Bhai aapne installation charges ke bare me kuch bataya hi nahi ... Hum se vendor ne 2500rs mange hai ( one time, not refundable) plan ke alawa , Kya ye Dene hote hai ?
Brother iske baad mene ek video or daal hai, jisme installation ke charges or process sabhi kich detail me dikhaya or bataya hai so aap wo video dekh lijiye channel par apke sabhi doubt clear ho jayenge...
Brother, jesa ki mene video me apko bataya hai ki agar koi bhi vendor apse BSNL ka bilkul new connection karne par Installation Charge maangta hai to aap apne District BSNL Office me contact karke shikayat kar sakte Hain
Kuch nahin hota bhai saab ,aapko 120 ruppes security charges alag se pad jayega router ka rent 90+30 gst for six month, wire 100 MTR tak free hai usse jyada keliye 3.5 rs per meter se 15 rs per metre pad sakata hai, Installation charges 250 hai, BSNL VENDOR KO CONNECTION TENDER DIYE HUE HAIN TOH AAP VENDOR KO MANAO , HUM HUMARE VENDOR KO CHAI NASTA DIYA, 1000 RUPEES CHARGES DIYA UNHONE NE SAB KUCH 1 DIN MAIN KAR DIYA 350MTR WIRE ,2.4 GHZ SYROTECH ROUTER 3000+INSTALLATION FEE KO EK PLAN KI TEHAT WAIVE KAR DIYA.
@@Vlogs_is_life yes you have to pay the router cost bsnl has no router they depend on 3rd party,so you have to. they provide router in rent. 90 rupees for 6 month or 1 year
Bhai ye to bahut jyada hai yrr...apke yaha se cable jyada doori par hai kya or isme security charge kitna hai or plan konsa denge or kitni validity wala plan denge, cable kitna lagega wo sab discuss kar liya na brother...tab jaa kar installation charge pata chalega...kyunki kuch meter tak hi free cable milta hai uske baad 10rs per meter ke around charge lagta hai...
@@TechnoBishnoijisecurity charge ka bina maang raha modum ka, wire just 20mt paha... Apni mann marji chala raha, kyuki hamara yaha koinor operator nhi ha...
Ji esa koi option registration karte time to nahi aata hai jisme ex employee ke baarey me puchha gaya ho... But aap agar First Time Connection ke rahe ho to BSNL Broadband New Scheme ke andar le sakte ho wo bilkul free hai usme sirf recharge ka payment Dena hoga apko, baaki details mene video me de rakhi hai
Bilkul Brother Aapka kehna bilkul theek hai... Or Offer bhi yahi hai ki Connection free hai lekin kahi kahi par Vendor log man marji ka paisa maangte hain to iss liye security charges dene ke liye bola hai taaki Vendor convence ho jaye or security wala payment to baad me bapas mil hi jata hai...
Bilkul Bhai, aap jab connection karwaoge tab aap jo bhi plan choose karoge to wo plan shuru me hi activate kar diya jayega... Iss liye koshish karna minimum 6 month ka plan lene ki
Brother sabse pehle to agar koi bill bakaya ho to wo clear dena or uske baad BSNL Office me jaakar ek application lagegi jisme aap wo reason batayenge ki aap BSNL Broadband or Landline ko kyu hatana chahte hain, usme aap apne hisaab se likh sakte hain...or bas fir apka connection cut kar diya jayega....
Bhai FTTH BROADBAND KA UPGRADED VERSION HAI, PEHLE COPPER WIRE AATA THA ADSL,DSL MODEM USE HOTE THE, AB OPTICAL FIBRE USE HOTA HAI, YADI AAP JIO OR AIRTEL KO BROADBAND SAMJHETE HO TO AAP UNKI CONNECTION LE LO, BSNL JYADA PAISA LETA HAI SPEED KI TULANA MAIN, RURAL AREA MAIN AIRTEL JIO NAHIN HAI TO HUMKO BSNL LENA CHAHIYE. BHAI BHUL SE BHI JIO AIR FIBRE MAT LO 4G SPEED JAISA CHLTA HAI OTT AND 600 CHANNEL SATH 600 PER MONTH CHARGE KARTA HAI ।
Bilkul Bhai, agar apke yaha par BSNL ki range aati hai to bilkul lijiye... Complete Process Video me Bataya hu Bhai... Channel par hi dusri video just iske baad...aap usko dekh lo...
