Bhai all video dekh ki apki ❤❤❤❤dil se sport mere bhai apko meri all famiy ke phone se 5 bar vidoe dekhta hu apne muje ghar bethe kam sikha diya mtlb chote mote kam kr leta hu apni gadi ka
माशाल्लाह bhai jaan ek din mere sath yhi hua firr solution mila aaj apki vdo dekhte hi merko pta chal gya crank shaft ka sensor ka wire tuta hua h kyuki ye gatna mere sath gati hui h ❤
Rehan bhai ji mere ko pure 9000rs ka frod hua hai vo maruti 800 hai jismai to aur mera catalytic converter ki miti bhi nikal li upper se bola to dadagiri ki bhai mechanic ne
Aap ki बात सही है सर मेरी गाड़ी मे 5 साल पहले लॉक लाइट dippper मार रही थी कई मिस्त्री को बताया सब ने बोला 6500 मे सही होगी चाबी घिस गयी है फिर दो तीन बार चाबी लगाने पर सही हो जाती अभी बिल्कुल सही है
Ekdam sahi bhai.kharch 100 rupaiye ki hoti hai per kai mechanic problem pakad nhi paati aur ye kharab hai woh kharab hai bolke 20000 kharcha karwa deti hai kyunki use pata hi nahi hota ki kharabi kaha pe hai. Mai bhog chuka hoon.
Bilkul bhai wiring kit Puri milati hai lekin अलग-अलग milati hai.. Jaise dashboard ke andar ki wiring alag engine ke upar ki wiring alag aur engine se lekar dashboard Tak jaane wali wiring alag
Bhai sabhi wiring joint ke अलग-अलग price hai.. main aapko itna Bata deta hun dashboard ke Jo andar ki wiring aati hai vah 2500 ke aaspaas aati .. engine ke upar wali wiring ki alag price hai aur alag jagah ki wiring ki alag price hai sabhi wiring jointon Mein aati hai अलग-अलग
Bhaiya main Assam se hoon meri Omni 2018 model hai cold start half self se hoti hai lekin garm hone ke baad thodi long self leti hai. kya problem hai batao please
Sar pahle to aap apni gadi ka self check karvao engine ko dhire ghuma raha hai ya Tej dusra aap apni gadi ke spark plug check karvao vah kharab hai to dalo
Bilkul bhai ho sakta hai hit hone ke bad Mein crane sensor fail ho raha ho to aap sabse pahle gadi ko scan karvao scan karane se clear ho jaega ki kya main problem hai cam sensor bhi ho sakta hai aur crank sensor bhi kyunki cam sensor starting ke hi Kam Mein aata hai
Bhai jaan mera bhe gadi me ek wire jala tha jiske wajah se maine pure gadi ka wairing new karwaya baad me mai gadi wo diply wash karwaya aur mai khud se chek kiya to malum para ek do wire he jala tha usko joint kar ke de diya fir mai dusre jagah ek accha mechanic se pura wiring chek karwaya to tab mughe malum para fir mai pure gadi ka wiring change karwa tab jake mere gadi ka wiring abhe accha ho gaya hai dusre bhai ne pure gadi ka new wiring le kar maine diya to ₹4000 Laga wo mazduri ke sath me aur pahle wala wiring wala bhai wiring thik karne ke liye ₹4000 liya tha
Yahi to dikkat hai bhai jaan jitne paison Mein Naya saman a jata hai utane mein aapko maloom nahin hota aur aapse jyada paise le le jata hai.. kyunki knowledge hoti nahin hai is chij ka fayda uthaya jata hai isiliye main sabko knowledge ban raha hun
Bhai, meri eeco petrol mein subah start ke samay RPM high hota hai fir dhire se kam hota...running mein normal rehta Hain, lekin rokne par RPM high ho jaata hai
Bhai aap apni gadi ki servicing karvao.. tepit setting karvao map sensor service karvao oxygen sensor service karvao throttle body service karvao plug change karvao plug wire check karvao
भाई हमारी गाड़ी ओमिनी हैं और उसको दस पंधरा किलोमीटर गुमने के बाद बन्द करते हैं तो थोडी देर बाद च्यालु नही होती है सेलफ का काम किया है ब्याटरीक भी ठीक है फीरभी
भाई हमारी गाड़ी 6का माडल है इंजन घुमाता है कुछ बार च्यालु होती है मगर रेस नहीं पकडती है हमने इंजन कामकरवा है थन्डी होने बाद च्यालु होती है मैं परेशान हो गया हु भाई
