Sir mera transformer 16.8V and 19.5A output de raha hai mene usme 6A ke diode ka bridge rectifier lagaya bo ampere check karne ke liye jab mene use meter me lagaya tab bo diode blast ho gye aur reading 14.15A aya tha phir me market se 35A rectifier laya tab usne 19.5A Output diya
Agar aapne kam amp ke rectifire use kiye h to vo heat honge kyuki transformer battery ko 8-10 amp se charge larega, esliye aap ya to mane jo diode lagaye h vo laga lo ya fir 10 amp ke 2 diode parlel me laga do
Bhai mere pass 800va ka ek transfermer hai jo ki sine wave hai or primary or secondry main 2 2 ka wire nikla hai or secondry main 0 7 ka voltage deta hai to kese banau charger
@@creativevideos123 okay, Capacitor se dar lagne lag gaya, capacitor phat ke meri baju me laga and zakham ho gaya. Mere UPS transformer ka short circuit current 150 ampere hai
@@apurvsharma1261 bhai aap agar battery hi charge karni h to aap eske sath 50 amp ka full bridge rectifire use kar lo or capacitor ki jarurat nahi hogi, 50 amp ka boost converter aapko easily 100 rs me mil jayega online ya fir ofline. Or ha aapke trainsformer la short circuit current 150 hoga par 12 pe eska usable current 20 se 25 amp hi hoga
@@creativevideos123 bhai mai KBPC3510 le lu aur 2 rectifier ko parallel me jod du and unki output ko bhe parallel me jod du toh sahi rahega? 70 amp ka ban jaiga rectifier?
Bhai jaan mere pas ek ups transformer hai jisme 2 input wire aur 2 output wire nikla hai. Output voltage 7v something. Hum chahte the 12v output nikale but humne aisa kuch dekha ki kuch vi samajh me nehi aya. Humne output wire ka winding cover ko nikala lekin humne dekha ki 1st output wire 3 wire ko connect karke 1 wire nikala aur 2and output wire 4 wire ko ek sath jodkar 1 wire nikala. Mujhe kuch vi samajh me nehi aya ki kaise 606 or 12012 isko banaye. Kya aap kuch solution bata sakte hai bhai jaan?
Bhai eska wo hi solutation h ki aap apne trainsformer ki secondery winding fir se karo, aap eske liye youTube par video dekh sakte ho ya fir 6volt keliye jitne turn h uske duble turn dal do
sir aap volt aur amp meter ka use karke bataiye ups ka transformer modify karne se pehle yeh kitne volt aur amp ka output deta hai primary teeno tapping par input karne se aur modify karne ke baad yeh kitne volt aur amp ka output deta hai primary ke teeno tapping par input karne se .ispar vdo bana dijiye aur samjhaiye.
sir yeh transformer modify se pehle kitna volt aur amp ka output hai. modify karne ke baad kitna volt aur amp ka output deta hai. yeh sab check karke aur test karke bataiye. aap sirf modify se pehle kitna volt nikalta hai yeh bataya hai.
Aap 1n5408 diode nahi laga sakte kyuki yeah 3 amp ka diode h or transformer 10 amp ka h esliye diode blast ho jayega esliye aapko kam se kam 10 amp ka diode lagana padega
Ah Or amp dono alag h, Ah ka matlab hota h ki 1 ghante me aap battery se kitne ampire ka backup lete ho, jase ki 150Ah ki battery ko aap 150 ampire se discharge karoge to vo 1 ghanta chalegi. Esliye Ah ka matalab capacity se h. Usi parkar Amp ka matlab load se, h jase hum 12 volt ki battery se 100 watt ka load chalate h to hum us battery par 8.3 amp ka load dal rahe h, kyuki( watt/volt) hota h esliye 100/12 = 8.3 amp
Aap Bina bridge rectifier ke battery ko charge Nahi Kar sakte, agar aap direct battery ko transformer ke sath lagaoge to battery or transformer dono kharab ho jayenge
Capacitor lagane se charger ke voltage filter hokar milte h jisse battery ki life jyda rahati h lekin agar aap capacitor nahi bhi lagate ho to bhi koi problem nahi hogi
Battery charge Karne ke liye mane half fridge rectifire ko kam me liya h kyuki mujhko sirf battery charger karni thi, battery ko charge Karne ke liye full bridge rectifire ki koi jarurt nahi h, half bridge rectifire ho ya fir full bridge rectifire dono me capacitor lagana jaruri h kyuki jab hum rectifire se ac ko dc me convert karte h to hame output pure dc nahi milti h or usme fluctuation hota h or capacitor us fluctuation ko khatam karta h or pure dc supply provide karta h
Nahi yeah full bridge rectifire nahi h esliye aapke amplifier se bhot noice aayegi, lekin mare channel par ek full bridge rectifire adapter ka video h aap usko dekhkar 3055 board ke liye supply bana sakte ho