Kya aapki village main csc centre main wifi choupal hai yah grampanchayat office main internet FTTH hai to aapko bsnl ki connection mil sakat hai , jahan par BBNL /BSNL KI MILE STONE HAI WAHIN PAR WOH GPON OLT ROUTER HAI AAPKE GRAMPANCHAYAT OFFICE ,SCHOOL, CSC CENTRE ,BANK MAIN INQUIRY KAR LIJIYE
Bhai Jo vendor hai woh bsnl /BBNL ka area ko tender main liya hai toh wire cost (4 different )wire, router cost , labour charges post installation service ke liye charges to lagta hai na, BSNL was in a bad condition till 2018 after the BBNL got 2000crore international fund and modi government add 48000 crore to connect all grampanchayat. So they provide installation cost 250,router 1800 single band 3500for dual band ,landline phone650, and wire cost 4-15 rupess per mtr 100MTR free for urban, 200MTR for rural varies vendor wise.
Matlab, Apka BSNL Broadband bhi 10pm ke baad kaam nahi karta hai, Brother Mere Ek Friend ke pass hai BSNL ka connection mene usse pucha tha to wo to bol raha tha ki thik chal raha hai bas evening time thoda slow chalta hai baaki thik hai...🤔
Vai application form varte time mera district show nehi kar raha...😢 State show kar raha hai lekin district show nehi ho raha ! Kya kare ?? Me west bengal ke south (24)psg me rehta hu lekin ye district show nehi kar raha..south(24)pgs ki pas hi kolkata hai ! Wo show kar raha hai ! Agar me kolkata me click karu to chalega kya ? Kiuki kolkata hamare akdam karib hai
Brother aap ek baar apne District BSNL Office me jaakar contact kijiye, waha se apko koi na koi solution jarur milega, Warna apke yaha par jo bhi BSNL Vendor ho usse mil lijiye...uska contact number bhi apko wahi se mil jayega...
@@TechnoBishnoiji ऑफिस वाला कुछ और ही पढ़ा रहा है की आपके उधर बिजली का वायर छोड़कर कोई वायर नहीं है, इसलिए नहीं हो पाएगा आपके एरिया में, क्या सच में कोई वायर नहीं हे तो कनेक्शन nhi मिलेगा, अब इसका इलाज बताओ सर जी,
bhai ab website update ho gayi hai to uske book karne ka tarika bhi thoda bahut change ho gaya so apne hisaab se dhyaan se online book kijiyega, warna apne yaha ke local bsnl vendor se bhi contact kar sakte hain aap, Line ye raha- www.bsnl.co.in/#
Brother ek baar apne nearest BSNL me office kar lijiye to shayad aapki koi help ho jaye baaki video aayegi channel par jisme apko complete jaankaari milegi to channel ko subscribe kar lena taaki aap par Notification pahuch jaye
@@TechnoBishnoiji hamare gaon main koii nhii lagwayega hamare gaon main kisi bhi network ka tawar bhii nhii laga hai jio airtel idea kuch nhii jo tawar nhii lagwa rahe wo broadband kahan lagwayenge kharcha hai bahot jyada or sab Pata kar ke dekh liye jio air fiber bhi dekh Liya airtel bhi kuchh nhii lag rha ghar pe
Brother ek point miss ho gaya galti se, ki offer 10th and 12th ke students ke liye jo first aaye hain or kuch percentage ka system bhi hai, iski detailed video jaldi hi mil jayegi...
