Hamara mobile ka shop hai main ubon company ka product bhejta Hun to kya mujhe invoice har EK product ka alag alag upload karna padega Maine total 1 lakh rupaye ka ubon company ka product liya hai aur mujhe invoice ek sath banakar rs 1 lakh ka mila hai with GST to kya main apna product Philips card mein sel kar sakta hun aur product bahut sara hai invoice ek hi hai
Hi Thanks for the nice information. Is this necessary to take Brand approval again and again? Or can we use same approval for selling any number of same product
@@EcommerceTalksOfficial brand ka saman same city se hi lena hota hai.dusre city se nahi le sakte authotication nahi milega ya invoice se.chote city me saman sa nahi mikta dusri jagese lena padta hai to invoice se kar sakte hai ya nahi.
Listening krne pr product id yahi bar code or brand name mang rha h muje kichen ke non brand item sale krne h to mein product id or brand name kha se lau pls muje batiye sir iska kya prosess hai pls share
Sir mere pas invoice singl product ki nhi he bulk product ki he to kya usse kam chl jayega ya alg alg product ki alg alg invoic leni pdegi plz rply sir
Hello Sir, I am selling plastic Necklace. But when I add delivery changes , it is showing You can't add delivery charges in this vertical. So How can we make proper money from this product.
Bhai har company k brand ka approval lena padega kya? Ek baar approval lene ke baad kisi bhi brand k product sell kat sakte hain kya? Please bhai btaye
@@itz_jannu bhai hmne ek product purchase Kiya th meesho se uspe invoice no aur gstin sari details likhi h to kya yahi product sell kr skte h aur invoice no use kr skte h
Aagar Hamare Shop ke name se Tredmark banaya to ham ... Other brand ke products Amazon Flipkart pe Sell kar shkaate hai kya.... 🙌🙌 Jeyshe ki mobile, charger, power bank.... Mi, vivo, oppo ke brand.... 🙌🙏🏻
@@EcommerceTalksOfficial Sir ji Hame All Category Ke Mobile Phone Sell Karane Hai... To Aap Hi Batayiye.... Konshi class ka Tredmark lena badega....🙌🙏🏻
Sir ldc detail kha se laaye usma Cetificake no. Or tax details kha se laaye mane bina gst ke flipkart account banaya ha or account verification pending dika rha ha Mera pasa bi ni aaya isliya or ma Paresaan hi plz help 🙏
i am purchasing multiple branded products from B2B market online ( UDAAN ) in single invoice. How can i get authorization letter and how to apply for brand approval. can u plz give me solution.
Sar Ham Distributer Se Jis Prodect Ka Invoice Lete hain us prodect ki kitni quantity honi chaiye ki hame brand approval mil jaye please reply me sar kafi time se try kr rha hu es cheez ke bare me kanhi se kuch pata nhi chal rha please reply me sar
@@EcommerceTalksOfficial सर यह ब्रांड का अप्रूवल मिलने के बाद क्या हमको हर एक प्रोडक्ट का इनवॉइस मीशो को देना पड़ेगा या फिर पहले ही इनवॉइस में सारी कैटेगरी को मेंशन कर प्लीज मुझे बताओ
Bhai brand authorisation letter India post se ghar per aata hai kya. Yah brand authorisation letter download karne ka option mil jata hai. Koi bhi company brand authorisation letter Nahin de rahi hai. main bluei company se contact Kiya lekin vah bol rahe tha ki Amazon per bechne ke liye ham allow Nahin karte. Aur unhone kaha ki ham Flipkart par dil kar chuke hain. Ek dusri company hai 'halla bol' . Halla bol company se mahine brand authorisation letter maga To usane kaha ki brand authorisation letter ham sirf distributor ko dete hai. Bhai is per koi solution batao please. Kya distributor ke invoice ke through band authorisation letter le sakte hai.kya brand authorisation letter vahi se download ho jata hai ya courier post se hamare ghar aata hai. download kaise
bro maine 1 lakh ka product authorized dealer se liya and brand approval milne ke baad sell bhi kar liya phir se same product authorized dealer se purchase ke baad again approval lena padega ya pehle wale approval se sell kar sakte hai
Sir ek doubt ye hai..ki agr mai same brand ka koi other products sell kruga to fir se approval lena pdega..ki ussi approval se ho jayega ?..plz reply sir
Sir mujhe ek problem aa rahi h.. approval disapprove ho rha h bar. Bar. Reason aara h , unable to authenticate. Kindly reply the valid invoice copy.. authenticate samjh nhi aarha h
Brands with Special Characters Not Allowed | Please share the brand name without using any special characters/Symbols (TM,R,+,_,=) for approval. Yeh likh ker aya hai is case me kaise approval le.