Sir meri गाड़ी 2009 omnie सर्दी में स्टार्ट नही हो रही थी तो आपने बोला टेपीड सेट करवाया तो अभी आधा प्रॉब्लम सॉल्व हुआ tepid सेट करवा लिया और मिस्त्री ने बोला गाड़ी की प्लक और wire दोनो सही है फिर भी बहुत ज्यादा सर्दी में स्टार्ट नही हो रही कम सर्दी मे होती हैं
LPG petrol convertible boton dibbi kharab kabhi on hoti kabhi nai hoti Omni ,kat kat jorki aawaz aati switch on krte hi chalu huwe bad awaaz band hojati or awaaz na aae to gadi chalu nai hoti h
Sir me ako sota sa mekanik hu aaj tin din ho geya ak omni start kar nhi paya sir uska prablem hai ki gari bohot din se start nhi kiya tha castomar bolta hai ki start karne par fataka marta hai fir mene gariko dekha bohot try kiya lekin start nhi huwa fer mene seilensar khol dya fer gari start ho geya mess sosa prablem solf ho geya fer dusre din start nhi hwa fer mene dekha ki usme corrent ka use hai mene plug waire badal di saro fer gari start ho geya jab gari ko salaya usme pic up nhi tha 30.40 ke upar ja nhi raha tha fer mene sosa ki clash dish ka kam hoga sayad keuki gari 1laks sal geya tha pher mene clash dish badal di dis badalne ke bad jab start kiya to gari start nhi ho rahi hai fer mene timing ko dekha sab sahi hai uske bad mene gari start ki tab start ho gey fir salake dekha usme pic up nhi hai mene jo clash plate badla tha wo utna kharab vi nhi hua hai gari aaidel pe or raning pe koie mising nhi hai usdin rat ho geya to dusre din jab subh start kiya to start hi nhi hua sab check kiya plau naya hai corrent aa raha hai feuw ka presser vi sahi hai injector me vi tel aa raha hai jitne aarthing tha sab saf kiya fei vi start nhi ho raha hai mene jitna ho sake sab kus kiya tab vi koie rejalt nhi kiya prablem ho sakta hai sir
Sailen sar kholke vi salaya tab vi pic up nhi hai dhua vi nhi de Rahi hai sailensar aandar se bilkul saf hai kholke saf vi karbaya life me peheli bar asa prablem Mila hai
Bhai mere pass omni van hai 2017 modal 20 25 km chlne ke baad ban ho jati hai fir 5 minutes hone baad chlo ho jati hai mene puri wiring bhi chek kari fir bhi problem solved nahi huaa
To Bhai aapki gadi Mein ignition Koyal ke vahan per dikkat hai... Ya to ignition Koyal ke upar Jo Bhatti lagi Hui hai uski wiring exchange kar do ya FIR fuse check karo
Mobile number send kro please, Meri gadi KL kharidne ke liye customer Aa rhe h, GADI perfect thi but ab start nhi ho rahi Please jaldi numb. Send kr de Bahut urgent h
Bhai all video dekh ki apki ❤❤❤❤dil se sport mere bhai apko meri all famiy ke phone se 5 bar vidoe dekhta hu apne muje ghar bethe kam sikha diya mtlb chote mote kam kr leta hu apni gadi ka
Bilkul bhai jaan karo Ghar per hi jitna ho sake Apne छोटे-मोटे kam kar knowledge honi chahie... And बहुत-बहुत shukriya bhai
❤@@rkcarslalsot
❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
माशाल्लाह bhai jaan ek din mere sath yhi hua firr solution mila aaj apki vdo dekhte hi merko pta chal gya crank shaft ka sensor ka wire tuta hua h kyuki ye gatna mere sath gati hui h ❤
Bilkul bhai jaan sirf problem dhundhne ki baat Hoti hai nikalti chhoti hai
Video bhohat achi lagi (ek nambar chote love you) 😊😊😊
Thank you bade bhai thank you so much ❤️❤️❤️❤️❤️❤️
Supar Videos❤
Thank u bhai thank you so much 🙏❤️
Bhai bahut tajurba hey bhai aapko.. Sukriya❤
Shukriya Mohsin Bhai ❤️❤️❤️❤️
Mast videos bhai perfect knowledge
Thank you mere bhai thank you so much 🙏🙏
No 1 mechanic...👍️👍️
Keep it up bro.
