Flipkart and Amazon dono me payment ka koi issue nahi hai. Amazon pe order zada hai aur return bhi 4 to 7 percent item aa jate hai. Flipkart pe order kam ayege but return 1 percent kareeb hoga. Amazon package audit bahot zada karta hai to dimension weight ke panelty laga sakta hai. But flipkart ki delivery Amazon se slow hai.
Dear Sellers🙏🏻 dont trust meesho.. I lost huge money due to wron return.. Meesho will not take any responsibilities on this 🙏🏻 definitly you will be trapped....
You are absolutely wrong. I am seller with Amazon and flipkart. I have stopped selling on Meesho recently. It is my experience and true review. Agar aapko lagta hai sahi nai hai to aap khud meesho try karlo.. nahi to baaki logo ke review pad lo.
Thanks for sharing this valuable information. But Amazon ya flipcart per agar garment bechna ho to aap ke pass pure size range hone chaaye kya?Pls reply.
Nahi sab size ki zarurat nahi hai. Jo size aapke pas ho wahi sell lar sakte hai. For example ek jeans 28-30-32 size ki ho sakti hai but agar aapke bas sirf 30 size hai to wo bhi bech sakte hai.
Handmade products app kisi bhi website pe sell kar sakte hai, Apke pas GST number hona chahiye kisi bhi platform pe register karne ke lie bus. Jo log ghar se hand made saman bechte hai wo Small business category me aate hai, jaise log achaar ,papad , hand made bags, handmade soaps vagera banate hai unko amazon pe sell karte hai.
Nahi. Amazon Flipkart safe hai. Amazon kafi achha support deta hai seller and buyer dono ko aur order Flipkart se zada hai. App Amazon join kar sakte hai ye link use karke . amzn.in/ath1luN
Yes, you are correct. Last week mere bhi 13 packaging pe charge lage hai wo bhi weight handling pe. Item ka weight sirf 150gram hai but 500grams ki fee laga hi hai. Oopar se inka FBA bhi itna bakwas hai ki 10 kg warehouse bhejne ki rs.178 lete hai aur 30 item kharab bata ke wapas bheje joke 1.5kg ka tha wapas bhejne ke rs.300 le lie. Sab seller ki hi aisi taisi karne me lage hai.
GST free apply kar sakte hai aap sarkari website pe. Koi bhi fee nahi hai. Lekin kafi jagah apko mushkil ho sakti hai fill karne me to aap kisi CA ya finance ke jaan kaar vyakti se help le sakte hai aur wo apni fee le sakte hai. Mere khayal se fee Rs.500 to 1000 ho sakti hai. Depend karta hai CA pe.
Aap janna chahte hai ki seller account band kar sakte hai ya nahi ? Agar yahi question hai to , yes. Kabhi bhi aap seller account band kar sakte hai. Agar sab platform se karna hai , (matlab amazon flipkart ya baki sabhi website se) to aap GST number withdraw karwa sakte hai taki bekar me GST file karna na pade aur Late panelty na lage.
Bhai maine poori video bana dali ispe aap abhi bhi sell karne ka soch rahe ho?? NO NO NO.. dont sell. Maine loss khaya hai meesho pe. Ek mere friend hai unhone poore year ka data nikala to unko 8 lac ka loss mila. Courier company apka saman chura legi aur uski jagah kharab saman dalke customer ko bhej degi usse customer wo saman return karega. That means, saman to chori hua hi sath me return fee aur lagegi 120 to 150. Return bahot zada hai , mere 100 me se 36 packet return they ,jisme 20 customer return jisme samam bhi gya aur rs.150 return fee bhi dia. Mat karo sell bhai , mat karo.. Amazon pe karlo.. safe hai. Ye link use karo rs.500 milega Amazon se register karne pe. amzn.in/ath1luN
Safe Amazon and flipkart dono hai. Flipkart pe orders kam aate hai but return item % bahot kam hai, amazon pe flipkart se zada hai orders but 5 to 10% return item hota hai bcos return process Amazon pe easy hai.
Same thing with me
🙂
Ye inka new fraud aaya hai. Isse bhi bache. Video dekhiye ua-cam.com/video/YpniEfaPLBA/v-deo.html
Right ✅️
🙏
Mne online kaam start krna h meesho p kaise kru
Meesho chor company hai. Ispe bilkul mat karna.. loss me jaoge. Amazon flipkart fir bhi theek hai.
Sabse best konsa hai
Flipkart and Amazon dono me payment ka koi issue nahi hai. Amazon pe order zada hai aur return bhi 4 to 7 percent item aa jate hai. Flipkart pe order kam ayege but return 1 percent kareeb hoga. Amazon package audit bahot zada karta hai to dimension weight ke panelty laga sakta hai. But flipkart ki delivery Amazon se slow hai.
Glowroad bhi same hai
Glowroad to bakwas hai. Jabse account banaya ek bhi order nahi aya. Bolte hai ads run karo tab ayege. Kya fayda iska .
Boycott Meesho
Correct 👍
Right bro... There are 100% fraud, As supplier i lost huge money...
I understand your pain, as I have lost my money too
Dear Sellers🙏🏻 dont trust meesho.. I lost huge money due to wron return.. Meesho will not take any responsibilities on this 🙏🏻 definitly you will be trapped....
I understand, i have lost it too.
Return me scrap saman niklta h.
Ha ji mere pas fate hue kapde nikle hai.
Aaj 29th July ko return me nut bolt kasne wali tuti hui wrench nikli h...
Itni chor company hai, maine aajtak jitne fake return ki complaint ki sab ke sab reject kar die.. sab mehnat ke paise kha gye ye log.
