Aapke Vichare se main 101% sahmat hun Jindagi me Maine bahut utar charrhav dekha hai,bahut bar aisa laga ki meri kismet Mera sath puri Tarah chhorr chuki hai,Lakin tabhi kuchh aisa hone hone laga ki kismet puri Tarah se sath Dene lagi hai aur meri Manorama puri ho rahi hai Main Tula lagna aur Tula Rashi ka jatak hun Mere bhagyesh budh 11th house me Surya ki Rashi Singh Rashi me blithe hain Meri kundali me lagna me Chandra aur Mangal hain Saptam sthan me gurudev virajman hain 10th house me Surya Dev,shukra aur ketu hain Shani Dev kundali ke 12 house me kanya Rashi me hain Aaj Mere Putra aur putri Viresh me achhi Tarah se settled hain Ek bat puchhna chaeta hun ki panchmesh agar 12th house me hon to Santan dur ya videsh me Chale Jate hain Aapko Mera naman hai❤
Aaaaahhhhhaaaaaa Aaj tk kisi ki video mein mujhe itna steek perbhavi and tark ke saath samjhane ka kaam nazar nahi aaya..bahut saal se try kr rhi hun ,seekh rhi hun ki apne bachon ki kundli dekh paaun..maansagri,bhrigu s.bhi read ki hai...salute aapko Aap bahut aage jayen yeh hmari dua hai🙏🙏
Aacchi jankari dedi Outstanding sir लेकिन क्षमा kare कर्क लग्न कुंभ राशी 9 भाव me शनी केतू युती 6 भाव मे गुरू है लेकिन age 27 है करियर मे stability nahi hai काम बार बर Chut जाता है कृपया मार्गदर्शन kare
Sir Bhav chalit ke baare mein bhi video kijiye..Aapko jab kundali dikhaya tha.. Audio recording mein aap chalit ke baare mein nahi bole..Graha bhaut moment hue the bhav chalit mein.. Kyun ki bhav chalit important hai..Uske baare mein bhi video kijiye..
धन्यवाद सर, मेरा लग्न कर्क है लग्नेश उच्च के है चरण 2 ग्यारवे भाव मे, नवम भाव का स्वामी सप्तम मे श्रवण नक्षत्र चरण 3 मे ओर सप्तम का स्वामी नवम मे रेवती नक्षत्र चरण 3 मे परिवर्तन योग मे है दोनो ग्रह वक्री भी है क्या मुझे भाग्य का साथ हमेशा मिलेगा? पत्नी सर्वगुण संपन्न होगी? Plz sir answer do?
Mesh lagna ki kundali hai Bhagya bhav me number 9 likha hai, guru 7 bhav me akele hai tula rashi 28,1degree.... Aur 9 bhav me Shani Maharaj virajmaan hai... Umar hai 63
Guru ji yadi chandrama aur 1 hai and chandrama aur Surya hai.. to dono me bonding kaisi hogi bhagya ke liye.... Life me problems Bahu aarahi hai.. mere husband ka chandrama 5 hai aur mere me chandrama 1 likha hai. Plz guide.
अच्छी जानकारी 👍 मकर लगन की कुंडली में भाग्येश बुध यदि १० भाव में सूर्य के साथ हो तो क्या होगा और मंगल नवम भाव में बैठे है.। मकर लगन के कारक शुक्र ग्रह १२ भाव में केतु के साथ बैठे है pls बताए 🙏 I m much worried about my son's career growth Its very embarrassing me that my son at the age of २२ he is not doing job😔 He wants to become a footballer ,Pls reply me🙏🙏
Guru ji mera bhagya bhav swami mangal hain singh lagan kundli main. Aur woh 7 bhav yani sani ki rasi main hai.. shani chart main tula rai ke swati nakshtr main hai ucch ho kar. Kaun se varsh honge aap ke anusar
Namaste ji🙏🏻 bhot badhiyan explanation. Mere 9th bhav mein Surya svarashi (leo) ka hai aur sath mein ketu bhi hai.. aap ke video se 24 saal mein Bhagyauday hota hai.. ab mein 35 ka ho gaya.. ab kab hoga bhagyauday kyonki bhagyesh svarashi ka hai
Sir, Singh lagn Mangal Shani guru lagn me hai, bhagyesh, labhesh Mangal hai...29 age me buisness emperor stand kiya but after marriage sab barbad ho gaya...7th house Shani, 11th Sun, 12th Rahu with budh, budh degree 0.5, Rahu 29 hai. Fir se stand karne life me nikala hu...kya koi ummid hai
नही सर जो होना है वो तो हो कर ही रहेगा लेकिन आपका भाग्य अगर अच्छा है तो आपको हमेशा अपनी परेशानियों से आसानी से छुटकारा मिल जाएगा अष्टम भाव से सिर्फ परेशानियों को नही देखा जाता है आठवां भाव आयु का भी है गुप्त धन का भी है अनुसंधान का भी है आकस्मिक घटनाओं का भी है
Sir mera sukra Lagnesh hoke 8 vaome pirit rahu se drist.4 vao me sani.budh 6 vao me pirit.7 sun/moon pirit.9 mangal.10 guru.sadi/carrier ke liye kiya karu?
