#कबीरजी_के_रहस्यमयीदोहे बिना विवेक से गीता बांचे, चेतन को लगी नहीं चटकी। कहें कबीर सुनो भाई साधो, आवागमन में रिया भटकी।। भावार्थ: कबीर साहब कहते हैं कि यदि हृदय में विवेक और वैराग्य का उदय नहीं हुआ है तो गीता पढ़ने से भी उसका क्या भला होगा? जब तक मन को सत्य का झटका नहीं लगेगा और हमारी चेतना पूरी तरह से जागृत नहीं होगी, तब तक आत्मा-परमात्मा की अनुभूति नहीं होगी। कबीर साहब फरमाते हैं कि मन ही बंधन और मोक्ष का मूल कारण है। जब तक मन को नियंत्रित नहीं करोगे और आत्मा की अनुभूति नहीं प्राप्त करोगे, तब तक संसार में आने-जाने का चक्र नहीं रुकेगा। आत्मा के द्वारा ही परमात्मा की भी अनुभूति प्राप्त होती है Kabir Prakat Diwas 14 June
@@parassaxena2546normal battery 12 ki charge kare to kharab to nahi hogi, 420w 24v ka panel load 100v tak ka or battery charge kar dega is panel par 420wale se?
Sir mere pas loom solar 24 volt 550 watt ke 2 pannel hai. Dono ko milaker 1100 watt hota hai jo ki parallel connection hai . Mujhe 210 ah ki single battery ke liye Ashapower ka koun sa charge controller lena chahiye . please reply sir
Namaskar sar sar mere pass luminous 1050 wala inverter hai jiske upar 200 ha ki battery hai to battery charge karne ke liye kitne watt solar panel aur kaun sa charge controller lagega Kitna kharcha aayega reply comment please 🙏
Sir.. Hum aap k har video ko dekhte hain,thanx alots aap k video bahut he informative hote hai.. Aap ki help chahiye mujhe.. Hum new setup plan kr rahe hain av Shark 440 k 2 panel le k hamare purane 12V k inverter per use krna chahate hain. Kya 880 watt jada ho jayga single battery k liye battery kharab kr dega? Koi charge controller suggest kijiye jo battery k full charge hone per charge ka use ghar k load ko direct run kr de.. Kya Smarten Prime+ 50A wala aisa krta hai..? Nahi to jo aap ne bataya Asha power wala wo aisa kr skta hai...? Please Help me...!
mere pas 850 volt ka normel inverter or 150 ah ki battery hai to muze solar pannel kitane lene honge or charge controller kitane volt ka lena hoga total kharcha kitana lagega
Mere paas zunsolar 400w 24v solar panel h. Aur luminous ka nxg+ 1100 solar inverter and 180ah iltt battery. Kaun sa solar charger controller sahi hoga single battery k through connection k liye.
Agar asha power ka mppt laga de to purana inverter se load bhi chalta rahe or charging bhi hoti rahe, aisa possible hai? Jab ki grid ko disconnect rakhe.
Bhai mere pas 3500 (3.2kv) microtek home ups hai (3 battery wala) Mere pas solar inverter nahi hai to mene 36v ka solar charge controller lia hai Mere pas 2 x 390w aur 2 x 400 w panel liya hai dono ka voc me .20voc ka fark hai Konsa conmection karu series ya parralel ?
Sir aap ka ye video bahut knowledge wala hai. Mera ek question ye hai ke iss charge controller se lithum ion phosphate battery charge karsakte kya. Reply zaroor dain.
You can use this controller for charging good quality LiFePO4 batteries with good BMS & active balancer by setting voltage parameters as per the battery datasheet...
Could you please help me with grid connection for existing ups points, rest all connected, grid connection is so confusing and in my area no one knows how to connect.
Bhai sahab main thodi jankari chahunga ki iska pura kharch Kitna hoga 500 wat ke kareeb mein yani ke 1 kilo ka aur 500 wat mein Kitna fark hoga rate ka pure
Mere pass UTL Ka Mppt hai lekin Mai Ne Main Grid vala wire Nahi Use Karta Kyonki Hamaare yaha Grid ka Power Nahi hai Sab Battery pe Hi Chalta Puri Raat Aur Din Mai full Charge Ho Jaati hai To Chalega?