Sponcered by Amezon? I doubt
You are absolutely wrong. I am seller with Amazon and flipkart. I have stopped selling on Meesho recently. It is my experience and true review. Agar aapko lagta hai sahi nai hai to aap khud meesho try karlo.. nahi to baaki logo ke review pad lo.
@@rahulindiaentertainment Your quick Reply Strengthen my guess, as I never come across, as such news as u r spreading vua this VDO. Let's see
Do read reply from other users on fakebook as well. You will get to know what kind of fraud they are running.
You Gert sir
Thank you.
Thanks for sharing this valuable information.
But Amazon ya flipcart per agar garment bechna ho to aap ke pass pure size range hone chaaye kya?Pls reply.
Nahi sab size ki zarurat nahi hai. Jo size aapke pas ho wahi sell lar sakte hai. For example ek jeans 28-30-32 size ki ho sakti hai but agar aapke bas sirf 30 size hai to wo bhi bech sakte hai.
Handmade products kya koi platform per sale kar sakte hai
Handmade products app kisi bhi website pe sell kar sakte hai, Apke pas GST number hona chahiye kisi bhi platform pe register karne ke lie bus. Jo log ghar se hand made saman bechte hai wo Small business category me aate hai, jaise log achaar ,papad , hand made bags, handmade soaps vagera banate hai unko amazon pe sell karte hai.
Thank you
Address to fake hi aate h...
Sab nakli address, inhone khud banaye honge account sare.
Flipcart Amazon mein bhi kya same problem hota hai??
Nahi. Amazon Flipkart safe hai. Amazon kafi achha support deta hai seller and buyer dono ko aur order Flipkart se zada hai. App Amazon join kar sakte hai ye link use karke . amzn.in/ath1luN
Ok... Thank you... Agar jyada kuch information ki jarurat padegi to mein apki help Lungi....
No problem.
Thank you
you 1000% right bro
Right
Currier person change product and meesho is not give claims, they have not get aproved,
Meesho ab kam karne layak nahi raha
Mai khud 1 month pehle sell karna band kar chuka hu. Mujhe khud loss hua hai aur mere ek friend ko 8 lakh ka loss.
@@rahulindiaentertainment
But meesho ka Dhyan abhi time sellers ko lutne per laga hai
Yes. Ye nahi sudhrenge.
Mere sath bhi hua
Mai to band kar chuka hu meesho .
Meesho 1000% fraud
Correct
amazone bhi fuddu website h dimension me charge lgati h 20-20 hjar vo bhi 3 mhine baad
Yes, you are correct. Last week mere bhi 13 packaging pe charge lage hai wo bhi weight handling pe. Item ka weight sirf 150gram hai but 500grams ki fee laga hi hai. Oopar se inka FBA bhi itna bakwas hai ki 10 kg warehouse bhejne ki rs.178 lete hai aur 30 item kharab bata ke wapas bheje joke 1.5kg ka tha wapas bhejne ke rs.300 le lie. Sab seller ki hi aisi taisi karne me lage hai.
GST number Lene ke liye koi charge lgta he Kya sir
GST free apply kar sakte hai aap sarkari website pe. Koi bhi fee nahi hai. Lekin kafi jagah apko mushkil ho sakti hai fill karne me to aap kisi CA ya finance ke jaan kaar vyakti se help le sakte hai aur wo apni fee le sakte hai. Mere khayal se fee Rs.500 to 1000 ho sakti hai. Depend karta hai CA pe.
Hello sir
Kya hum kabhi bhi seller list se khud ko logout kar sakte hai kisi bhi platform se
Please answer
Aap janna chahte hai ki seller account band kar sakte hai ya nahi ? Agar yahi question hai to , yes. Kabhi bhi aap seller account band kar sakte hai. Agar sab platform se karna hai , (matlab amazon flipkart ya baki sabhi website se) to aap GST number withdraw karwa sakte hai taki bekar me GST file karna na pade aur Late panelty na lage.
@@rahulindiaentertainment Sir apka babut bahut sukriya, Mera question samajhne ke liye aur jawab Dene ke liye.
Most Welcome .
Absolutely RIGHT
Customer aur seller dono ka bevkoof bana rahe hai.
Bilkul sahi kaha
Thank you 🙂
Hello sir,
mai meesho pr lower salling ki soch rha hu . Is there any chance of profit if we give good quality to customer.
Bhai maine poori video bana dali ispe aap abhi bhi sell karne ka soch rahe ho?? NO NO NO.. dont sell. Maine loss khaya hai meesho pe. Ek mere friend hai unhone poore year ka data nikala to unko 8 lac ka loss mila. Courier company apka saman chura legi aur uski jagah kharab saman dalke customer ko bhej degi usse customer wo saman return karega. That means, saman to chori hua hi sath me return fee aur lagegi 120 to 150. Return bahot zada hai , mere 100 me se 36 packet return they ,jisme 20 customer return jisme samam bhi gya aur rs.150 return fee bhi dia. Mat karo sell bhai , mat karo.. Amazon pe karlo.. safe hai. Ye link use karo rs.500 milega Amazon se register karne pe.
amzn.in/ath1luN
100%right sir
Apke bhi paise gayab kar gye hai meesho wale?
👍
Thank you
Konsa platform 100% safe hain?
Safe Amazon and flipkart dono hai. Flipkart pe orders kam aate hai but return item % bahot kam hai, amazon pe flipkart se zada hai orders but 5 to 10% return item hota hai bcos return process Amazon pe easy hai.
S
Meesho se bachke raho. Profit ki jajah loss mil jayega.