Sir mai job karta hu Jahan per job karta hun uska brand approval hai aur trademark v hai lakin sir huma pata kisa chale sir ki trademark kis Jagah milega sir Kaise Pata chalega sir plese app bata o sir kis se pucca sir
Sir jis tara app flipkart mai category approval Kaise Lete Hain Brand authorisation letter upload kaise karna hai brand logo bataen aapane Mera doubt clear Ho Gaya Flipkart sir clear Ho Gay thinks sir Lakin sir Amazon par brand register hai sir or kuch products ki listing Ho rakhi hai Example bag backpack or mere pass brand authorisation letter Hai pravite level ka brand Hai EAN UPC code hai to app Jaise app Flipkart Mein bataen Na Usi Tarah Amazon Mein bataiye sir please sir app he mare problem solve kar sakte hain
@@EcommerceTalksOfficial sir app Jis Jagah per GRD dale tha hum us Jagah per apna brand ka name Dal dia cheack availity par click kar diya lakin Add product ka option aa gaya sir ji sir to hum Kya kare brand register hai sir to app mera help kar do sir please sir
Mera apna khud ka product hai kya uske liye bhi sare product ke sath approval Lena padega kya?
Thanks for information.I needed this a lot.
Plz rply mujhe clothing sell krni h?I m new
Nice video it is helpful for me
Thank you
Hamara mobile ka shop hai main ubon company ka product bhejta Hun to kya mujhe invoice har EK product ka alag alag upload karna padega Maine total 1 lakh rupaye ka ubon company ka product liya hai aur mujhe invoice ek sath banakar rs 1 lakh ka mila hai with GST to kya main apna product Philips card mein sel kar sakta hun aur product bahut sara hai invoice ek hi hai
jis kise ko brand authorization latter nikal vana ho ham krva denge id me no. hai
Bade brands jaise red tape, puma , campus k approval k liye bhi same process h?
Main check brand pe click karta hun to mere brand ko as an open brand dikha raha hai, iss cheez ko kaise change karu?
Approval me likes a raha hai unable to authenticate the invoice
What that means?
If , I purchased directly from manufacturer, than how get authorised brand certificate
Hi Thanks for the nice information. Is this necessary to take Brand approval again and again? Or can we use same approval for selling any number of same product
U can sell any number of samne products
Kya hame alag alag brand ka letter lena padega jaise hame bhaut sare brand k products sell karne hai ..ya ik hi letters se kaam chal jaayega..
Sabse lena hoga
@@EcommerceTalksOfficial Thanks bhai.
Kitna charge krte hai and..kha se milega..
Offline me.authorisation latter
Sir jese hum kaafi saare non brand products lete hai and to sabhi ka ese hi approval lena padega Amazon sai before listing please reply🙏
Sir agar hum kisi brand ke authorized delaer ke paas jakr kisi samaan ki 1-1 quantity lete hai aur bill lete hai to usse hume approvel mil jayega kya
Quantity 12 honi chahiye
Sir pls btyio self declaration me kya likhna hai 😊
Bhai amazon per meri listing Generic brand se hai mai ab is listing ko edit kar ke apne brand se list karna chahta hu kya ho sakta hai
Bhai listing edit karo brand change ho raha he to ho jaye ga nahi to new listing karni hogi
Very informative please tell whether for every invoice containing same items brand approval is to be taken.
Hello Sir Mera khud ka product Hai lekin mere pass trademark Nahi Hai to Kya me flip kart pr sell kar sakta hu ?🙏
Category kon si he?
@@EcommerceTalksOfficial perfume attar, artificial jewellery, mobile accessories
Nice information sir
Kya sir Ap muje invoice ya o.letter ki kopi matlab namuna de sakte ho???