Sir ye jo apne video me dekhaya hai mera pass bhi same transformer hai maine video me jaise banayethe same banaya but 8 ampere dekharahe kya ye transformer se kitane anpere tak ka battery charge karsakta hai ye transfirmer se ? Plz repply
App es transformer se 150 ah tak ki battery charge Kar sakte ho, lekin aapko badi battery es transformer se continue charger nahi karni h, jab transformer jyda heat up ho Jaye tab aapko transformer ke thanda hone tak chargi band Kar Deni h
मारुति कार की बैटरी कितने वोल्ट एम्पीयर कितना एंपियर से चार्ज करेंगे तो मारुति कार की बैटरी चार्ज हो जाएगी 2 घंटा 1 घंटे में उसकी वीडियो बनाकर बताएं प्लीज ट्रांसफॉर्मर कैपेसिटी कितने कैपेसिटी तस्फरमार से चार्ज होगी
Bhai car ki battery ko agar 1 ya 2 ghante me charge karoge to vo kharab ho jayegi, aapka Kar ki battery ko aap maximum 8 amp se charge Kar sakte ho or eska charging time 5 ghante ke aaspas hoga
i know Im asking the wrong place but does someone know of a tool to log back into an Instagram account? I was dumb lost the password. I appreciate any tips you can give me.
@Toby Houston I really appreciate your reply. I got to the site on google and I'm in the hacking process atm. Looks like it's gonna take quite some time so I will reply here later with my results.
अगर आपको बैटरी को 1 बार ही चार्ज करना है तो कोई दिक्कत नहीं होगी, लेकिन अगर आप बार - बार ट्रैक्टर की बैटरी को इन्वर्टर से चार्ज करोगे तो दिक्कत हो सकती है।
Ha Kar sakte ho lekin charging continue mat karna, jab transformer heat hone lage tab charging rok dena or fir transformer thanda hone par chalu Kar dena
Agar esse badi battery charge karte ho to battery or charger ki + wires ke bich me ek 100 watt ka car ka bulb serise me laga do esse amp kam honge or transformer heat kam hoga
Charge to kar sakte ho lekar n yeah thode jyda amp ka transformer h, aap mare channel par jakar battery charger ki dusri video dekh lo or chota battery charger bana lo
Mechanic is not showing the correct values of Diodes&3 pin Transister(Mosfet) ,likie 2200uf25V capacitor,which is important for fb readers to know about charging150AP Batteries!!
Yeah charger mane badi battery ki charge Karne ke liye hi banaya h lekin ease bike ki battery bhi charge Kar sakte h, agar hum esse bar-bar bike ki battery charge karange to battery kharab hogi lekin agar aap 1-2 bar emergency me bike ki battery charge karte ho to problem nahi hogi, mane apne channel par 2 Amp Ka chota battery charger bhi Bana rakha h
Yeah diode aapko market me aasani se nahi milega yeah mane old computer power supply se liya h, aap esko jagha 10 amp ka diode le sakte ho jiska number 10A10 hoga
Lead acid battery maximum 14.4 volt tak hi charge ho sakti h, agar battery deep dischargee chali jaye to kuch time ke liye jyda volt se charge Kiya jata h, agar battery ko 14.4 volt se jyda denge to battery kharab ho jayegi
Are mare bhai mane video me bola tha ki ups ka transformer se 15 amp ka hota h or mane Amp test karke bhi dakhaye the or rahi bat 5 amp ki to suno koi bhi 12V 100 watt ka load 5 amp leta h to esparkar 300 watt ka ups 15 amp leta h, agar fir bhi lagta h ki yeah video fake h to tum khud esko test kar lo
@@kumararvind2618 are bhai mera vo matlab nahi tha, m to bus yah bolna chahta hu ki jab koi mehanet se video banata h or usko ase comments aate h to hurt hota h, baki vido ki quality bhi time ke sath improve ho jayegi,
@@kumararvind2618 or bhai me koi fake video to banata nahi, me bhi ek vido ke liye resources collect karta hu fir Jake video shoot karta hu, lekin jab log aapki mahan ko na samjhe to bura lagta h bhai, lekin koi nahi agar video se kisi ko madad milti h to aage bhi banayenge battery explanation ke sath
Good hit 👍🏻👍🏻 🇮🇳 || Kuki
Nice 👍
Thanks sir aisehi vedio dalte raho taki hame aur jankari mile
Kya 0-24v 6amp 2 wire wale transformer se 12v step down supply nikal sakte hai kaise?jabab jarur dena bhai
Sir mera transformer 16.8V and 19.5A output de raha hai mene usme 6A ke diode ka bridge rectifier lagaya bo ampere check karne ke liye jab mene use meter me lagaya tab bo diode blast ho gye aur reading 14.15A aya tha phir me market se 35A rectifier laya tab usne 19.5A Output diya
Very nice and hard work vdo.