Agar apke pass 220 ah ke battery hai toh app 180 watt ke 2 panel parallel karke MPPT ke sath laga sakte hai...waise 220 ah battery ko charge karne ke liye 11 ampere ki jarurat hogi, agar usseh jyada ampere supply huye MPPT control kar legi...
@@Solarablesir single battery per 450watt k 2 panels series kar k agar ashapower k 120voc Wale controller mein lagenge to peak ampere maximum kitne Tak generate ho jayenge
Hello brother hum esme lithium battery use kar sakte 12volt 50 amp. Aur lithium battery konsi CO. Ki lithium good for mppt 50 aur es mppt 50 lithium battery charge kar sakte He kya please let me know thanks sir
Mujhe lagta hai switch off rakha ja sakta hai...par man lo night me battery backup khatam ho jaye to tum kya karoge...es case me wapas phir se main grid se charge karna chahoge...aur connection bhi change karna chahoge.....itna jhamela na kar ke invertor ka positive terminal ko asha me laga dena se asha power se heen ho jayega option change kar ke.....aisa mujhe lagta hai
Mere pass 250waat , 44.75volt ka 2 solar panel, 12volt 220 ah ka 1 battery and 12volt ka 1 inveter he to muje kitene volt or amp ka charge controller lena hoga.
Hello sir main bhi asha power nova 50 liya hai aur hamare pass 24 v ka 335w solar panel hai aur mein do solar panel connect karna chah raha hun lekin over volt so karta Ab bataiye kaise setting kare
@@youtubebrowser1730 normal 150ah battery ko jada ampere se charge nhi kar sakte na discharge life short ho jayegi agar load 2-4 fan hai to normal battery pe 500watt tak solar panel laga lo agar load 3-4 fan se jada hai solar battery hi lo aur 1000watt solar panel laga lo.
This is most clear and concise video on how to connect the ashapower charge controller. Thank you for making this video.
Very good information. Thanks.
Very and educational video.
Excellent clarity thank you
#कबीरजी_के_रहस्यमयीदोहे
बिना विवेक से गीता बांचे, चेतन को लगी नहीं चटकी।
कहें कबीर सुनो भाई साधो, आवागमन में रिया भटकी।।
भावार्थ: कबीर साहब कहते हैं कि यदि हृदय में विवेक और वैराग्य का उदय नहीं हुआ है तो गीता पढ़ने से भी उसका क्या भला होगा? जब तक मन को सत्य का झटका नहीं लगेगा और हमारी चेतना पूरी तरह से जागृत नहीं होगी, तब तक आत्मा-परमात्मा की अनुभूति नहीं होगी। कबीर साहब फरमाते हैं कि मन ही बंधन और मोक्ष का मूल कारण है। जब तक मन को नियंत्रित नहीं करोगे और आत्मा की अनुभूति नहीं प्राप्त करोगे, तब तक संसार में आने-जाने का चक्र नहीं रुकेगा। आत्मा के द्वारा ही परमात्मा की भी अनुभूति प्राप्त होती है
Kabir Prakat Diwas 14 June
Vary good ji ਧੰਨਵਾਦ ਜੀ ਵਾਹਿਗੁਰੂ ਤਹਾਡੀ ਉਮਰ ਵੱਡੀ ਕਰੇਜੀ
Very Informative... Thanks a lot
Nice information.
Thanks.
Superb presentation!
Thanks!!!
Best example supar
Sir battery 12v aur solar panel 24v ke chalega kya
Best details
Thanks for informations.
Perfect explanation......
12 volt ke liye 540 watt ke do pannel laga sakte hai ya nahin
Bhai 12volt inverter pr 2 battery lga rkhi hai uske liye kitne watt solar panel or controller same ja other lge ga
Mere pass 42v k 4 panel Hain 270 Baht Jo aapke pass converter hai kya empanel per kam Karega
Sir mere pass 24v ke 18 pannel hai kitne volt tk ke solar charger me sb connect ho jayenge pannel
Merey pass Jamies tubuler ki 150 A H ki betrry hai or +12VDC - MICROTEX UPS IVITOR HAI THO MEREY KO KONSA SOLAR PANAL OR KITNEY WATT KA LENA CHAIYE
Same question
24v. solar se 12 v. ki battery🔋 charge ho jaygi is controller se
Yes it's working with 24v panel to 12v battery
@@parassaxena2546normal battery 12 ki charge kare to kharab to nahi hogi, 420w 24v ka panel load 100v tak ka or battery charge kar dega is panel par 420wale se?
