RRB JE S and T Signal Job Profile |Training ,Duties ,Salary Promotion |

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 3 січ 2025

КОМЕНТАРІ • 8

  • @nishantsharma5640
    @nishantsharma5640 19 годин тому

    Sir
    Technician grade 3 track machine or grade 3 S and T m kon si acchi h departmental promotion kisme fast h

  • @SUJITKUMAR-cy1kl
    @SUJITKUMAR-cy1kl 2 дні тому

    Technician ki promotion ki scope kishme jayada hai signal or telecom

  • @shubhamsaini4287
    @shubhamsaini4287 3 дні тому

    S&t technician grade 3 ki bhi working kya hoti he

    • @dyadavvlog1341
      @dyadavvlog1341  3 дні тому

      ua-cam.com/video/tbm4dGoeMxo/v-deo.htmlsi=Bl2sinPOh6b-o1N1

  • @Ssc2992
    @Ssc2992 3 дні тому

    Week me kitne din chhutti rhti h
    Or work duty hours kitna hota h

    • @dyadavvlog1341
      @dyadavvlog1341  3 дні тому

      Duty hours 8-16 ya 9-17 (8 hours) ki hoti hai lekin as a supervisor aap 24 hours kabhi bhi failure hone per aapko jana padega week me 1 din rest rahta hai lekin rest me bhi headquarter se bahar kahin jate hain to apne CSI ya ADSTE ko batana padega agar rest me hain agar kahin failure ho gaya to Rest cancel bhi ho jayega agar night me failure attend kiye hain to day me duty apne anusar ja sakte hain aisa nahi ki 8 ya 9 baje hi jana hai baki apne section ke aap supervisor hain to jaruri nahin hai ki 8 baje ya 9 baje hi jana ya 17 baje hi aana hai thoda bahut aage pichhe apne anusar ja aa sakte hain baki apne section ke Gear ka Sahi maintenance karwana aapki responsibility hogi |

  • @Ssc2992
    @Ssc2992 3 дні тому

    Training time m ek din me kitne ghante ki training rhti hi

    • @dyadavvlog1341
      @dyadavvlog1341  3 дні тому

      Main training Institute me hi hota hai Institute me aap jaise school me class karte hain waise hi Institute me class karna padega 8 se 16 ya jo time fix rahega alag alag class honge bich me lunch break hoga theory ke bad practical bhi hoga study tour bhi karaya jayega jahan tak line training ki baat hai usme jyada kuch nahi karna rahta SSE ya JE ke sath daily ki working ko dekhiae thoda bahut diary mein note kariye daily diary maintain karna rahega Kyunki kabhi bhi aapke DSTE Sahab learning ke bare mein poochh sakte hain Baki aapke sath SSE acche rahenge to time fix nahin rahega aapko pahle bhi chhod denge ya kabhi manage bhi (1 day) ,kar denge