Ye taransgatmer 10 ampiyar. Ka nahi h to badi battery charge kase karega
is say 12 v ka air colar chala saktay hain keya???
Chala sakte ho lekin continue jyda der mat chalana varna transformer heat hoga
Mera aur ek sawal hai sir maine ye transformer se 23ah ka battery charge kiya to rectifire diode bahut heat hota hai kis karan fe hoga kohi
Agar aapne kam amp ke rectifire use kiye h to vo heat honge kyuki transformer battery ko 8-10 amp se charge larega, esliye aap ya to mane jo diode lagaye h vo laga lo ya fir 10 amp ke 2 diode parlel me laga do
Sir 6 ampere ka rectifire diode hai
Aap 6 amp le 3 diode ek sath laga do
5amp diode paralal mey or 6 amp diode ko paralal mey rectifier banayenge hoga keya. Aur capacitor konsa acha hoga
Ha aap diode ko Parlal me lagakar amp bada sakte ho, or capicator 25v-35 volt or 4700 uf ka laga sakte ho
Sir mene induction ka diode D15SB80 LAGAYA 15 VOLT DIKHARAHA HEY
Bhai mere pass 800va ka ek transfermer hai jo ki sine wave hai or primary or secondry main 2 2 ka wire nikla hai or secondry main 0 7 ka voltage deta hai to kese banau charger
Secondary me single wire ki winding h ya fir 2 wires ko ek sath Karke winding h
@@creativevideos123 2 wire ki ek sath hai ,to kya ham series main kar ke 3 wire ko banaun
To mere transformer square wave v ban jayega na bhai jese ke 12 0 12
Mane apne transformer ke wires ko jis parkar series me Kiya h usi parkar aap Kar lo, wires ko check Karke lagana Nahi to short-circuit ho Sakta h
Ha esse Aapka transformer square wave ban jayega lekin eske output wires me 7-0-7 volt milega esliye aap 1no. Or 3no. Wires ko kam me le sakte ho
bhai mere ups ka transformer 10 A ce zada hai, mera 2225 capacitor phat gaya mera, konca capacitor use karu
Bhai 35 volt ka capacitor use karo vo nahi fateha, or 1000uf se upr ka capacitor hi use karna
@@creativevideos123 okay, Capacitor se dar lagne lag gaya, capacitor phat ke meri baju me laga and zakham ho gaya. Mere UPS transformer ka short circuit current 150 ampere hai
@@apurvsharma1261 bhai aap agar battery hi charge karni h to aap eske sath 50 amp ka full bridge rectifire use kar lo or capacitor ki jarurat nahi hogi, 50 amp ka boost converter aapko easily 100 rs me mil jayega online ya fir ofline. Or ha aapke trainsformer la short circuit current 150 hoga par 12 pe eska usable current 20 se 25 amp hi hoga
@@creativevideos123 bhai mai KBPC3510 le lu aur 2 rectifier ko parallel me jod du and unki output ko bhe parallel me jod du toh sahi rahega? 70 amp ka ban jaiga rectifier?