Dhanyvad sar बहुत-बहुत dhanyvad 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
बहुत अच्छे सरजी👍
Thank you sir ji thank you so much
Excellent Information hai rehan bhai
Bhai jaipur kab aa rhe ho
Rehan bhai ji mere ko pure 9000rs ka frod hua hai vo maruti 800 hai jismai to aur mera catalytic converter ki miti bhi nikal li upper se bola to dadagiri ki bhai mechanic ne
Sar ji bahut bura hal hai isliye bolata hun thoda kam karane mein bhi Dhyan Dena chahie
भाई मेरे साथ भी ऐसा ही हुआ है एकदम क्लियर बताऊंगा लालसोट मे नाम विशंभर मिस्त्री कोथून रोड लालसोट मेने भी वेन का काम करवाया था
भाई आप कहां से हो यह तो बताओ यार आपने क्लियर नाम लिख दिया मिस्त्री का बिल्कुल मेरे यहीं पर है वह मिस्त्री लालसोट में ही
तलावगांव महाराजपुरा कोथून रोड लालसोट
ओके भाई फिर तो अपनी मुलाकात जरुर होगी जल्द ज्यादा दूर नहीं अपन
Asli karigiri to fault pakadne me hai ❤❤
Shukriya Sameer bhai thank u bilkul ❤️❤️❤️
वाह भाई गजब हैं❤❤
धन्यवाद सर जी
Bahut badhiya video 🙏
Thank you bhai thank you so much
Good information bhai...👌👌👌👌👌
Thank you Patel Sahab thank u so Mach 🙏🙏🙏🙏
❤BAHOT ACHE BHAI
Thank you bhai बहुत-बहुत thank u ❤️❤️❤️
Aap ki बात सही है सर मेरी गाड़ी मे 5 साल पहले लॉक लाइट dippper मार रही थी कई मिस्त्री को बताया सब ने बोला 6500 मे सही होगी चाबी घिस गयी है फिर दो तीन बार चाबी लगाने पर सही हो जाती अभी बिल्कुल सही है
बिल्कुल सर काफी जगह पर फ्रॉड होते हैं इसीलिए मैंने वीडियो डाली है
Bhai nice work ❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Thank you sir ❤️❤️❤️❤️❤️❤️
Bhai tum ne tho dil jeet liya
Are bhai shukriya bhai बहुत-बहुत shukriya
Best no 1 imandar karigar bhai my 1year flow kartahu my hyderabad
Thank you bhai thank you so much baki maine aapko comment Mein jawab de Diya hai wiring ke bare mein
Happy new year 2024 to you and very very informative video. I am from Dehradun MAHESH CHANDRA
Aapko bhi naye sal ki बहुत-बहुत badhai thank u bhai 🙏🙏🙏🙏❤️❤️❤️
Wil try to starting now processing bhai..... waiting for result😊
Bhai kis chij ka result aur kya problem aapki gadi Mein yah batao
Ekdam sahi bhai.kharch 100 rupaiye ki hoti hai per kai mechanic problem pakad nhi paati aur ye kharab hai woh kharab hai bolke 20000 kharcha karwa deti hai kyunki use pata hi nahi hota ki kharabi kaha pe hai.
Mai bhog chuka hoon.
Chinta nahin sar aap mat bhugtna koi dikkat ho to call kar lena
Hello Brother happy new 2024 ka Swagatam any way have a Blessed year ahead. Watching your video very much confidence keep it up 😊
Thank you bro thank you so much 🙏🙏🙏❤️❤️❤️
Wah Bhai bahut khoob
Shukriya bhai jaan ❤️❤️❤️
Very good 👍
Thank u bhai thank you so much
ખુબ ખુબ આભાર ભાઈ નો
Bhai aapane kya likha mujhe bilkul samajh nahin aaya
Bhai alto800 lxi ka throttle cleaning video banao...
