Mere alto ke sath bhi same hua tha. Petrol fill Karne ke bad 3 -4 km me car zatke Marne lagi aur engine light aa gayi aur car stop hogai.fir normal start hogai aur engine light bhi chali gayi. Kya problem ho Sakti he.
Aj humara accident huya thaa... Then humari car yeh yellow light show kr rha tha.... Eski ky koi repair hoti hai nd jatke b mar rhi hai kitna kharcha ata hai???
@@kuldeeppahadi866 sir aage nd pichee dainting nd painting hogi.. Kitna khrcha aye ga.... Nd sir engin. Problem jo b ky insurance company claim degi...... Actually sir hm bohut tencion me hai.... Ek accident hogye dusra due to financial problem.. Paise b arange ni hoge... Lekin hmne insurance krwa rkha hai
@@nkaurrmehra9797 Agar insurance 1st party hai to usme dainting painting ka aapko clam mil jayega but engine m problem h to wo nahi milta h agar damage hua h to uska aapko mil sakta h
300 rupees but fir se aa gyi thi bad m oxigen sensor change karna pada tha jo 2900 ka h uski b video h Maine second hand liya tha 2200 m hi gya tha change
Which your used mobile apps ? For advance scan meaning ?
Aagar speed metre mai problem uss sai hoosakte hai
Bhai throttle clean karwata tha engine light jahi nai rahi scan bhi kar wa liya po123 error code ara erase karne k bad fhir a jati h
Mere alto ke sath bhi same hua tha. Petrol fill Karne ke bad 3 -4 km me car zatke Marne lagi aur engine light aa gayi aur car stop hogai.fir normal start hogai aur engine light bhi chali gayi. Kya problem ho Sakti he.
Ignition coil kamjor ho Raha usko aap chnge kar dejy 5 sal bafirk car chle ok sar
Aj humara accident huya thaa... Then humari car yeh yellow light show kr rha tha.... Eski ky koi repair hoti hai nd jatke b mar rhi hai kitna kharcha ata hai???
agar oxigen sensor damage hu hoga to 3000 tak ka aata h baki aap scan karwa lena usme pata chal jayegi problem
@@kuldeeppahadi866 sir aage nd pichee dainting nd painting hogi.. Kitna khrcha aye ga.... Nd sir engin. Problem jo b ky insurance company claim degi...... Actually sir hm bohut tencion me hai.... Ek accident hogye dusra due to financial problem.. Paise b arange ni hoge... Lekin hmne insurance krwa rkha hai
@@nkaurrmehra9797 Agar insurance 1st party hai to usme dainting painting ka aapko clam mil jayega but engine m problem h to wo nahi milta h agar damage hua h to uska aapko mil sakta h
@@nkaurrmehra9797 aap pata kr sakte ho apne maruti service center ja ke
@@kuldeeppahadi866 sir hm every year full insurance dete hai....... Wo de ge claim
Bhai Yah picture kis model Mein Aana shuru ho gaya tha
2019
Mere bhi ese signal diya tha kya problem hai sabji?.
Oxygen sensor m problem ho sakti h
Same bili King ho rahi hai
Kitna charge lete hai
350
Bhai ye sari light key lagane pe aati hai but start krne pe chali jati koi problem to nahi?
nahi bhai koi problem ni h start krne p chali jani chahiye
Kitna charge liya tha
300 rupees but fir se aa gyi thi bad m oxigen sensor change karna pada tha jo 2900 ka h uski b video h
Maine second hand liya tha 2200 m hi gya tha change
@@kuldeeppahadi866 ok
Mere Aajhi dikha rha h kya krna chahiye
Scan krwa lo kuch fault hoga to pata chal jayega