Sir kya isme drishti bhi kaam karti h jaise mesh rashi in 9th house or mangal 5th house gure ke sath or shani in 3rd house 16 or 28 dono period ja chuke hain to 36 bhi lagu hoga isme 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Ji mein meena lagna ki huh guru 7th house aur shani 4th house mein hai aur mangal 10 th house mein hai aur 11th house mein surya budha sukra chandra ki yuti hai kya eia acha hai
🙏 mera makar lagna hai aur bhagyesh budh navam bhav me mangal ke saath virajmaan hai. Guru dusre bhav me vakri hai. Budh 6.30 deegree me aur mangal ast hai. Meri umra 44 yrs hai Prasna hai ki kya mera bhagya uday ab dobara nahi hoga???? Bhagyesh ko majboot kaise karna chahiye ????
छाया जी आपका बहुत-बहुत धन्यवाद आभार आपका भाग्योदय वर्ष उम्र के 16वें साल और उम्र के 32 में वर्ष होगा भाग्य भाव का स्वामी जब बारहवें भाव से संबंध बनाता है तब ऐसे में व्यक्ति का भाग्य उदय जन्म स्थान से दूर अर्थात विदेश में होता है विदेश से जुड़े कार्य करके व्यक्ति श्रेष्ठ सफलता प्राप्त करता है
भाग्य भाव का स्वामी शनि स्व राशि मे बुध के साथ स्थित है , लेकिन डिग्री बल कमज़ोर है (2-3 डिग्री ही है) , बुध लग्नेश है एवं बल 20 के आसपास है । तो क्या conclution निकले ??
Nice excellent good prediction
Sundar sir
Bahut accha ,bahut e accha.
Aapke Vichare se main 101% sahmat hun
Jindagi me Maine bahut utar charrhav dekha hai,bahut bar aisa laga ki meri kismet Mera sath puri Tarah chhorr chuki hai,Lakin tabhi kuchh aisa hone hone laga ki kismet puri Tarah se sath Dene lagi hai aur meri Manorama puri ho rahi hai
Main Tula lagna aur Tula Rashi ka jatak hun
Mere bhagyesh budh 11th house me Surya ki Rashi Singh Rashi me blithe hain
Meri kundali me lagna me Chandra aur Mangal hain
Saptam sthan me gurudev virajman hain
10th house me Surya Dev,shukra aur ketu hain
Shani Dev kundali ke 12 house me kanya Rashi me hain
Aaj Mere Putra aur putri Viresh me achhi Tarah se settled hain
Ek bat puchhna chaeta hun ki panchmesh agar 12th house me hon to Santan dur ya videsh me Chale Jate hain
Aapko Mera naman hai❤
Bahot achha laga.
🌹 जय सियाराम। 🌹
🙏 जय श्री बालाजी 🙏
Superb
Good jotish
अक्षय जी आपका बहुत-बहुत धन्यवाद
आभार
5:14 Venus in 9th House (Bhagyoday year - 25, 52)
Very nice video
Video like👍👍👍👍🙏🙏🙏
Bahut aacha Bata rahey hai
वाह , बहुत सुन्दर तरीके से समजाया सर
आपका बहुत-बहुत धन्यवाद आभार
आप का विश्लेषण और व्याख्या बहुत गजब का है
Very nice
Nice video guru ji
bahut accha guru ji
bilkul sahi kaha aapne bhagya ka matlab ye hota hai ki aapko maauka mile
ज्योतिषाचार्य सादर अभिवादन
गुरु जी धन्यवाद आपक भक्त योगेश पंडित ❤🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Bahut badhiya
Best way
Jay jay Ho MaHaKaL 🙏
You are positive person.