Bhai monthly plan konsa hai or usme tax payment kitna hai baaki security charges hai ya installation charges hai - ye sab dekh lena, kyunki Bhai new BSNL broadband installation free hai
Kal Video ayegi channel par BSNL Broadband ke baarey me or complete process bhi bataya jayega live to channel ko subscribe kar lena brother taaki aap par Notification pahuch jaye...
Bhai yahi to bataya hai mene video me, ki agar wo security charges mang rahe hain to wo to jab bhi aap connection hatbaoge tab mil jayega, lekin agar aap first time connection karwa rahe ho BSNL ka or pehele apka koi bhi Connection BSNL me nahi tha to aap apne District BSNL Office me contact karke free Scheme ke baarey me baat karke free me connection karwa sakte ho, kyunki agar apka bilkul new connection hai to fir apka koi installation charge nahi lagega
@@TechnoBishnoiji billkul new hi hai bhai. But vo security charges nahi balki modem k charges maang rhe hai . Connection disconnected hone par koi refund nahi milega
@@TechnoBishnoiji 2 sal phele muje bol rha tha 12k lgenge fir bhi nhe lgya abhi bol rha tha 5k fir bhi bhav he ka rha hai 🤣🤣🤣🤣 or office me bs chaprasi hai baki koi nhe hota bsnl wale nhe sudr skte kbhi
Bhai 2 upay mujhe pata the wo dono mene apko bata diye hain, agar or koi solution milta hai to mai jarur bataunga, ek dwara se Online Ragistration kar lo or dusra District BSNL Office me contact kar lo...
Brother abhi hamare yaha par BSNL Wifi ki subidha nahi hai to mai ye cheez to nahi bata sakta hu lekin bahut jaldi mai apne city me room lene wala hoon to fir apko mai sabhi jaankari de paunga, to channel se jude rehne ke liye channel ko subscribe kar ke rakh lijiyega...
Bhai jab Installation Charge or Security Charge bachta hai na to free hi hota hai, or apko agar jyada details me janna hai to fir isse pehle mene ek video or upload ki thi jisme iss offer ke baarey me bataya tha, aap ek baar wo video dekh liye
Brother bahi BSNL me bhi hai But kahi kahi vendor apni taraf se hi kaafi jyaada charge mang rahe hain bas usi ko clear Kiya hai or fir mene comments bhi dikhaye ho hain pichli video ke
Aapko channel par video mil jayegi jisme mene BSNL ke sabhi Plans ko detail me explain kiya so aap channel par wo video dekh lijiye apke sabhi doubt clear ho jayenge...
Bhai aapne installation charges ke bare me kuch bataya hi nahi ...
Hum se vendor ne 2500rs mange hai ( one time, not refundable) plan ke alawa ,
Kya ye Dene hote hai ?
Brother iske baad mene ek video or daal hai, jisme installation ke charges or process sabhi kich detail me dikhaya or bataya hai so aap wo video dekh lijiye channel par apke sabhi doubt clear ho jayenge...
@@TechnoBishnoijivideo ko kaha milega
Brother Isi Channel Par Hai...
Bhaiya, total kitna kharcha aayega… mjhe bs data ka kam h islye mne new landline & broadband ka option select Kiya h. Ye Sahi h na???
Ek dam sahi hai, agar aapko individually kaam hai internet ka to aap 699/- wala plan le sakte hain...
Bsnl ka toll free number pe kabhi bhi call nahi lagta😅
Bilkul Sahi kaha Brother...
The vendor is charging ₹1500/- as installation charge for a new broadband connection in Berhampur-WB district. what to do now?