Banaunga bhai thoda time vate karo
Very thanks
Thank you sir ji
Bhai mujhe bhi apni gadi Omni banvani hai kahan per aana hai
Bhai main Rajasthan se hu
Kota aja bhai
Bhai time mila to jarur aaunga Kota
bhai Udaipur aao kabhi ....yha ghumne
Bilkul bhai jaan jarur aaunga
Super sir ji
Thank you sir ji
Ek no .1
Thank you sir
Bhaiya ji mere omni mea ACM ke wairing hilti hai tab Rpm uper nichy hota hau
To Bhai aapko problem pata hai to wiring ko perfect karva do
Hello sir ji ❤❤❤❤
Boliye sar ji
Varigood ❤❤❤
Dhanyvad sar बहुत-बहुत dhanyvad
Assalmmalikum bhai omni 2007 wairin kit puri full new milti hai kiya app jawab dedo hhai
Bilkul bhai wiring kit Puri milati hai lekin अलग-अलग milati hai.. Jaise dashboard ke andar ki wiring alag engine ke upar ki wiring alag aur engine se lekar dashboard Tak jaane wali wiring alag
Assalmmalikum milakay price Kitna hoga
Mera pass hyderabad my nahi hai bhai
Bhai sabhi wiring joint ke अलग-अलग price hai.. main aapko itna Bata deta hun dashboard ke Jo andar ki wiring aati hai vah 2500 ke aaspaas aati .. engine ke upar wali wiring ki alag price hai aur alag jagah ki wiring ki alag price hai sabhi wiring jointon Mein aati hai अलग-अलग
Bhiya koi second hand ecco ho to bataao
Nahi sar main yah Kam nahi Karta na hi mere pass koi hai
Bhai ji ye jo fuz nikala hai meri van ka bar bar udd rha hai new fuz lagate hi kya problem ho skti hai plz reply
Sar aap uski wiring check karao kahin na kahin se short circuit hai use theek karao FIR fuse lagana
Aapka work shop kaha h meje Omni van ka Kam karwana h
main Rajasthan se hu
Eeco wiring diagram and troubleshooting ke video. Please
Okay sar banaa dunga
Raheman bhai crank shaft ki viring kaha hoti he bhai omni ven me
Bhai aage ki taraf timing ke niche ki taraf
Sir mera comment jarur dekhiyega
Sar kya comment hai aapka vah likh do
Kuch bataye jis se mai apne gadi ka problem thik kar saku mai khud se kar sakuw
Bhai aapko reply diya hai check karo comment mein
Bhai aapko reply diya hai check karo comment mein
Bhaiya main Assam se hoon meri Omni 2018 model hai cold start half self se hoti hai lekin garm hone ke baad thodi long self leti hai. kya problem hai batao please
Sar pahle to aap apni gadi ka self check karvao engine ko dhire ghuma raha hai ya Tej dusra aap apni gadi ke spark plug check karvao vah kharab hai to dalo
Bilkul bhai ho sakta hai hit hone ke bad Mein crane sensor fail ho raha ho to aap sabse pahle gadi ko scan karvao scan karane se clear ho jaega ki kya main problem hai cam sensor bhi ho sakta hai aur crank sensor bhi kyunki cam sensor starting ke hi Kam Mein aata hai
Bhai hamari gadi mrbhi yahi problem hey please help. Me😮
To sar aap about section se mere number le Lo call kar lo
Or Chek light nhi Aa rhi reley chek karli fuje chek kar liya or miter bulb bhi chek kar liya
To Bhai wiring hilate hi Agar upar niche ho raha hai RPM to Jahan wiring hilate Ho vah wiring ko check karvao
Sir ji omni mai petrol tank se dhuwa nikal raha thaa kiya karna chahiye or fuse bhi bar bar jal rahe hai
Sar Tanki khulvakar Tanki ki assembly check karvao aur wiring check karvao kahin se Arth to nahin hai
Good
Shukriya bhai jaan
Omni Meri bahut let start hoti hai aur vah sirf gas se Chalti Hai Baki chalne Mein theek hai gas setting bhi dekh liye hai
To sar ji gas ki setting karva dijiye starting ki ya FIR plug ya tapit check karva lijiye
Ok taipit karwate hai ok
Ok
Nice
Thank you bhai
Nice video
Thank u bhai thank you so much
Kaha sa ho aap
Bhai Jaan main Jaipur ke pass se hun