🙏🏻🙏🏻🙏🏻बहोत बढ़िया 🙏🏻
Informative video Guruji.. 🙏
Superb❤
Exellent explain🙏🙏
ॐ नमः शिवाय धन्यवाद ॐ नमो भगवते वासुदेवाय नमः धन्यवाद 🪷 🌹 🪷 🌹
Nice pandit ji
Very nice🙏
Bohot ache se samjhaya aapne sir
Very informative.
Sir aap itne ache se samjhate ho ki sb samajh aa jata h
6:02 Leo(5) sign in 9th House
Apka awaz bahut hi accha hai ,bahut hi acche tarike se aap explain karate ho AAP sir.
कविता जी आपका बहुत-बहुत धन्यवाद आभार
Absolutely correct 💯
Om namah shivay
🙏🙏🙏🙏
Pranam guru ji sahi bataya thanks
इंदु जी आपका बहुत-बहुत धन्यवाद आभार
Supper🎉 very deeply explained sr 🙏🏻
Nice bro.
🙏🙏👌👍💐
Aaaaahhhhhaaaaaa
Aaj tk kisi ki video mein mujhe itna steek perbhavi and tark ke saath samjhane ka kaam nazar nahi aaya..bahut saal se try kr rhi hun ,seekh rhi hun ki apne bachon ki kundli dekh paaun..maansagri,bhrigu s.bhi read ki hai...salute aapko
Aap bahut aage jayen yeh hmari dua hai🙏🙏
सुनीता जी आपका बहुत बहुत धन्यवाद
आभार
आप बहुत अच्छे से समझाते हैं
Kya baat h
Pranam guru ji kabhi kabhi kundli vishleshan bhi kiya kare . Lottery system se.
7:30 Shani
7:45 rahu ketu
आज तक मैंने इतना अच्छा ज्योतिष का सरल तरीका नहीं देखा हम अयोध्या वासी इतना समय तरीका आज तक नहीं
शिखा जी आपका बहुत-बहुत धन्यवाद आभार
@@tathastuanubhav..9999 मां दुर्गा से मेरी प्रार्थना है कि आप बहुत आगे जाएं
@@tathastuanubhav..9999 आपने जवाब दिया इसके लिए आपको हृदय से प्रणाम करती हूं
@@tathastuanubhav..9999गुरुजी आपने अभितक बुध राहु केतु की लग्न पर दृष्टी का video नही बनाया,. Please जल्दी बनाये 🙏
कोटिशः धन्यवाद
Excellent explanation !!!👌👌👌
Nice
Aapne kha se seekha h.. you elaborate very well
Guruji pranam!!! Very informative video and that too with example.
प्रवीण जी आपका बहुत-बहुत धन्यवाद आभार
@@tathastuanubhav..9999 mere bhagesh 5th house me h Surya shani k sath 😐😏 29-30 unmarried unemployed
🙏 bhagyesh ko majboot karne ka upay bhi bataye pls
Aacchi jankari dedi Outstanding sir
लेकिन क्षमा kare कर्क लग्न कुंभ राशी 9 भाव me
शनी केतू युती 6 भाव मे गुरू है लेकिन age 27
है करियर मे stability nahi hai काम बार बर
Chut जाता है कृपया मार्गदर्शन kare
Sir Bhav chalit ke baare mein bhi video kijiye..Aapko jab kundali dikhaya tha.. Audio recording mein aap chalit ke baare mein nahi bole..Graha bhaut moment hue the bhav chalit mein.. Kyun ki bhav chalit important hai..Uske baare mein bhi video kijiye..
