SP buy karne se ye fayda hai ki kisi or ko video banane ke liye paisa nahi dena padega. Khud ki SP, khud ka video or jo UA-cam se paisa mile vo bhi khud ka.
Iska mileage 60-65 tak hi rheta h bhai maine kafi chalaya h aur ye kafi kharab condition me 47 ka average deti h..... Iske mukable hero ka glamour xtec bohot hi gande chalaoge phir bhi apko 45 tak ka degi dega...bhale hi usme torque besi nhi h
Bhai aapka baat suunke mene le liya shine 125, abi pachta raha huun. Bike ka front suspension me alignment ka problem hai, rear wheel ka alignment kharab hai, handle bar thora offset hain, ye sab alignment problem ke wajah se mera bike left side me kheechta hain, meter me problem aa raha hai, indicator aur meter light khud se off ho jata hain, fir khud se on ho jata hain, vibration 80 ke speed pe uncontrollable ho jata hai, mene jaise tese ab tak sirf 85 ka speed pe chalaya, uske upar vibration khatarnaak ho jata hai, haath jhinjhina jaata hain. Mene ye saare problems honda ka showroom jaake complain kiya, toh woh bol rahe hain ki bike company se aise banaya hain, wo theek nahi ho sakta aisa bol rahe hain. Mene complain bhi kiya isliye mail pe, aur waha bol rahe hain ki koi dusra workshop pe jaake check karne ke liye, agar waha bhi theek karne se mana karte hain toh doobara se mail pe complain karne bol rahe hain. Mera honda ke saath bohaut bekar experience hua hai. Zindagi ke kabhi doobara honda ka bike nahi khareedunga. Aur aapki baat kabhi nahi suununga. Faltu ho aap aur aapki honda ke saath paid partnership hain. Dhoka dete ho logo ko faltu ka gyan dete ho. Mene bike 25th September ko liya thaa, abi tak 1994 km chal gaya hai.
Mein bhi ye bike lene vala tha magar is bhai ke video dekh dekh kar Aisa lagne laga jese ye bike mere paas pehel se hi hai man hi bhar gaya is bike se Iske review dekh dekh kar😂😅😅😂😅
1.Sp Petrol Asani nikal jata 2. Sp ka fuel pump tanki ke bhar h but koi bole uss m reserve nhi rakhna padta toh bo glat Kam se kam 1lter or adha liter rakhna padta h 3. Low weight 4.High vibration 5. Gatiya suspension 6.3rd class plastic quality 7. High price original part
Bhai company mileage se jyada esne nikal diya toh Bhai company claim kyu nahi karti hai jhut ki bhi hadd hoti hai 😂😂😂
Honda Sp 125 mene liya tha, gear shift problem ki lige dost ko bech diya 😢😢😢😢😢😢😢😢😢mat lo bike
Sp best hai but spare parts mehenga hai . Shine sasta hai but mileage bekar hai . Toh dono bike hi average hai overall . Perfect bike dhoondho
Hamare Yeha West Bengal me
10 Me se 7 Gadi Sirf SP 125 hi hota hai...❤❤❤
Baki 3 Others gadi..
Bhai dekho kuch problem to hai gear fasta hai suspension stiff hai par baki sab mast hai mere pass hai mein happy hoon 😊
Mere v bike m gear fasta h sp125 h
SP buy karne se ye fayda hai ki kisi or ko video banane ke liye paisa nahi dena padega. Khud ki SP, khud ka video or jo UA-cam se paisa mile vo bhi khud ka.