Muje nahi pata ki invoice me kya hota he
Ha yrr mujhe bhi kuch nhi pta😔😔
@@dkr81254 Bina brand ke selling all
@@omge.y.e490 kaha pe meesho ya Amazon Flipkart pe bhi
Mesho and Flipkart
@@omge.y.e490 aur Amazon pe nhi ho payega kya
Flipkart ki service available nhi h mere pin code pe
How i can get brand approvel for louis vuitton bags
brand se hi sell karna compulsary hai kya no brand se nahi sell kar sakte hai .anser mi please
Yes bina brand ka bhi products app sell kar sakte he
@@EcommerceTalksOfficial brand ka saman same city se hi lena hota hai.dusre city se nahi le sakte authotication nahi milega ya invoice se.chote city me saman sa nahi mikta dusri jagese lena padta hai to invoice se kar sakte hai ya nahi.
Listening krne pr product id yahi bar code or brand name mang rha h muje kichen ke non brand item sale krne h to mein product id or brand name kha se lau pls muje batiye sir iska kya prosess hai pls share
Kya yeh approval Har bar mil jata hai ya fir brand ke upar dependent hai hum approval ke liye ?
Sir billing kitne ki honi chahiye, kam se kam
5000 ki billing pr brand approval mil jayega kya
Sir mere pas invoice singl product ki nhi he bulk product ki he to kya usse kam chl jayega ya alg alg product ki alg alg invoic leni pdegi plz rply sir
Chal jaye ga bhai
Hello Sir, I am selling plastic Necklace. But when I add delivery changes , it is showing You can't add delivery charges in this vertical. So How can we make proper money from this product.
Branded products genric m sell kar skte h bina brand
authrization
Ye bro kr skte h but there will be no value of the product
Bhai har company k brand ka approval lena padega kya? Ek baar approval lene ke baad kisi bhi brand k product sell kat sakte hain kya? Please bhai btaye
Hi, Maine v upload kiya tha invice flipkart pe lekin reject ho gaya. please guide
Invoice jisse liya tha wo authorised nhi hoga
@@itz_jannu bhai hmne ek product purchase Kiya th meesho se uspe invoice no aur gstin sari details likhi h to kya yahi product sell kr skte h aur invoice no use kr skte h
Apne brand ka kese approval ke invoice se pls bataue
Sir aisi hi meesho or amazon ke liye video bnao
Aagar Hamare Shop ke name se Tredmark banaya to ham ... Other brand ke products Amazon Flipkart pe Sell kar shkaate hai kya.... 🙌🙌 Jeyshe ki mobile, charger, power bank.... Mi, vivo, oppo ke brand.... 🙌🙏🏻
Nahi trademark ka class hota he jis class me app tm lege usi class ke product sell kar pao ge
@@EcommerceTalksOfficial Sir ji Hame All Category Ke Mobile Phone Sell Karane Hai... To Aap Hi Batayiye.... Konshi class ka Tredmark lena badega....🙌🙏🏻
Sir kesi.bhi brand ka athuratoin later kese milega jese kapiva shilajit hogya ase ase bade bade barnd se kese contact karin
how much time it takes after in progress shown for gate approval ?*********
48hr
Sir ldc detail kha se laaye usma
Cetificake no. Or tax details kha se laaye mane bina gst ke flipkart account banaya ha or account verification pending dika rha ha Mera pasa bi ni aaya isliya or ma Paresaan hi plz help 🙏
Thank you very helpful
Sir smart ya earbuds ka mil jaye ga
Bhai kya approval lene k baad same brand ka koi bhi products sell kr skte hai????
Haa bhi sirf wahi category me jisme approval mila he
Mujhe jis brand me sell krna h wo bhut unique n imported clothing manufacturing brand h wo result avl.nhi h to me kya kr skta hu ?
Bhai ye jo hum invoice upload krte hai, to hum apne product usi authorised dealer se purchase kare hamesha, aisa compulsory hai??
Nah bhai aisa koi zaruri nhi h…
Bas authorised dealer se lena chahe kisi se bhi
i am purchasing multiple branded products from B2B market online ( UDAAN ) in single invoice. How can i get authorization letter and how to apply for brand approval. can u plz give me solution.
Upload same bill in every brand approval
@@EcommerceTalksOfficial tq. Is this invoice copy ok or required any authorization letter for brand approval
Aproval hone m kitna time lagta h
Agar jyada time lage to kaam turant start kaise kare
If I have purchased branded product from amazon, can I sell same product with same brand name in flipkart with Amazon GST invoice
How will you earn brother?