Brother, jesa ki mene video me apko bataya hai ki agar koi bhi vendor apse BSNL ka bilkul new connection karne par Installation Charge maangta hai to aap apne District BSNL Office me contact karke shikayat kar sakte Hain
Muja bhe @@TechnoBishnoiji
Kuch nahin hota bhai saab ,aapko 120 ruppes security charges alag se pad jayega router ka rent 90+30 gst for six month, wire 100 MTR tak free hai usse jyada keliye 3.5 rs per meter se 15 rs per metre pad sakata hai,
Installation charges 250 hai,
BSNL
VENDOR KO CONNECTION TENDER DIYE HUE HAIN TOH AAP VENDOR KO MANAO , HUM HUMARE VENDOR KO CHAI NASTA DIYA, 1000 RUPEES CHARGES DIYA UNHONE NE SAB KUCH 1 DIN MAIN KAR DIYA
350MTR WIRE ,2.4 GHZ SYROTECH ROUTER 3000+INSTALLATION FEE
KO EK PLAN KI TEHAT WAIVE KAR DIYA.
Sir bsnl ki website par state selection me MP STATE KA NAME HI NAHI HE..??
Bhai apne District BSNL Office me contact karke dekhiye shayad koi solution mil jaaye apko
Bhai delhi me bsnl ka wifi h ya nhi
Mere se vender 2500 rupees manga lekin maine 2300 rupees diya. Total installation kr ke
Brother aapne Jo 2300 rupey diye hain wo apke recharge plan ke hain ya usme security ya installation charges bhi including hain...
Bhai speed kaisi aa rhi hai
@@TechnoBishnoiji recharge plan chhod kar
@@Vlogs_is_life yes you have to pay the router cost bsnl has no router they depend on 3rd party,so you have to. they provide router in rent. 90 rupees for 6 month or 1 year
899 ka 100 mbps ki speed 😂😂 kafi sasta h
mera to uttarakhand mai 599 mai 100 mbps milta hai bsnl bharat fiber mai
@@arun153351 uttarkhand m kha bhai m rudrapur rehta hoo udham singh nagar
@@arun153351Mera dost bhi wahi use krta hai
Excitel 300 MBPS 599 only
Fake@@nishantguptaindia4977
Vendor 4200 rupees mang raha hai connection
4000 le gaya
Installation charges 3000 Mang Rahe ha bsnl wala... Offline jana pa
Bhai ye to bahut jyada hai yrr...apke yaha se cable jyada doori par hai kya or isme security charge kitna hai or plan konsa denge or kitni validity wala plan denge, cable kitna lagega wo sab discuss kar liya na brother...tab jaa kar installation charge pata chalega...kyunki kuch meter tak hi free cable milta hai uske baad 10rs per meter ke around charge lagta hai...
@@TechnoBishnoijisecurity charge ka bina maang raha modum ka, wire just 20mt paha... Apni mann marji chala raha, kyuki hamara yaha koinor operator nhi ha...
Bhai mp me nhi lagega maine bsnl free brod connection mai dekha to mp nhi hal
Brother, ek baar apne District BSNL Office me Contact kijiye, shayad koi solution mil jaye...
Sir six months ka plan kitne ka padega
Bro, Mere Father BSNL employee reh chuke hai, Kya main BSNL fibre lagwane par kuch chooth mil sakta hai
Ji esa koi option registration karte time to nahi aata hai jisme ex employee ke baarey me puchha gaya ho... But aap agar First Time Connection ke rahe ho to BSNL Broadband New Scheme ke andar le sakte ho wo bilkul free hai usme sirf recharge ka payment Dena hoga apko, baaki details mene video me de rakhi hai
Toh ye free kaise hua? Free ka matlab toh ₹0 hona chahiye na - ₹0 plan charges, ₹0 installation and ₹0 security deposit
Bilkul Brother Aapka kehna bilkul theek hai... Or Offer bhi yahi hai ki Connection free hai lekin kahi kahi par Vendor log man marji ka paisa maangte hain to iss liye security charges dene ke liye bola hai taaki Vendor convence ho jaye or security wala payment to baad me bapas mil hi jata hai...
@@TechnoBishnoiji bhaiya thank you very much for confirming par kya ye plan ke charges lete hai?
