Pan aadhar link kaise kare | Pan aadhar se link hai kaise pata kare | Link pan card with aadhar

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 29 вер 2024
  • Aaj ki date me jo bhi pan aadhar link nahi hai woh inoperative hai means band hai, inoperative pan card ko activate karne ke liye pan aadhar link karna hoga. is video me pan aadhar link kaise kare, uska pura latest process dikhaya gya hai.
    Agar aapka ya aapke kisi family member ka pan aadhar link nahi hai to woh pan inoperative hai, inoperative pan card par 20% tds cut hoga aur refund bhi nahi milega. inoperative pan card ko activate karna easy hai, iske liye aapko pan card ko aadhar card ke sath link karna hoga.
    Pan card ko aadhar card se link online kar sakte hai, pan aadhar link ke liye 1000 rupees ka challan pay karna hoga iske bina pan aadhar link nahi hoga.
    is video me pan aadhar link status kaise check kare, pan aadhar link fees payment kaise kare aur pan aadhar kaise link kare, iska pura process step by step dikhaya gya hai.
    is video ko dekhne ke baad aap apna aur apne sabhi family member ka pan aadhar link kar sakte hai aur 20% tds cut hone se bach sakte hai.
    Inoperative Pan Card Activation | बंद पैन कार्ड चालू करे | Pan aadhar link kaise kare | New 2024-25
    Linking your PAN (Permanent Account Number) with your Aadhaar is important for filing taxes in India. Here’s how you can do it:
    Online Method:
    Visit the Income Tax e-filing website: Go to the official website.
    Login/Register: If you have an account, log in; otherwise, register.
    Link Aadhaar: Find the option to link Aadhaar under the “Profile Settings” section.
    Enter Details: Fill in your PAN, Aadhaar number, and other required details.
    Submit: After verifying, submit the form. You should receive a confirmation message.

КОМЕНТАРІ •