Sar Ham Distributer Se Jis Prodect Ka Invoice Lete hain us prodect ki kitni quantity honi chaiye ki hame brand approval mil jaye please reply me sar kafi time se try kr rha hu es cheez ke bare me kanhi se kuch pata nhi chal rha please reply me sar
12 pcs tak me mil jaye ga approval
@@EcommerceTalksOfficial सर यह ब्रांड का अप्रूवल मिलने के बाद क्या हमको हर एक प्रोडक्ट का इनवॉइस मीशो को देना पड़ेगा या फिर पहले ही इनवॉइस में सारी कैटेगरी को मेंशन कर प्लीज मुझे बताओ
Ek brand ka approval ek hi bar lena hota he
Artificial jewellery selling पर भी brand approval लेना पड़ेगा ll
bhai amazon pe bta do ki gtin exemption with brand approval kaise lete hai
Ok bhai
Kin side pe brand apporvel lena padta h
Sir mai 2-3 brand ko sell kar sakti hu or authorization letter le sakti hu
Hiii
Bhai brand authorisation letter India post se ghar per aata hai kya. Yah brand authorisation letter download karne ka option mil jata hai.
Koi bhi company brand authorisation letter Nahin de rahi hai.
main bluei company se contact Kiya lekin vah bol rahe tha ki Amazon per bechne ke liye ham allow Nahin karte. Aur unhone kaha ki ham Flipkart par dil kar chuke hain.
Ek dusri company hai 'halla bol' . Halla bol company se mahine brand authorisation letter maga To usane kaha ki brand authorisation letter ham sirf distributor ko dete hai.
Bhai is per koi solution batao please. Kya distributor ke invoice ke through band authorisation letter le sakte hai.kya brand authorisation letter vahi se download ho jata hai ya courier post se hamare ghar aata hai. download kaise
Bhai jis distributor ko authorisation letter mila he uske invoice se apko approval mil jaye ga
Lekin vah GST bill dene ke liye taiyar Nahin hai
Kisi or area ke distributor se baat karo bhai
Sir trademark status registered ho gaya h... examination report se trademark aproval mil sakta h kya Flipkart Amazon per? Please reply
Sirf ek bar hi lena padega brand approval
Bad me sabhi product sale kar sakte he kya
Very nice information thankyou
Sir invoice Lene kliye hum dealer SE contact kaise Kare ??
How to find out who is area distributor?
Amazon pe kaise apply kare ?
bro maine 1 lakh ka product authorized dealer se liya and brand approval milne ke baad sell bhi kar liya phir se same product authorized dealer se purchase ke baad again approval lena padega ya pehle wale approval se sell kar sakte hai
Fir se approval nahi lena hoga
Sir ek doubt ye hai..ki agr mai same brand ka koi other products sell kruga to fir se approval lena pdega..ki ussi approval se ho jayega ?..plz reply sir
No bhi ek hi bar lena hoga same category me
@@EcommerceTalksOfficial invoice se ho jyega
Yes
Bhai ji Meesho ka bhi bata do kaise karey
Hello bhai mai saree manufacturer hun mujhe saree listing karni hai to mai kaise brand approval karu
Appke pass tradmark he
@@EcommerceTalksOfficial no
Bhai mai saree sell karna chahta hu jo ki maine purchase kia hai 1 pvt ltd company se or mera firm hai to mai kaise le sakta hu....??
Apko unse gst bill lena hoga
@@EcommerceTalksOfficial mera business gst se hi hota hai mere pas h gst bill
Ok usi bill ka use kar ke brand approval mil jaye ga
@@EcommerceTalksOfficial disapprove ho gya
@@EcommerceTalksOfficial trademark certificate mang rha h
Tqqq sir 🤑
Bhai kitne paise lgte hai plz reply
Please send Application format for self brand approval for Flipkart
Koi example share kr skhte ho invoice ka mene invoice upload ki reject ho gyie me khud wholesaler hu spices ka.
Ok i share in my next video
Meshoo pe brand approval lena padta h??
Yes
Authorisation letter lene k liye kitna charge krte hai plz koi plz????
Ye company pe depend karta he jis company se aap le rahe ho
Mobile phone ke liye kese loo...bill me kiya kiya hona chahiye
Supplier ka gst number or address or seller ka gst number
@@EcommerceTalksOfficial bro sob Kuch h phir vi rejected ho Goya.
