KISHAN ANDOLAN Govt ko MSP (C2 + 50%) ka legal Garantee kanun laghu korna Chahiye... 1) Chota kishan ( upto 5 acre ) a)Chota Kishan (Above 0.5 acre to 5 acre) ka upto 2.5 acre ka Kharif season ka fasal (Rice etc) & Rabi season ka fasal (Wheat etc) ko MSP pa Govt. ko Kharid karna Chahiye ... b)Chota Kishan (Below 0.5 acre) ka Kharif season ka fasal (Rice etc) & Rabi season ka fasal (Wheat etc) ko MSP pa Govt. kharid nahi karna poraga que ka yea kishan khud ka consumption ka liya fasal product karta ha ... 2) Bora Kishan (> 5 acre) a) 2.5 acre ka Kharif season ka fasal (Rice etc) & Rabi season ka fasal (Wheat etc) ko MSP pa Govt. ko Kharid karna Chahiye ... b) Rest fasal MSP sa nicha koi bhi Private player na kharid kar paya uska legal kanun bana na chahiye... 3) Agar Govt Kishan ko Kishan Samman Nidhi dena chata ha to serf Chota Kishan (Upto 5 Acres) dena chahiye...
ਜਗਜੀਤ ਸਿੰਘ ਡੱਲੇਵਾਲ ❤❤
KISHAN ANDOLAN
Govt ko MSP (C2 + 50%) ka legal Garantee kanun laghu korna Chahiye...
1) Chota kishan ( upto 5 acre )
a)Chota Kishan (Above 0.5 acre to 5 acre) ka upto 2.5 acre ka Kharif season ka fasal (Rice etc) & Rabi season ka fasal (Wheat etc) ko MSP pa Govt. ko Kharid karna Chahiye ...
b)Chota Kishan (Below 0.5 acre) ka Kharif season ka fasal (Rice etc) & Rabi season ka fasal (Wheat etc) ko MSP pa Govt. kharid nahi karna poraga que ka yea kishan khud ka consumption ka liya fasal product karta ha ...
2) Bora Kishan (> 5 acre)
a) 2.5 acre ka Kharif season ka fasal (Rice etc) & Rabi season ka fasal (Wheat etc) ko MSP pa Govt. ko Kharid karna Chahiye ...
b) Rest fasal MSP sa nicha koi bhi Private player na kharid kar paya uska legal kanun bana na chahiye...
3) Agar Govt Kishan ko Kishan Samman Nidhi dena chata ha to serf Chota Kishan (Upto 5 Acres) dena chahiye...