Mere papa government employee hai to mere bhaiyo ka admission ho jayega service certificate banvane ke liye kya kre abhi vo government school mein 5th mein hai to kya kivi mein 5th repeat kara sakte hai voh padhai me kamjor hai wha padhaai nahin Hoti esliye hum kV mein krana chahte hai 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Mam Please reply Hm Gareeb hai Hm log kabhi private me nhi padhe hai Apne bachhe ko Kvs me Admission krwana chahte hai Process bata dijiye 5 saal ka hai
Mam plz bataye ki 5th ke baad kya 6 th me bachcha direct navoday ja sakta ya entres exaam dena padega ya fir wo kV chod ke dusre school me ja skta hai ya nhi plz rply
Mam meri beti ki age 6+ hai kya me first class k liye ews ka form fill kar sakti hu meri beti abhi private school me 1st class me hai kya wo ews se 1st k liye eligible hai plz reply
Mam Hamare ladke ka 2023 24 mei first class mei Naam aaya tha NCL OBC ke dwara Lekin OBC NCL Mei To free padhaai hoti hai lekin mai bhi school wale Pay lete hai 500 ke according 3 manth ka 1500 aap bataiye Ki Mai Mujhe principal madam se baat karni chahie kya aur mai 2023 se 2024 Tak abhi tak fees de raha hun first class mei Apne bacche ke.
Free hita h but sirf unka Jin baby ka name RTI cota me ata h tbi free hoga nhi to fee dena hoga agr apke bche ka RTI cota me nhi ayea to fee Deni hogi ,mene v apne bete ka form bhra tha or uska RTI cota me nhi h ayea bs waiting list me ayea OBC NCL hum v Puri fee pay krte h 1500 3 month ke
Aap kitni achhi hindi bolti h mam aur kitne achhe se sb kuch smjha deti h very impressive i like it ❤❤
Ma'am please explain something about Sarvodaya School/Vidyalaya,
बहुत ही अच्छी जानकारी🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Very useful information tnq mam😊
I like ur vds mam,plz Delhi sports school k bary may bhi ek vd banye,poori information k sath,I request you.
Class 3 k farm kb th niklenge mam pl
Btaye
Ty mam good information
Nice information
Mam is saal ka admission form kab saeyga
Hello mam.... Please btaye 4th and 5th k forms kb niklengein
Mam Transfer case me bhi online apply karna hoga ya is case me offline admission hoga
Thank you for information ❤
Mam 26 jun 2025 ko 6 saal pura hoga kya class one mai admission ke liye apply Kiya ja sakta hai
Ane Jane ki suvidha di jati hai ya nahi
Mam app coaching bhi karti hai kya
Mam EWS के फॉर्म कब तक निकल सकते हैं
Mam hostel fees btadijye
Mem क्वार्टरली फीस जमा होती है वो रिफंड भी होती है क्या एसटी एससी के बच्चों को
Kya sc walo ko income certificate dena hoģa
Mere papa government employee hai to mere bhaiyo ka admission ho jayega service certificate banvane ke liye kya kre abhi vo government school mein 5th mein hai to kya kivi mein 5th repeat kara sakte hai voh padhai me kamjor hai wha padhaai nahin Hoti esliye hum kV mein krana chahte hai 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Mam Jamia school ke bare mein bhi bataya
Mam kya malda se farakha jane ka kv school ka bus hain?
Thanks for valuable information 🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Mam rent pr rehne wale log kaise form bhre
2nd std ke liye rte hota hai kya? Cast obc me hai
Mam rahne ke liye kya suvidha h
Maidam kv.se kb me tranfer admission paramilitary ke bare me letest order kya hai.
Uttar pradesh fees par ek vedio banaye
Mam kya isme bus ya cab ki b facilities hoti h
Mam kendriya vidyalaya mein admission ke liye EWS certificate kiske naam par hona chahiye
Mam Please reply Hm Gareeb hai Hm log kabhi private me nhi padhe hai Apne bachhe ko Kvs me Admission krwana chahte hai Process bata dijiye 5 saal ka hai
Aap chinta mat kariye, kuch hi dino mei iss vishay par jaankari lekar aaungi
EWS ke liye Mam income certificate ki income kitni ho gayi h 5laks ya one laks
Mam aasha karykarta ke bachhe ka admission ho sakta h kya btayen please
K v school CBSE hai kya
Mam 5th class aur 8th class ke form kab bhare jaenge
Class 1 ka from kab
Mam plz bataye ki 5th ke baad kya 6 th me bachcha direct navoday ja sakta ya entres exaam dena padega ya fir wo kV chod ke dusre school me ja skta hai ya nhi plz rply
Shradha mam kv class 1 2024 mai general category mai lucky draw number aa sakta hai ya nahi plz mam bata dijiye
Mam meri beti ki age 6+ hai kya me first class k liye ews ka form fill kar sakti hu meri beti abhi private school me 1st class me hai kya wo ews se 1st k liye eligible hai plz reply
6+ h to koi dikkat nhi but less than 7 honi chahiye tab aap apply kar sakte hai
Mem kv me ews category se admission nhi ho skta kya please reply
😊
Mem meri poti fast admishn Lena h potiri umr 6 sal h aap bto
Private school me 11 fail ko kendriya vidyalaya me 11 class me admission mil sakta hai
Mam दिल्ली income certificate है केंद्रीय विद्यालय में काम आएगा?
Nursery ke admission hote hai
Mam hm ahmdabd gujrate rhte he
.mam reply de
Mam single girl child ka 2nd me admission process kya hai
Single girl child Kota band ho gaya hai..
Ews admision kab niklenge
Mam Hamare ladke ka 2023 24 mei first class mei Naam aaya tha NCL OBC ke dwara Lekin OBC NCL Mei To free padhaai hoti hai lekin mai bhi school wale Pay lete hai 500 ke according 3 manth ka 1500 aap bataiye Ki Mai Mujhe principal madam se baat karni chahie kya aur mai 2023 se 2024 Tak abhi tak fees de raha hun first class mei Apne bacche ke.
Ji apko bt karni chahiye
Sir , keval RTE WALO KA FREE HOTA HAI SIR
Free hita h but sirf unka Jin baby ka name RTI cota me ata h tbi free hoga nhi to fee dena hoga agr apke bche ka RTI cota me nhi ayea to fee Deni hogi ,mene v apne bete ka form bhra tha or uska RTI cota me nhi h ayea bs waiting list me ayea OBC NCL hum v Puri fee pay krte h 1500 3 month ke
Mam kuaater 3 kya hota h. 3 mahina ka 1st aor 2nd class ka 1500 bol rahe hona aap
Mam 1st class ke form kbse niklenge???
Madam 6th class me admission kab se hoga please reply mam
meaning per quoter
Mam Mari bata ke age 5 sal
Mam hm ahmdabd gujrate rhte he
Ma'am ji lekin meri Beti ki to sab fees Li jaati h k.v.s Mai kyu ma'am ji
meri beti ki to 9th class me tuition fee li hai
Namaste mam
मैम ई डब्लू एस के फार्म कब तक निकलेंगे
Nursery me admission hogi
Kendriya vidyalay mein six class mein form kab se nikal rahe hain
क्वार्टर मतलब
3 mahine
Kendriya vidyalay mein kab se form nikalne six class
total 2575 li hai
Mam hm ahmdabd gujrate rhte he
.mam reply de
Mam hm ahmdabd gujrate rhte he
.mam reply de