Bilkul Bhai, aap jab connection karwaoge tab aap jo bhi plan choose karoge to wo plan shuru me hi activate kar diya jayega... Iss liye koshish karna minimum 6 month ka plan lene ki
Bhaiya if possible can you please make a video on JioFiber vs Airtel Xstream fiber vs Excitel
Sure Brother...
Mere yaha pehle se bsnl ka landline connection tha ab free me bsnl air fiber lga rahe hai
Brother, Aapne to pehle hi security payment diya hua hoga na ya pehle bhi free of cost Connection karwaya tha
Sir mere ko BSNL bourd landline lag waye 4 month ho gaye hai or m isko hatana chahta hu to kya karu sir
Brother sabse pehle to agar koi bill bakaya ho to wo clear dena or uske baad BSNL Office me jaakar ek application lagegi jisme aap wo reason batayenge ki aap BSNL Broadband or Landline ko kyu hatana chahte hain, usme aap apne hisaab se likh sakte hain...or bas fir apka connection cut kar diya jayega....
Bhai kyun hatana chahte ho? Network issue hai kya? Ya speed thik nhi aa rhi?
Broadband or fibber FTTH do option hai , which is best
Brother, agar apke pass dono options hain to fir aap Fiber lagwao, wo best rahega
Bhai FTTH BROADBAND KA UPGRADED VERSION HAI, PEHLE COPPER WIRE AATA THA ADSL,DSL MODEM USE HOTE THE, AB OPTICAL FIBRE USE HOTA HAI,
YADI AAP JIO OR AIRTEL KO BROADBAND SAMJHETE HO TO AAP UNKI CONNECTION LE LO, BSNL JYADA PAISA LETA HAI SPEED KI TULANA MAIN, RURAL AREA MAIN AIRTEL JIO NAHIN HAI TO HUMKO BSNL LENA CHAHIYE.
BHAI BHUL SE BHI JIO AIR FIBRE MAT LO 4G SPEED JAISA CHLTA HAI OTT AND 600 CHANNEL SATH 600 PER MONTH CHARGE KARTA HAI ।
Madhya Pradesh me nahi hai
Brother jis speed se kaam chal raha hai BSNL ka kaafi jaldi lagne shuru ho jayenge...
@@TechnoBishnoiji ok
Bhai madhyapradesh to aa hi nhi rha ...
bahut jaldi kaam hoga bhai, kaafi speed par hai iss time bsnl ka kaam...
Mai village se hu kya mujhe mai bsnl ka broadband connection le skta hu aur kitna paisa lagega
Bilkul Bhai, agar apke yaha par BSNL ki range aati hai to bilkul lijiye... Complete Process Video me Bataya hu Bhai... Channel par hi dusri video just iske baad...aap usko dekh lo...
Kya aapki village main csc centre main wifi choupal hai yah grampanchayat office main internet FTTH hai to aapko bsnl ki connection mil sakat hai
, jahan par BBNL /BSNL KI MILE STONE HAI WAHIN PAR WOH GPON OLT ROUTER HAI AAPKE GRAMPANCHAYAT OFFICE ,SCHOOL, CSC CENTRE ,BANK MAIN INQUIRY KAR LIJIYE
I think it's all fake because I called to BSNL care they were saying it's not free they will charge you are 3499 for connection and for pack extra
Brother maine or bhi videos banayi hain or direct Vendor se Questions puche hain aap wo videos bhi dekh lijiye shayad apke doubt clear ho jaye...
Bhai Jo vendor hai woh bsnl /BBNL ka area ko tender main liya hai toh wire cost (4 different )wire, router cost , labour charges post installation service ke liye charges to lagta hai na, BSNL was in a bad condition till 2018 after the BBNL got 2000crore international fund and modi government add 48000 crore to connect all grampanchayat.
