Masha Allah so delicious boht hi yummy sooji ka mokhadi halwa looks bohat hi zabardast Allah bohat bohat barkat de sister Apko Amern 🤲🤲🤲💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖😋😋😋🌹🌹🌹🌹😘😘😘😘😘😘
aap ne sugar ko zeada paka leya ha is leye karwa ho gaya ha, ab kuch nahi ho sakta ha chini jal gae ha, next time care kejiye ga ye halwa bohat tasty banta ha
chalain koi bat nahi, its okay, kabhi kabhi aisa ho jata ha, insaan har time to perfect nahi ho sakta, next time banain to zaroor comment kejiye ga k kesa bana
In Shaa Allah ان شاء اللہ ko Alg likha karin Aik sath likhny se mehni badal jaty hain is InShaa انشاء ka matlb hota hai paida karna پیدا کرنا Aur Is In Shaa ان شاء ka matlb hota hai , چاہے ؛چاہا ap sb Surah Waqiya ki Ayat no 35 Aur Surah Ahzab ki Ayat No 24 ko parh lain

1 cup suji main 1 cup ghee to bohat zeada ha, aap ne to recipe sahi follow hi nahi ki, dakhain ingredients ki sahi measurement banane ka tarika tips recipe k leye bohat zarori hota ha kuch recipes main aap apni marze ki changes nahi kar sakte, pleas recipe ko sahi follow kea karain takay time aur ingredients dono kharab na hon
ضلع اٹک کے پہاڑوں پہ دریائے سندھ کے کنارے پر واقع مکھڈ شریف نام سے ایک چھوٹا سا قصبہ آباد ہے۔ یہ حلوہ چکوال ،میانوالی،اٹک،کی مشہور ڈش ہے۔ اسی نسبت سے اسکا نام مکھڈی حلوہ ہے۔ نہ کہ مکھنڈی ۔۔۔شکریہ
This is authentic recipe chakwal side ki native dish ha wahan doodh nai pani main suj8 ko bhigo kur rukhta hain aur isko baagia hulwa kehta hain
thanks dear for your positive feedback 😊
look yummy and easy to cook
MashAllah ❤❤❤❤❤
واہ جی واہ کیا بات ہے کیا خوبصورت ریسپی بنائی ہے مکھنڈی حلوے کی❤🎉❤🎉❤🎉❤🎉❤🎉❤
Thanks 😊
Authentic recipes 👍
Bhut acha must wow yum
Yummy 😋😋😋
MashaAllah zbrdst
Zaroor inshaallah ❤
Masha Allah so delicious boht hi yummy sooji ka mokhadi halwa looks bohat hi zabardast Allah bohat bohat barkat de sister Apko Amern 🤲🤲🤲💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖😋😋😋🌹🌹🌹🌹😘😘😘😘😘😘
Mashaallah Subhanallah maza aagya kya recipe hai halwe ki ❤❤❤❤🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳
thanks ☺️
Masha Allah behtareen
Yummy yummy nice sharing zabardast ❤
Ager soji ko dodh main bhigoya jaye to halwa ka zaika or bhi zyada mazedar ho jata hai main bna kar azma chuki hun
Yes I do with milk
Good👍
thanks ☺️
❤بہت زبردست ماشاءاللہ
thanks
Yummy tasty yummy tasty yummy ❤
Masha Allah looks delicious 😋 your new subscriber ❤❤❤
I will try it
❤❤❤❤nice
Bht mzy ka banta ha ye halwa
😊 g mujhay bhi bohat pasand ha
Mam mukhandi nahi mukhadi halwa Naam hey Jo hamary gaon mukhad sharif(attock) ki wajah sey mashhoor hey
👍 g correction k leye bohat shukria 😊
Hm chakwal k Awan h ...ammi ny dodh me bhigo kr bnaya h
Mashallah bhot zabardast
thanks ☺️
Yummy ❤
Sôoo tempting really appreciate your efforts great job well done 👍🙂 thanks for sharing such a nice recipe 👍👍👍
Mjhe ye halwa bht pasand ha me zror bnaogi
zaroor insha Allah
Abhi try karnay laga hoon
Respect from America