Case creat kar ke customer care se baat kar lo bhai
Bhai..kitna charge krte hai and offline me kha se milega???
Sir mujhe ek problem aa rahi h.. approval disapprove ho rha h bar. Bar. Reason aara h , unable to authenticate. Kindly reply the valid invoice copy.. authenticate samjh nhi aarha h
Yes brother mere pass bhi yahi show kr rha h aapka hua kya approved???
Bhai kya me ek baar brand approval lene k bad kisi dusre supplier se product le sakta hu
Ha
Thanks ..
Any social media app
Sir image daalne pe video bna dijiye phone pe click krke daalta hu.. to dal hi nhi rhi... resolution ka chkr hai kus
Image editing ka video banaya hu bhai
Bhai kya ye brand approval easily mil jata h ya kuch cases me reject bi ho jata h...means approve hone k kitne chances h?
100% ho jata he bhai mujhe mila he
Brands with Special Characters Not Allowed | Please share the brand name without using any special characters/Symbols (TM,R,+,_,=) for approval. Yeh likh ker aya hai is case me kaise approval le.
Apko brand name ke satha ki special character nahi add karna he only brand name likhe
Sir mai job karta hu Jahan per job karta hun uska brand approval hai aur
trademark v hai lakin sir huma pata kisa chale sir ki
trademark kis Jagah milega sir Kaise Pata chalega sir plese app bata o sir kis se pucca sir
Trademark apko online apply karna hota he
SIR BRAND APPROVAL KA REPLY kab tak ata hai. JO YE AAPNE KIYA ISKA
48 hr tak me mostly mil jata he
@@EcommerceTalksOfficial THANK U SIR
Flipkart is asking for online brand Authorization letter from brand to sell on flipkart for Intex company
Yes brand products me chahiye hoga ya fir aap invoice se bhi le sakte ho
Ye invoice brand authorised dealer ka hi chahiye ya kisi bhi seller ka lga skte hai ??
yeh apka khud ka brand h ya kisi ke brand ka approval le rahe hain ap ?
Kisi or ka brand he
khud ke brand ka approval kese karenge ?
Wrong information. Maine toh invoice bhi de diya toh bhi mere se brand approval letter k liye bol rhe.
flipkart seller me brand approval hone ke baad kya hota h?
Products selling
Apprual kitne time me milta hai?
24 hr me mil jata he
Bro.... after applying approval application..kitna time liyega approve honeme?
2 day tak
Bhai ye btaye naa kitne kaa maal purchase krna pdegaa unse...
Koi limit nahi he 5 se 6 pic ek items ka le lo ho jaye ga
Sir jis tara app flipkart mai category approval Kaise Lete Hain Brand authorisation letter upload kaise karna hai brand logo bataen aapane Mera doubt clear Ho Gaya Flipkart sir clear Ho Gay thinks sir
Lakin sir Amazon par brand register hai sir or kuch products ki listing Ho rakhi hai Example bag backpack or mere pass brand authorisation letter Hai pravite level ka brand Hai EAN UPC code hai to app Jaise app Flipkart Mein bataen Na Usi Tarah Amazon Mein bataiye sir please sir app he mare problem solve kar sakte hain
Bhai jese apke pass brand approval he to apko gtin lena hoga or approval latter dena hoga jo apke pass he.
@@EcommerceTalksOfficial sir Kya app channel per video hai
Yes Amazon GTIN PROTALK search karo mil jaye ga
@@EcommerceTalksOfficial sir app Jis Jagah per GRD dale tha hum us Jagah per apna brand ka name Dal dia cheack availity par click kar diya lakin Add product ka option aa gaya sir ji sir to hum Kya kare brand register hai sir to app mera help kar do sir please sir
Aap insta pe dm kijiye me apko what's app number deta hu insta id @theprakashkeshri
How I can get approval on Amazon... Please guide...
Video coming soon
Bhai moro missing
Sir apke sath contact kesay kre
Bhai Amazone pe kese lenge brand aproveal
Video available he bhai
Invoice kha se laye
SEXUAL WELLNESS ME PRODUCTS KO APROVE KARAYE
har product ke liye alag alag brand approve karana hoga
Har category me ek bar
I want to sell protein powder on flipkart