Humne masware mein aaj 6 neye sathi ko Muntakhab ahadis toufa me diya hai...allah hume kavi gumrah nhi karenge inshallah...or allah shurayat ko khtam kare or ameer ki itaat karne ki toufeeq de....humare or pure duniya ki tabligh ki ameer hajratji moulana saad sb db hai...❤
❤
Abdul Qadir jilani R A ka waqia kis kitab me hai ye waqia ek buzurg ke mout k waqt ka waqia hai
Kaam karo kaam kasm Allah kaw he mukhlis ban kaam karo Mukhlis tankeed pasand kare Riyakar Tareef pasand karega
سعد صاحب کے اندر تکبر آ گیا ہے اور کبر اللہُ کو پسند نہیں... انہوں نے سیکڑوں بیانات میں غلطیاں کی ہیں جن پر علماء کا اعتراض ہے... جس سے وہ رجوع نہیں کر رہے ہیں ارشد مدنی کا بیان آیا سعد کی تربیت نہیں ہوئی انہیں شورائی نظام کو مان لینا چاہئے اور مشورہ میں خیر ہے اور اپنے بیانات کو پہلے شوریٰ میں رکھیں اور جب رضامندی ہو تب اپنے بیانات میں وہ بات لائیں... نبی کی شان میں گستاخی کرنا بند کریں اور مسائل کی بات نہ کرکہ فضائل کی کریں....
F
Muntakhab kochakaneka aalami sura me maswerah nahi hua
Saad ne bagir maswerh se apni taraf se padh ne ka hukum diya h
Jo gumrahibki taraf ja raha ho uske fesle bhi gumrahi bhare honge
Phir 2015 se pahle tum sab gumrah the kya ?
Nizamuddin saari duniya ka markaz tha aur Insha’Allah Ta-qayamat rahega. Waha ki jo shura chali aa rahi hai Ilyas rh ke zamane se wohi shura Aalami hai…. Markaz Nizamuddin ko chhod ke jane wale baaghi hai.
Naam nihad ahle Aalami shura sirf fitna paida karne k liye bani.
Muntakhab ahaadis Yusuf rh ki likhi hui kitaab hai. Jisko Urdu tarjuma Maulana Sa’ad sb ne kiya hai. Yusuf rh ye kitab likhe hi kyun agar nahi padhna raha to… unki Hayat me nai ho payi publish baad me Sa’ad sb ne kiya…. Aur rahi baat taleem me padhne ki to Nizamuddin ki alhe shura ka Mashwara se hoga kaam. Na ki kisi aur ke. Kaam Nizamuddin ke taabe karna hai na ki apni marzi se jo man me aaye
@@DEENKIMEHNAT 2015 me devband ka mukammil moaakkaf aaya saad gumrahi ki tarf jaraha h
Aage chalkar ye jamat fieka e jaalna me tabdil ho jaegi
Nabiyo ki saan me gstakhi ki h
Nabi ke saan me adna si gustakhi kar ne wala kafir h
Saad ne deband ki sarait ke mutabic ruju kiya nahi
Jis majmame saad ne galat bayani ki h gustakhi ki j us majma mw jakar ruju kare jese bhopaal ho gaya
Riwand ijrema
Bangla des ijtema
Dunya ke digar mamali k kw ijtwma har jagah jakar rujuvkare
By the way aapke saad ko amir banya kisne
Molana inaamul hak sab ne jo sura banai thi us sura ne kisi ko amir nahi banaya teen fesal banaye
Us sura nekam ko amarat se hatakar fesal pr rakha
Do fesal intwkal farma ga e
Saad ne amarat kajutha dawa kar diya
Kiya jurh ki bunyad pe nabi wala kam chai sakta h
Aalami masverah sirf nizamuddin me nahi hote they
Aalami masverah riwand.
Kakrel
Haj ke moke pe harm mw bhi hote they
Tumhare hajratji konsa muh le kar jaae amarat kajutha dawa kiya h
Nijamuddin se jyada kam riwand
Aor bangla me hota h
Unko tumhare allama hazratji ki amarat manzur nahi
Aaj amarat ka dawa kiya h kal ko nabuvat ka dawa kar denge
Ye sab tmhare jese jahilo ki wajah se hoga
Tumhare jese jahilo ki jarie hi wo tablig ko firka e jaalna bana enge
Nizqmuddin sura walo ka bhi markaz h alag hone ki wajah tmharevallama h
Asal tablig ka markaz makkah h ek din wahi se tablig ka kaam hoga
Tumhare allama devbad se uper nahi
Unko kaho devband me jakar elan karo me hi aalami amir hu
Na mano to jahannm me jaao
Aapke guru. Guru nahi. Balke.