Kay 36 v ka solear sa 24 volatge ki battery charging ho saktie hai paneal 5 Kw Wat ka ho
Kya 12 v battery par 400 Watt ke do panel laga sakte hain
Sir mere pas loom solar 24 volt 550 watt ke 2 pannel hai. Dono ko milaker 1100 watt hota hai jo ki parallel connection hai . Mujhe 210 ah ki single battery ke liye Ashapower ka koun sa charge controller lena chahiye . please reply sir
I have 36volt ke 2 panels h 44voc ke solar charge controller konsa use hoga
Namaskar sar sar mere pass luminous 1050 wala inverter hai jiske upar 200 ha ki battery hai to battery charge karne ke liye kitne watt solar panel aur kaun sa charge controller lagega Kitna kharcha aayega reply comment please 🙏
Sir 🙏 mara 1500 batery ha usko charge karna ka liya katna ka charge controller Lana hoga
Kya light se connect karna jaruri hai
Sir..
Hum aap k har video ko dekhte hain,thanx alots aap k video bahut he informative hote hai..
Aap ki help chahiye mujhe..
Hum new setup plan kr rahe hain av Shark 440 k 2 panel le k hamare purane 12V k inverter per use krna chahate hain.
Kya 880 watt jada ho jayga single battery k liye battery kharab kr dega?
Koi charge controller suggest kijiye jo battery k full charge hone per charge ka use ghar k load ko direct run kr de..
Kya Smarten Prime+ 50A wala aisa krta hai..?
Nahi to jo aap ne bataya Asha power wala wo aisa kr skta hai...?
Please Help me...!
Dono charge controller battery charge hone pr solar panels se ghr ka load chalate hai
@@Solarable pls give your contact number pls
@@Solarablesir pls reply karna bhot bar question kiya per reply nahi mila 450watt k 2 bifacial panel support karenge Nova 50 single battery k saath?
@@Solarable2 bifacial 450watt support honge single battery pe?
Sir yecontroler se electric inverter chalega sir
Mujhe purane inverter battery ko solar system pe convert kerna kitna solar panel or kitne watt ka lagega?
Sir Mujhe apni 2 battery solar se hi charge karni hai
2 panels 250-250 wat ke lage hue h
Or kitne wat panels lagane hoge
Or charge controller konsa
Mppt बहुत महंगा ह जबकि सोलर इनवर्टर की भी उतनी ही कीमत ह
mere pas 850 volt ka normel inverter or 150 ah ki battery hai to muze solar pannel kitane lene honge or charge controller kitane volt ka lena hoga total kharcha kitana lagega
मेरे पास घर का इनवर्टर है
JMSW 3500 , इसके लिए ठीक रहेगा ? कितने AMP हैंडल करेगा
1000 watt ka kitne ka pde ga kitna panel Lage ga complete chiye invertor panel
भैया आशा कंपनी का प्रचार कर रहे हो या कनेक्शन करना सीख रहे हो आपने तो वीडियो बहुत लंबी बनादी
Greanty poad problem hola ki korbo on line a nila
Kya 12 volt ki 3 battery (100+100+75) ko charge karne ke liye is solar charge controller use kar sakte hai ya nahi. Total solar is 12 volt 855 watts
160 ah ki battery k kitne what ka penel lagvae
Sir mera pass luminous ka 220ah battery and 1450va inverter hai usko hm solar se charge karna hai kitna kharcha aaygi
Thanks for information
Mere paas zunsolar 400w 24v solar panel h. Aur luminous ka nxg+ 1100 solar inverter and 180ah iltt battery. Kaun sa solar charger controller sahi hoga single battery k through connection k liye.
Agar asha power ka mppt laga de to purana inverter se load bhi chalta rahe or charging bhi hoti rahe, aisa possible hai? Jab ki grid ko disconnect rakhe.