Jai shree Ram
Thanks for encouraging us 🙏
Sadar Jay Sri Krishna
उमा नाथ जी आपका बहुत-बहुत धन्यवाद आभार
Pranam guru g
धन्यवाद सर, मेरा लग्न कर्क है लग्नेश उच्च के है चरण 2 ग्यारवे भाव मे, नवम भाव का स्वामी सप्तम मे श्रवण नक्षत्र चरण 3 मे ओर सप्तम का स्वामी नवम मे रेवती नक्षत्र चरण 3 मे परिवर्तन योग मे है दोनो ग्रह वक्री भी है क्या मुझे भाग्य का साथ हमेशा मिलेगा?
पत्नी सर्वगुण संपन्न होगी?
Plz sir answer do?
Mesh lagna ki kundali hai
Bhagya bhav me number 9 likha hai,
guru 7 bhav me akele hai tula rashi 28,1degree....
Aur 9 bhav me Shani Maharaj virajmaan hai... Umar hai 63
Om namah shivaya 🙏
Guru ji yadi chandrama aur 1 hai and chandrama aur Surya hai.. to dono me bonding kaisi hogi bhagya ke liye.... Life me problems Bahu aarahi hai.. mere husband ka chandrama 5 hai aur mere me chandrama 1 likha hai. Plz guide.
सर जी कुंडली देखने के लिए जन्म लग्न के हिसाब से या चन्द्र कुंडली के हिसाब से देखा जाता है?
Sir kundli me 9th house me 5 number lika hai our 9th house me Chandra hai to kitne saal me bhagya Uday hoga ?????
Degree कैसे देखे गुरुजी?
ईसपर भी Video बनाये.
Sinh rashi hai 9 house me .24year me Mera bhagyoday hua h.
अच्छी जानकारी 👍
मकर लगन की कुंडली में भाग्येश बुध यदि १० भाव में सूर्य के साथ हो तो क्या होगा और मंगल नवम भाव में बैठे है.। मकर लगन के कारक शुक्र ग्रह १२ भाव में केतु के साथ बैठे है pls बताए 🙏
I m much worried about my son's career growth
Its very embarrassing me that my son at the age of २२ he is not doing job😔
He wants to become a footballer ,Pls reply me🙏🙏
Kya khu great
Guru ji mera bhagya bhav swami mangal hain singh lagan kundli main. Aur woh 7 bhav yani sani ki rasi main hai.. shani chart main tula rai ke swati nakshtr main hai ucch ho kar. Kaun se varsh honge aap ke anusar
Rahu mahadasha par vedio बनाओ plz
Kya vagya vab pe drista graha ke warsh me v vagyodaya ho sakta hai guru jyu
Bhagya me chandra mithun rashi me aur uska swami budh 4 the ghar me... Bataye panditji 🙏🏼
Sir shani or guru ki yuti ho nabam bhai me tab kis varsh bhagyoday hoga plz reply guru dev
Namaste ji🙏🏻 bhot badhiyan explanation. Mere 9th bhav mein Surya svarashi (leo) ka hai aur sath mein ketu bhi hai.. aap ke video se 24 saal mein Bhagyauday hota hai.. ab mein 35 ka ho gaya.. ab kab hoga bhagyauday kyonki bhagyesh svarashi ka hai
Maharaj aap Mumbai aa JAyen aap bhagwaan Swaroop puje jaayenge… sabse Pehle mein pahunchunga aap ke swagat ke liye
Guru ji mere bhagyesh Shani 6 house me Mangal ki rashi me hai to mera bhagyoday kab hoga
🙏
Sir, Singh lagn Mangal Shani guru lagn me hai, bhagyesh, labhesh Mangal hai...29 age me buisness emperor stand kiya but after marriage sab barbad ho gaya...7th house Shani, 11th Sun, 12th Rahu with budh, budh degree 0.5, Rahu 29 hai.
Fir se stand karne life me nikala hu...kya koi ummid hai
Guru bhagya ka lord kark lagan m combust ho to ya kare 3 Rd house me ....
Mere beta ka 9th house me 7 aur ketu baithe hai....🙏🕉️kripya batayen kaisa hai.....plzz reply me.