So they provide installation cost 250,router 1800 single band 3500for dual band ,landline phone650, and wire cost 4-15 rupess per mtr
100MTR free for urban, 200MTR for rural varies vendor wise.
New connection ke lie 4 hajar mang rahe he🤔🤔
Brother ye bahut jayada hain, jyada se jyada 1000 ra warna jio or Airtel ka Installation bilkul free hai....
Online karne ki kosis kijiye ,Gaali bako salo ko
3500rs mang raha hai 100 meter cable laganeka kiya kru
Brother jitna cable connection me aata hai utne se upar agar lagta hai to 10rs/meter se 15rs/meter ka charges dena hota hai...
Don't get bsnl broadband. From 10 PM the internet stops working. Trust me! And it doesn't work for a longer period.
Thank you so much for sharing this helpful thing, mai bilkul iss cheez ko personally check karunga...
Yes your correct bro
Matlab, Apka BSNL Broadband bhi 10pm ke baad kaam nahi karta hai, Brother Mere Ek Friend ke pass hai BSNL ka connection mene usse pucha tha to wo to bol raha tha ki thik chal raha hai bas evening time thoda slow chalta hai baaki thik hai...🤔
Area's matters bro
Dhakki tigi dhakki tigi case 💀
Vai application form varte time mera district show nehi kar raha...😢
State show kar raha hai lekin district show nehi ho raha ! Kya kare ??
Me west bengal ke south (24)psg me rehta hu lekin ye district show nehi kar raha..south(24)pgs ki pas hi kolkata hai ! Wo show kar raha hai ! Agar me kolkata me click karu to chalega kya ? Kiuki kolkata hamare akdam karib hai
Brother aap ek baar apne District BSNL Office me jaakar contact kijiye, waha se apko koi na koi solution jarur milega, Warna apke yaha par jo bhi BSNL Vendor ho usse mil lijiye...uska contact number bhi apko wahi se mil jayega...
4 months hai abhi tk call nahi aya hai
Fir to Bhai, apko apne District BSNL Office jaakar baat karni chahiye ya Ghar ke kisi or member ke name se fir se try kar lijiye
4500 mag rehe hai bhai
Brother, plan konsa liya hai aapne ?
Bhai hamare yahan 500 rs only
Ye to sahi hain Bhai, Kaha se ho aap ?
@@TechnoBishnoijimangal grh se hai yeh
Ma bhi Moradabad se brother hu 😂
Good Brother, Aapke yaha par kya situation hai Jio & BSNL ki...
@@TechnoBishnoiji very bad 😅
2300 ma sub kuchh free install and 6 month recharge k saath
Good 👍 Brother....
Nice Video🎉
Thank You Sir ji
Purnea district hai hi nhi btao, bihar ka sb district hai but purnea nhi he
To ek baar aap apne District BSNL Office me jaakar contact kar lijiye...
@@TechnoBishnoiji ऑफिस वाला कुछ और ही पढ़ा रहा है की आपके उधर बिजली का वायर छोड़कर कोई वायर नहीं है, इसलिए नहीं हो पाएगा आपके एरिया में,
क्या सच में कोई वायर नहीं हे तो कनेक्शन nhi मिलेगा,
अब इसका इलाज बताओ सर जी,
To Broadband Connection na lekar Air Fiber ki baat kar lete Brother...usme to wire ki jarurat bhi nahi hai...
Bhai bsnl network wan settings ka password change kiya tha ab kam nhi kar raha hein any idea
Bhai iska to ek hi solution hai, Apne Modem ko Reset kar ke Password change kar lijiye...Jo ki default Admin hi hota hai..
Device ka equipment kon dega app dega
Bhai jo log apka connection karenge wahi Device ke equipments bhi denge...
