नीच भंग राजयोग(neech bhang rajyog)

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 5 бер 2019
  • #neechbhang #taramishra
    ( my contact number for Kundli analysis only 07557768221)
    मित्रों इस वीडियो में देखिए कि नीच भंग राजयोग कैसे बनता है उसका क्या प्रभाव होता है कब फल देता है तथा विस्तृत विवरण भी देखिए नीच भांग का।

КОМЕНТАРІ • 271

  • @kaalunetta9176
    @kaalunetta9176 4 роки тому

    Million Dollar Video,
    Cristal Clear,
    thank you !!

  • @kawaljeetkaur1066
    @kawaljeetkaur1066 5 років тому

    🙏 bahut accha example aur degree ke saath neech bang raj yog btaya. Uttam super. 🙏

  • @pankajthakur9756
    @pankajthakur9756 5 років тому

    Guru ji ko koti koti pranam.its amazing to know about this special yoga.thank you guru ji.

  • @kulvinderkaur8369
    @kulvinderkaur8369 5 років тому

    Very nice video for learning NEECH BHANG RAJ YOGA.

  • @maulikshah8066
    @maulikshah8066 3 роки тому +1

    Jay Gurudev 🙏🏼 Good Useful Informations 🙏🏼

  • @narendrasinghmadnawat5076
    @narendrasinghmadnawat5076 4 роки тому +1

    बहुत सुन्दर जानकारी दी। सादर धन्यवाद!

  • @aks06760
    @aks06760 5 років тому

    आपके अनुभव ज्ञानवर्धक हैं , महत्वपूर्ण हैं । कोई real life दृष्टांत भी देंगें अपने अनुभव का , तो रोचकता में वृद्धि होगी 🙏

  • @sunilmurari828
    @sunilmurari828 5 років тому

    Jai ho aapki gurudev..aaj kuch bdla bdla sa nya andaaj...superb...like share n comments plz

  • @sabin.pathak
    @sabin.pathak 5 років тому

    aap ka video se bahut knowledge milta hai

  • @surabhilodha5659
    @surabhilodha5659 4 роки тому

    Very informative...... thanks for video

  • @sksharma5281
    @sksharma5281 5 років тому

    Guruji pranam
    Very nice video
    Neech bhang raj yog ki bahut acchi jankari dene ke liye dhanyvad

  • @bishwanathshah7554
    @bishwanathshah7554 3 роки тому

    Very good explain with logically prove thank sir

  • @ramveerbaghel8347
    @ramveerbaghel8347 5 років тому +1

    आदरणीय आचार्य जी सादर प्रणाम। प्रथम दर्शक।

  • @sunilkumar-wd1nr
    @sunilkumar-wd1nr 5 років тому

    Namaskar guru ji.
    Bahut hi bhadiaya video .

  • @raj2lux
    @raj2lux 5 років тому

    Guruji pranam🙏, bahut acchha samjhaya is yog ko, bahut bahut dhanyawad

  • @saichandana8649
    @saichandana8649 3 роки тому

    Very good information sir thank you soo much 👍👍

  • @seemasharma1741
    @seemasharma1741 4 місяці тому

    सादर प्रणाम आचार्य जी, 🙏🙏

  • @mandarmude5438
    @mandarmude5438 5 років тому

    Apka yeh vdo mujhe bohot pasant aya guruji

  • @caharishmaheshwari8587
    @caharishmaheshwari8587 5 років тому +3

    Nice explaination sir👏

  • @upendrasingh5752
    @upendrasingh5752 4 роки тому

    Bahut badhiya vishleshan
    Thanx

  • @AMiT.657.
    @AMiT.657. 5 років тому

    Namskar guruji sadar charn sprsh nyc explain....

  • @shyamlatagaur2299
    @shyamlatagaur2299 5 років тому

    Apka analysis bahut achcha hai

  • @entertainment-x5t
    @entertainment-x5t 5 років тому

    Bahut accha bataya guruji

  • @mrinalsharma6515
    @mrinalsharma6515 4 роки тому

    Very nice jaankari sir 🙏 dhanyawad

  • @ravindraprasadsinha2569
    @ravindraprasadsinha2569 4 роки тому

    good.please carry on further too.

  • @monikameena2369
    @monikameena2369 5 років тому +1

    Nice infomation

  • @ayushisaxena5214
    @ayushisaxena5214 5 років тому

    nice as always ......