Solar charge controller pe solar se direct load chala sakte hain
Sir 1500ah wali 1 battery koh charge Krna hai toh kon sa panel lg skta hai or us panel ki cost kya hogi idea ?
Maine liyahe ye charger lekin grreein colar me he or displey upar sait he ye barabar he keya dupliket nahi na
Janna chahtehen ki agar hum abhi Solar panels nehi lagana chahten hain, rental house me rehte hain, toh ye Puc se koi help mil payega ya nahi?
Sir 24v pe inverter kitne va ka lgega
Help Full video sir ❤️👍
Kya sir Esme USB port bhi hai
Nhi
Agar solar off grid ha to kya grid in out me wiring karni hogi???
Agar ha to kaise???
24 volt ke panel lga kr kya mai ise ek battery se chla skta hu
Can i add two shark 445watt 144cell panels for 12v single 200ah batterry??
सर सर्विस सेंटर अभी अवेलेबल है या नहीं
Kya e bala controller se 12v dc system (single bettary) with 400w 24volt panel(voc 49 v) possible hay.plz reply
Good information
Last wala wire samajh nhi aaya bhai kya isse apne inverter ko ac current diya h ya only extension bord chalu kiya h
Kiss nam se odar kre or esse hme fireej clana h or washn mashin
100wt 12v ka 9 panel me laga sakte hai ki nai
Lga skte hai
Bhai mere pas 3500 (3.2kv) microtek home ups hai (3 battery wala)
Mere pas solar inverter nahi hai to mene 36v ka solar charge controller lia hai
Mere pas 2 x 390w aur 2 x 400 w panel liya hai dono ka voc me .20voc ka fark hai
Konsa conmection karu series ya parralel ?
Sir aap ka ye video bahut knowledge wala hai. Mera ek question ye hai ke iss charge controller se lithum ion phosphate battery charge karsakte kya.
Reply zaroor dain.
Nhi, iske liye lithium battery supported charge controller kharidna hoga
You can use this controller for charging good quality LiFePO4 batteries with good BMS & active balancer by setting voltage parameters as per the battery datasheet...
@@dilshan_ashapower sir you mean this charge controller which shown in this video.?
Yes sir😊
@@Solarable2 bifacial 450watt support honge single battery pe?
Nice video
I have 4kw 48v normal inverter, which model solar charger controller is suitable??
सोलर पेनल एक बेट्री चार्ज करने के लीये कीतने लगाने पडेगे व उसकी क्या कीमत होगी
150Ah battery - 400 to 600W , 200Ah battery - 500 to 800W
Asha power ko soler invertr ke sath kaise cannect kare ye batayo
भाई 150 ah 900w के लिए कितने w का सोलर लगेगा कृपया बताएं
Sir, for inform it is not charge controller
It is solar management unit (SMU) or solar conversion kit
Could you please help me with grid connection for existing ups points, rest all connected, grid connection is so confusing and in my area no one knows how to connect.
48 volt 100ah Lithium battery ko kitne kam solar panel se charge ho sakti hai
i have on grid system so can i do this?
Sir,
Mere pas 40 watt ki plats hai.. main use kese use kar sakta hu please bataiye...
Kar sakte ho, lekin kuchh faida nahin hoga.
Thank you
Nxg pro 1kv 12volt par 100watt ke 2 panal aur 40ah ki battery work kregi kya ???
Kam samay ke liye
Please answer
Eapro k inverter k saath ho jayega Aisa .
Charge control main line dena jaruri hai kya sir
Nhi….khali solar panel se bhi chala skte h
Ye green colar me bi aata he keya
Es controller per 445w ke 3pannels ko kaise connect kare. Parell ya series.
Parallel
Very nice info tnx
Bhai sahab main thodi jankari chahunga ki iska pura kharch Kitna hoga 500 wat ke kareeb mein yani ke 1 kilo ka aur 500 wat mein Kitna fark hoga rate ka pure
Kya 48volt ke pennal se 150ah ki बैट्री चार्ज हो सकती है या नही
Kar sakthi hai sir
Mere pass UTL Ka Mppt hai lekin Mai Ne Main Grid vala wire Nahi Use Karta Kyonki Hamaare yaha Grid ka Power Nahi hai Sab Battery pe Hi Chalta Puri Raat Aur Din Mai full Charge Ho Jaati hai To Chalega?