Please send me the book link
bhai ab website update ho gayi hai to uske book karne ka tarika bhi thoda bahut change ho gaya so apne hisaab se dhyaan se online book kijiyega, warna apne yaha ke local bsnl vendor se bhi contact kar sakte hain aap, Line ye raha- www.bsnl.co.in/#
Hello bhai , isme maharashtra state ka nam nhi aa raha
Brother ek baar apne nearest BSNL me office kar lijiye to shayad aapki koi help ho jaye baaki video aayegi channel par jisme apko complete jaankaari milegi to channel ko subscribe kar lena taaki aap par Notification pahuch jaye
Bhaiya MAHARASHTRA ka option nhi dikha rha hai !!!
Bhai ek baar apne nearest Official BSNL Office me ja kar contact kar lijiye, shayad waha se koi solution mil jaye
Maharashtra me MTNL KI SERVICE HAI
Online Office Close dikha raha hai... Baaki mai kal research kar ke batata hu apko
mere gaon main to cable nhii laga hai bol diye 1km dur main hai cable to 1km se cable lane main bahot kharcha hai bol rha hai
Ye to ek tarha se bahana ho gaya bhai, dekh lo agar sath 1 Banda or mil jaye to connection lene wala shayad fir laga de...
@@TechnoBishnoiji hamare gaon main koii nhii lagwayega hamare gaon main kisi bhi network ka tawar bhii nhii laga hai jio airtel idea kuch nhii jo tawar nhii lagwa rahe wo broadband kahan lagwayenge kharcha hai bahot jyada or sab Pata kar ke dekh liye jio air fiber bhi dekh Liya airtel bhi kuchh nhii lag rha ghar pe
@pyarelalsonwani72 Bhai ye kaafi badi problem wali baat hai na...koi solution nikla ya nahi iska?
Try BSNL Airfiber,it’s also good!
Bilkul, wo badhiya hai karega...
kha se hua ye free broadband connection fake video bna rahe ho bhai galt baat hai
Brother ek point miss ho gaya galti se, ki offer 10th and 12th ke students ke liye jo first aaye hain or kuch percentage ka system bhi hai, iski detailed video jaldi hi mil jayegi...
Ha mere paas bi 4000 maag Rahe hau customer care wale
Brother apne District BSNL Office me Contact kijiye
5000 mag rha h only connection ke
Good Bro 👍
Muh mein dede uska 😂 Bhai
Bhaiya 5000 mang rhe hai with 7 month plan included kya ye sahi hai
Bhai monthly plan konsa hai or usme tax payment kitna hai baaki security charges hai ya installation charges hai - ye sab dekh lena, kyunki Bhai new BSNL broadband installation free hai
@@TechnoBishnoiji bat hee nhi karte sahi se ak dm poor service h bsnl ki
Brother this application me hamara district nahi diya he...
Aapke yaha par Available nahi hoga fir, warna aap adress me kuch na kuch mistake kar rahe honge Bhai
Punjab mein hai kya
Eska fayda kya hai
Brother benefits to video me bataya Hain...
Bhai plan ke bareme kuch batao
Kal Video ayegi channel par BSNL Broadband ke baarey me or complete process bhi bataya jayega live to channel ko subscribe kar lena brother taaki aap par Notification pahuch jaye...
4500 mang raha hai
Bhai 6 month ka plan Lene ke liye bolo, shayad maan jaye
technical guruji from naaptol
😂👏
Mujhse installation mein Modem lgane k liye 4000 rupaye charges btaye and package ka charges alg se. Kya ye shi hai bhai ??