  • @pujashree6931
    @pujashree6931 5 років тому

    Bahut bhadiya sir👍

  • @amitasharma9543
    @amitasharma9543 5 років тому

    Thanks Guru ji

  • @pramodpawar7232
    @pramodpawar7232 5 років тому

    VERY NICE VIDEO SIR &GOOD NIGHT

  • @vikaslaxkar3255
    @vikaslaxkar3255 5 років тому

    बहुत अच्छा गुरु जी

  • @kailashkohar9337
    @kailashkohar9337 5 років тому +1

    Exampal jordar ta sir ek Dam satikta se samaj aaya

  • @rajsadhnani5436
    @rajsadhnani5436 4 роки тому +1

    Gurudev jai shri ram

  • @sushilkumarsharma291
    @sushilkumarsharma291 3 роки тому

    Dhanyawad

  • @krfashionChailChok
    @krfashionChailChok 5 років тому

    Namashkaar pandit ji
    Very nice video sir

  • @forestforest5792
    @forestforest5792 5 років тому

    🙏 गुरूजी
    यु आर ग्रेट

  • @rpandey2326
    @rpandey2326 5 років тому +1

    Thank you Sir...

    • @rpandey2326
      @rpandey2326 5 років тому

      Vrischik lagn me Buddha in 5 h neech ka ho.saath me sukra uccha ka hokar neech bhang rajyog banata hai na.saath me is chart me guru neech ke in 3h with rahu ho.but chalit me rahu 2h me ho evam guru ke saath uccha ka mangal fal dekar neech bhang rajyog dega ki nahi

  • @3fikarnot...
    @3fikarnot... 4 роки тому

    प्रणाम गुरु जी 🙏🙏

  • @satyapriyabiswal3691
    @satyapriyabiswal3691 Рік тому

    Thank you sir.

  • @mahrshisrivastava4616
    @mahrshisrivastava4616 5 років тому

    कौन सा ग्रह कितना नीचभंग प्रभाव देगा बहुत बढियां से आपने बताया,धन्यवाद सर।

  • @pt.rakeshdwivedi722
    @pt.rakeshdwivedi722 5 років тому

    नमस्कार बहुत अच्छा समझाते हैँ मेरी तबियत खराब थी। तीन दिन से आपका वीडियो नही देख पाया। आज कुछ ठीक होकर 678दिनाँक के वीडियो देख रहा हूँ ।।।।।।।।।।।sorry for this

  • @kunalnilwarne4358
    @kunalnilwarne4358 2 роки тому

    Nice one

  • @sunilkumar-wd1nr
    @sunilkumar-wd1nr 5 років тому

    First viewer.

  • @3fikarnot...
    @3fikarnot... 4 роки тому

    Nice video

  • @bhabanishankarpanda2633
    @bhabanishankarpanda2633 2 роки тому

    Namaskar sir 🙏🏻, please answer my question I request you. I have retrograde debilitated jupiter at 24 degree in dhanishta nakshatra in 2nd house capricorn and exchanged house with saturn in 4th house pisces and nakshatra lord mars is in chitra nakshatra 10th house virgo for sagittarius ascendant. Does it creates "Neecha bhanga raj yoga" & can i wear "Yellow Sapphire"? Please answer sir 🙏🏻 it is very very important for me.

  • @amitasharma9543
    @amitasharma9543 5 років тому

    Very good video .Well explained 👍.
    Guruji vrash( वृष ) lagn m guru 9th house m ho aur shani 7th house m ho to kya guru ki neechta bhang ho jayegi

  • @messedup3495
    @messedup3495 4 роки тому

    Guruji lagan mei capricorn lagna... Jupiter 24 degree aur mangal 3 degree.. Kya yeh neech bhang kar paige?aur venus 7 degree lagan mei... Aur 19 degree saturn in pisces... Moon in taurus.. Neech bhang honge guruji?

  • @r.k.industries1698
    @r.k.industries1698 5 років тому

    Pandit ji meen lagn ma Guru 11 bhav aur Shani 1 bhav ma aur shukra 4th house ma aur Chandra 7bhav ma ho to neech bhangh ho ga

  • @maheshchoudhri923
    @maheshchoudhri923 2 роки тому

    Sir mangal shukr ki yuti ho lagn me kark rashi me or chandra 11house me ucha ka ho to rashi parivartan ke sath kya mangal ka nich bhang hoga ?

  • @rajivsharma1998
    @rajivsharma1998 Рік тому

    nice explanation,Pl tell if debiliated planet exchange house is it neech bhang raj yog.

