Agar flat Aluminium wire hoga to mushkil hai . Market me aluminium flax available hai soldiring ke liye par wo successful nahi hai . Haan flat yaa round copper wire hai to repair perfect ho jayega
Sir.. Original ki price bahut hi hoti hai.. Copy ki price bhhut kam hoti hai.. Paudio 450 ka original lagbhag 700₹..800₹ ke karib hota hai.. Copy wala 300₹ 400₹ me mil jata hai.. Quality ke liye konsa use kare..? ❤❤❤Nice video
Sir aap ne bahut hi achi aur sunder jankari mujhe dene ke liye bahut bahut dhanywad 👍🏻👍🏻🏆🏆🙏
Ravi Bhai aap bahut acche se samjhate Hain main Rampur se hun
Bahut Aacchi Jankari
बहुत अच्छा लगा सर जी
Aacha jankari sir
Jay gurudev
😊you are always good
गुरूजी सुंदर विचार है और सलाआहे 🙏
Ram ram guruji mera apse nivedan he ki aap speaker watt kaise nikal uska video banye
Ram Ram bhai jaldi hi video upload karenge
Dhanyawad
Aacha jankari diye bhaiya 👍
achhi jankari ke liye Dil se dhanyawad brother
अच्छी जानकारी
😊bhai kya aap voice coil tube kaise banaye
Leath machine wale ke paas
राम राम रबी भाई
राम राम आनंद भाई
Это производство Израиля?
Sir ccaw wire ko soldering kese kare
Sir aapka dukaan kaha hai
Koparkhairne Navi Mumbai
Orginal Coil same problem hai fix kaise kare 450 /750
Agar flat Aluminium wire hoga to mushkil hai . Market me aluminium flax available hai soldiring ke liye par wo successful nahi hai . Haan flat yaa round copper wire hai to repair perfect ho jayega
@@ravindratechvlog Or ak bat hai Apne Jo black powder or Back Wear tube donon ka naam kya hai
Round aluminium wire ke liye solution !@@ravindratechvlog
Hello sir,
Aap kaha se ho.
Koparkhairne Navi Mumbai
Guruji mere speaker ka coli she se center nhe ho paya hai to coil gesh Raha to kiya karo
Aap is watsapp no par us speaker kaa video bhejiy 9322121857
Sir.. Original ki price bahut hi hoti hai.. Copy ki price bhhut kam hoti hai.. Paudio 450 ka original lagbhag 700₹..800₹ ke karib hota hai.. Copy wala 300₹ 400₹ me mil jata hai.. Quality ke liye konsa use kare..? ❤❤❤Nice video
ओरिजनल या फिर फस्ट कापी
सर हैल्स झंकार कम क्यू दे रहा है
Aapke video kaa copy bahut UA-camr karne lage hain bhai
सर स्पीकर की क़वाईल अच्छी बनाकर हमें भेज दिया करें क्योंकि हमें जितनी भी क़वाईल बाजार में मिलती हैं उनकी क़्वालिटी अच्छी नहीं होती।
Maine kharab coil ko check kiya to jyadatar me connecter ke pass se tuta hua tha
Haan wo bhi problem hota hai
Sir ji i have a small question can you help me tell me the best protection for tweeter D26 please