निर्भय जीवन

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 16 тра 2024

КОМЕНТАРІ • 60

  • @SimranKaur-tc5wg
    @SimranKaur-tc5wg 19 днів тому +1

    One of the best channel for us.... Thank you very much Guruji..... 🙏

  • @ushagoyal7986
    @ushagoyal7986 21 день тому +2

    Andhkaar me roshni ki kiran ho prabhu ji aap.koti koti pranam

  • @user-yp1bj5uj4s
    @user-yp1bj5uj4s 18 днів тому

    सादर चरणस्पर्श आनंद जी आप मेरे प्यारे हैं
    शुभम पाण्डेय
    तौलिहवा तिलौराकोट नेपाल

  • @jivicashwetaagrawalpaul9630
    @jivicashwetaagrawalpaul9630 21 день тому

    🙏🙏 dhanyawaad guruji

  • @vikaskumarg1754
    @vikaskumarg1754 22 дні тому +5

    I am assuming you my coch of my SOUL❤❤❤
    ACCEPT MY FEET TOUCH FROM HIMACHAL

  • @Gulab..Shaikh..Sayyed
    @Gulab..Shaikh..Sayyed 22 дні тому +4

    प्रेम-प्रेम सब कोड कहे, प्रेम न जाने कोए। जा मारग साहब मिले, प्रेम कहावे सोय ॥
    ☝🏻- संत कबीर

  • @varuntripathi7463
    @varuntripathi7463 22 дні тому +3

    universe bless you 🙏 ✨️

  • @NAVEENKUMAR-xl4pb
    @NAVEENKUMAR-xl4pb 22 дні тому

    Thank you so much Guruji …. Aap ki baaten mere jeevan me positivity laati hain..recently I increased Compassion for some specific people … and it helped me in maintaining good friendship / relationship with them.

  • @Priyankayadav98704
    @Priyankayadav98704 22 дні тому +1

    🌹🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🌹🌹

  • @impuredeath2
    @impuredeath2 22 дні тому

    Thank you for teaching!

  • @merealfaaz3862
    @merealfaaz3862 22 дні тому

    Thsnk you❤

  • @TheMotivationBro
    @TheMotivationBro 22 дні тому +1

    🎋 Namaskar 🙏🏻 Radhe Radhe Guruji 🌻

  • @anjupanwar4052
    @anjupanwar4052 22 дні тому

    Guru ji parnam

  • @ChildNewbornspecialist
    @ChildNewbornspecialist 22 дні тому

    I respect you. Loved the way you explained. Loads of love to you.

  • @ushasaini6478
    @ushasaini6478 22 дні тому

    Parnam sir ji 🙏 bhout badiya 👍

  • @TheMotivationBro
    @TheMotivationBro 22 дні тому +1

    Right guruji Smartphone me 6hr 8hr time invest kar to dete h but positive outcome/output 2-4% hote h,
    Like aap jaise mahan aatma ki video sunne dekhne se hi only position output aata h.
    Bahut Bahut Dhanyawad guruji ji 🙏🏻

  • @sareelashrestha9763
    @sareelashrestha9763 22 дні тому

    🙏🙏🙏🌹🌹🌹🌹

  • @sureshrank8930
    @sureshrank8930 22 дні тому

    🙏

  • @rahulkumar-rg4zu
    @rahulkumar-rg4zu 22 дні тому

    Jisako dukh dard udasi mili hoti wahi jivan ka asali mol batata hai aapki juban se nikali har ek baat aisa lagata hai ki bramhand se AA Rahi hai aapke pramanik roop se samjhane ka tarika behad hi saral aur uttam lagata hai ,,mujhe bhi 17 sal ki umra me behad serious tabiyat kharab ho Gaya tha mere ander hajar dar aur shanka paida ho Gaye the Mai thik to ho Gaya lekin lekin bimariyo ka dar aur shanka ne abatak pichha nahi choda 12 saal ho Gaye hai , mujhe bhi lagate the ki Mai Bina dava ke thik ho jauga lekin iska mujhe koi praman nahi milata tha par ab aap mile wo bhi kafi lambe samay bad ,, aapko dekha aur suna to Mera soch yakin me badala kyuki meri bhi kahani sem aapke hi jaisi hai , ❤ pranam aapko

