@@moving.piston The new portable fast charger sold for Ola can be used in Shell, Jio and other charging places (3phase maybe required) to fast charge your Scooter and enable longer distance travel on S1 Pro or S1 X 4 Kwh.
mode me aapki power bhadhti hai. mene use bahut kam power ki hai isliye itna chali. samjhana yahi tha ki mode chahe koi ho range aapko speed ke according milegi.
Aapne jese soft acceleration or 40kmhr ke baare me bataya wese hi petrol vehicle me laagu hota he mileage badaane me? Ya hard-soft me same mileage degi?
Petrol me bhi lagi hota hai. Bt apko itna frk ni dikhega. Ev me fix hai ki range kya bachi hai. Calculation sab samne rehta hai. Petrol me apko dikhta ni hai. Petrol gadi me kabhi itna dhyan bhi ni diya jata hai. Kam ho fuel fir dalwa lo. ☺️
@@moving.piston achha bhai mere area jo ola ka showroom hai bhout hi ganda service deta hai helmet dena chodo charger ke bhi paise deta hai ye kuch kuch logo se
Bro company wale agar parts service center pe rakhne lage to bahut frk padega. Seen ye hai k ek nut bhi mahino k wait ke baad mil pata hai. Jab tak parts or baki cheje center pe ni pahuchegi koi Macanic chah kar bhi theek ni kr sakta hai. Rate kam krne se jyada dhyan purane user pe dena chahiye bro. Goodwill tabhi banegi. 😊
Kahane ko aapane hyper mod laga rakha hai Baki sare kam Eco mod ke hi hain hyper mode is liye nahin hota hai ki usko 40 ki speed mein chalaye gadi me har mod ka alag purpose hai to aap actual mein Eco mod hi chala rahe ho logo ko bewakoof mt banaiye ola ki jaise agar video banana hai to ola ki actual range and actual speed Google map ke hisab se dikhaeye ya kisi other ev vida ya iqub se compare kijiye
My dear Ye jo test hai vo power ke according hai jaha pe moter ki power .6 kw rakhi gayi hai. Iske baad ka test .3kw pe kia hai. Next 1.2 kw pe ayega yaha pe aap ye na dekhiye ki speed kya hai. Kyunki hme wah/km power ke according kya milega ye pata krna hai uspe ye range aayi hai. Hyper mode hai iska matlab ye ni hai ki hme 100+ hi chalna hai bhai. Power ke according range kya milti hai wo apni audience ko batana hai. Mode yaha pe eco bhi sakta tha normal ya sport range itni hi aati har mode me yahi batane ki koshis kri hai yaar. Agar aaapne vlog pora dekha hoga to aaapko jawab mil jayega…. Ek baar dekh lete tab aap swal kare me riply fir dunga.
Bakwaas scooters he 1 day se display ka problem he baar baar reset karna padta he tab display on photo Baki hum password ki display hi nahi aati mat Lena instead of much better option available I have purchased ola s1 pro gen 2 and regret my decision please don’t be in trap after watching ola video
Vaise aap jo problem bata rahe ho ye mujhe bhi aaj aayi or do baar tuch kaam krna band kr deta hai kabhi kabhi blank ho jati hai. Vaise ye range test unke liye hai jo kharid chuke hai sath riding kaise kre k hme acchi range mile.baki problem bahut hai ye sach hai. Fir bhi sabse jyada yahi bikta hai.
Kya ola s1 pro se 200 km ki range taste possible hai kisi bhi mode me single full battery charge me agar hai to 200 km range nikal kar dikhao.......
Kitne logo ko lagta hai possible hai like kro.
@@moving.piston possible nahi hai
possible hai, par practical nahi hai, 20-25 speed pe 200 + ka range milega, agar power 0.3 to 0.4 average rakha to milega.
@@moving.piston comment pinned karne ke liye thanks 🙏🙏
Possible he ek bande ne Kari he lekin speed 20 se 25 rakhna padega range 200 plus ajayegi
Sir ola s1x ki range test kro big fan❤
Hyper mode ko eco ke jaise chalaoge to eco ki hi range milegi na.
Hmmm
Yahi to smjhana hai.
@@moving.piston Ha to hyper mode ka kya fayda. Eco me hi chalao
40 pe hi cruise karna hai to hyper mode ka kya fayda.
Basically modes ka matlab sirf max power set karne ke liye h
Sahi kaha aapne bro.
सच मे बहोत मेहनत करी है आपने
Thanks
Shukria bhai ji 😌
Single rider full charge pe 110 jari hai normal mode
speed kam kare range mil jayegi
Nice work
😄
sayad aesi video kabhi kisi ne nhi bnayi hogi👍🏻
Thanks bro. Next me kya dekhna chahoge aap jo kisi ne na banayi ho bataoo bro. Marg darshan kare aap hi 😁
@@moving.piston thik hai koi subject milta hai to bata dunga
Normal mode pe 2 logonka cruise mode pe total range kitna milega o video banayiye knyuki maine abhi nayi li hai gen2 😃 bro same colour Stellar blue 🔵💙
@prasaddhumal bro channel pe already hai video.
@@moving.piston ok
Keep it up Bro
Always
60 ke niche chalao to sab overtake kar jate hai, 60 ke upar chalao to range kam milta hai, ye sirf city ride ke liye thik hai.
Bro Abhi to starting hui india me.Battry’s jab tak higher kw ki ni ayegi tab tak range acchi ni milegi
ha bhai, range bhi chahiye aur charging network bhi jyada hona chahiye, Jab tak koi problem nahi hota, its the best scooter.
all ev user needs charging infra and good service.