@@apurvsharma1261 ha bilkul jod sakte ho
Tennis Pharma 18 0 18 Kaise 12 volt kar sakta hai
Transformer ki winding me changing Karni padegi
mere pass Ek car ka battery Hai usi ko kaise charge kar sakta Hai 12v 42 Amp
Aapke pas inverter h to us par lagakr charge Kar lo
Bhai jaan mere pas ek ups transformer hai jisme 2 input wire aur 2 output wire nikla hai. Output voltage 7v something. Hum chahte the 12v output nikale but humne aisa kuch dekha ki kuch vi samajh me nehi aya. Humne output wire ka winding cover ko nikala lekin humne dekha ki 1st output wire 3 wire ko connect karke 1 wire nikala aur 2and output wire 4 wire ko ek sath jodkar 1 wire nikala. Mujhe kuch vi samajh me nehi aya ki kaise 606 or 12012 isko banaye. Kya aap kuch solution bata sakte hai bhai jaan?
Apka yeh vedio me jo transformer hai output me 2 wire jodke 1 point aur fir 2 wire jodke 1 point nikala. Lakin mere transformer aisa nehi hai.
Bhai eska wo hi solutation h ki aap apne trainsformer ki secondery winding fir se karo, aap eske liye youTube par video dekh sakte ho ya fir 6volt keliye jitne turn h uske duble turn dal do
sir aap volt aur amp meter ka use karke bataiye ups ka transformer modify karne se pehle yeh kitne volt aur amp ka output deta hai primary teeno tapping par input karne se aur modify karne ke baad yeh kitne volt aur amp ka output deta hai primary ke teeno tapping par input karne se .ispar vdo bana dijiye aur samjhaiye.
Ok bro
vdo kab tak mil jayega
sir vdo kab tak mil jayega
sir yeh transformer modify se pehle kitna volt aur amp ka output hai. modify karne ke baad kitna volt aur amp ka output deta hai. yeh sab check karke aur test karke bataiye. aap sirf modify se pehle kitna volt nikalta hai yeh bataya hai.
Modify se pahle 7 volt or 20 se 25 Amp ka tha
sir aapka no mil sakta hai. mai aapse baat karna chahta hu. mai aapko disturb nahi karoonga.sirf kaam ki baat karoonga
Isme 1N 5408 diode bridge rectifir banakar lagane par transformer ka amp kam hoga Kya?
Imean transformer ka 8amp brige se milega
Aap 1n5408 diode nahi laga sakte kyuki yeah 3 amp ka diode h or transformer 10 amp ka h esliye diode blast ho jayega esliye aapko kam se kam 10 amp ka diode lagana padega
10 amp diode no.plese
Diode number -10A10 ya fir - 10A10 T
ये ah और apm के बारे में जानकारी दें
या दोनों का मतलब एम्पियर होता है
Ah Or amp dono alag h, Ah ka matlab hota h ki 1 ghante me aap battery se kitne ampire ka backup lete ho, jase ki 150Ah ki battery ko aap 150 ampire se discharge karoge to vo 1 ghanta chalegi. Esliye Ah ka matalab capacity se h.
Usi parkar Amp ka matlab load se, h jase hum 12 volt ki battery se 100 watt ka load chalate h to hum us battery par 8.3 amp ka load dal rahe h, kyuki( watt/volt) hota h esliye 100/12 = 8.3 amp
Car ki Battery charg krne ke liye kitna Amp ka transpormr sbse bhetrin rhega
5 - 8 amp Ka transformer best rahega
Ups मै हम बड़ी बैटरी लगाकर इनवेटर की तरह बैअकप ले सकते है इस पर वीडियो बनाये
Espar mane ek video Bana rakhi h aap mare channel par jakar vo video Dekh sakte ho
Bhai is charger se 12v 40ah solar battery charge kar sakte ha
Bilkul kar sakte ho
Tractor battery ko agar bina rectifire bridge ke direct lagey to charge hoga ya battery kharab ho jayegi
Aap Bina bridge rectifier ke battery ko charge Nahi Kar sakte, agar aap direct battery ko transformer ke sath lagaoge to battery or transformer dono kharab ho jayenge
Thanks sir for suggestion
Battery charger ko capacitor ka zaroorath hai.?
Capacitor lagane se charger ke voltage filter hokar milte h jisse battery ki life jyda rahati h lekin agar aap capacitor nahi bhi lagate ho to bhi koi problem nahi hogi
@@creativevideos123 shukriya bhai saab
Is charger me auto cut off circuit lagaayegaatho kuch problem he?