Can this be used without battery... like running load directly from controller without conection to battery
No
@@Solarable 2 bifacial 450watt support honge single battery pe?
How much units are generated
Sir loom ki camel ya Cellcronic ki powerwall me kis company ki lithium battery achhi hai
Jyada warranty km price me mile wah sahi h
@@Solarablesir 2 450watt k bifical panel support karenge single battery pe?
श्रीमान जी, जानना चाहूंगा कि सिंगल 12वोल्ट बैट्री चार्जिंग के लिए 400-600 वाट पैनल है वह 12वोल्ट के लगेंगे या 24वोल्ट के लगेंगे
Isko na batayege ye jo main baat h .
Good.job
Asha power mppt battery charge hone k baad load direct solar se chalega ya battery se hi din me
Hi sir I Have 125w x 4 solar panal , 12 v 150ah battery, ashapower nova 50. How to connect 4 solar panals. (Parall / series ? ) pl guid to me.
2 ki series bna k + ko + se -ko - se connect kar dena.
Mere pas teen panel hai 180 watt 12 v . Oosko UTL Mppt 12/24v 40amp ke sath kaise connect Karen ?
Agar apke pass 220 ah ke battery hai toh app 180 watt ke 2 panel parallel karke MPPT ke sath laga sakte hai...waise 220 ah battery ko charge karne ke liye 11 ampere ki jarurat hogi, agar usseh jyada ampere supply huye MPPT control kar legi...
Inverter ko bhi to ac current chaiye on hone ke liye kya ye Inver ter ko bhi in karega
Ha, jaruri nhi hai inverter ko grid se connect kre
@@Solarable2 bifacial 450watt support honge single battery pe?
Without inverter use karte ayenga aur 1 computer system use kar sakte hai kya
Nhi, yah inverter ka kaam nhi kr skta hai
@@Solarable please contect no.
@@Solarablesir single battery per 450watt k 2 panels series kar k agar ashapower k 120voc Wale controller mein lagenge to peak ampere maximum kitne Tak generate ho jayenge
Hello brother hum esme lithium battery use kar sakte 12volt 50 amp. Aur lithium battery konsi CO. Ki lithium good for mppt 50 aur es mppt 50 lithium battery charge kar sakte He kya please let me know thanks sir
Yes sir, kar saktha hai agar good BMS hai tho.
@@arju3890 thanks sir have a nice day god bless you take care always
Mujhe karvana hai mere pass solar panel systems lagai hai lekin woh pani motor hai use light connection karvana hai
क्या इसमें ग्रिड से चार्जिंग का स्विच ऑफ रख सकते है उससे कोई प्रॉब्लम तो नही है क्योंकि बिजली बचाने का यही तरीका बेस्ट है???pls reply
Mujhe lagta hai switch off rakha ja sakta hai...par man lo night me battery backup khatam ho jaye to tum kya karoge...es case me wapas phir se main grid se charge karna chahoge...aur connection bhi change karna chahoge.....itna jhamela na kar ke invertor ka positive terminal ko asha me laga dena se asha power se heen ho jayega option change kar ke.....aisa mujhe lagta hai
Is the inverter pure sine wave? Or modify?
Sir i have 355 watt two panels 24 volt i use 12 volt battery system use this mppt charger ?
Yes, you can charge 12v battery from 24v solar through this charge controller
@@Solarable2 bifacial 450watt support honge single battery pe?
545 wat 24 voltage 144cell ka ek bifacial pannel h aur 12 voltage 220 ah ki single amaron battery h is per ye charge controller kam karega
Ha
How many plat required for nova 50 mppt
Very nice
Mere pass 250waat , 44.75volt ka 2 solar panel, 12volt 220 ah ka 1 battery and 12volt ka 1 inveter he to muje kitene volt or amp ka charge controller lena hoga.
Hello sir main bhi asha power nova 50 liya hai aur hamare pass 24 v ka 335w solar panel hai aur mein do solar panel connect karna chah raha hun lekin over volt so karta
Ab bataiye kaise setting kare
Aap ne positive ko negative se connect kar diya hoga positive ko positive se connect kari
@@Manishkumar-dj6kl can we use normal 150ah battery ?