  • @bhaveshkumar5936
    @bhaveshkumar5936 22 дні тому

    Guruji, me gov. Exam ki preparation kar raha tha but tantion ki wajah se chhod di preparation ab me kuch new skill sikh raha hu , lekin jab me skill sikh raha hota hu toh poore din mujhe gov. Exam ki preparation ki vichar kyu aate hain ?, mene b.ed kiya aur itna time padhne me lagaya iska baar baar guilt kyu hota h , jab me kuch naya skill sikh raha hota hu tab yeh vichar aate hain 🙏🏻

  • @gopigiri4710
    @gopigiri4710 22 дні тому

    🙏🙏🙏

  • @AnukAcharya
    @AnukAcharya 22 дні тому

    Sir spiritual vibration ke bare me bataye
    Ki vibration KO kaise raise Kare usska Kay Kay faida h
    Vibration se aapne sorroung me Kya change hota h

    • @AnukAcharya
      @AnukAcharya 22 дні тому

      Sir please aagli video essper hi banaye

  • @naveenm9269
    @naveenm9269 22 дні тому

    ❤🙏

  • @shobha1414
    @shobha1414 22 дні тому

    ❤🙏🌷

  • @varuntripathi7463
    @varuntripathi7463 22 дні тому

  • @ashutoshlohani5437
    @ashutoshlohani5437 22 дні тому

    Please make a detailed video on techniques to live in the present moment.

  • @nanu9424
    @nanu9424 22 дні тому

    Thanku sir so much

  • @Breezybrill
    @Breezybrill 22 дні тому

    Bread 🍞 banane see achaa , bread chodh de 😅 khana................

  • @hemapatel9488
    @hemapatel9488 22 дні тому

    Namaskar 🙏

  • @krishnaparida007
    @krishnaparida007 22 дні тому

    Guruji radhe radhe
    Guruji bina karan kabhi kabhi dil bahat jalta hai
    Bahat dukh hota
    Karan toh utna bada nahi hai par dil bahat jalta hai
    Main naam jaap aur meditation karta hoon toh yeh dil jalna upset mind kam toh hua fir bhi kabhi kabhi aake pareshan karta hai

    • @krishnaparida007
      @krishnaparida007 22 дні тому +1

      ++ ham Bangalore pe rehta Hain aur log toh kaafi materialistic hai toh unko dekh ke kabhi kabhi Aisa ho jata hai

  • @user-re6jw6be4w
    @user-re6jw6be4w 22 дні тому

    Apke videos bohot ache hote hain. Mai apne bare mai kuch share karna chahti hu. Main bohot dino se financially independent hone ki koshish kar rahi hu magar koshisho ke baad bhi mere se govt exams crack nahi ho pa rahe. Maa parents ke sath rehti hu. Life mai bhagwan ne kafi mushkile di hai par sab kuch face kiya hai. Parents ke sath kuch din sab thik rehta hai par kuch din bad jhagda ho jata hai. Mai unpar dependent hu toh unhe mujhe bohot kuch kehna ka moka mil jata hai. Koshishi ka baad bhi mai stuck hu. Job nahi hai parents ke sath rehna padta hai. Mujhe zindagi maui zada kuch nahi chahiye par basic cheeze bhi puri nahu ho parahi. Mai ek sensitive insaan hu. Mujhe ye duniya shuru se hhi bohot kathor lagti hai. Mai kese peace dhundo. Kaise apni suffering ko khatam karu.

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  22 дні тому +1

      ghar se bahar niklo....govt. exam ko chhodo . believe in divine will ..sab theek ho jayega..

    • @JG-qs8mx
      @JG-qs8mx 22 дні тому

      there are many ways to be financially independent. don’t waste time and energy in the hope of govt job.