Nahi koi problem nahi hogi
Bhai isme 4700uf 25v capacitor or IN 5408 diode wala full rectifier jod kr tranformer se car battery charge kr skte hain kya
Pls jldi reply deba bhiya mujhe argent ek charger bnana hai car battery ke liye
Ha bana sakte ho
Lekin aapko kam se kam 10 amp ka diode lagana padega ya fir 5408 ke 5 diode parlel me lagane padenge
Nice..but.. par rectifier achha nahi hua ..
Ek achha rectifier lagana chahiye tha..
Ya 4 diod 5402
Capacitor ki zarurat ahi thi...
So ..nice
Battery charge Karne ke liye mane half fridge rectifire ko kam me liya h kyuki mujhko sirf battery charger karni thi, battery ko charge Karne ke liye full bridge rectifire ki koi jarurt nahi h, half bridge rectifire ho ya fir full bridge rectifire dono me capacitor lagana jaruri h kyuki jab hum rectifire se ac ko dc me convert karte h to hame output pure dc nahi milti h or usme fluctuation hota h or capacitor us fluctuation ko khatam karta h or pure dc supply provide karta h
Av yea mat bolna ..
Gayan dene aa Gaya .....
Jo sahi hai wo Bata rahahu
Nahi bolunga bro 😋
Vai pubg khelte ho
Ha
Aap ne banaya charger mere liya acha hy leakin mera battery khrab ho sakta hy kiya
Sir is charger per 6 wat ka DC light chalega ya nahin
Uske liye aapko full bridge rectifire banana padega, esme half bridge rectifire hi h jo sirf battery ko charge karne ke liye hota h
Ha 6wat and 9w ka bhi chalega
Kia eshse bike ki battery ko charge kar sktai h
Yes
Bataree चार्जर +envartar 230v से लेकर 450v. या 500v. वाला बनाये अगर बनाना आता है तो बनाकर देखाये
nice video bhai really helpfull to me thank you..
Transformers 0 kosa ha 12v kosa ha kaise pata sur ka pata kaise
Jo wire trainsformer ki winding ke end me nikla h vo 12 v ka h Or jo andar ki side me h vo 0 volt ka h
kya isapar 3055 ka amplifier board chal sakata hai
Nahi yeah full bridge rectifire nahi h esliye aapke amplifier se bhot noice aayegi, lekin mare channel par ek full bridge rectifire adapter ka video h aap usko dekhkar 3055 board ke liye supply bana sakte ho
Sir mere transformer mese smoke nikalne laga kyu sir
Aapne ac supply konse wires me di thi
Mane video me sahi wires bhi bataye the or unki resistance bhi check karke dikhai thi
@@creativevideos123 sir green
Wire me
@@creativevideos123 sir green and black wire me
Bhai envtr better bekp km ho jaye to kya kre
Bro ye wibret karta hai kya
Mera to bahut aawaj karta hai
Sir ye jo apne video me dekhaya hai mera pass bhi same transformer hai maine video me jaise banayethe same banaya but 8 ampere dekharahe kya ye transformer se kitane anpere tak ka battery charge karsakta hai ye transfirmer se ? Plz repply
App es transformer se 150 ah tak ki battery charge Kar sakte ho, lekin aapko badi battery es transformer se continue charger nahi karni h, jab transformer jyda heat up ho Jaye tab aapko transformer ke thanda hone tak chargi band Kar Deni h
100Ah tak ka battery to aaram se charge hoga na koi problem to nahi aayega sir ?
Jo 2 tar connect kiye us tar hot horahahe.......
Wires mote use karo
मारुति कार की बैटरी कितने वोल्ट एम्पीयर कितना एंपियर से चार्ज करेंगे तो मारुति कार की बैटरी चार्ज हो जाएगी 2 घंटा 1 घंटे में उसकी वीडियो बनाकर बताएं प्लीज ट्रांसफॉर्मर कैपेसिटी कितने कैपेसिटी तस्फरमार से चार्ज होगी
Bhai car ki battery ko agar 1 ya 2 ghante me charge karoge to vo kharab ho jayegi, aapka Kar ki battery ko aap maximum 8 amp se charge Kar sakte ho or eska charging time 5 ghante ke aaspas hoga
Broi..this charger out put is 14 v . So can I use this charger for charging 12 v 150ah lead acid battery?
All type of lead acid battery's charge upto 14.2-14.4 volt so you can charge your 150 Ah battery with this charger
i know Im asking the wrong place but does someone know of a tool to log back into an Instagram account?
I was dumb lost the password. I appreciate any tips you can give me.
