The wise bird who spoke Qur'an | Friday Sermon by Allama Syed Abdullah Tariq

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 23 жов 2024

КОМЕНТАРІ • 35

  • @nuvitarique
    @nuvitarique Рік тому

    👍👍👍

  • @ismailpatel5496
    @ismailpatel5496 Рік тому

    Sukriya, Jazakallah.

  • @MysteriesDiamond
    @MysteriesDiamond Рік тому +2

    A/s..... Sir aap ye bahut bada kaam kar rahe hai.Par jinki akal par parda pada hai unko samjhana mushkil hi hota hai.I listen to your lectures and they are very useful in life.Zakat par bhi bahut clarity mili.Ribah or interest me sir ghum gaya.Firse lecture dekhna padega🎉

  • @ikramgardezi5141
    @ikramgardezi5141 Рік тому +1

    ❤❤❤

  • @tazeemanwar1280
    @tazeemanwar1280 Рік тому

    Dars upload nahi ho rahe last month se jiski wajah se channel subscribe Kara tha

  • @ayazzfarooqui
    @ayazzfarooqui Рік тому

    Is kahani ko ek bedtime story format me likha aur yaad Kiya ja sakta hai, chote bachon ko sunane ke liye. :D

  • @Syed_12
    @Syed_12 Рік тому +1

    True religion is submission to God and living righteously. Everything else is interpretation.

  • @nazirislam8115
    @nazirislam8115 Рік тому

    اصل میں خطیب صاحب کا موقف تھا حضرت ابوھریرہ(رضی اللہ ) پر تنقید کرنا اور بخآری مسلم کی حدیث کیوں نہ اسکے نکارہ ذھن کے مطابق نہ ہو تو
    ٹھکرا دیگا، یہ تعلیم دیا گیا ، کباڑ کے دوکاندار سونا کو بھی کباڑ کے ساتھ ناپ تول
    رہا ہے

  • @alibanah8483
    @alibanah8483 Рік тому

    Chand ahaadees jo ginti me mushkil se 5ya 10 hongi...
    wo b Tod marod k pesh kardi...
    Uski buniyaad par pure ilm e hadees Ko mashkook karna...
    Jo 1400 saal ummat ka sarmaaya hai aur usme muhadisseen aur ulama e ilm e rijaal ki mehnat sahih Ko ghalat se alag karne wo sab darya me Baha Dena?
    Ye Deen ki konci khidmat h koi muje smjha de

  • @munshisharma-sw3ws
    @munshisharma-sw3ws Рік тому +1

    जुटबोलराह
    अशापखचिन कलतिरतेरिकुदक्षत

  • @mehroonchavda3847
    @mehroonchavda3847 Рік тому

    Chidiya ki poori kahani to batai nahin

  • @redwoodassociates697
    @redwoodassociates697 Рік тому +1

    हदीस की बातों को अफसाना कहने की हिम्मत कैसे पड़ी आपकी , इस दुनिया मे इंसान की समझ अल्लाह के निजाम को कभी समझ नही सकती , और कल अल्लाह आपसे सवाल कर ले आख़िरत में कि बताओ मेरे महबूब की बात अफसाना कैसे हुई , तब आप क्या जवाब दोगे

  • @sadaquathussain1
    @sadaquathussain1 Рік тому

    Jab yaha suraj paschim me dub rahi hoti usi wakt o kisi dusre koum per purab se nikal rahi hoti hai
    To ham paschim ke traf dekh ker kah sakte hai o dusre koum ke liye o suraj paschim se nikal rahi hai jabke hamre liye paschim me dub rahi hoti hai
    Hint,,, dunia global village ban chuki hai koume ek dusre pe chadne ki kosis me lagi hai
    Jai hind