Masaallah
❤️❤️❤️❤️❤️❤️
❤❤
❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
मेरे साथ हुआ है । गैस वेपोरयजर की सर्विसिंग की जगह हैंड का कम कर दिया।
बाद में पता चला की गैस हि नहीं आ रही हे।
अब तो ठीक है ना आपकी गाड़ी
Sar L E D lait hedlait wahiring vidio banana saer
Omeni van ❤
Sar thoda Hindi mein batao kaun si video banvani hai main banaa dunga
Bhiya ecco me bar bar veperaijar jam ho raha he kiya karo batao plz Bhaiya
Sar vaporizer jam tab hota hai jab gas ki Tanki mein jyada kachra a jata hai to ek bar check karvaoge
@@rkcarslalsot OK thanks Bhiya
Ok
Bhai jaan mera bhe gadi me ek wire jala tha jiske wajah se maine pure gadi ka wairing new karwaya baad me mai gadi wo diply wash karwaya aur mai khud se chek kiya to malum para ek do wire he jala tha usko joint kar ke de diya fir mai dusre jagah ek accha mechanic se pura wiring chek karwaya to tab mughe malum para fir mai pure gadi ka wiring change karwa tab jake mere gadi ka wiring abhe accha ho gaya hai dusre bhai ne pure gadi ka new wiring le kar maine diya to ₹4000 Laga wo mazduri ke sath me aur pahle wala wiring wala bhai wiring thik karne ke liye ₹4000 liya tha
Yahi to dikkat hai bhai jaan jitne paison Mein Naya saman a jata hai utane mein aapko maloom nahin hota aur aapse jyada paise le le jata hai.. kyunki knowledge hoti nahin hai is chij ka fayda uthaya jata hai isiliye main sabko knowledge ban raha hun
Mashaallha Mashaallha
Shukriya bhai jaan
Hello bhai ek help kardo
Bolo bhai kya help chahie
Sir meri omni runing me jatka deti he plug wire dono chang kiya he tab bhi e ho rsha he help me sir
Sar gas per jhataka Marti hai ya petrol per aur gas kit kaun sa hai LPG ya CNG
Pls reply bhai jaan
Bhai aapko reply diya hai comment Mein check karo
Bhai me to kal hi 3000 ka chuna lagwakr aya hu .. Problem thi onli rilly ki
To sar ji problem pata thi to chuna kyon lagva liya aapane
Bhai, meri eeco petrol mein subah start ke samay RPM high hota hai fir dhire se kam hota...running mein normal rehta Hain, lekin rokne par RPM high ho jaata hai
Sar aap apne throtal body ki service karvao gadi ki aur RPM set karvao. Aur tapit set karvao problem theek ho jayegi
Mera yeh problem throttle body service karane ke baat Hui hai...pehle nahi thi yeh problem
To sar ji aapki throtal body ki jo RPM ki setting hai na vah sahi se nahi Hui use dobara khulvao aur usse acche se set karvao
Thankyou bhai
🙏🙏🙏❤️❤️❤️❤️
Bhai mera same problem
To sar Jo video mein dikhaya hai vah chijon ko aap bhi check kar lo
Bhai subah subah chalu nahi hoti yar omni van bahut der me hoti hai 15/20self me fir din bhar turant hoti rahti hai
Sar aap apni gadi ke tepit set karvao ya FIR head ke wal ka kam hoga
OMNI 8 Seater 2017 Model PETROL Mallige 10 ka Aa Raha BHAI Batho Telangana Adilabad Se Mera Nam ARSHAD HA
Bhai aap apni gadi ki servicing karvao.. tepit setting karvao map sensor service karvao oxygen sensor service karvao throttle body service karvao plug change karvao plug wire check karvao
But bhai jaan abhe ek problem hai subah subah meri gadi chalu nahi hota hai 1/2 ya 1 gante tak cell marna parta hai tab jake chalu hota hai
Bhai jaan aapki gadi petrol per hai ya gas per yah batao
Chek light kaise band korte hai bhai
Bhai agar koi problem ki vajah se a rahi ho to scaner se scan karke problem solve kar kar hi band hogi
❤
❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
Bhai meri bhi gadi start nahi ho rhi problam mil nahi rhi