Guru ghantal h
Ye me nahi devband keh raha h
@@DEENKIMEHNAT muntakhab ka kuch hissa molna yusuf sb ne likkha he baaki takmil pakistan ke ulma ne ki h
Uske uper saad ne apna chappa laga diya
Hayatus sahaba bhi molana yusuf sab ne likkhi h
Jisko dekhkar arab ke ulma ne kaha tha ke ye aaj ke jamane ka mujaddid h
Lekin uaki taalim na to jama t me karnih nato masjid ki talim me karnih nato ghr ki talim me karni h
Muntakhab me sirf hadis likh kar tarjuma likkha h
Uskamatlab nahi likkha jese fazaile aamal me fayda likkha h
Fazaile aamal jahil bhi padh sakta h
Muntakhab ko
Aalim padhkar uska matlab bataega
Warna ummat har hadis ka matlab apne apne hisab se nikalegi
Ye devband kamoakkaf h jo you tub pr mojud h
To puri hakikat jaane bina dhol bajana band karo
Allah ne jo ilm diya h uska istemal karo jahil logo ke nich
Le darje mat phuncho
Pehle apni islah karo
Baadme jamat me nikal kar susro ki islah karo
@@DEENKIMEHNAT800 kiate likhne wala mehboob lundon jo saad ke amarat ke dawe ko sahi karne me laga tha usko aaplog khojo
Wo chuha konse bil me ghus gaya
Use apne program ko social midiya me band karne pade to tumhari kiya aokath
Uski likhi hui kisto jesi ek kist nahi likh sakte
Aao ko amir aor fesal ka fark malum nahi aor ummat ko gumrah karne chale
Guru jesa chela
Jahil to aap honge nahi fir bhi anjan bankar ummat ko gumrah kar rahe ho
Aap ke hajratji ke sasur jo sahranpur ke madresa me saikhul hadis they
Sahran pur ke madresame saad ke bayan ko band karwa diye
Aage chalkar unki imamat ko bhi band karwa diya
Aap ka ilm jayada h ya saad ke sasueka
Devban d kamoa kkaf h ki fazaile aamal agar jahi bhi padh sakta kiyon ke hadis ke niche faide me hazrat seikh khulasa likh diya h
Muntakhab hadisme sirf hadis likkhi h to jahil nahi pad sakta aalim ko padh ni padegi wo hadis ka sagi matlab bataenge
Direct hadis ko oadh diya gata to ummat apne apne hisab se yaka matlab nikalegi
Fazaile aamal ki talim gair aalim bhi kar sakta
Muntakhb ki talim gair aalim nahi kar sakta
@@DEENKIMEHNAT aapke allama hazratji likkhi kitab bacol aapke halanke ye juth h ilme nabvi me juth bola gaya
Kiyonke dawat ke liye aapke allama ne jurh jaiz karar diya h to aap bhi juth chalaoge aor ummat ko gumrah karoge
Aap ke hazratji ka amarat kadawa jutha h
Pakistan memuntakgb nahi padhi jaati
Bangla me muntakhab nahi padhi jaati
Isse bada sabut kiya chahiye.
Juth ki bunyad penabiyo wala kam nahi chalta
Fir bhi aap kar ke dekhlo
@@DEENKIMEHNAT kiya hua coent ka ripli aanaband ho gaya
Itni jald beth ga e
Baat to kayamat tak ki karte thy
Puna
M9lana yunus sab marhum amir reh chuke puna ke aor maharastra ke jimmedar aapke allama amire aalam
Saikhul hadis hajratji ke saathi
Amarat ki tartib pr kam hota tha
Abhi unke bhanje jo mufti h aor sura ke jimmedar h
Saf elan kar diya markaz pr amarat wale bhi aaenge aor sura wale bhi
Quraan hadis ki baat ho
Yahan pr koi hazratji ke fazail bayan nahi karega
Nahi koi malfuzate aaliya hazratji bayan karega
Nahi koi amarat ke fazail bayan karega
Aor dawat ka kam pehle teen hazratji ke tartib pr hoga
MA SHAA ALLAH