  • @Syed_12
    @Syed_12 Рік тому +1

    All >GOOD< Hindu Will Enter Heaven Quran 2:62_21:94
    All >GOOD< Hindu Christian Jew Muslim Will Enter Heaven Quran 2:62_21:94
    Enemy Is Not Muslim or Christian or Hindu or Jew ......The Real Enemy Is Extremism
    True Islam Vs Dirty Mufti / Dirty Mulla's Islam
    Heaven Is Not Property of Muslim Quran 2:111_2:112
    May Allah bless those who can share Islam to other in a respectful manner.
    Quran Allah Words And Hadiths Men Words Which You Trust The Most?
    There's no MOLVI profession in Islam You should learn your Religion by Yourself.
    All Human Believe In Allah Except Atheist
    If You Believe In Sect You Will Enter Hellfire
    Satan Mufti Mullah Sheikh Are Brothers
    All The Science In The Quran Discovered By Kafir Not By Brainless Mullah
    If you hate other religious people because of some fault or perceived fault they have, don't put it off on God. Own your own hate.
    Proper dawah (witnessing) shares truth in a respectful manner and leaves the power to God to give guidance as He wills. Proselytizing seeks to convert in a manner of expressing religious superiority. The Qur'an prescribes "beautiful preaching" --not proselytizing.Quran16:125
    Islam And Religious Pluralism: The Quran Allows It Most Mullahs Don't Quran 5:84
    Christians Worshiped Trinity-God In Prophet Mosque In Madinah 1400 Years Ago And Prophet Did Not Kill Them
    True religion is submission to God and living righteously. Everything else is interpretation.
    Allah said that He honored the children of Adam. Quran17:70 Let's show respect to all followers of everyone religion
    There is so much we could learn about God from one another's religions if we start listening and sharing.
    The guidelines for everything are in the Qur’an, but implementation is your responsibility
    A Hindu A Jew A Christian A Sikh A Muslim Can Be A Momin
    We are in different religious families, but we all belong to the family of humanity.
    Allah Love Non Muslim Who Do Good (Quran 3:148) And Allah loves the doers of good.”
    Does Allah Love Only Muslim ?
    Essence Of Islam: If It Is Not Common Sense Then It Is Not Islam
    Path To Heaven Is Righteousness And Path To Hell Is Blindly Following Your Sheiks / Mufti
    Do not blindly follow your scholars and mullahs
    Sunni And Shia Fighting's History is Not Islam
    Abu Bakr, Umar, Uthman, Ali, Hussein Heroes Of Muslim Not Islam. Do not worship them as heroes
    Stop Letting Scholars Brainwash You And Read The Qur'an's God words For Yourself
    Momin Will Enter Heaven Not Muslim Quran 33:35
    Do Not Denigrate And Ridicule Others Religions
    The Real Islam Is In The Quran
    Hadith Tells Mufti Sheik Mulla That Not To Use Brain
    Mufti Sheik Mulla Tells Muslim Not To Question Hadith If You Do You Are Not Muslim
    Mufti Sheik Mulla's Favorites Book Hadiths Not Quran
    What Is The Best Hadith ? The Quran
    Quran The Book Of All Knowing Allah And Hadiths The Books Of Thousands Fallible Men
    If your religion causes you to hate any group of people, either something's wrong with your religion or your understanding of it.
    The best Dawah is your manners. The best Naseeha is your example. Spread the beauty of Islam by living it.

    • @faisalshaikh2455
      @faisalshaikh2455 Рік тому +1

      Brother you are misquoting the aayat of Quran. What you said is not exact translation and you are only quoting parts of the aayat, provide context and post correct and complete translation.

    • @arunwazir6667
      @arunwazir6667 Рік тому

      @@faisalshaikh2455 iska mtlb Quran is not for humanity😂😂😂😂😂😂

    • @faisalshaikh2455
      @faisalshaikh2455 Рік тому

      @@arunwazir6667 Did I say that?

  • @alibanah8483
    @alibanah8483 Рік тому

    Munkireen e hadees k Chand clips Sunkar jab ek Insan mimbaro par chadega to uske palle siwaye aise be sir per ki baato k kya hoga..
    Ilm e Deen hasil kare usme Umar lagaayen phir Allah se hidayat talab kare sahih rasta tab milega...
    Khali gappe maarne se kya hoga?