  • @ravitrivedi4363
    @ravitrivedi4363 3 роки тому

    Sir sukra 12° and budha 14° navam bhav mai Meena rashi pe hai kya ye nicha bhang hoga... Or kesa fal dega pls. Bataiye 🙏🏻

  • @shabdstory
    @shabdstory 3 роки тому

    Guru ji meri singh lagna ki kundli hai or chalit kundli me shani 9th house me nich ke ho rahe hain or 2th house me mangal dev hai to 8 drishti dal rahe hain apne ghar par to yeh nich bhangraj yog hoga..... please please please guru ji reply zarur ki jiyega ... 🙏🙏🙏🙏

  • @sushantjha3812
    @sushantjha3812 5 років тому

    Guru ji Pranam singh lagan kundali me surya 3 house me 9degree shani 13 degree aur budh 6degree me hai aur lagan me mangal22 degree aur sukry 22 degree ka hai to kya surya ka nichbhang raajyog hoga?

  • @deepaksahoo296
    @deepaksahoo296 4 роки тому

    Namaste Guruji
    Mithun lagna me sahni(22°38')guru(10°15') ke satth ekadash me he aur mangal (17°58') panchmesh he ......
    To ye neech bhang rajyog hoga ya nehi .Help me Guruji..

  • @Alibaba01234
    @Alibaba01234 3 роки тому

    Very good with examples. But video seems to be little fast.

  • @mitu_67
    @mitu_67 3 роки тому

    Scorpio Assendent 16 degree venues in kanya with sun 5 degree and budh vakri 26 degree in 11 house is it neech bhang Raj yog ?? Plz🙏 advice

  • @axilgandhi5482
    @axilgandhi5482 5 років тому

    Guruji pranam , agar koi grah transit kare jaise rahu toh uska prabhav usi din se milna suru hota hai yaa kuch dino ke bad se uska prabhav dekhne ko milta hai ?

  • @jaya8101
    @jaya8101 5 років тому

    गुरू जी नमस्कार 🌸🙏🌸
    गुरू जी, विवाह के लिए गुरू का गोचर लग्न कुंडली से देखे या चन्द्र कुंडली से? कृपया बताएं !

  • @user-lh9no8ps2s
    @user-lh9no8ps2s 4 роки тому +1

    Very informative video sir 🙏. .sir neech grah agar vakri ho to ?

  • @mohitsinghal8124
    @mohitsinghal8124 2 роки тому

    Sir agar neech bhang raj yog trik hav mein ban raha ho toh kya shuh fal milte hai?
    Eg mesh lagna mein chandra dev 8th house mein ho aur mangal dev ki unpar drishti ho

  • @Query45
    @Query45 5 років тому

    I have tula lagna have same neech bhang of guru with mangal in 4 th house also neech bhang of moon in 2 nd house mangal 13 deg and guru 14 deg also i have lotus sign on my guru parvat

  • @vidyabhushanbareth543
    @vidyabhushanbareth543 5 років тому

    Guru ji kumbh lagan me mangal(15de,kark) 6th house me neech me hai aur Chandra 4th House (18de,vrisbha)me ucch ke hai toh mangal ka neech bhang hoga

  • @kailashkohar9337
    @kailashkohar9337 5 років тому +1

    Sir 2 wala Mere kundali ME apply ho rha He kyo ki mere bhi tula lagan ME guru nich ke He and surka 1 bhav ME kud ki rashi ME bete He
    But sir ye guru vakriya hoke bete He and sukra ME power ki kami He degree kam He unki
    To sukra ko kese takat di jaye?

  • @pujashree6931
    @pujashree6931 5 років тому

    Namskar guruji🙏

  • @NehaGupta-qy4nc
    @NehaGupta-qy4nc 5 років тому +1

    Marak grah se neech bhang ho to kya marak grah ki deegri bdani chhiye ya nhi

  • @sunilkumar-wd1nr
    @sunilkumar-wd1nr 5 років тому

    Guru ji agar surya 6th mein ho dhanu rashi mein or shani 12 house mein to shani v surya ka drishti samband ho raha hai ye kaisa parbhav dega.

  • @hidayathhussain2576
    @hidayathhussain2576 4 роки тому

    Guruji tula lagan me 6th house me
    Guru+budh ki yuti hai
    7 house me shani+surye ki yuti hai
    Sarkari nokri yog hai
    Ya kis se sambadid kam kare

  • @educationfirst2329
    @educationfirst2329 2 роки тому

    Sir.do we have to see neech bhang rajyog in bhav chalit chart or rashi chart.

  • @ankitasaxena5656
    @ankitasaxena5656 4 роки тому

    Panditji strength of planet Jo uchh ka hai wo bhi matter karega Kya neech wale planet ke saath?