To sar aap mere ko Instagram per video banakar dalo kis type ki problem hai कौन-कौन si light a rahi hai engine Kitna round le raha hai
@@rkcarslalsot lock vali light nahi a rhi hai
To sar aapki gadi ke fuse check karvao emoblizer check karvao ya FIR wiring check karvao
@@rkcarslalsot sir sabko bata di par problam mistri ko mil nahi rhi
Sar aapko phone per Bata diya na
Mera ek omni van hai jo ki subha me starting problem aa raha hai aur jab gak garam nahi ho jata start nahi hota problem ka hal bataiye
Bhai aapki gadi ke tapit set karvao aur spark plug aur Spark plug wire check and change karvao
भाई हमारी गाड़ी ओमिनी हैं और उसको दस पंधरा किलोमीटर गुमने के बाद बन्द करते हैं तो थोडी देर बाद च्यालु नही होती है सेलफ का काम किया है ब्याटरीक भी ठीक है फीरभी
सर आपकी गाड़ी कौन सा मॉडल है और किस टाइप से होती है प्रॉब्लम इंजन घूमता है या नहीं
भाई हमारी गाड़ी 6का माडल है इंजन घुमाता है कुछ बार च्यालु होती है मगर रेस नहीं पकडती है हमने इंजन कामकरवा है थन्डी होने बाद च्यालु होती है मैं परेशान हो गया हु भाई
तो सर आप अपनी गाड़ी के स्पार्क प्लग और टैपिट चेक करवाओ और सेल्फ की सर्विस करवाओ
Same problem h same gadi
Bhai aap call kar lo about section se mere number lekar
अरे... रिहान भाई मेरी गाड़ी की प्रॉब्लम कैसे ठीक होगी 😔
RPM आटोमेटिक UP-DOWN हो रहा है 😢
दीपक भाई आप एक काम करो थ्रोटल बॉडी खुलवाओ और उसे क्लीन करवाओ एक बार अभी आप थर्मोस्टेट बाल दिखाने जाओगे ना तो मेरे को बता देना मैं याद दिला दूंगा
@@rkcarslalsot ok sir
Ok
Kabhi kabhi gadi star nhi hoti self ki sarvesh karvadi kya problem he bhai
Omani van
To Bhai jis time per gadi start nahin Hoti use time ki video bnao mere ko Instagram per bhejo
यार भाई सुबह से गाड़ी स्टार्ट नहीं होती है ओमनी गाड़ी इस पर कुछ वीडियो सर्दियों में नहीं
भाई सुबह स्टार्ट नहीं होने के बहुत सारे रीजन होते हैं बाकी मैं कोशिश करूंगा एक वीडियो जिस पर सारे रीजन दिखा सकूं
Sir meri गाड़ी 2009 omnie सर्दी में स्टार्ट नही हो रही थी तो आपने बोला टेपीड सेट करवाया तो अभी आधा प्रॉब्लम सॉल्व हुआ tepid सेट करवा लिया और मिस्त्री ने बोला गाड़ी की प्लक और wire दोनो सही है फिर भी बहुत ज्यादा सर्दी में स्टार्ट नही हो रही कम सर्दी मे होती हैं
सर आप एक बात यह बताओ गाड़ी गैस पर है या पेट्रोल पर या ओन्ली गैस पर
@@rkcarslalsot ges और पेट्रोल दोनो पर है और दोनो पर ही प्रॉब्लम है
तो सर जी आपकी गाड़ी के हेड के वाल का काम होगा हेड खुलेगा
@@rkcarslalsot bhaya mari Gaadi gas main start hoke patrol main aati h
Patrol main start ni hoti
Bhai hamare gadi mein Omni mein engine oil sensor nahin chal raha hai
To bhaiya ya to oil pressure switch change karvao ya FIR uski wiring check karvao
LPG petrol convertible boton dibbi kharab kabhi on hoti kabhi nai hoti Omni ,kat kat jorki aawaz aati switch on krte hi chalu huwe bad awaaz band hojati or awaaz na aae to gadi chalu nai hoti h
To bhai jaan ya to aapki vah dibbi kharab hai ya FIR aapki wiring kahi se Arth ho rahi hai halki si... Ya FIR men wire los bhi ho sakta hai current ka
@@rkcarslalsot dibbi wala dibbi ki ek din ki bhi warranty nai dera 650 Rs ki
To Bhai kisi dusre se lo Jo guarantee de de
Sir me ako sota sa mekanik hu aaj tin din ho geya ak omni start kar nhi paya sir uska prablem hai ki gari bohot din se start nhi kiya tha castomar bolta hai ki start karne par fataka marta hai fir mene gariko dekha bohot try kiya lekin start nhi huwa fer mene seilensar khol dya fer gari start ho geya mess sosa prablem solf ho geya fer dusre din start nhi hwa fer mene dekha ki usme corrent ka use hai mene plug waire badal di saro fer gari start ho geya jab gari ko salaya usme pic up nhi tha 30.40 ke upar ja nhi raha tha fer mene sosa ki clash dish