  • @mabsiddiqui7008
    @mabsiddiqui7008 Рік тому +1

    محترم
    آپ کی گفتگو میں نے صرف دسویں منٹ تک سنا ہے۔
    آپ کی پوری گفتگو قرآن کی اطلاعات سے متصادم ہے۔ پورے قرآن میں کہیں بھی زمین کی گردش یا حرکت کی خبر نہیں دی گئی ہے بلکہ جگہ جگہ پر اللہ قرآن کے ذریعے بتا رہا ہے کہ ہم نے زمین کو رکھ دیا، ہم نے پہاڑوں کو زمین میں میخ بنا کر گاڑ دیا (تاکہ زمین تم کو لیکر ڈول نہ جائے)، قرآن کی خبر کے مطابق زمین نا تو حرکت کر رہی نا ہی زمین (گیندیا انڈے کی مانند) گول ہے ۔ (والأرض وضعھا للانام ، افلا ینظرون الی الارض کیف سطحت ، والی الجبال کیف نصبت وغیرہ وغیرہ ) اسی کے ساتھ اللہ نے ہی دنیا کو بتایا کہ سورج غروب ہوتا ہے اور طلوع ہوتا ہے۔ کہیں پر بھی قرآن نے یہ نہیں کہا کہ زمین گھوم کر سورج کے سامنے آجاتی ہے یا گھوم کر پیچھے چلی جاتی ہے۔ لہٰذا آپ کے ذریعے کوڈ کی گئی حدیث سند اور متن دونوں اعتبار بالکل اصح ہے۔ سورج ہر چکر پورا کرنے پر اللہ کے حضور سجدہ ریز ہو کر معمول کے مطابق آگے بڑھنے یا معمول سے ہٹ کر پیچھے لوٹنے کی اجازت طلب کرتا ہے اور اجازت ملتے ہی سورج اپنے رب کے حکم پر چل پڑتا ہے اور پھر ایک دن ایسا آنے والا ہے کہ اللہ سورج کو واپس جانے کا حکم دے گا تو سورج الفور واپس ہو جائے گا اور یہ وہی دن ہو گا کہ جب سورج مشرق کے بجائے مغرب سے طلوع ہوگا ۔
    میں ان شاء اللہ آپ کی پوری گفتگو سماعت کروں گا ضرورت ہوگی تو آگاہ کروں گا۔

    • @raniali6055
      @raniali6055 Рік тому

      Tum Akal pedal ho. Pani k jahaz ko rokne k liye mekhe kya jahaz k Ander lagai jati he ye zameen per.. Is terha zameen ko rokne k liye mekhe kya zameen me lagao ge.. Pahad kya zameen ka hissa nahi he..... Hawai jahaz me Beth jana or usme kursiya hoti he gadi hoi.. Usper Beth na ya farash becha ker letna.. Jahaz chalta rahe ga..

    • @mabsiddiqui7008
      @mabsiddiqui7008 Рік тому

      @@raniali6055
      تم بڑے عقل مند ہو !
      پہلے بات کرنے کا سلیقہ سیکھو ۔
      یہاں پہاڑوں کی حیثیت Pepper weight کی ہے ۔
      اللہ صاف صاف فرما رہا ہے "والأرض وضعھا للانام " یعنی اس نے مخلوق کیلئے زمین کو رکھ دیا ۔
      " والی الارض کیف سطحت " تم دیکھتے نہیں ہو کہ کیسے مسطح بنایا؟

  • @Ivisionsystems
    @Ivisionsystems Рік тому

    Allama sahab, quran ki talimat aap jis taraha chidiya ki kahani bata kar samjha rahe hai jab ki ye kahani bhi namumkin hai . Dusari bat allah apane kanoon badalta bhi hai Ibrahim alaihi Salam ke liye aag ka kanoon badal diya . Tisari bat hadees me kuch sacchi bat samjhane ke liye kuch misali bate bata kar batai gai ho . Aur Suraj chand aur tamam makhlookh allah ko sajda karate hai wo kaise karate hai kis tarah karate hai wo allah hi ko maloom hai . Hamari aqal kah Rahi hai ki takra Rahi hai bate hadees ki lekin asal usake piche kya hikmat hai ye allah hi janta hai .

    • @arunwazir6667
      @arunwazir6667 Рік тому

      Khn likha hadees m ki suraj chand sajda krte hn......aur sajda krne ka mtlb hota hai obedience m aa jaana hai