Sure 👍 & thanks 😊
Tasty
Super delicious recipe ❤️ 🇦🇺
Lovely 😍
Thanks 🤗
@SadiaUzairsKitchen welcome
Very yummy and tasty makhandi halwa❤❤❤
Pani ki jhga dhod min bhigo k rhky to zhidha mazy k bany g
Delicious
Thanks ☺️
sis agr hlwa thora sa krwa ho jy to us K ly kia kren? mny bnya thora sa krwa bngya
aap ne sugar ko zeada paka leya ha is leye karwa ho gaya ha, ab kuch nahi ho sakta ha chini jal gae ha, next time care kejiye ga ye halwa bohat tasty banta ha
@SadiaUzairsKitchen g cheni ko ziyda pka liya tha next tym ni zyda pkongi thora sa krwa Hoya hy
chalain koi bat nahi, its okay, kabhi kabhi aisa ho jata ha, insaan har time to perfect nahi ho sakta, next time banain to zaroor comment kejiye ga k kesa bana
Gram mai sab cheezin btain ap
Mashallah
Nee subscriber here
Nice recipe
Salam. Thanks for this yummy halwa recipe. Maam yai pan ap nai kaha say liya hai pls reply kijiya thanks
But I use milk not water
👍
I just made it yesterday 😊
Nice.thank u
🌹👌
Nic
Mai kl bnaungi inshallah
In Shaa Allah ان شاء اللہ ko Alg likha karin Aik sath likhny se mehni badal jaty hain is InShaa انشاء ka matlb hota hai paida karna پیدا کرنا Aur Is In Shaa ان شاء ka matlb hota hai , چاہے ؛چاہا ap sb Surah Waqiya ki Ayat no 35 Aur Surah Ahzab ki Ayat No 24 ko parh lain
Soji ko faf kaisy krty hain rait wagaira kaisy nikly gi
Suji ko chan lain
Ghee kam hai ,2 cup soji mai 2 cup hi ghee aur 2 cup hi suger daltay hai
Main ap ki new subscriber hn
First time byana hai kuch acha nai bana shyed confidence nai tha is liye inshallah will try next 😂😂
In Shaa Allah ان شاء اللہ ko Alg likha karin Aik sath likhny se mehni badal jaty hain is InShaa انشاء ka matlb hota hai paida karna پیدا کرنا Aur Is In Shaa ان شاء ka matlb hota hai , چاہے ؛چاہا ap sb Surah Waqiya ki Ayat no 35 Aur Surah Ahzab ki Ayat No 24 ko parh lain
You didn't add milk
🤤🤤🤤🤤🤤🤤🤤🤤🤤🤤
Kia sugar ke jaga gur dal sakata ha
Gur is good for health use it
Mne bnya h but rabri sa ho gya h ..chepka chepka sa ,aisa kiu hua???
aap ne ghee kam dala ho ga ☺️
1 cup suji m 1 cup ghee
1 cup suji main 1 cup ghee to bohat zeada ha, aap ne to recipe sahi follow hi nahi ki, dakhain ingredients ki sahi measurement banane ka tarika tips recipe k leye bohat zarori hota ha kuch recipes main aap apni marze ki changes nahi kar sakte, pleas recipe ko sahi follow kea karain takay time aur ingredients dono kharab na hon
@@SadiaUzairsKitchen g thk h m dubara dekhti hun thnku
Milk dalty hai . Pani nhi😊
Zaruri nai
یہ مکھنڈی نہیں مکھڈی حلوہ نام ھے یو ٹیوب پر ہر بندہ یہ بنا رھا ھے اور اصلی نام کسی کو بھی نہیں پتہ
ضلع اٹک کے پہاڑوں پہ دریائے سندھ کے کنارے پر واقع مکھڈ شریف نام سے ایک چھوٹا سا قصبہ آباد ہے۔ یہ حلوہ چکوال ،میانوالی،اٹک،کی مشہور ڈش ہے۔ اسی نسبت سے اسکا نام مکھڈی حلوہ ہے۔ نہ کہ مکھنڈی ۔۔۔شکریہ
Yes in our chakwal ❤
yeh kitne log kha sakte hain?
Jin ki umer 99 saal hae
Love you
Inni cheeni
Mere caramel ne apno auqat dikha kr 3 kilo suji barbaad krdi hai
Kya Howa
Mashallah