@@moving.piston The new portable fast charger sold for Ola can be used in Shell, Jio and other charging places (3phase maybe required) to fast charge your Scooter and enable longer distance travel on S1 Pro or S1 X 4 Kwh.
Bhai meri new gen 2 sports mode me hi reduce performance switch to normal mode a jata hai tune hyper mode kese chlaya
mode me aapki power bhadhti hai. mene use bahut kam power ki hai isliye itna chali. samjhana yahi tha ki mode chahe koi ho range aapko speed ke according milegi.
nice video, main bhi highway pe hyper pe ride karta hu, lekin jyada der 90-100 chala nahi sakte performance drop hota hai.
Bilkul moter heating ki problem aayegi. 👍
111 ki speed me moter ke power 6.2 kw ki lagti hai. 🤪
Mode se zada speed se farak padhta h
Yess Bhaijaan
Its true i was already done 2 month back 👍
Ola ka range aachya hai
Mere se kharid lo mujhe gadi mein koi problem nahi but Mujhse iska look pasand nhi aa rhaa
Kaha se ho
Kha se ho
I m interested
Excellent video
Aapne jese soft acceleration or 40kmhr ke baare me bataya wese hi petrol vehicle me laagu hota he mileage badaane me? Ya hard-soft me same mileage degi?
Petrol me bhi lagi hota hai. Bt apko itna frk ni dikhega. Ev me fix hai ki range kya bachi hai. Calculation sab samne rehta hai. Petrol me apko dikhta ni hai.
Petrol gadi me kabhi itna dhyan bhi ni diya jata hai. Kam ho fuel fir dalwa lo. ☺️
Bhai dual seat me 70-80 k speed pe dekho kitna range milta hai
Ok ye to 2 ghante bhi ni lagenge karne me
Yes do it 🙌
Power kaise check kar rhe hai
MoveOs 4 me apko milega
@@moving.piston Mil gaya, move os 4 update karne ke baad👍👍
Good job bhai aap ne bhut mehnat ki hai
Thanks 🙏
❤️❤️
Pehla comment hai jisne mehnat pe dhyaan diya. ☺️
Raiding setting?
Only ride in hyper mode with 0.6 kwh Power of moter
Interesting video❤
Good job 👍🏻
Shukria 😎
Good job
Iske boot mai helmet agyaga hoga kya
Ha easily aa jata hai helmet or charger both
@@moving.piston ok full frame wala helmet ya half?
@aviipatil Ola helmet half jo milta hai sath me
@@moving.piston achha bhai mere area jo ola ka showroom hai bhout hi ganda service deta hai helmet dena chodo charger ke bhi paise deta hai ye kuch kuch logo se
@@moving.piston mai yahi lene wala tha lekin mujhe hub motor wala scotty chaiye rat ke wajase
After sales service worst hai ola
Bro company wale agar parts service center pe rakhne lage to bahut frk padega. Seen ye hai k ek nut bhi mahino k wait ke baad mil pata hai. Jab tak parts or baki cheje center pe ni pahuchegi koi Macanic chah kar bhi theek ni kr sakta hai. Rate kam krne se jyada dhyan purane user pe dena chahiye bro. Goodwill tabhi banegi. 😊
Kahane ko aapane hyper mod laga rakha hai Baki sare kam Eco mod ke hi hain hyper mode is liye nahin hota hai ki usko 40 ki speed mein chalaye gadi me har mod ka alag purpose hai to aap actual mein Eco mod hi chala rahe ho logo ko bewakoof mt banaiye ola ki jaise agar video banana hai to ola ki actual range and actual speed Google map ke hisab se dikhaeye ya kisi other ev vida ya iqub se compare kijiye
My dear
Ye jo test hai vo power ke according hai jaha pe moter ki power .6 kw rakhi gayi hai. Iske baad ka test .3kw pe kia hai. Next 1.2 kw pe ayega yaha pe aap ye na dekhiye ki speed kya hai. Kyunki hme wah/km power ke according kya milega ye pata krna hai uspe ye range aayi hai. Hyper mode hai iska matlab ye ni hai ki hme 100+ hi chalna hai bhai.
Power ke according range kya milti hai wo apni audience ko batana hai. Mode yaha pe eco bhi sakta tha normal ya sport range itni hi aati har mode me yahi batane ki koshis kri hai yaar. Agar aaapne vlog pora dekha hoga to aaapko jawab mil jayega…. Ek baar dekh lete tab aap swal kare me riply fir dunga.
Free helmet melata hai na or we have to pay ?
Pay karna hota hai bro.
@@moving.piston aagara pay nahi Keya tho nahi melaga ?
@sushant9806 bhai bina pay kiye scooter hi ni bill hoga.
@@moving.piston aara bus helmet ka bol raha hu helmet Kaleya extra pay kar na pad ta hai kya ?
@@sushant9806 Haa bro
Gen2 hai na ?
Ha bro Gen 2 hai 😎
Achaa
200 + wala kre bolo pore 10 ghante chalane padegi ?
Survice bakwas he or careless kam krte he sath hi customer ko kese handle karna he ye bhi nhi jante
Bakwaas scooters he 1 day se display ka problem he baar baar reset karna padta he tab display on photo Baki hum password ki display hi nahi aati mat Lena instead of much better option available I have purchased ola s1 pro gen 2 and regret my decision please don’t be in trap after watching ola video
Vaise aap jo problem bata rahe ho ye mujhe bhi aaj aayi or do baar tuch kaam krna band kr deta hai kabhi kabhi blank ho jati hai.
Vaise ye range test unke liye hai jo kharid chuke hai sath riding kaise kre k hme acchi range mile.baki problem bahut hai ye sach hai. Fir bhi sabse jyada yahi bikta hai.