  • @akankshacraft3207
    @akankshacraft3207 3 роки тому

    Vishav lagna, mesh rashi, singha sukra and ketu, kanya surya, budh and guru, dhanu mangal, kumbha rahu, mesh neeh sani. Is neech bhang raj yoga created ?

  • @chakravarthiskpindiproli9790
    @chakravarthiskpindiproli9790 4 роки тому

    Born on 28/11/1973 05:50 PM at KAKINADA.
    Do I have #NEECHBHANGRAJYOG?

  • @yogigautam2889
    @yogigautam2889 4 роки тому +1

    Guru 0.3 degree or mangal 5.26 degree or shani 6.29 degrees ho jayenge tino ki yuti 30 march 2020 ko honge
    Dob 4 January 1992 time 4: 30 am new Delhi
    Ky mujhe is neech bhang rajyog ka fal milega positive???

  • @sunilkumar-wd1nr
    @sunilkumar-wd1nr 5 років тому

    Guru ji surya pap kartri dosh bana sakta hai kya yadi 1st bhav mein rahu ya ketu or 3rd mein sun ho to pap kartri use mane ya nai
    Kyki surya pap graha nahi hai.

  • @prernachauhan433
    @prernachauhan433 3 роки тому

    Pranam guruji, guru ji kya surya nich ka 8 bhav m ho or shukra singh m 6 bhav m ho to kya neech bang hoga, krapiya bataeiye

  • @ramveerbaghel8347
    @ramveerbaghel8347 5 років тому +1

    आदरणीय आचार्य जी भाव भावेश और कारक तीनों में क्रमशः बली किसको होना चाहिए

  • @anilmakwana3148
    @anilmakwana3148 4 роки тому

    Guruji meen rashi me sukra aur badha virajmaan hai...aur degree sukra ki 12.52 aur budh ki 13.23 hai to nich bhang rajyog banega? Aur ye 2nd bhav me hain..

  • @darshchaudhary1348
    @darshchaudhary1348 Рік тому

    राहु 11° पहले भाव में
    शुक्र चतुर्थ भाव में 20° बुध 5वें भाव में 16°
    सूर्य 1° छठे भाव में
    मंगल 23° + केतु 11° सातवें भाव में
    चंद्रमा 9वें भाव में 22°
    वक्री शनि 17° + वक्री बृहस्पति 1° कर्क लग्न के 10वें भाव में
    गुरु जी मेरा भाग्य्यूदे कब होगा मुझे सरकारी नौकरी मिलेगी के नहीं मुझे किस क्षेत्र में जाना चाहिए
    शनि देव का नीच भंग हुआ किया नहीं
    ये ग्रह का क्या फल देंगे इनका प्रभाव जरा बताएं गुरु जी प्लीज

  • @krushangkansara168
    @krushangkansara168 4 роки тому

    Hello sir 11 stan me shani nich bhang rashi me he mithun rashi and mithun lagan me to kya fal deta he??

  • @mandarmude5438
    @mandarmude5438 5 років тому

    Agr dhanu lgn me surya (7.0) budh ekadash bhav me neech ke ho aur shani (21)chaturth bhav me ho to kya surya ka neechbhang mana jayega

  • @dilipdwivedi8066
    @dilipdwivedi8066 5 років тому

    pranam guruji

  • @sksharma5281
    @sksharma5281 5 років тому

    Guruji mesh lagan ki kundali h, lagan me rahu h,
    2nd house me chandrma h
    3rd house me shukra h
    4th house me mangal, budh, sun h
    7th house me ketu aur shani h
    10th house me guru h
    Q. 1 guruji kya ye manglik h?

  • @AS-zv2bf
    @AS-zv2bf 4 роки тому

    Namaskar pandi ji !
    Leo ascendent hai .
    Mera Guru 6th house me makar rashi me hai .
    23 degree ke .
    4th house me shani hai . 10 th house me moon hai uccha ke .mars 3rd house me hai .Navmasha kundli me guru uccha ke hai ,shani uccha ke hai or mars bhi uccha ke hai ?
    Kya aap muje bata sakte hai ki mere guru ka kitna neechta bhang hua hai ?
    Thanks

  • @MrDaxesh
    @MrDaxesh 4 роки тому

    Guruji mere son ki kundali me 7th house me nich ka sani he or uchha ka son and svagruhi mars bethe he kaisa result milega ?