    • @Ivisionsystems
      @Ivisionsystems Рік тому

      @@arunwazir6667 quran me likha hai har makhlookh sajda karti hai . Aur hadees me Suraj sajda karta hai aur allah se ijajat leta hai ye physically nahi hai . Ise galat samjha gaya hai hadees ko agar jhootlayenge to na hame namaj ka tareeka pata chalta na roze ka na sunnat e Rasool ka pata chalata . Ha ye bàt bhi sach hai ki hadeeso me kai hadees jhooti bhi hai sanad ke aitbàr se kamjor bhi hai isi liye imàm bhukhari , imam muslim aur bhi jo muhaddes guzare hai unhonhe sahi hadees ko alag karake bataya hai . Zaif hadees ko bhi fazaeel ke taur par bayan kar sakte hai lekin aqide ke liye usool ye hai ki wo quran se na takrata ho . Baki to jo aqal me na aaye aise waqiyat quran me bhi hai lekin wo allah ke liye mumkin hai allah har chij par kadeer hai . Ham allah ko apani aqal par jaj karane lagenge to har insaan ki aqal ki kuwwat ek jaisi to hai nahi to aap bataiye kisaki aqal ke mutabik faisala karenge . Allama sahab ki maine kai videos dekhi hai aur unaki jydatar bato se mai sahmat bhi hu siway isake ki hadees agar hamari samajh me na aaye ya aqali daleel ke khilaf ho to use nahi manana hai . Kyu ki aqali daleel zamane ke sath badal bhi jati hai jaise 100-200 sal pahale agar koi kahata ki insan duniya ke kisi bhi Kone se dusare Kone par baithe insan se live video call kar sakta hai to us waqt ye bat bhi insani aqali daleel ke khilaf hoti lekin aaj ye mumkin hai . Hame nahi pata kaise par hamara iman hai quran par bhi aur hadees par bhi

    • @Ivisionsystems
      @Ivisionsystems Рік тому

      @Shams Abbas to yahi allah ki nishaniya kuch hadeeso me agar aai hai jo aqal me nahi aati aur wo hadees sahi sanad ke sath ho . Jaise allah ke nabi ke mauzaje bhi hadeeso me hai , mera kahana ye hai ki hadees sahi sanad ke sath hai to usako jhutala ke munkareene hadees ho jayenge

    • @Ivisionsystems
      @Ivisionsystems Рік тому

      @Shams Abbas bhai mai jo bat kah Raha hu aap nahi samjhe shayad . Satya ka marg quran ne dikhaya aur quran se hi mujhe hak bat pata chal gai aur quran se hi ye bhi pata chala ki allah ki itaat karo aur allah ke rasool ko itaat karo ye quran me aayat hai agar aap nahi padhe to mai refference de dunga inshallah. To bat kuch aisi hai ki quran ne hame rasta bata Diya aur raste par chalane ka tareeka rasool ne bataya to rasool ka tareeka jaise ki namaj ka tareeka roze ka tareeka hajj ka tareeka ye quran me nahi hai ye hadees me hai aur hadees kuch sahih bhi hai zaif bhi hai jhooti bhi hai isi liye muhaddeseen ne badi mehanat karake ek ek Ravi ki tahkeek ki usake bad unhone sahi zaif ka fark kiya ab ham zaif hadees ko agar wo quran se takrati hai to chhod dete hai jhooti hadees ko to aisehi chhod dete hai aur Jo sahih hadees hai aur wo agar quran se takrati hai balki abhi Tak to koi takrati dikhi nahi fir bhi agar kisi ko lag raha hai ki takrati hai to usaka mamala allah ke hawale ham na ye kahate hai ki wo hadees jhooti hai aur na us par tab Tak Amal karate hai jab tak ki usaki sahi tashari na ho . Kabhi kabhi Aisa hota hai ki hamari aqal me kuch bate nahi aati misal ke taur par 100-200 sal pahale ham nahi soch sakte the ki insan video call bhi kar sakta hai lekin aaj ye aam bat hai . Aur koi koi hadees aisi hai jisame bat misal se samjhai hai taki us waqt ke log bhi samjh sake jaise ye bat ki surah pacchim se ugana shuru karega ye bat science bhi aaj tasleem kar chuki hai lekin hadees me ye aise nahi bataya hai jaise aaj hame science se pata chala hai ki asal me Suraj pacchim se nahi ugega balki dharti ulti ghumana chalu kar degi . Bat to ek hi hai lekin us waqt ke logo ke ilm ke hisab se wo bat batayi hai hai . Jab hame ye pata hai ko quran me har bat detail me nahi hai hadees me hai to ek koi usool apana le ki sahi hadees jo aqal me aati ho use lele aur jo aqal me na aati ho usake liye intazar kare ki aage kuch aisa ilm insaniyat khoj legi ki jisse wo hadees samajhne me aasani ho .

    • @arunwazir6667
      @arunwazir6667 Рік тому

      @@shamsabbas9715 Allah ne dozakh bnayi hi kyu hn......Allah ko butt parasti se kya takleef hai