Bhai yahi to bataya hai mene video me, ki agar wo security charges mang rahe hain to wo to jab bhi aap connection hatbaoge tab mil jayega, lekin agar aap first time connection karwa rahe ho BSNL ka or pehele apka koi bhi Connection BSNL me nahi tha to aap apne District BSNL Office me contact karke free Scheme ke baarey me baat karke free me connection karwa sakte ho, kyunki agar apka bilkul new connection hai to fir apka koi installation charge nahi lagega
@@TechnoBishnoiji billkul new hi hai bhai. But vo security charges nahi balki modem k charges maang rhe hai . Connection disconnected hone par koi refund nahi milega
Bhai apne District BSNL Office me Contact kijiye
Same baat @@iammesandhu
BSNL wale bah kha rhe hai bnda ha bolta hai or bhi tk nhe aya 2 yer ho gya jb jio ayega yaha fir sale khud ayeng lgva lo kr ke
Bilkul Sahi baat Brother 😂
@@TechnoBishnoiji 2 sal phele muje bol rha tha 12k lgenge fir bhi nhe lgya abhi bol rha tha 5k fir bhi bhav he ka rha hai 🤣🤣🤣🤣 or office me bs chaprasi hai baki koi nhe hota bsnl wale nhe sudr skte kbhi
Bgai new broadband nahi araha hay
Bgai ? Ye kya hai Bhai
maine bahut pehle online kr liya hai but abb tk koi call nhi aaya
Bilkul sahi kaha Bhai apne, mere sath bhi yahi hua tha, Iske liye apne District BSNL Office me jaakar baat kar sakte ho...
@@TechnoBishnoiji aur koi upaay nhi hai
Bhai 2 upay mujhe pata the wo dono mene apko bata diye hain, agar or koi solution milta hai to mai jarur bataunga, ek dwara se Online Ragistration kar lo or dusra District BSNL Office me contact kar lo...
Bhai montly plan ke alawa bhi pay karna padta hai kay
Nahi Bhai, yahi to offer hai BSNL ka ki New Connection ka Installation free hai...
@@TechnoBishnoiji What about GST vo to hoga additional like postpaid plans
Sir mujhe unhone kha ki 3000 modem pr lgenge, ye hm denge ya bsnl wale free kr rhe hain ye?@@TechnoBishnoiji
Sir password change kaise kre BSNL wifi box ka😢
Brother abhi hamare yaha par BSNL Wifi ki subidha nahi hai to mai ye cheez to nahi bata sakta hu lekin bahut jaldi mai apne city me room lene wala hoon to fir apko mai sabhi jaankari de paunga, to channel se jude rehne ke liye channel ko subscribe kar ke rakh lijiyega...
why incognito tab bro😅😅
Safe Search ke liye Brother
Toop fuddu service from bsnl 😂 899 kaa 100mbps ki speed 😂😂😂 kafi sasta h
mera to uttarakhand mai 599 mai 100 mbps milta hai bsnl bharat fiber mai
Vender asking 10000
Bhai line se kaafi doori par hai kya wo jagha jaha par aap connection karwa rahe ho...
Adhi hai jankari
Complete jaankaari ke sath kal video aayegi channel par to please channel ko subscribe kar lena taaki aap par Notification pahuch jaye video ka...
Free kha say huwa yhe 😅😅😅
Bhai jab Installation Charge or Security Charge bachta hai na to free hi hota hai, or apko agar jyada details me janna hai to fir isse pehle mene ek video or upload ki thi jisme iss offer ke baarey me bataya tha, aap ek baar wo video dekh liye
@@TechnoBishnoiji there is 0 installation and security charge in Airtel
Brother bahi BSNL me bhi hai But kahi kahi vendor apni taraf se hi kaafi jyaada charge mang rahe hain bas usi ko clear Kiya hai or fir mene comments bhi dikhaye ho hain pichli video ke
@@TechnoBishnoiji okay
Mere se 5000 rupees mag rha h only connection ke na hi refund milega
Hlo bhaiya me bhi Up21 Moradabad se hu please mujhe contact dijiye mujhe bhi lgwana hai bsnl wifi
Brother, wese to complete jankaari maine video me dedi hai fir bhi agar apko or kuch ho to, sabhi Social Media ke link discription me hain...
Sir six months ka plan kitne ka padega sabse sasta vala
Aapko channel par video mil jayegi jisme mene BSNL ke sabhi Plans ko detail me explain kiya so aap channel par wo video dekh lijiye apke sabhi doubt clear ho jayenge...