@Kolton Gabriel instablaster :)
@Toby Houston I really appreciate your reply. I got to the site on google and I'm in the hacking process atm.
Looks like it's gonna take quite some time so I will reply here later with my results.
@Toby Houston it worked and I actually got access to my account again. Im so happy!
Thanks so much, you saved my account!
Sir 12-0-12 kese kare mere pass same transform hai muje inverter circuit banana hai plz sir help🙏
Es transformer ko 12-0-12 ka banane ke liye aapko eski rewinding karni padegi jo ki kafi muskil h esse to accha aap koi dusra transformer lelo
@@creativevideos123 thanks sir apke reply ke liye
सर ic के जगह brigrectifair लगा सकते है किया
Ha laga sakte ho lekin kam se kam 10 amp ka bridge rectifire lagana
Where can we get 10 ampere transformer
Electronic ki shoap se
Bhai mujhe ye wala tansformer chahiye
Yeah transformer aapko purane computer ups se milega
Sar Apne transform ko kitne volt ki supply Di hai
220 volt ki
Very good mere Bhai 👍
जैसे ट्रैक्टर की बैटरी को चार्ज करना है तो इनवर्टर से कर सकते हैं क्या इनवर्टर पर 150 Ah की बैटरी लगी हुई है
हां आप इन्वर्टर से ट्रैक्टर की बैटरी को चार्ज कर सकते हो
कोई दिक्कत तो नहीं होगी इनवर्टर पर 150 एएच की बैटरी लगी हुई है और ट्रैक्टर की बैटरी कम है जैसे 70,75 Ah होती है
अगर आपको बैटरी को 1 बार ही चार्ज करना है तो कोई दिक्कत नहीं होगी, लेकिन अगर आप बार - बार ट्रैक्टर की बैटरी को इन्वर्टर से चार्ज करोगे तो दिक्कत हो सकती है।
Thanks
Bro Can I Charge Inverter Tubular Battery??
Pls Reply
Ha Kar sakte ho lekin charging continue mat karna, jab transformer heat hone lage tab charging rok dena or fir transformer thanda hone par chalu Kar dena
@@creativevideos123 Ok Thanks
Diode kanse lagaye
Bridge Rectifier ke liye
Transformer Heat hota h bahut jayada
Video me diode ki direction batayi h
Agar esse badi battery charge karte ho to battery or charger ki + wires ke bich me ek 100 watt ka car ka bulb serise me laga do esse amp kam honge or transformer heat kam hoga
Broo is se 12 v ki battery charge kr skte hai kya,7.5ah ki hai plzzz reply brooo
Charge to kar sakte ho lekar n yeah thode jyda amp ka transformer h, aap mare channel par jakar battery charger ki dusri video dekh lo or chota battery charger bana lo
Trectar ki betri charj karneka video dalo sir
Bhai tractor ki battery bhi charge ho jayegi
Ye 24 volt ki battery ko charge karne me kitna time leta hai
Yeah 12 volt battery charger h esse 24 volt ki battery charge nahi hogi
Meri 24 volt ki battery ups se charge nahi ho rahi
@@creativevideos123 sir vo ups se charge kyu nahi ho rahi
Ups se 12 volt ki battery hi charge hoti h 24 volt ki nahi hogi
@@creativevideos123 toh isse 12 volt ki battery kitne der me charge hogi
Mero ko 150 inverter battery banana hy kya aap bata sakte he meroko kya kya chahiya?
Aap battery nahi bana sakte ho bro
How many amp transformer?
10 Amp
Mechanic is not showing the correct values of Diodes&3 pin Transister(Mosfet) ,likie 2200uf25V capacitor,which is important for fb readers to know about charging150AP Batteries!!
Issse moter cycle aur car ki battary charge ho sakti he kya???
Yes
Awaj tez karo bhai
Ok bro next time tej bolunga 🤗
Nice
मेरे पास एक टैनसफैरमर है पिछले साइट में 4वायर है और अगले साइङ में 5वायर है।
मुझे समझ नहीं आरहा है
Hello sir thank you
Bhai 80 amh ki battery kaise charj kre bhai
Es charger se 150 ah tak ki battery charge ho Sakti h to aapki 80 ah ki battery bhi charge ho jyagi
please mosfet, capacitator, diode name and value type in english
अगर बताना ही है तो दो वायर वाले ट्रान्सफार्मर और ब्रिज सर्किट एवं सर्किट डायग्राम सहित बताए ।
Ok
भाई 120 ah बैटरी को ups के ट्रांसफॉर्मर से चार्ज कर सकते हैं
Ha Kar sakte ho
@@creativevideos123 तो उसके लिए क्या करना पड़ेगा
Aap Video dekh Kar charger banalo
अभी जो आप बनाये हो इससे 150 ah बैट्री चार्ज होगा क्या जल्दी बताओ
Kya haal bhai..!