  • @BHOLARaghuwanshi-hu8ve
    @BHOLARaghuwanshi-hu8ve 22 дні тому

    Upanishad par video ❤ chahiye

  • @rahulkumar-rg4zu
    @rahulkumar-rg4zu 22 дні тому

    Mujhase aap baat kariye guru ji mai bahut hi dukh me hu sirf 5minat bat kariye ,maine kai kamet kiya hai us kament ko padhiye mera name Rahul Kumar hai

  • @SantoshKumar-if1wd
    @SantoshKumar-if1wd 11 днів тому

    15 sal se depression mnrog मानसिक कस्त से presan hun jine k mn nhi krta jivan k ras khatm ho gya hai main apne yuva अवस्था m 14 sal masterbation bahut jayada kiya hai kaise wapas thik ho jao abi 40 k hun

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  11 днів тому

      nayi jindagi shuroo kero....jo hua so hua....MEDITATION kero... 10 day VIPASSANA course ker sako to bahut accha rahega.....+ jeevan mein CREATIVITY , NISSWARTH SEWA , GRATITUDE ka abhyas kero . Instrumental music per dance kero.......BE HAPPY !

  • @AnukAcharya
    @AnukAcharya 22 дні тому

    Sir Kya meditation KO karnekeliye aapne apko force karna chaiye

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  22 дні тому

      simple meditation se shuroo kero..jaise walking meditation.....jab cycle chalanaise a seekhte hain to shuroo mein upne aap ko force karte hain...dheere dheere jab seekh jate hain to maja aane lagta hai... aise hi meditation bhee hai

    • @AnukAcharya
      @AnukAcharya 22 дні тому

      @@AnandDwivedi369 OK sir

  • @naveenm9269
    @naveenm9269 22 дні тому

    Anand Ji... Mai aajakal lagbhag roz running krta hu , running k baad ek alag hi energy level hojaata hai aur kaafi acha mehsus hota hai... Kya running k baad jo feeling hai wo kya dopamin release ki wajah se hota hai?? Please confirm

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  21 день тому +1

      regular running makes your brain release DOPAMINE

    • @naveenm9269
      @naveenm9269 21 день тому

      @@AnandDwivedi369 Got it. Thanks Anand Ji

  • @darshanranpara
    @darshanranpara 22 дні тому

    Sir, jab depression me hote hai tab activities karne ki ichha hi nahi hoti.
    To kya us wakt aisi job me lag jaye jisme pura din physical work hai, to solution mil sakta hai? Jaise ki mandir me seva karne ki job, ya koi NGO me tree plantation ki job...

  • @AnukAcharya
    @AnukAcharya 22 дні тому

    Sir how to take out that thirstyness to read meditate and make our day alive

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  22 дні тому

      begin with what you really like.....try meditation for 5--10 minutes and slowly increase time.....include CREATIVITY in every aspect of your life

  • @maaribhai7361
    @maaribhai7361 22 дні тому

    Sir ji plz dhayan kaise kre iska plz video bana dijiye kis trh se dhayan kre mai dhayan krne ek min bhi ni baith pata h sarir mera kapata hai

  • @ravindersandhu7175
    @ravindersandhu7175 22 дні тому

    Sir ji ,app yaha parmanent rehte he

  • @rahulkumar-rg4zu
    @rahulkumar-rg4zu 22 дні тому

    Mai bhi mental jaisa lagta tha kas aake hi jaisa aaj se 12 sal pahale koi mil gaya hota to mai apna bachapana aanand se jiya hota

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  22 дні тому

      jo gaya use bhool jao....ub se jiyo poornta se...

  • @bhaveshkumar5936
    @bhaveshkumar5936 22 дні тому

    Guruji, me gov. Exam ki preparation kar raha tha but tantion ki wajah se chhod di preparation ab me kuch new skill sikh raha hu , lekin jab me skill sikh raha hota hu toh poore din mujhe gov. Exam ki preparation ki vichar kyu aate hain ?, mene b.ed kiya aur itna time padhne me lagaya iska baar baar guilt kyu hota h , jab me kuch naya skill sikh raha hota hu tab yeh vichar aate hain 🙏🏻

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  22 дні тому +1

      peechhe ki batein bhool jao..meditation ka niyamit abhyas kero....sab theek hai..

    • @bhaveshkumar5936
      @bhaveshkumar5936 22 дні тому

      @@AnandDwivedi369 dhanyawad 🙏🏻😊