Ketu rahene se kitne years me vagooday hoga... Agar ketu strong ho
jab aap samne aa kar video banate hai taab baahut accha lagta hai
Mere 4 likha h par mangal baithe h usme vraschik lagan ki kundali h guru aur sury ki yuti lagan me mrat awastha me h dono kya fal dega guru ji
Gurujii, mere navam bhav mai mesh rashi hai aur mangal dev apni dusri rashi vrishchik rashi mai hai, to bhagya udye kab hoga, kripya ye bhi bataye 🙏
प्रणाम गुरु जी 🙏
सुखेश(शुक्र) और भाग्येश(गुरु) एक दूसरे से स्थान परिवर्तन के योग में तब इस स्थिति में भाग्योदय किस वर्ष में और कितनी बार होगा।
Sir 1 baar bhagyodaya guru k varsh me, dusri baar shukra k varsh me, atyant saral hai.
Achary ji mesh lagan me lagan he surya aur chandrama ki yuti ho toh ye raj yog hai yah amavasya
Sir Bhagya meaning vh sare sankat jo 8 house se related hai cut jayege....?
नही सर
जो होना है वो तो हो कर ही रहेगा
लेकिन आपका भाग्य अगर अच्छा है तो आपको हमेशा अपनी परेशानियों से आसानी से छुटकारा मिल जाएगा
अष्टम भाव से सिर्फ परेशानियों को नही देखा जाता है
आठवां भाव आयु का भी है गुप्त धन का भी है अनुसंधान का भी है
आकस्मिक घटनाओं का भी है
Sir jo problam 24 hours rhati hai 10..12.. years se.jaise black magic vo bhagha hata hata sakta hai?time poora hone par.Sir plz bataye 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@@anmollife3241jab apka 8th Lord ka antar ayega tab apko relief mil jayega
Sir mera sukra Lagnesh hoke 8 vaome pirit rahu se drist.4 vao me sani.budh 6 vao me pirit.7 sun/moon pirit.9 mangal.10 guru.sadi/carrier ke liye kiya karu?
Sir kya isme drishti bhi kaam karti h jaise mesh rashi in 9th house or mangal 5th house gure ke sath or shani in 3rd house 16 or 28 dono period ja chuke hain to 36 bhi lagu hoga isme 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Sir chandra aur shukra 8th house me hain, mangal aur ketu lagna me hain. Dhanu lagna hai kya kru ?
Guruji aagar vrashabh lagan me Shani bhagyesh hai aur 10th house me ho to kab hoga bhagya udhay
Ji mein meena lagna ki huh guru 7th house aur shani 4th house mein hai aur mangal 10 th house mein hai aur 11th house mein surya budha sukra chandra ki yuti hai kya eia acha hai
🙏 mera makar lagna hai aur bhagyesh budh navam bhav me mangal ke saath virajmaan hai. Guru dusre bhav me vakri hai. Budh 6.30 deegree me aur mangal ast hai. Meri umra 44 yrs hai
Prasna hai ki kya mera bhagya uday ab dobara nahi hoga????
Bhagyesh ko majboot kaise karna chahiye ????
I have ketu in 9th house in pisces,,jupiter is gemini 12th house...mera bhagyoday kiss saal me hoga🙏
छाया जी आपका बहुत-बहुत धन्यवाद आभार
आपका भाग्योदय वर्ष उम्र के 16वें साल और उम्र के 32 में वर्ष होगा
भाग्य भाव का स्वामी जब बारहवें भाव से संबंध बनाता है तब ऐसे में व्यक्ति का भाग्य उदय जन्म स्थान से दूर अर्थात विदेश में होता है विदेश से जुड़े कार्य करके व्यक्ति श्रेष्ठ सफलता प्राप्त करता है
Yadi bhagyesh apne hi rashi me ho to kya ek baar hi bhagyoday hoga??
Bhagyesh ..guru
Sitting in 5th
house sinha rashi
16th yr n 24 yr both gone ..
Am 43
Ab kab hoga bhagyoday
Namaskar guruji, vrishavh lagn,lgn me shani ,9th me rahu.kya hoga
Guru ji mere mere bhgesh surya hi but abhi tk nhi. Huva bhagya uday
Pooja
23_12_94
7:20am
Chittorgarh
भाग्य भाव का स्वामी शनि स्व राशि मे बुध के साथ स्थित है , लेकिन डिग्री बल कमज़ोर है (2-3 डिग्री ही है) , बुध लग्नेश है एवं बल 20 के आसपास है । तो क्या conclution निकले ??