  • @bjd10
    @bjd10 2 роки тому

    आदरणीय आचार्य श्री 🙏🏻, मेरी वृषभ लग्न में बुध(15डिग्री अस्त हे) मंगल(7डिग्री) पंचम सप्तम स्थान परिवर्तन योग है। शुक्र (18डिग्री) पंचम स्थान में हे। तो क्या नीच भंग माना जाये गा? कृपया आपश्री मेरा मार्गदर्शन करें ऐसी नम्र विनंती है 🙏🏻

  • @angelrubal4321
    @angelrubal4321 4 роки тому

    10house libra sign n rashi mars nich k h conjuction with jupiter n venus toh mars ka nich bhang hoga kya

  • @sanjeevahuja9792
    @sanjeevahuja9792 5 років тому

    Agar mesh lagan ki kundali mein 4th lord moon in 8th house deblitated and 8th lord in the 4th house mars is deblitated and retrograde in 4th house mars is also lagnesh parivaratan yog kya fal hoga moon ki dasha mein aur mars ki dasha mein

  • @mahakal4898
    @mahakal4898 2 роки тому

    Guruji mera meen lagna mein lagna mein shani,5th house mein chandra ,11th mein guru hai kya nich bhang hoga

  • @ganeshreddy4829
    @ganeshreddy4829 4 роки тому

    I belongs to danur lagna mere sukhr (6,11) ghar ka mallik haa agar sukhr and buddh kanya(10th house) mee baita haa aur sun tula mee baita haa aur kiska planet neech banga hoga ??

  • @upendrasingh5752
    @upendrasingh5752 4 роки тому

    Sir 7 Mai surya hai mangal k sath aur shani ki dasvi drishti hai
    Kya neech bhang hoga ?

  • @kacharixyz
    @kacharixyz 3 роки тому

    अगर मकर राशि में ही गुरु और सूर्य बैठा है तो और किसी ग्रह की शुभ दृष्टि ना हो तो क्या नीच भंग होगा | कृपया बताइए गुरुजी

  • @niravjoshi5494
    @niravjoshi5494 3 роки тому

    Please reply 6,8,12 gharo me nich bhang rajyog ban sakta hai?

  • @umeshsidhaye1396
    @umeshsidhaye1396 4 роки тому

    Bahut sundar video pandit ji 🙏

  • @abhishekverma7767
    @abhishekverma7767 2 роки тому

    Mere kundali me lagnesh Shani 3bhav me sury ke sath mesh rashi me hai to kya mai Neelam pahan loon

  • @alka_gupta02
    @alka_gupta02 2 роки тому

    Sir m mesh lgan ki hu mere kundli m rahu_sukra 6 house m h or 7th house m budh_surya h to ky budh or sukra k ek dusre m ghar m rhne se neech raaj bhng ugye hoga plz batye

  • @AllInOne-mb8yn
    @AllInOne-mb8yn 3 роки тому

    Agar 8th house pe grah neech ho and usi house ka lord kendra mai aa kar wo v neech ho jaye tab kya hoga? please bataiye.

  • @ketanhargan8921
    @ketanhargan8921 3 роки тому

    GURU JI PRANAM
    GURU JI , KUMBH LAGNA ME 6TH PLACE ME KARK RASHI KA MANGAL HEY.. KYA NICH BHANG RAJYOG HEY ?

  • @ravishankargupta3029
    @ravishankargupta3029 3 роки тому

    .गुरु जी ,अगर तुला लग्न की कुंडली में चंद्र मंगल सप्तम दशम में स्थान परिवर्तन कर मंगल २६ अंश २० कला में नीच हो कर सूर्य व बुध के साथ हो और चंद्रमा १८अंश ३३ कला का मेष राशि का सप्तम में केतु के साथ हो तो क्या नीच भंग योग होगा। जबकि सूर्य ५अंश ४कला का हो।

  • @mahendrakothari1415
    @mahendrakothari1415 3 роки тому

    Guru ji meri tula lagan me sury lagan se 4th gar me shani or ketu 5th gar me guru 10th me chandhar or mangal or rahu 12th me budh to isme gahran yog or nich bhang hota he ya nahi janam date 21/10/1962 7.30 Am in jodhpur 1997 se bissgnas uth gya jagh chut gai tabh Se pese pese ke liye paresqn hu mere pass is samy pesa nahi he meharbhni Kar ke koi upay btave

  • @matkaking9457
    @matkaking9457 Рік тому

    Man ljiye shani 4th house mein hai mesh rashi mein aur jaise ki hum jante hai mangal makar uchcha ka hota hai jo ki shani khud makar lagna ka malik hai aur 4th house mein sthit hai. Is ka kaise prediction karein

  • @kulvinderkaur8369
    @kulvinderkaur8369 5 років тому

    Guru ji namaskar