Bro you cannot charge a bike batter at 8 amp that will burn the inner lead plates
Yeah charger mane badi battery ki charge Karne ke liye hi banaya h lekin ease bike ki battery bhi charge Kar sakte h, agar hum esse bar-bar bike ki battery charge karange to battery kharab hogi lekin agar aap 1-2 bar emergency me bike ki battery charge karte ho to problem nahi hogi, mane apne channel par 2 Amp Ka chota battery charger bhi Bana rakha h
Can' u provide me a link about that
You can find my older battery charge videos on my channel
150mh बैटरी कितने घंटे में चार्ज कर देगा
नमस्कार सर जी🙏
Diod no plz..
😰 thamnel me Tu or hi bta rha😢
Bhai thoda click bat karna padta h 😅
Good 👍👍👍
12v for
What is the value of component; like diode& capacitor????
Yeah diode aapko market me aasani se nahi milega yeah mane old computer power supply se liya h, aap esko jagha 10 amp ka diode le sakte ho jiska number 10A10 hoga
Up jo diode ki jagah ek component lagaya! Uska value our koun sa components hai ea to nohi bataya? Upko ea batana jarururi tha upki viewers ko ?
Great bro
Bhaae aapki battery kitne amp ki hai
65 ah ki
Laptop charger ho jayega Isse
Nahi yeh car battery charger h esse laptop charger nahi hoga
Use un puente de diodos de 50 amp. Y no tube que hacer esa operacion.
Ups transformer 5amps ka hi hota hai,15 nahi.
5 Amp ka nahi hota h 10 se 12 Amp ka hota h mane video me check karke bhi dihkhaya tha
Bro transformer is indeed 15 amps. It can melt wires like butter.
Reply broo plzz
De
Transformer to 5amp ka h or 15amp charging kaise dega
😜😜😜
14v se koy Charge... Nahi hoga ...17v hona porega 150Ah battery mai
Lead acid battery maximum 14.4 volt tak hi charge ho sakti h, agar battery deep dischargee chali jaye to kuch time ke liye jyda volt se charge Kiya jata h, agar battery ko 14.4 volt se jyda denge to battery kharab ho jayegi
Fake video na banaye
Jo dikha raha hai galat hai
ups transformer 5 amp ka hota hai
Pir kahe 15 amp kaise dekhi
Are mare bhai mane video me bola tha ki ups ka transformer se 15 amp ka hota h or mane Amp test karke bhi dakhaye the or rahi bat 5 amp ki to suno koi bhi 12V 100 watt ka load 5 amp leta h to esparkar 300 watt ka ups 15 amp leta h, agar fir bhi lagta h ki yeah video fake h to tum khud esko test kar lo
ok
Aap khud hi confused ho.kya batan chah rahe ho yahi samajh nahi aa raha. Logon ne padhai nahi karni hoti, solution lena hota hai
Ek kam karo fir aap hi video bana do es topic pe or solution de do logo ko
Jisko aata hoga wo kyon aisi video dekhega Dear. God bless you and your channel.
@@kumararvind2618 are bhai mera vo matlab nahi tha, m to bus yah bolna chahta hu ki jab koi mehanet se video banata h or usko ase comments aate h to hurt hota h, baki vido ki quality bhi time ke sath improve ho jayegi,
@@kumararvind2618 or bhai me koi fake video to banata nahi, me bhi ek vido ke liye resources collect karta hu fir Jake video shoot karta hu, lekin jab log aapki mahan ko na samjhe to bura lagta h bhai, lekin koi nahi agar video se kisi ko madad milti h to aage bhi banayenge battery explanation ke sath
Nombar send
Sorry bro number to nahi de sakta.
Lekin aapne channel par videos dalna kyu band Kar diya, aap kafi acchi videos banate ho
English pls
aap apana whatssapp no. dijiye mai usaka pic bhejata hu
Sorry bro WhatsApp number nahi de sakta
De