ka kam hoga sayad keuki gari 1laks sal geya tha pher mene clash dish badal di dis badalne ke bad jab start kiya to gari start nhi ho rahi hai fer mene timing ko dekha sab sahi hai uske bad mene gari start ki tab start ho gey fir salake dekha usme pic up nhi hai mene jo clash plate badla tha wo utna kharab vi nhi hua hai gari aaidel pe or raning pe koie mising nhi hai usdin rat ho geya to dusre din jab subh start kiya to start hi nhi hua sab check kiya plau naya hai corrent aa raha hai feuw ka presser vi sahi hai injector me vi tel aa raha hai jitne aarthing tha sab saf kiya fei vi start nhi ho raha hai mene jitna ho sake sab kus kiya tab vi koie rejalt nhi kiya prablem ho sakta hai sir
Sailen sar kholke vi salaya tab vi pic up nhi hai dhua vi nhi de Rahi hai sailensar aandar se bilkul saf hai kholke saf vi karbaya life me peheli bar asa prablem Mila hai
Sar ji aapka message bahut lamba hai yah Lo mere number call kar lena sham ko 7:00 baje bad 9783726465
Meri gadi stering ke pass ka fuse uda rahi hai lakh wala start karte hain turant fuse uda
Relay check kar liya sahi hai lakh ka fuse uda rahi hai
To sar aap acche se check karo short circuit hai gadi Mein iska matlab kahin per.. Jo fuse ud raha hai uski wiring check karvao
Bottle coil me current nhi ja raha h
Bhai kaun si gadi hai yah to batao
Bhai mere pass omni van hai 2017 modal 20 25 km chlne ke baad ban ho jati hai fir 5 minutes hone baad chlo ho jati hai mene puri wiring bhi chek kari fir bhi problem solved nahi huaa
Bhai yah batao yah problem petrol per a rahi hai ya gas per bhi ya FIR donon per
Dono par aarhi hai
Problem
Bhai aap apni gadi ki ek video banakar mere ko Instagram per dalo thandi gadi ka radiator ka dhakkan khol kar aur FIR video banana gadi start kar kar
Bhai apna no send karo
Bhai mere omni chavi ghumane se staat rahta hai jaese hi chavi ko chodta hu to gadi band ho ja raha hai
Bhai kaun sa model hai aapki gadi aap pahle yah batao
2008 hi paint wala hai bhai
No dijie to apka bhai
To Bhai aapki gadi Mein ignition Koyal ke vahan per dikkat hai... Ya to ignition Koyal ke upar Jo Bhatti lagi Hui hai uski wiring exchange kar do ya FIR fuse check karo
Abhe iska kya problem ho sakta hai
Bhai itne sare comment mat likho aapke comment piche chale jaate Hain aap call kar lo mere ko
मेरे ओमीनिमे फटाकेकी आवाज आ rahihe
Sar aapki gadi ke spark plug spark plug wire aur tapit check karvao
mara be hu ha vai
Sar kya problem hai vah likho aap
aapse bat karne ke liye mobile no.kya hai
Yah Lo sar mere mobile number call sham ko 7:00 baje bad karna 9783726465
Shelf mar raha hun to kat kat awaj AA raha hai
To sar ji self ki girari check karvao
Bahot problem me hu
Bhai aap about section se mere number le Lo call kar lo
Sir up ka number dijiye na mera Omni ka bahut paresani ho rahi hai
Sar mere mobile number UA-cam ke about section Mein mil jaenge le Lo aap
Aap ka number mele ga kay Bhai
Yah lijiye sar mere number 9783726465
Bhai mujhe bhi Apani gadhi banuwana he bhai apna number bhej do
Bhai mera number aapko channel ke about section Mein mil jaega ya FIR Maine ek video Dali Hui hai number ke liye vah dekh lo
Bhai aapka number dena
Yah lo bhai mera number 9783726465
Ap apna watsap numbr bhja bhai
Yah Lo sar mera contact number 9783726465
Mobile number send kro please,
Meri gadi KL kharidne ke liye customer Aa rhe h,
GADI perfect thi but ab start nhi ho rahi
Please jaldi numb. Send kr de
Bahut urgent h
Sar ji kharidne aur bechne Ka mamle Mein main nahi padhta hu