today i buy this bike heating engine tomuch just 8 kms ride
#Honda #SP #125 👑👑#Bike✌️✌️👍👍 👑👑🏍️🏍️👑 is the #So💯 #Very #NiÇË #Bike 🔥🔥 and #Comfortable Highway 🛣️ 🛣️ #Bike 🏍️🏍️🔥🔥✌️✌️👍👍👑👑
Hazard switch must be there in 125 segment to compete other bikes
Iska mileage 60-65 tak hi rheta h bhai maine kafi chalaya h aur ye kafi kharab condition me 47 ka average deti h..... Iske mukable hero ka glamour xtec bohot hi gande chalaoge phir bhi apko 45 tak ka degi dega...bhale hi usme torque besi nhi h
Tarif to sab ki karte ho😢 Sahi kya galat ka pata nahin hai😮 message padhna padta hai
Iska new update kb aa raha hai
Fuel pump unicorn160 tanki ke niche hai ya ander main hai. Unicorn 160 ka review ek video karo bhai😊
Niche hai
Vai or kitna SP 125 par video banayega daily 🙂
Bhai muje yamaha s v3 Lena hai espe video banaye
Kolkata me 1lkh 13000 par jata hai😅
I love indian local brand hero
West Bengal, nadia, ranaghat price 104000
Sp lover❤❤
Sp❤❤❤
Bhai aapka baat suunke mene le liya shine 125, abi pachta raha huun. Bike ka front suspension me alignment ka problem hai, rear wheel ka alignment kharab hai, handle bar thora offset hain, ye sab alignment problem ke wajah se mera bike left side me kheechta hain, meter me problem aa raha hai, indicator aur meter light khud se off ho jata hain, fir khud se on ho jata hain, vibration 80 ke speed pe uncontrollable ho jata hai, mene jaise tese ab tak sirf 85 ka speed pe chalaya, uske upar vibration khatarnaak ho jata hai, haath jhinjhina jaata hain. Mene ye saare problems honda ka showroom jaake complain kiya, toh woh bol rahe hain ki bike company se aise banaya hain, wo theek nahi ho sakta aisa bol rahe hain. Mene complain bhi kiya isliye mail pe, aur waha bol rahe hain ki koi dusra workshop pe jaake check karne ke liye, agar waha bhi theek karne se mana karte hain toh doobara se mail pe complain karne bol rahe hain. Mera honda ke saath bohaut bekar experience hua hai. Zindagi ke kabhi doobara honda ka bike nahi khareedunga. Aur aapki baat kabhi nahi suununga. Faltu ho aap aur aapki honda ke saath paid partnership hain. Dhoka dete ho logo ko faltu ka gyan dete ho.
Mene bike 25th September ko liya thaa, abi tak 1994 km chal gaya hai.
Sp lover
Bhai per iska gear atakta he uska kya
Sahi he
Engine oil accha dalo fir dekho
Accha matlab Synthetic wala
kabi kabi ataktha hai
How many times you say bhai word ?? 😅😅😅
Mujhe sp 125 drum 1 sal purana 15 hazar chala huaa 60 hazar me mil raha he lena chahiye ya nahi ❤
Yes
Honda ka Fuel injector 8k se 9k ata h
But hero or bajaj ka 3k se 4k k bich m mil jata h
4k ko double karlo toh 8k hi hoga na bhai
SP160😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Koi mat lena 3,4 sal me engin me problem r raha hai 1200,15000 kharchea...mai ne 2021 me leya thea
hero passion xtec par video banao
Sp125 vs splendor xtec 2.o
Main bhi kahridne wala hu
New year me
Mumbai me disc variant 113000 ki h tumhara yaha sasta h per yaha mahga h SP ka rate
Splendor xtec 2.o vs sp 125
Arre bhai tuje to gai dena man karta he... Ak e video bar bar ...
Tune to reply v Nehi deta...Nehi to maga aa jata
Mein bhi ye bike lene vala tha magar is bhai ke video dekh dekh kar Aisa lagne laga jese ye bike mere paas pehel se hi hai man hi bhar gaya is bike se
Iske review dekh dekh kar😂😅😅😂😅
Bhai sp ki gear atakta hai lena sa pahla 1 baar dekh lena
Really?? Kya vo problem hai
Sahi bol rahe ho bhai Maine shine 125 chalye he uske gaer bhi atak jate he
@@bikersunel ha bro agar tumko trust nahi he toh tum ek bar try karke dekho tumko samaj aa jayega
@@Pravinshirsath760 bhai shine ka to kam atakta hai sp to tatti hai gear ka mamla mai much better hai shine
@@bikersunel ua-cam.com/users/shortsnc0xvYjuRD0?si=U4OH5QP95ZMxwpd1
70+ average deti hai !
Bhai kahana kya chahte ho😅
1.Sp Petrol Asani nikal jata
2. Sp ka fuel pump tanki ke bhar h but koi bole uss m reserve nhi rakhna padta toh bo glat
Kam se kam 1lter or adha liter rakhna padta h
3. Low weight
4.High vibration
5. Gatiya suspension
6.3rd class plastic quality
7. High price original part
Bs bhai bs aab ek or video banayi toh unsubscribe kar dunga
Ye.! Khud Sp le rha
Isliye video bna rha tbi honda wale isko free m bike dege
Sp ka resale value Splendor se bhut gatiya h
Sp 125 vs splendor xtec 2.o