Yeh bhai kaha se 49 rs me lpg dalwate hai? Sab jagah to 68 - 69 chal raha hai. Aur milage bhi lpg ka hamesha petrol se kam hota hai inhe 36 mil raha hai to petrol me inki gadi 45/50 degi. What a joke.bhai aap video bahut achhi banate ho but ese logo se saadhan raho. Apki credibility par? Lagta hai.
Ye banda jhoot bol Raha hai mai pichle 10 saal se chala Raha hu max 15 ka avg. Hai lpg me and lpg or petrol me bus cost ka difference hai avg. Wahi hai
Aapki gadi me kuch kami hoga ya driving rough hoga kyoki hmari eon 8.5 years hogaye or 1 ghar wala cylinder padta hai or 350+ with ac nikalti hai average
Ye banda jhoot bol Raha hai mai pichle 10 saal se chala Raha hu max 15 ka avg. Hai lpg me and lpg or petrol me bus cost ka difference hai avg. Wahi hai
Sir eon delight + 2012 model 75000 km running 2 nd owner lpg kitne me leni chahiye?
Bhaiya ji eon magna plus petrol 2012 model 80000 km kitne tk shi rate h iski
100% right 👍
Bhai Eon 2015 model 170000 km chali hai kya price tk leni chahiye
1.5 lakh
Mai continue hyundai eon lpg chalata hu....lekin per kg milege 16-19 ke bich milta hai.....
apki gaadi me problem he
Bhai ye to petrol he de deti hai
Now I got rid of my doubts , good detailed review but cost of lpg is too high.
Cycle.le aa paav se chal jayegi very low cost
Is se achi gaddi average me koi aur ni ho sakti
35-40 ka mileage.. not possible
6:33 *spotted* 😂😂😂😂😂
Yeh bhai kaha se 49 rs me lpg dalwate hai? Sab jagah to 68 - 69 chal raha hai. Aur milage bhi lpg ka hamesha petrol se kam hota hai inhe 36 mil raha hai to petrol me inki gadi 45/50 degi. What a joke.bhai aap video bahut achhi banate ho but ese logo se saadhan raho. Apki credibility par? Lagta hai.
It's the correct information I also own a santro xing lpg company fitted and the information he is saying is not correct
36 ka to par kg par bhi nahi degi
Per kg ka mileage bata raha hai wo per litre nai
64 ho gye h ab,patrol m chalna he thik h
Ye banda jhoot bol Raha hai mai pichle 10 saal se chala Raha hu max 15 ka avg. Hai lpg me and lpg or petrol me bus cost ka difference hai avg. Wahi hai
I own eon lpg 2014 model
I get around 17
He's lying for 😃
Par 1kg ya 1 liter
@@rahulchopde8312 lpg comes in kg
I did tank to tank millage calculation
I got around 17
Tune karwao fir degi tanatan mileage
Per kilometer kitna padti he kharche ke mamle me?
@Raj Kumar Singh lpg kit ki service kaha se krate h
Very good 👍
❤️❤️ relatable information
Thank you !!
63.47 litre in karnataka hubballi
Hey Sunil👋🏻
Hope you enjoyed the video !!
Thank you😊
@@AutoJournalIndia yeah I'm really enjoy your video but the information what is provided was little bit incorrect according to me
@@AutoJournalIndia keep up the walk what you are doing really appreciate your videos
I am also from Dharwad and i am also hyundai eon owner
@@carty1816 ಏಷ್ಟು ಕೊಡುತ್ರಿ ಅಣ್ಣಾವ್
In our state it is 78
35 ka milage lpg me nahi deti hai ye banda jhoot bol Raha hai .
CNG or LPG m kon jyada average deti h
Cng
Lekin cng eon Me pickup nahi deti
Nice
Itna sasta LPG Kahan mil raha hai. Currently it's 62-63 Rs. Per Liter
Bahar se lpg lagwa sakte h on paper kitna kharcha h
Nice 👍🏻
Bhai mera to 9km/Lt deta he same gadi...aapka kahan se 35 deta he ??
Aapki gadi me kuch kami hoga ya driving rough hoga kyoki hmari eon 8.5 years hogaye or 1 ghar wala cylinder padta hai or 350+ with ac nikalti hai average
1 सिलंडर me eon mere 320k.m chlti h
Hamari bhi 1 cylinder me 340 chalti he
Ye banda jhoot bol Raha hai mai pichle 10 saal se chala Raha hu max 15 ka avg. Hai lpg me and lpg or petrol me bus cost ka difference hai avg. Wahi hai
Itna mileage.nahi deti yeh car
Deti hai hmare pass hai 1lpg ghar wala cylinder padta hai or 350with ac deti hai 8.5 years ho gaye
@@RajKumarSingh-qy1it mere pass bhi hai sir ghar vale calendar se sahi chalti hai
75 rupees in Hyderabad
65 in UP
Up 31 ye toh hamare yha ki h
Mera to 15 detahai.
970--rupye
क्या फेक रहा हैं..