
Ha sep me lga sakte hai, lagbhag 40-45 din me flowering aayegi aur hara Bechne ke liye 100 din ke ander hi aa jayega
4 माह से ज्यादा हो गए है सोयाबीन की अभी तक क्या कटई नहीं हुई भाई आगे की वीडियो आपने नहीं बनाई कृपया अपडेट करें सोयाबीन का क्या उत्पादन रहा है
1135 par virus attack ke karan 7.5 quintal/acre ka raha, aur js2433 jo trial ke liye lgayi thi wo 3.5kg se 85kg nikali hai aur successful rahi
शानदार विश्लेषण❤❤
12 क्विंटल/एकड़ उत्पादन आएगा
आपकी सरप्राइज वैरायटी JS 2303 है शायद।
बहुत धन्यवाद मित्र 🙏😊| variety 2303 nahi hai🧐
hum bhi yahi utpadan ki ummid karte hai
@@farming3525 बताइयेगा आप
Jab faliya puri tarah se set ho jaye tab bhi video ke dwara hame btata kese futaw hai
भाई 1135 सही है❤
✌️
Bhai aapne last year mirchi lagai thi bechi kaha ki mandi me thi hari mirch
humne agents ko di thi aur kabhi jab kam output aata tha tab Harda aur Khandwa mandi
❤🙏❤
🙏😊
इसका उत्पादन तो बता दो भैया😅
Iska utpadan 7.5 quintal/acre raha, kyuki 1135 aur 2024 pe virus aa gya tha, ha lekin 2433 jo ki 3.5 kg, 2 beds par thi 85kg nikali hai
@farming3525 han rog se kaafi nuksan hua he, 2433 badiya rahi 💓
Bhaiya apki ye fild kaha par he
khandwa jile me, aap kaha se ho?
@@farming3525 me khalwa tahsil ka hu
@@farming3525 me aapki fild dekha chahta hu
@@farming3525khandwa jile me kaha par
भईया मुझे आपकी सोयाबीन की फील्ड देखनी हे आपकी सोयाबीन की फील्ड कहा पर हे खंडवा जिले में
Ye maharashtra ke kisan buhat 3 salo se use kar rahe hai, waha se hinye start hua hai
जी बिल्कुल
Ssp or urea Dene ke bad bhi DAP kyu diya
Ssp ki matra 100kg li hai agar DAP sath nahi to 150kg lena hoga, humare paas DAP available tha isliye
Thank you
1135 👍
✌️
Js 2433 he
✌️😊
2433 होगी
1135 ma koi fall nhi aya
PGR, use kiya tha kya?
2218
क्यों इतनी मेहनत करते हो भाई जब सरकार फसल की कोई कीमत ही नही दे रही
नौकरी नहीं लगेगी, ये सोचकर पढ़ाई ही नहीं करे, ये तो गलत है ना,
@@farming3525 नोकरी के लिए ही कोई पढ़ाई करे तो शायद पढ़ाई को एक सीमा बांध दिया हैं
किसान मेहनत नहीं करेगा तो कोन करेगा 😊
#feedback निवेदन है की फसल पर पूरी सीरीज बनाएं इसलिए मैंने आपके चैनल सब्सक्राइब किया था लेकिन मुझे आपके चैनल पर एक फसल पर दो तीन वीडियो मिलती हैं एक प्रकार से आप घिंपन करते हैं आधी आधुरी जानकारी देते हों
Hum is par aage video nahi bna paaye kyuki isme 1135 thi jis par virus aaya, aur iska utpadan 7.5 quintal acre ka raha, ye baat humne kai baar btayi bhi hai lekin aapne shayad dekha nahi, aur ha jo video daal rakhe hai usme kuchh adhura ho to hume btaye hum sudhar karenge
आपका नंबर चाहिए traikodarma के बारे में बात करना था
Bhai bed wale soybean harvester se cut jaati hai kya
Bhai bed wali Soybean ka latest video kab ayega